Jump to content

Mujtaba

اراکین
  • کل پوسٹس

    572
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ Mujtaba نے پوسٹ کیا

  1. to all Sunni Muslims Dr zakir nai say parha tau theek say jaata nahi hay. iss liye yeh audio main jawab sun lay. shaid koi aqal thikanay aa jaye. Speaker: Allama Maulana Shah Turab ul Haq Qadri Janazay ki Imamat Speaker: Mufti Shaukat Sialvi Mufti Shaukat Sialvi ka Talib Hussain Zaidi Shia/AntiHadees ko jawab Speaker: Maulana Akram Rizvi Shaheed rehmatullah alaih Maulana Akram Rizvi ka Wahabion Deobundion ko jawab Maulana Akram Rizvi ki speech main diye gaye Hawala jaat ko yahan daikh saktay hain Malfuzat ki ibaraat par aiterazat kay jawab(Audio)
  2. to all Sunni Muslims Wahabion kay malfuzat ki ibaraat par aiterazat kay jawab audio format main. Speaker: Allama Maulana Shah Turab ul Haq Qadri Janazay ki Imamat Speaker: Mufti Shaukat Sialvi Mufti Shaukat Sialvi ka Talib Hussain Zaidi Shia/AntiHadees ko jawab Speaker: Maulana Akram Rizvi Shaheed rehmatullah alaih Maulana Akram Rizvi ka Wahabion Deobundion ko jawab
  3. Khalil Rana Sahib for sharing such an informative article with solid proofs. May ALLAH bless u and help u in all conditions. Ameeen
  4. Brother Mufti Ahmed yaar Khan Naeemi rehmatullah alaih nay iss mozoo par Jaa ul Haq kay pehlay chapter main "Taqleed" kay topic par likha hay Jaa-ul-Haq Iss kay ilawa Muhtarram Professor Dr.Muhammad Masood Ahmed ki kitab Taqleed bhi iss mozoo par mufassil behas farmai hay. Taqleed By Dr.Muhammad Masood Ahmed iss kay ilawa Taqleed o Ijtehad kay topic par Dr. Altaf Hussain Saeedi kay 2 articles IslamiEducation.com par mojood hain. Taqleed-e-Imam Azam Abbu Haneefa raddi ALLAH anhu Click here to Download Taqleed-e-Mujtahid....Aik Mehfooz Rasta Click here to Download
  5. Mr zakr naik sab say pehlay tau main aap ko warn kar doon keh aap abusive alfaz use mat karain. jab Munh torr jawab mil gaya aur kuch kehnay kay qabil nahi hau tau phir gaaliyan daina start kar di hain. behtar hay keh tum khud hee Choohay Maar Gollian kha lau. jais akeh tum nay apnay liye saza tajweez ki hay Tum Wahabi honay ki wajah say aqal say paidal aur aqal kay andhay hau. Malfoozat ki ibarat main wazeh likha huwa hay SAYYIDI MUHAMMAD BIN ABDULBAQI ZURQANI rehmatullah alaih farmatay hain keh Anbiya karam ki qaboor mutahera main Azwaj mutaheraat paish ki jaati hain aur woh unn kay sath shab bashi farmatay hain. jumla siraf itna sa tha aur tum apnay andar ki ghalazat aur bayhooda soch ko AalaHazrat kay zimmay laga rahay hau. Yeh Imam Muhammad bin AbduBaqi Zurqani Maliki musannif Sharh Muwahib Laduniya ka qaul hay jau unhon nay apni kitab SHARH ZURQANI JILD#6 PAGE #169 par likha hay jis ko AalaHazrat nay naqal kiyya hay. jau kuch tum mughalezat keh rahay hau woh sab tum Imam Zurqani ko bhi keh rahay hau. Tau AalaHazrat ki tau tumhain koi sharm o lehaz nahi kam az kam Imam Zurqani Maliki ka hee lehaz kar lau. kaya tumhain apnay Ismail Dehlvi ki ibarat yaad nahi jau keh uss nay Sirat e Mustaqeem main likhi hay keh NAMAZ MAIN ZINNA KAY WASWASAY SAY APNI BEEWI SAY MUJAME'AT(SUHBAT) KA KHYAL BEHTAR HAY............... tau phir tau tum laug apni namaz main yehi kuch sochtay rehtay hau gay kiun keh tumharay shah ismail qateel tau issay behtar ammal qarar day rahay hain. tau Kaya Namaz main Zinna ya apni beewi say Mujame'at ka khyaal namaz kay taqaddus kay khilaf nahi. aur Namaz jaisi Pakeeza aur rohani ibadat kay sath Bay Adabi nahi??? mazeed yeh keh jau tumharay Ehsan ilahi zaheer & comapny nay ARAB SHEIKHON ki shab bashi ka intezam kiyya tha uss main unn sheikhon ki apni beewian thi ya keh AhleHAdees molvion nay riyalon ki khaatir Sadiq Kohati walay muamlay ki tarah larrkion ka intezam kar kay diyya tha???? iss ka jwab zaroor daina agar tumhara ilaaj mukammal ho gaya hay. Zakir nalaiq shaib aap ko urdu parhna nahi aati. complete waqea aik dafa phir parh lau shaid tumhari aqal main kuch aa jaye. awwal tau khwab AalaHazrat nay nahi balkeh Maulana Sayid Ameer Ahmed sahib nay daikha tha aur tum kuch aur hee likh rahay hau aur baqi yeh jau tum nay Rasool ALLAH(saw) kay wisaal par Sahaba kay ghamgeen honay ki guftugu ki hay iss abass guftugu ka iss behas say koi ta'luq nahi hay. behtar hay jau baat ahu rahi hay ussi baaray main baat karo agar MARDAANGI KA ILAAJ HO GAYA HAY. aur tumhara tau kawwa sufaid hay tum nay kaya kissi ka jawab tasleem karna hay. apni saza par amal karo.
  6. Khalil sahib buhat informative material share kiyya hay aap nay with scanned proofs. members agar iss Mozoo par mazeed study karnay chahain tau iss kay mutaliq material Allama AbdulHakeem Sharf Qadri rehmatullah alaih ki book SHEESHAY kay GHAR main mojood hay jo keh AlBarailviyyah ka tehqeeqi wa tanqeedi jaiza kay Chp#2 mian mojood hay. neechay diye gaye link say lay kar end page tak yeh book hay. AlBarailviyyah ka tehqeeqi wa tanqeedi jaiza Chapter 2 iss kay ilawa Dr Muhammad Masood Ahmed ki kitaab GUNAH-E-BAY GUNAHI bhi issi mozoo kay mutaliq hay.
  7. Khalil Sahib buhat acha reply kiyya hay aap nay. Sab say pehlay tau aap ki aqal-o-feham par mujhay hairat hay keh aap say agar koi hawala maang lay tau aap ussay counter attack samjhtay hain aur jahan tak aap nay kaha keh mujhay kissi nay jawab nahi diyya. tau bhai abhi tau baat start hui thi aur aap kay aiteraz kay jawab main hum nay bhi kuch aiterazat aur mutalbat kiye thay. jin ko poora karnay aur jawab daini ki aap main himmat nahi hay.....shaid koi kamzori hay jis kay tanay aap doosron ko daitay hain baherhaal aap nay har hawalay main Ghalatian ki hain. aap nay pehlay hawlay ka likha hay Kitab: malfozaat jild 2 page no 142 ahmed raza khan likhtaa hai ke Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah 1...halankeh yeh Malfoozat kay hissa# 3 main hay. aur page # 30 hay na keh 142 2...aur aap nay lafaz bhi ghalat use kiyya hay. aur apni zehni o baatni khrafat ka muzahira kartay huway Shab Bashi kay lafaz kau Sohbat say badal diyya 3....Shab Bashi ka matlab Fairauz ul Lughaat main Raat rehnay ko likha gaya hay.zaroori nahi keh shab baashi ka wohi matlab hau jau tum nay liyya hay aur agar iss ka wohi matlab hay jau tum nay likha hay tau phir yeh neechay jau AntiHadeeson kay maslak ka tarjuman haftroza Al-Islam kay 30Dec 1983, 16 rabbi ul awwal 1404 hijri kay risalay main Arab Shaikhon ki Pakistan aamad ka zikr hay. Ussi main hay keh uss Arabi shaeikhon kay wafd ki SHAB BASHI ka intezam 111 Multan road par kiya gyaa tha. abb mera tum say sawal yeh hay keh kaya unn Sheikhon ki apni beewian unn kay sath thi jin kay sath unhon nay SHAB BASHI ki thi................tau aap ka jawab hau ga keh nahi kiun keh uss wafd main kissi khatoon ka zikr nahi hay. ya phir AhleHadees molvion nay jaisay Sadiq Kohati ex ahlehadees kay liye LARRKIYAN HAASIL KAR RAHAY THAY,ussi tarah inn Sheikhon kay liye apnay Ullma say rabrtay kar kay Sheikhon ki SHAB BASHI ka intezam kiyya tha??? aakhir kau Riyal milnay thay intezam tau karna parrna tha. Sadiq kohati kau tau haath say paisay bhi day rahay thay aur larrkiyan bhi day rahay thay.yahan tau phir Rayal milnay thay ALLAH jaanay kaya huwa hau ga. doosray hawalay main poora waqea hee aagay peechay hay aur kai baatain ghalat hain. isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah 1....Sab say pehlay Qabar say khushboo aanay ka zikr hay. 2....phir khwaab Molvi Syid Ameer Ahmed sahib nay daikha tha jab keh aap kay hawalay main woh khwaab AalaHazrat nay daikha hay jau keh bilkul ghalat hay. 3....Phir Maulana Barkaat Ahmed ka janaza tha aur aap nay Barkaat Ali ko Dafan karwa diyya aur jahan tak baat hay tumharay teesray hawlay ki Kitab mikyas-halviat Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah 1...tau sab say pehlay book ka naam hee ghalat hay...book ka naam MIKYAAS-E-HANFIYYAT hay 2...doosra jau aap nay likha woh wahan mojood nahi keh main jab jaata tha...................... wahan kuch aur likha huwa hay jau keh tumharay naqal karda hawalay kay mutabiq nahi. abb aap ka yeh kehna tau bahi kaun tumharay jaisay banday par Pistol ki golli waste karray ga .Haan agar aap ki muraad CHOOHAY MAAR GOLLION(RAT KILLING) say hay tau phir socha ja sakta hay.
  8. to all Sunni Muslims New booklet شرح حدیث قسطنطنیہ added in IslamiEducation Corner Section. Click to Visit Corner Section
  9. Zakir sahb aap ki post del nahi ki jaye gi kiun keh iss tarah ki post delete nahi ki jati. Khush tabai kay liye rehnay di jati hay ta keh visiters aa kar ap jaison ki posts parh kar enjoy kar sakain Main sab se pahle ye kahnaa chahtaa hoon agar aap waqiye Marad hain tau phir aap nay jau apnay Buhtan kay saboot main 3 hawalay paish kiye hain. sab say pehlay aap say yehi request karoon ga keh aap pehlay yeh 3 waqeat complete hawalay kay sath post kar dain. aur inn kay scanned images bhi post karain......................Waisay mujhay umeed tau nahi keh aap nay kabhi khwab main bhi yeh books haath main pakarr kar daikhi haun gi...parhna tau door ki baat hay. laikin phir bhi agar aap apnay aap ko sahi saabit karna chahain tau aap phir inn 3 hawalon ko scan kar kay post kar dain.....agar kissi apne Hakeem ul ummat ki zarrorat parray tau uss kay pass bhi challay jaana. khair abb aap kay aitrazat ki tarf aatay hain. main filhal aap kay aiterazat kay jawab nahi doon ga siraf aap say hawalon kay baaray main poochoon ga ta keh mujhay woh search karnay main mushkil paish na aaye. yeh jau aap nay lafaz SOHBAT likha hay yeh wahan mojood hay ya nahin??? aur jau lafaz use kiyya gaya hay uss ka matlab kaya hay??? aur teesra yeh keh kaya yeh alfaz AalaHazrat kay apnay hain??? Kaya yeh khwab AalaHazrat nay daikha tha jaisa ke aap nay zikr kiyya??? aur qabar say khushboo aanay ka jumla pehlay kaha tha ya khwab kay baad main??? waisay ajeeb baat hay keh janazay kay liye banda ja raha hau aur ussay khwab bhi sath aa raha hau... Aur Janaza Maulana Barkaat Ahmed sahib ka tha tau phir Barkaat Ali ko Qabar main kiun utaar diyya gaya??? yeh tau barra zulm hay yaar.... waisay yeh bhi khoob hay keh daawa hay keh AalaHazrat ko gustakh e Rasool sabit karoon ga aur neechay hawala Maulana umer icharwi sahib ka khair yeh batain keh yeh kaun si kitaab hay mikyas-halviyat??? kaya jis tarah ka ilzam aap nay lagaaya hay same wohi alfaz uss book main bhi mojood hain??? agar hain ta phir uss ko scan kar kay hamain dikhain. abhi filhaal itna hee. pehlay aap yeh tafseel provide kar dain. banda jawab post karnay kay liye hazir hay.....
  10. Yeh bhi acha hay karray koi bharray koi. Muazrat kay sath main yeh bataana bhool gya keh yeh book Sajjad bhai nay scan ki thi. Main nay siraf upload ki hay. Iss liye Sajjad bhai ka Buhat Buhat Shukriyya jinhon nay yeh book Scan kar kay hamain itnay achay saboot fraham kiyye. Mudassir bhai yeh downloading kay liye available tau nahi thi aur na hee aisa koi irada tha. Magar aap kay Hukm par PDF format main upload kar di hay. abb aap Corner Section main book kau Partwise download kar saktay hain.
×
×
  • Create New...