
Ya Mohammadah
-
کل پوسٹس
1,305 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
20
پوسٹس ںے Ya Mohammadah کیا
-
-
Main ne pehle bhi kaha tha k sunni sunnai baten na ki jaen. Mager iss k bawajood aap ne phir aisa hi kia hai.
Aap ne likha hai,"Abu Hurairah(RA) narrated that Rasoolillah(SAW) said "If Ilm was suspended from the Turaiya star and the Arabs are unable to reach it, even then a man from the sons of Persia will be able to reach it" (Bukhari, Muslim & Tabarani)."
Main poochna chahta hoon k yeh hadees Bukhari-oMuslim main kahan hai? Umeed hai rehnumai karen ge.
GG YE LEIN REHNUMAI as usual abhi tak wahi to karty aaye hain par koi aqlmand ho to faizyaab ho bhi...............
Haath kangan ko aarsi kya or parhy likhy ko (Persian) FARSI KYA
Sahih Muslim
(1) Abu Huraira reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: If the din were at the Pleiades, even then a person from persia would have taken hold of it, or one amongst the persian descent would have surely found it. (Book #031, Hadith #6177)
(2) Abu Huraira reported: We were sitting in the company of Allah's Apostle (may peace be upon him) that Sura al-Jumu'a was revealed to him and when he recited (these words):" Others from amongst them who have not yet joined them," a person amongst them (those who were sitting there) said: Allah's Messenger! But Allah's Apostle (may peace be upon him) made no reply, until he questioned him once, twice or thrice. And there was amongst us Salman the persian. The Apostle of Allah (may peace be upon him) placed his hand on Salman and then said: Even if faith were near the Pleiades, a man from amongst these would surely find it. (Book #031, Hadith #6178)
In commentary of this hadith Imam Suyuti(rh), the renowned Shafie scholar, said "It has been communicated unanimously that this hadith refers to Imam Abu Hanifa.
Doosra yeh k yeh hadees hergis Imam Abu Hanifa k haq main nahin hai kion k unn ka taluq persia se nahin tha.GG bilkul aapny ne jo irshad farma diya ab to maanna hi parega itna bhari bharkam aalim fazil gumrah GM Biddati group se jo aaye hain yahan apni ilmi sdaqat dikhnay warna baki ulma e deen, muhaddiseen muarrekheen, mujatahedeen, mohaqiqeqeen, buzurgan e deen, owliya ikram in sab ki bisaat hi kya aapky samny sab ke qowl ek taraf or nariyon ka inkaaar ek taraf.
Aap ne 20 Sahaba Ikram R.A. se Imam Abu Hanifa ki mulaqaat hona bataya tha. Main ne kaha tha 10 se saabit ker dain aur abhi baat kehne, sunnane tak hi aayi hai to koi 5 kehta hai to koi 8. Jab saabit kerna parre ga to 1 Sahabi se bhi mulaqaat saabit na ho sake gi. Aur iss baat main Imam Abu Hanifa per koi zadd nahin parti mager aap log unn per aisi baten kerte hain jo saabit nahin ho saktin.Ager phir bhi aap ko apne dawe per barra maan hai to aik hadees pesh ker dain jo Imam Abu Hanifa ne kissi sahabi si bian ki ho aur woh Sahih ho...?
Tumhari demands bhi ghareebon ki tarah barhti ja rahi hain...behas kahin se kahin pohcha di hai tumny imam abu hanfia ka naam lekar...tumhy unky tabaeen hony par aitraaz tha or me nahin janta tha ki tabaeen hona kamaz kam 10-20 sahaba se mulaqat par hi mabni hai..kher sirf aitrraz karny ke liye aitraaz karna alaga baat hai...abhi jis topic me ho usi par raho shirk or towheed to samajh lo insha Allah
imam e azam
or unki fiqh ko baad me samjhty rehna......
Aksiriaet hergiz miar nahin. Nabiki hadees k meri Ummet gumrahi per jama nahin ho gi se Ijmaa ka saboot nikalta hai. Tum log apne aqaed per Ijmaa hergiz saabit nahin ker sakte. Iss hadees se aksiriet muraad lena intahai galat hai. Jese aaj musalmanon ki aksiriet deen se door hai to kia yehi baat sahih hai...? Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen
Aey Gumrah GM tumhy itna bhi shaoor nahin ki gumrahi par jama na hony se murad kisi bhi mamly ya umoor par is baat par muttafiq hona ki falan baat islam ke mutabiq hai ya islam ke khilaaf...aaj agar kaseer tadad me muslamaan khilaaf e shara kaam kar rahy hain ya deen se door hain ya gunahgaar hain to wo usy gunah hi samjhty hain usy neki samajh kar nahin kar rahy bad aamaali to hai par is par jama nahin huey ki ye bad aamaali islaam ke khilaaf nahin....haa ye baat to thi Sunni muslamano ki tumhary wahabi GM group me kis kis baat par ijma hai wo bhi qabil e fikr mozu hai insha Allah
would be discussed later..so would you mind putting your dalail form Quran o Sunnat on your topic...Shirk & Ummat e Muslima.
-
Janab Khalil Rana Sahib, Aap se to mujhe aisi bachkana baaton ki umeed nahin thi.
Magar humy GMs Se aisi hi jahliana baton ki ummed thi...
Muslalmano ke qatilon or ummat e mohammadiya ko mushrik qaraar dene walo ki wakalat karny walon jis khabasat ka humy intezaar tha wo aap se zahir ho rahi hai....Allah aap ko is khidmat e Azazeel par aapko aapki manzil tak pochaeyga jald Insha Allah
Aap ne yeh bhi likha k Imam Abu Hanifa, 20 Sahaba Ikram se mille. Mahez sunni sunai na maaren, Ager aap ko iss baat yaqeen hai to 20 choren 10 Sahaba Ikram ka naam sahih saabit ker dain, main sab kuch chor ker aap ki maan loon ga k aap log sache ho aur jhoot nahin bolte. Ager na ker sake to phir maan lena k aap logon ko jhooti baaton se perchaya jaata hai.Imam Abu Hanifa (rh) was born in 80 AH in Kufa (present day Iraq, geographically located next to Basra). It was in 17AH that Hadhrat Umar(RA) ordered the foundation stone and building of Kufa and it was later that it was established as the capital of the Khilafah during the rule or Ali(RA). During the era of Imam Abu Hanifa Kufa was the residence of more than 1050 Sahaba. of whom 26 were veterans of Badr. It was here in Kufa the grandfather of Imam Abu Hanifa was blessed with the oppurtunity to meet Hadhrat Ali(RA) in person and it was on this occasion that Hadhrat Ali(RA) made dua for the offspring of Zuta.
Abu Hurairah(RA) narrated that Rasoolillah(SAW) said "If Ilm was suspended from the Turaiya star and the Arabs are unable to reach it, even then a man from the sons of Persia will be able to reach it" (Bukhari, Muslim & Tabarani).
In commentary of this hadith Imam Suyuti(rh), the renowned Shafie scholar, said "It has been communicated unanimously that this hadith refers to Imam Abu Hanifa."
Imam Abu Hanifa was born in the generation of the Tabi'een and peronally met at least 5 Sahaba. His being a Tabie was affirmed by Imam Nawawi and Imam Dhahabi, with Hafiz ibn Hajr al Asqalani quoting meetings with 8 Sahaba in his lifetime. Some reports narrate these as including Anas ibn Malik, 'Abdullah ibn Abi Awfa, Sahl ibn Sad as-Sa'idi and Abu al-Fadl Amir ibn Wathila
. He started to learn 'ilm al-fiqh in the classes of Hammad ibn Abi Sulaiman(rh) at the age of 22 and enjoyed the companionship of many notables of the Tabiin, and of Imam Jafar as-Sadiq (rh).
Aap ne pehle hadees hi jo pesh ki hai main iss ka jawab pehle bhi de chuka hoon k yeh to tab hai jab main kissi ko mushrik keh ker bila hujjet uss ke qatel ke derpe hoon. Ager iss se muraad yeh hai k shirek ko shirek hi naa kaha jae to yeh intahai galat baat hai. Doosra yeh k yeh hadees aap logon k khilaaf hai kion k ooper aik reply main Zia-ul-Haq ko mushrik o Kaafir kaha gaya hai aap ke fareeq ki tarf se.Shirk ko tareef tumhy barha de di gayi par tumhari naqis aql me wo kahan samaeygi...Ab ye karo shoaib GM ki shirk ki tareef karo or phir apna wahid maqsad means Ahle Sunnat wal Jamat ko mushrik sabit karo do agar waqai apny.......
Kufaar k haq main naazil hone waali aayaat ko musalmaanon per chespaan kerna yaqeenan sahih nahin mager ager koi shirek kere ga to usse to shirek waali aayaat sunai jaen gi k nahin. Werna to phir jitna baatil firqe hain unn per koi aayet nahin pesh ki jaa sakti k woh unn k haq main to naazil nahin hui. Khud kia aap iss baat ko maante hain k Gustaak-e-Rasoolper woh aayeten pesh nahin kerni chahiyen jo kufaar ke haq main naazil hui hain....?
lafzon se khelna tumhy tumhary GMs ne achcha sikhaya hai....par baat wahin ki wahin hai ki shirk ki tareef quran o sunnat se kar do or phir kisi musalmaan par shirk ka fatwa lagao jis ko tum GMs ne khel bana rakha hai....
Yeh ham per buhtaan hai k ham her dor k EemanDaron ki aksiriat ko mushrik qara dete hain??? Mazaraat per jo kuch hota hai aap kabhi bhi uss ko her zamane main saabit nahin ker sakte kahan yeh baat k aksiriet inn kamon ko sahih her dor main samajhti thi.Tumhari badqismati se aksariyat Ahle Sunnat wal jamat ki hi hai jo shumaal se junoob tak or mashrik se maghrib tak wahi aqeedy rakhty hai or rakhti chali aai hai jisy tum GM mushrikana karar dete aaye ho...or hum kya sabit kar sakty hain kya nahin wo to tumhy aany wala waqt bata hi dega...Pehly zara apna ilmi shahkar dikhao or shirk ki tareef quran or hadees se karo....
bari wazeh lagi aapko ye hadees kya yahi hadees wazeh thi or jo aapko pesh ki gayi wo to apaky mayar pe nahin sahi lagi or na hi aapko unka wazeh hona sahih laga..kher khuda jab deen leta hai to aql cheen leta hai...tumhary Shah ismail Dehlwi ne jis aql e saleem ka muzahira apni kitab taqwiatul imaan me kiya tha or wo thandi hawa chala kar khud mushrik ho gaya tha or tumhary baap dadao ko bhi mushrik bana gaya tha...lagta hai tum unhi ki paidawaar ho kyu ke tum logo ko mushrik banny ka bara showk hai....deedy khol ke parho ki wo daur jab islam ajnabi ban jayega wo isa aleh salam ke baad ka dor hai jaisa ki Hazrat Abdullah Ibn Umar
ki hadees se sabit hai jo Muslim or Mishkat me aayi hai...
Aksiriet deen main kabhi bhi miar nahin rahi. Baat ussi ki deen main sahih hai jo dallel se baat kare werna aaj kaseer musalmaanon ki hi jo haalat hai kia aap usse deen tasleem kerte hain..? Mushware ka hukam dia gaya hai musalmanon ko apne duniavi maamlaat main werna jahan daleelse baat saabit ker di jae wahan aksiriet ka faisla thukra dia jaata hai bal k duniavi maamlaat main bhi ameer paaband nahin hota Shoora ka. Hazzret Abu Baker Sadeeq R.A. ke kai faisle aise the jo jamhoor k rae ke khilaaf the jaise Zakaat na dene walon se Jihaad ka faisla.GM Shoaib kehta hai Aksariyat deen mein myar nahin...aksariyat deen me hum musalmano me isliye mayar hai ki humary Nabi
ne farmaya ki meri ummat kabhi bhi gumrahi par jama nahin hogi...han tum logo ki aksariyat ki baat thory hi hai jo gumrahi par jama hai...yaqeenan Ahlesunnat wal jamat ki aksariyat or kisi masly par ijma hona hujjat hai huzur
ke farmaan se.
-
Asslamoalaikum 2 all muslims,
to Muslims only for rest of All HidakAllah
aise ilzaam barae ilzaam bahes main bhi ker sakta hoon. Lakin yeh to her aik ka apna zaraf hai. Ahlehadees 100-150 bares pehle ki padaesh nahin kion k yeh manhaj ka naam hai aur Ahlehadees hi sahih AhleSunnat hota hai.Ahle Hadith (Naam Nihaad
) log jin hadithso ko lekar shor machaty hain or dawa karty hain ki hum haq par hain or bukhari bukhari muslim muslim karty thkaty nahin....mujhy ye batayein ki kahan likha hai quran me ya huzur ka koi farmaan ki mere baad sahib e bukhari aayengy or imam muslim etc muhaddith aaengy or meri haditho ko jama krengy to tum unpar imaan rakhna or haq or batil ka mayar unki kitabon ko rakhna....itni bhi toufeeq nahin mili tum gumrahon ko ki Aimma Mujtahedeen par tanqeed karny se pehly jis bukhari ka bukhar ( kisi shayar ne khoob kaha hai ki DEEN SEEKHA PAR DEENDAARI NA AAYI ....BUKHAAR AA GAYA PAR BUKHARI NAHIN AAYI) tum GMs par charha hai wo Imam Bukhari humary imam e azam Abu Hanifa
ke amuman 1000 shagirdon me se ek shagird ke shagird they....Imam bukhari
ki wiladat to bohot baad me hui mere Imam e Azam to 70 ya 80 Hijri me paida huey or qareeeb 20 sahabi e Rasool
ki ziyarat se afrooz huey or Tabaieen me shumar huey....
kya baat he mere Imam e Azam
ki.
Jin logon ne Rasm o Rawaaj ko deen bana lia ho unn ka koi taluq Ahlesunnat se hergiz nahin.Aap log khud ko Ahlesunnat kis tarah kehte hain halan k aap log Brelvi hain.
Ahlesunnat se toot ker aap log hanfi hue aur phir mazeed taqseem ho ker brelvi ho gae, lakin dawa phir Ahlesunnat hone ka.
Aap logon ki saari daawet Ahmed Raza Khan ke pesh kie gaye deen ki taraf hai. Jab k Ahlehadees aur Ahlesunnat ki dawet Quran-o-Hadees aur Sunnat ki taraf. Hamari dawet kissi aalim ki tarf nahin jo peda na hota to Ahlehadees bhi na hote. Haan ager Ahmed Raza na hote to Firqa-e-Brelvia hergiz na hota.
Main aisi ilzaami baten hergiz na kerta mager jin logon k paas daleel ki bajae mahez ilzaam hon unn se aisi baat kerne per khud ko majboor paata hoon. phir bhi kissi ko meri kissi baat se takleef pohanch ho to maazret'khua hoon.
Wasalm
Dekh lein sunni bhaiyo Emotional baton ka libada orhy, salah-islah ka fareb liye ye sahab aaey thy jin ki asliyat upar ke quote se munkashif ho gayi hai....kher miyan aapki islah ke liye or aapky aqeed e shirk or towheed ke liye kuch mazeed information de raha hu....ummed hai DIMAG KE KUCH TABAQ ROSHAN HO JAYEIN....par ummed kam hi hai...
-
Ager aap bhi yehi kehte hain k shirek ho sakta hai aur aap iss se inkar nahin kerte jaisa k aap ne khud likha hai to phir gussa kis baat ka hai mere dost yehi main ne bhi likha hai.
mere samajh me yahan ye baat nahin aa rahi ki yahan Ahle sunnat wal jamat jo sawady azam hai inky aqaid mein chatak bhar Angrezon ki paidawaar GM ko kon sa shirk nazar aa raha hai jo tumhy ye topic banana parha....saaf saaf kaho ki me aap Ahle Sunnat ke aqaid par aap logo ko yahan mushrik tehrany aay hu...lagta hai tumhy kuch ilm ki darkaar hai is "Towheed or Shirk" ke topic par to just use ur top floor if u have to read and clarify your doubts regarding this issue...
http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=113
Khuda k liye aap log apne siwa kissi ko musalmaan samajhte bhi hain ya nahin aur ilzaam phir ham per hi k ham sab ko gumrah kehte hain. Apna tarz-e-amal dekh lain baar baar bila daleel gumrahi ka fatwaoh kya itna bura laga aapko wasiy mene apni poori post me aapko kafir hargiz nahin kaha haan aapko showk ho apny aapko kehlany ka to ismy mujhy koi aitraaz nahin..rahi baat gumrah hony ki to wo to rozy e roshan ki tarah waze hai ki jo ijma e ummat se hata or Ahle Sunnat wal Jamat se alag hua or phir kareeb 100-150 saal pehly biddati ki tarah janma wo GM Group gumrah nahin to or kya hau....??
kya nabi ne bhi kisi forum par is tarah musalmano khilaaf shirk ke ilzaam wali post ki thi??
EMOTIONAL DRAMY BAZI BAND KARO OR SAAF SAAF IQRAAR KARO KI IS POST KA MAQSAD AHLE SUNNAT WAL JAMAT PAR SHIRK ME MULAWWIZ HONY KA ILZAAM LAGANA NAHIN TO PHIR OR KYA HAI ??
-
mujtaba bhai aapki post ke liye...O Gumrah Shoaib (yahi naam hai na tumhara) whatever jo bhi naam ho...mujtaba bhai ye confused hai isko khud bhi nahi maloom ye yahan kya sabit karny aaya hai...quran or hadees ko misquote kar ky iska poora zor is bat par hai ki Ummat e Muslima me shirk ho sakta hai ya ho raha hai....to aey gumrah humny kab mana kiya ki nahin ho sakta karny waly karty hongy...hum Ahle Sunnat wal Jamat ke maslak mein, humary aqaid mein, humari moatbir qutub mein..na hi shirk kabhi ho sakta tha na kabhi shirk hai or na hi insha Allah
kabhi hoga....jo shirk karty hain tum wahan ja kar apna barood kharch karo yahan shirk nahin....
Jitny dalail diye sab hazam kar gaye tum GOU ka ghosht samajh kar. or phir ab apni khabasat par utar aaye............
Aap ne aik hadees pesh ki hai k jis ka mefhoom hai k Naaji jamaat woh hai jo uss tareeqe per ho gi jis per Nabiaur Sahaba Ikraam hain. Allah aap ko jazae khair de buss issi ko pakar lain apne aqeede aur apne amaal check kerna start ker dain k kon kon se aqeede aur amaal inn Paak hastion ke the phir ussi ko pakar lain. Qisse, kahanion se jin kitabon main daleel li jaati hai unhen chor dain.
Alhamdo Lillah Humara aik aik Aqeeda or Mamlaat Quran or Sunnat par mabni hain...Raha amaal to uski maqbooliyat ka wasila bhi mere mustafa kareem
ki zaat e muqaddasa hai...TUM GMs ne to koi kasar baki na chori unki or unky pyaron ki gustakhi mein...to insha Allah Amalon ka tokra sir par liye Dakhil e Jehnnaum ho hi jaogy ismy shak nahin.........Allah tumhy tumhary manzil tak pohchaye..
or ye batao Muslamano ki musallamat aqaid par or ijma e ummat shak karky kahin tum Tafseer ibn kaseer me quote ki gayi us hadees ke misdaq to nahin ban gaye.....jisko bhi tumny bari aasani se hazam kar liya shreer e madar samajh kar.
Mujtaba bhai aapny GM ki post parh kar andaza to laga liya hoga ki inki ilmi sadaqat ke kya haal hain or insy kis had tak ilmi muzakira kiya ja sakta hai...insy se ilmi behas apna time zaya karna hai...
-
Ahlehadees
- فورم: فتنہ وہابی غیر مقلد
Asslamoalaikum,Aafreen hai tum per mere dost,
kaash k tum meri ooper wale reply bhi gor se parhte Jab main keh chuka hoon k meri dawet Quran aur Hadees hai phir bhi uss per ratt lagae jaana k tumhara GM Group, kia maani rakhta hai?
.
GG Alhamdo Lillah aapki upar wali post parhi to ye likha dikha iska kya karu
Asslamoalaium,Mera naam Shoaib hai. MAin pehle Brelvi tha lakin aAlhamdulillah abb Ahlehadees hoon.
Iss forum per Ahlehadees ke khilaaf jo ilzaam lagae gae hain, Aik waqt tha k main bhi yehi kuch samajhta tha. Hata k Ahlehadees k peeche namaz bhi nahin parhta tha k yeh log to gustakh hai.
Mager jab Allah ne Quran o sunnat ki janib rehnumai ki to Zahen bhi taasub se paak ho gia.
GM=Gher Muqallid=Ahle Hadith ab samjhy !!! .kar do inkaar tumny apna firqa Ahle Hadith nahin likha...Quran or sunnat ke naam par GM logo ko aisy hi bewaqoof banaty hain..jaisa ki tumhari emotional post se maloom hota aa raha hai...Yahan Emotional na ho, jao or apny lafzon ko samhaalo kabhi kuch kehty ho kabhi kuch....tumhara naam Malang Part- II rakh diya jaye to ghalat na hoga wo bhi isi tarah kalabaziyan khaya karta tha ..
Jab main keh chuka hoon k meri dawet Quran aur Hadees hai phir bhi uss per ratt lagae jaana k tumhara GM Group, kia maani rakhta hai? Main ne aap logon ko uss ki dawet di hai?Tumhari post jo unapproved parhi hai wo logo ko taqleed chor apna myaar sirf or sirf Quran or hadees se barahy rast masly or mamly akhaz karny ki thi jo boli Ahle Hadith ki hai jis se tum inkaar nahin kar sakty.....jis par behas is topic ke baad insha Allah zaroor hogi...
Baar Baar mujh se iss baat ka taqaaza k apna Eemaan sabit keroon. Aik aadmi jo gawahi de raha hai k woh sirf Quran o Sunnat ko miar samajhta hai, ager woh bhi eemandar nahin to phir kon hai? Main ne abhi tak konsi kufria baat ki hai jis ki buniad per mujhe eeman se kharij kie jaane ka hukam lagaea jaa raha hai.Main baar baar keh chuka hoon k Quran O Hadees hi ki meri dawet hai Uss main koi aitraaz kerna hai to main jawab dene ka paaband hoon.
Kia tumhare nazdeek deen sirf Ahlehadees kehlane wale logon per kufer ka hukam lagane ka naam hai????
Main yeh sab baten keh keh ker thak gaya hoon mager tumhari samajh main yeh kuch nahin aa raha.
Chalo Batein bohot ho gayain tumhari pehly zara un salwalon ke jawab do jo mene apni upar post me tum par qayam kiye.....GM group jinhy tum haq par manty ho (jaisa tumny kaha me ahle hadees ho gaya hu) wo ye gusakiyon or kufria ibarton ko towjee bayan kiya karty hain or unko gustakhi or kufr nahin samjhty hain or un books ko duniya ki tamam zabano me chap chap kar ain imaan kehty hain un logo ke group me tum shamil ho gaye masha Allah kya kamal kiya aapny or phr likhty hain janab AFREEN AFREEN
JAWAB DO ( Ahle Hadith jin books ko Ain imaan karaar dete hain or chap chap kar duniya bhar me isy taqseem kar rahy hain wo group haq par kese ho gaya or quran or hadees kya ye dawat dete hain Allah or rasool ki gustakhi ki??)
Kya tumhari baraat birf kufriayn kitabon se hai un kitabon ko imaan or haq manny walo se nahin ?
Uff kitna Mushkil ho raha hai Apni jaan churana Ahhle Hadison se...yahi hai Mohobbat e Rasool
Tum log apne baare main aik cheez sahih saabit nahin kerte aur mere per unn cheezon se motaliq bhi poochte ho jo main ne nahin kahin. Apne aqaed bhi to saabit kero jo k tum kehte bhi ho aur mujhe mera aqeeda bian kerne do sab pata chal jae ga k kon sahih keh raha hai???Jab tum log sahih ho to phir islahaana rawaia apnao bahes barae bahes wala tareeqa kion apna rakha hai?
Humari post shayad tumhari aql se upar bounce hua karti hain. dekh lo almost sari post hawalajaat se bhari parhin hain zara deedy khol kar parha karo ki hum apni baat dalail se sabit karty hain Emotional Drama nahin khelty GM ki tarah...
Allah GM ko rahy hidayat de...ameen
-
Ahlehadees
- فورم: فتنہ وہابی غیر مقلد
Asslamoalaikum,Aashique-Mustafa Bhai aap ke jawab ka bohat bohat shukriya.
Mere bhai aap ka kia hayal hai k main ne Brelvi ulma se poocha na ho ga? Mager apne dalael dene ki bajae jab baat sirf aitraaz barae aitraaz hi ki jae to faeda kis tarh ho sakta hai.
talineoor tumny poocha kya ? kis se poocha? tumhy kya bataya gaya? ..or phr tum siraat e mustaqeem chor kar 72 groups me shamil ho gaye..
Aap to 2,3 kitabon se motaliq keh rahe hain k inn se hamara koi taluq nahin, main aik aik kitaab se motaliq biraat ka izhaar kerta hoon k jis main bhi Quran o Hadees k khilaaf bian ho woh mardood hai. Abb chahe woh Shah Ismail ki ho ya Molana Ahmed Raza Khan ki.talineoor tumny gm ki 2-3 books se apni baraat ka izhaar kiya hai..dekhty hain kitiny sachchy ho apni baraat mein...ab ye batao ki :-
Aagar waqai tumny in books mein gustakhi e Aluhiyat or gustakhi e Rasool dekhi hai to tumhara apny GM group ke mutalliq kya kehna hai jo isky musannif Ismail Dehlwi ko apna imam janty hain...or un books me likhi kufriyan ibarton par raazi hain...
Kya tum apni baraat sirf un books se rakhogy or un gumraho se nahi jo kufr par raazi hain or aaj tak un books ko chap kar Allah
or usky habeeb
ki towheen kar rahy hain....
kya tumhary hisaab se ye GM group us naji firqy me se hai jis ki basharat Huzur
ne di thi?
Tum Hum ko aisy Gumrah or kufriyan Aqeedy rakhuny waly firqy ki or aany ki dawat dene aaye ho...?
Lanat hai un sab par jo khudwande quddoos
or Mustafa
ki shan me gustakhiyan karty hain or dum bharty hain musalmaan hony ka..
Hamara to manhaj hi sirf Quran o Hadees hai. Ulema ka kaam uss ki tashreeh to ho sakta hai mager uss k hilaaf kissi ki baat qabel-e-qabool nahin. Main samajhta hoo aur issi per aqeeda rakhta hoon k Nabike baad ummat main koi bhi masoom nahin her aik se galti ho sakti hai. Abb ager to kissi ki baat Quran o hadees k motabiq hai to sir aankhon per werna diwar se maar di jae gi.
Oh waqai to phir maar do Siraat e mustaqeem, Taqwiyatul imaan, Yakrozi or isi jaisy kufriyan ibarton se bhari pari un Ghaleez books ko.... or saath hi us gumrah firqy ko bhi chor do jo in books ko imaan ko taqwiyat dene wali or siraat e mustaqeem janta hai....jana churao apni un books se or apny be deen group se !!!
Roz e jaza gm nahin kaam ayengy na hi ye gustakhi bhari books kaam aayega to ishq e mustafa
, tazeem e mustafa
, itaat e mustafa
Baraat karo in Books ko chapkar taqseem karny waly GM se sy apni !!! Baraat ka elaan karo....agar waqai apny qol me sachchy ho......
Aap ne poocha hai k aap ka Allah k baare main kia aqeeda hai k kia woh jhoot bol sakta hai? to main kahoon ga hergiz nahin k Allah her tarah k ayoob se paak hai woh sab se bara sacha hai. Uss ki taraf kissi bhi tarah k aib ki nasbat bohat barri gustakhi hai.phir yahi kahunga Baraat un books se or BARAAT in books ke kufriya aqaid ko imaan manny waly group GM se jin ki dawat tum humy yahan dene aaye ho...
Jahan tak baat hai k main kiss tarah se samjhta hoon k Brelvi hazrat galat hain to arz yeh hai k aap log mujhe kuch kehne dain ge to main kuch kahoon abhi tak to sirf mujh per jirah hi ki jaa rahi hai. lahaza aap se guzarish hai k doore doston se bhi kahen k taasub ko iak taraf rakh ker meri baat to sun lain jo main kehna chahta hoon. Jo post keroon ga uss se aap ko pata chal jae ga k main kia keh raha honn aur main ne koi aqeeda ya amal kion apnaya hai ? phir ager meri koi baat galat ho to zaroor islaah kerain.Aakhir main aap ki Dr. Zakir Naik wali baat ka jawab yeh hai k Aap ne kaha k Sunni Aalim ne sabit kia k Wahabi Nabi
ke zamane main nahin the. Mujhe iss baat se bilkul ittefaq hai. Wahabi ka lafaz to bator taana istemaal kia jaata hai.
kehna sun na sab baad mein pehy apna imaan sabit karo.......or kaho Ki jin books ko me apni baraat ke liye dewaar par marna chahta hu ki wo quran or hadees ke khilaaf hain unhi books ko chap kar duniya bhar me kufr phelany waly GM group se bhi meri baraat !!! kaho manzoor??
Lakin poochna chahoon ga k Molana Ahmed Raza Khan ne to Nabike paas aane wale aik munafiq ko wahabi qarar dia hai."(Malfoozaat : page 87)
Abb aap bataen Molana Ahmed Raza ka bian kia galat biani nahin?? Sirf logon ko mutnafir kerne ke liye keh dia k jis munafiq ne Nabi
ki gusakhi ki thi woh wahabi tha. Baherhaal main iss per bahes nahin kerna chahta yeh to lafzon ka khail hai apne matlab k liye kabhi kuch kabhi kuch.
Abb arz itni hai k mujhe mukhtalif topics per posts kerne di jaen jo baat galat ho uss per islaah karen. jiss ko radd kerna ho ussi k neeche jawab de ta k sab k saamne ho k kiss ki baat main wazan hai. Abb Post ko delete ker dena iss baat ki ilamat ho gi k yahan per koi daleel se baat kerna hi nahin chahta.
Aap ka aik daffa phir shukriya k aap ne mujhe samajhne ki koshish ki aur umeed hai k baqi dost bhi karen ge.
Wasalam
Mere Aaaqa or imam "Imam Ahle Sunnat Shah Ahmad Razk Khan
" ne jo farmaya haq farmaya ki ye gustakh e rasool ( means Wahabi ) ye munfiq to Huzur ke zamany mein bhi they...Rasool ki gustakhi karna sirf akele GM ka shewa nahin hai...ye kaam to munafiq or kuffar huzur
ke zamany se hi karty chaly aaye hain...raha sawaal wo kon they to unky liye huzur
ne pehly hi basharat farma di thi jinmy kai nishaniyan bayan ki
Najad se fitny ki tarah uthyngy
kasrat se sujood karengy
kasrat se namazy parhengy ki tum apni ibadaton ko unky samny kam samjhogy
musalmano ko kafr or shirk ke fatwy lagaengy or but paraston ko kuch nahin kahengy
SIR MUNDWATY hongy......
Aaj dekh lo ye sari alamatein kinmy payi jati hain...WAHABIS or unky hum asaro mein
Hadith FOR of shaving head wahaabees
Sahih bukhari
(1) Narrated Abu Sa'id Al-Khudri: The Prophet said, "There will emerge from the East some people who will recite the Qur'an but it will not exceed their throats and who will go out of (renounce) the religion (Islam) as an arrow passes through the game, and they will never come back to it unless the arrow, comes back to the middle of the bow (by itself) (i.e., impossible). The people asked, "What will their signs be?" He said, "Their sign will be the habit of shaving (the head). (Fateh Al-Bari, Page 322, Vol. 17th) (Book #93, Hadith #651)
(2) Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet said, "I have been made victorious with As-Saba (i.e. an easterly wind) and the people of 'Ad were destroyed by Ad-Dabur (i.e. a westerly wind)." Narrated Abu Said: ali sent a piece of gold to the Prophet who distributed it among four persons: Al-Aqra' bin Habis Al-Hanzali from the tribe of Mujashi, 'Uyaina bin badr Al-Fazari, Zaid At-Ta'i who belonged to (the tribe of) Bani Nahban, and 'Alqama bin Ulatha Al-'Amir who belonged to (the tribe of) Bani Kilab. So the Quraish and the Ansar became angry and said, "He (i.e. the Prophet, ) gives the chief of Najd and does not give us." The Prophet said, "I give them) so as to attract their hearts (to Islam)." Then a man with sunken eyes, prominent checks, a raised forehead, a thick beard and a shaven head, came (in front of the Prophet ) and said, "Be afraid of Allah, O Muhammad!" The Prophet ' said "Who would obey Allah if I disobeyed Him? (Is it fair that) Allah has trusted all the people of the earth to me while, you do not trust me?" Somebody who, I think was Khalid bin Al-Walid, requested the Prophet to let him chop that man's head off, but he prevented him. When the man left, the Prophet said, "Among the off-spring of this man will be some who will recite the Qur'an but the Qur'an will not reach beyond their throats (i.e. they will recite like parrots and will not understand it nor act on it), and they will renegade from the religion as an arrow goes through the game's body. They will kill the Muslims but will not disturb the idolaters. If I should live up to their time' I will kill them as the people of 'Ad were killed (i.e. I will kill all of them)." (Book #55, Hadith #558)
(3) Narrated Abu Said Al-Khudri: 'ali bin Abi Talib sent a piece of gold not yet taken out of its ore, in a tanned leather container to Allah's Apostle . Allah's Apostle distributed that amongst four Persons: 'Uyaina bin badr, Aqra bin Habis, Zaid Al-Khail and the fourth was either Alqama or Amir bin At Tufail. On that, one of his companions said, "We are more deserving of this (gold) than these (persons)." When that news reached the Prophet , he said, "Don't you trust me though I am the truth worthy man of the One in the Heavens, and I receive the news of Heaven (i.e. Divine Inspiration) both in the morning and in the evening?" There got up a man with sunken eyes, raised cheek bones, raised forehead, a thick beard, a shaven head and a waist sheet that was tucked up and he said, "O Allah's Apostle! Be afraid of Allah." The Prophet said, "Woe to you! Am I not of all the people of the earth the most entitled to fear Allah?" Then that man went away. Khalid bin Al-Wahd said, "O Allah's Apostle! Shall I chop his neck off?" The Prophet said, "No, for he may offer prayers." Khalid said, "Numerous are those who offer prayers and say by their tongues (i.e. mouths) what is not in their hearts." Allah's Apostle said, "I have not been ordered (by Allah) to search the hearts of the people or cut open their bellies." Then the Prophet looked at him (i.e. that man) while the latter was going away and said, "From the offspring of this (man there will come out (people) who will recite the Qur'an continuously and elegantly but it will not exceed their throats. (They will neither understand it nor act upon it). They would go out of the religion (i.e. Islam) as an arrow goes through a game's body." I think he also said, "If I should be present at their time I would kill them as the nations a Thamud were killed." (Book #59, Hadith #638)
(4) Narrated Abu Said Al-Khudri: When 'ali was in Yemen, he sent some gold in its ore to the Prophet. The Prophet distributed it among Al-Aqra' bin Habis Al-Hanzali who belonged to Bani Mujashi, 'Uyaina bin badr Al-Fazari, 'Alqama bin 'Ulatha Al-'Amiri, who belonged to the Bani Kilab tribe and Zaid AI-Khail At-Ta'i who belonged to Bani Nabhan. So the Quraish and the Ansar became angry and said, "He gives to the chiefs of Najd and leaves us!" The Prophet said, "I just wanted to attract and unite their hearts (make them firm in Islam)." Then there came a man with sunken eyes, bulging forehead, thick beard, fat raised cheeks, and clean-shaven head, and said, "O Muhammad! Be afraid of Allah! " The Prophet said, "Who would obey Allah if I disobeyed Him? (Allah). He trusts me over the people of the earth, but you do not trust me?" A man from the people (present then), who, I think, was Khalid bin Al-Walid, asked for permission to kill him, but the Prophet prevented him. When the man went away, the Prophet said, "Out of the offspring of this man, there will be people who will recite the Quran but it will not go beyond their throats, and they will go out of Islam as an arrow goes out through the game, and they will kill the Muslims and leave the idolators. Should I live till they appear, I would kill them as the Killing of the nation of 'Ad." (Book #93, Hadith #527)
(5) Narrated Hudhaifa bin Al-Yaman: The people used to ask Allah's Apostle about good, but I used to ask him about evil for fear that it might overtake me. Once I said, "O Allah's Apostle! We were in ignorance and in evil and Allah has bestowed upon us the present good; will there by any evil after this good?" He said, "Yes." I asked, "Will there be good after that evil?" He said, "Yes, but it would be tained with Dakhan (i.e. Little evil)." I asked, "What will its Dakhan be?" He said, "There will be some people who will lead (people) according to principles other than my tradition. You will see their actions and disapprove of them." I said, "Will there by any evil after that good?" He said, "Yes, there will be some people who will invite others to the doors of Hell, and whoever accepts their invitation to it will be thrown in it (by them)." I said, "O Allah's Apostle! Describe those people to us." He said, "They will belong to us and speak our language" I asked, "What do you order me to do if such a thing should take place in my life?" He said, "Adhere to the group of Muslims and their Chief." I asked, "If there is neither a group (of Muslims) nor a chief (what shall I do)?" He said, "Keep away from all those different sects, even if you had to bite (i.e. eat) the root of a tree, till you meet Allah while you are still in that state." Volume 4, Book 56, Number 803:
(6) Narrated Abu Said Al-Khudri: While we were with Allah's Apostle who was distributing (i.e. some property), there came Dhu-l-Khuwaisira, a man from the tribe of Bani Tamim and said, "O Allah's Apostle! Do Justice." The Prophet said, "Woe to you! Who could do justice if I did not? I would be a desperate loser if I did not do justice." 'Umar said, "O Allah's Apostle! Allow me to chop his head off." The Prophet said, "Leave him, for he has companions who pray and fast in such a way that you will consider your fasting negligible in comparison to theirs. They recite Qur'an but it does not go beyond their throats (i.e. they do not act on it) and they will desert Islam as an arrow goes through a victim's body, so that the hunter, on looking at the arrow's blade, would see nothing on it; he would look at its Risaf and see nothing: he would look at its Na,di and see nothing, and he would look at its Qudhadh ( 1 ) and see nothing (neither meat nor blood), for the arrow has been too fast even for the blood and excretions to smear. The sign by which they will be recognized is that among them there will be a black man, one of whose arms will resemble a woman's breast or a lump of meat moving loosely. Those people will appear when there will be differences amongst the people." I testify that I heard this narration from Allah's Apostle and I testify that 'Ali bin Abi Talib fought with such people, and I was in his company. He ordered that the man (described by the Prophet ) should be looked for. The man was brought and I looked at him and noticed that he looked exactly as the Prophet had described him. Volume 4, Book 56, Number 807:
(7) Narrated 'Ali: I relate the traditions of Allah's Apostle to you for I would rather fall from the sky than attribute something to him falsely. But when I tell you a thing which is between you and me, then no doubt, war is guile. I heard Allah's Apostle saying, "In the last days of this world there will appear some young foolish people who will use (in their claim) the best speech of all people (i.e. the Qur'an) and they will abandon Islam as an arrow going through the game. Their belief will not go beyond their throats (i.e. they will have practically no belief), so wherever you meet them, kill them, for he who kills them shall get a reward on the Day of Resurrection."
Volume 4, Book 56, Number 808:
(8) Narrated Ibn 'Umar: (The Prophet) said, "O Allah! Bless our Sham and our Yemen." People said, "Our najd as well." The Prophet again said, "O Allah! Bless our Sham and Yemen." They said again, "Our najd as well." On that the Prophet said, "There will appear earthquakes and afflictions, and from there will come out the side of the head of Satan." (Book #17, Hadith #147)
(9) Narrated Ibn 'Umar: The Prophet said, "O Allah! Bestow Your blessings on our Sham! O Allah! Bestow Your blessings on our Yemen." The People said, "And also on our najd." He said, "O Allah! Bestow Your blessings on our Sham (north)! O Allah! Bestow Your blessings on our Yemen." The people said, "O Allah's Apostle! And also on our najd." I think the third time the Prophet said, "There (in najd) is the place of earthquakes and afflictions and from there comes out the side of the head of Satan." (Book #88, Hadith #214)
Sahih muslim
(1) Abu Said Khudri reported that 'Ali (Allah be pleased with him) sent some gold alloyed with dust to the Messenger of Allah (may peace be upon him), and the Messenger of Allah (may peace be upon him) distributed that among four men, al-Aqra b. Habis Hanzali and Uyaina b. Badr al-Fazari and 'Alqama b. 'Ulatha al-'Amiri, then to one person of the tribe of Kilab and to Zaid al-Khair al-Ta'l, and then to one person of the tribe of Nabhan. Upon this the people of Quraish felt angry and said: He (the Holy Prophet) gave to the chiefs of najd and ignored us. Upon this the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: I have done it with a view to con- cillating them. Then there came a person with thick beard, prominent cheeks, deep sunken eyes and protruding forehead and shaven head. He said: Muhammad, fear Allah. Upon this the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: If I disobey Allah, who would then obey Him? Have I not been (sent as the) most trustworthy among the people of the-world? -but you do not repose trust in me. That person then went back. A person among the people then sought permission (from the Holy Prophet) for his murder. According to some, it was Khalid b. Walid who sought the permission. Upon this the Messenger of Allah (may peace be upon him), said: From this very person's posterity there would arise people who would recite the Qur'an, but it would not go beyond their throat; they would kill the followers of Islam and would spare the idol-worshippers. They would glance through the teachings of Islam so hurriedly just as the arrow passes through the pray. If I were to ever find them I would kill them like 'Ad. (Book #005, Hadith #2318)
Huzur
told about the Kharijites, describing them down to the malformed one among them, and said that their mark would be tahliq or shaved heads.
I.e. exaggeration in shaving the head. This was one of the marks of the Wahhabis as pointed out by al-`Alawi al-Haddad and others. It is known that Ibn `Abidin called the Wahhabis Kharijis in his Hashiyat al-durr al-mukhtar. It is also said that tahliq here means: sitting in circles
-
-
Ahlehadees
- فورم: فتنہ وہابی غیر مقلد
Asslamoalaikum,Yeh Sahih nahin hai. Abhi to sirf pehli hi post thi usse udher hi rehne dete delete kion ki ta k sab dekh sakte kon sahih keh raha hai
Abhi to start hi lia tha aur uss main zara sa bhi kissi ko abuse nahin kia gaya. tum logon main daleel se baat kerne ki himmat nahin. aik aisi post ko bhi delete ker dia gaya hai jiss main koi tanqeed nahin ki gai to phir tab kia ho ga jab tanqeedi baten saamne aayen gi.
yeh kia baat hai Eeman sabit kero? Ager yehi shart tum logon per laga di jae to tum kaise Eeman saabit kero ge?
Bolne ka haq to do jahan galat hoonn Nishandahi kero, Islah kero yeh kia k post hi delete ker di. itni Buzdali.
tumhari post delete nahin ki gayi hai balkli unapproved ki gayi hai or fikr na karo wo post delete nahin ki jayegi..ye buzdili sunniyon me nahin...us post ko tab tak unapproved rakha jayega jab tak tum un aqaid par behas puri nahin kar lete jin ka wasta imaan se hai or jin kufriyaat par raazi hony par momin imaan se haath dho beth ta hai. Jin mozu ko tum discuss karna chah rahy ho wo secondry hain unky ikhtelaaafi hony me to koi shak nahin par wo furuhaat me ikhtelaaf hain jaisy Taqleed, Rafa Yden, Isaal E Sawaab etc..Pehly Allah
or usky Rasool
ki zaat or sifaat se mutalliq tum be deeno ka jo aqeeda hai or tumhary peshwaon ki books me jo gandagi Allah
or usky Rasool
ke khilaaf chapi hai ya to us par behas karo ya un se apni baraat ka izhaar kar unky khilaaf jo hukm e shariya hai us ko accept karo.
-
Ahlehadees
- فورم: فتنہ وہابی غیر مقلد
Thora sa intezar main aik aik point per baat keroon ga, inshaAllahPehle kuch galatfehmian hain woh door ker laine dain jaise k kia ummat main sirak ho sakta hai k nahin aur iss tarah ki doosri baten jo barri wajah hain hamare dermian ikhtilaaf ki.
Zaati ibaaraat per bhi baat ho gi, aur inshaAllah jab Ahmed Raza khan sahib ki Ibaaraat bhi samne hon gi phir sahih nateeja nikle ga.
Abhi main Aqaed per hi baat keroon ga aur unn aqaed pr jo ahlehadees aur brelviat k dermian jhagre ka baes hain unn aqaed per apna khayal Quran o Sunnat ki roshni main pesh keroon ga. Sirf thora sa intezar phir aik k baad aik post diff. topics per bhejoon ga jo main likh raha hoon.
abhi filhaal aik post aam islah k liye bhej raha hoon umeed hai zaroor parhen ge.
talinenoor tumny phir mozu se hat kar post karna shuru kar di ki taqleed wajib hai ya nahin ya ahle sunnat me jo mukhtalif din manaye jaty hain wo manana jayaz hai ya nahin...tumsy kaha ja raha hai ki tum pehly apna imaan sabit karo or ahle hadeeson ka haq par hona sabit karo phir furuhaat or degar masail par behas hogi.abhi me tum ko warn kar raha hu is section ko chor kar kahin or pasting na karna....is liye jab tak tum is behas ko pura nahin karogy tab tak tumhari post approved nahin ki jayengi....
-
-
AGAR MERAY PASS KUCH RAQAM LAST 6 MONTHS HAY IS RAQAM KO MAY HAR MOTH JAMA KAR KAY RAHA HAY TU KIA IS RAQAM PER BHI ZAKAT FARAZ HAY. JALDI SAY ANSWER PLEASE.
JAZAKALLAH KHAIR
zakat ke liye shart hai wo rakam jo aapky paas kam z kam 1 saal ki muddat se ho...or wo barabar ho 7.5 tola sona ya 52 tola chandi ki qeemat me se kisi ek ke barabar.
Mazeed tehqeeq aapko is topic se mil jayegi...
-
Ahlehadees
- فورم: فتنہ وہابی غیر مقلد
Brelvi hazrat ka Ahlehadees ho jana kahani nahin hai Ek haqeeqat hai. Aap logon k nazren churane se haqeeqat badal nahin sakti.Ahle Sunnat ke tum be deen bad mazhab hamesha se dushman rahy ho or Sada-lo bholy bhaly sunniyo ko behka kar gumrah karty rehty ho ismy kya naya hai ye to bilkul wahi baat hai jo azazeel ne Allah
ki na farmani ke waqt ki thi ki me tere nek bando ki rah me bethunga or unko gumrah karunga.....so keep it up tum azazeel wala kaam karo hum Allah ki farmabardari wala ...
Yeh acha mutaliba hai k yeh dikhao k Nabine RafaYaden ka hukam dia ho? Kia Nabi
ne namaz k start wale RafaYaden ka hukam dia hai? Kia Nabi
ne Eid kia namaz main jo RafaYaden kia jata hai uss ka hukam dia hai? Kia jo witr main qanoot se pehle ahnaaf RafaYaden kerte hain uss ka hukam dia hai? Ya inn se mutaliq koi qauli hadees milti hai? Issi tarah kia Nabi
ne kahin hukam dia hai k Namaz main haath bandho ya naaf ke neeche baandho to abb kia haath baandhne chor die jaen ge. Phir yeh sharat sirf Rakoo wale Rafayaden k liye hi kion hai?
ey be deen tum to abi se ghabra gaye. abhi to baat shuru bhi nahin ki sunniyo ne or anti hadeeson ke paseeny chutny lagy...ary khud kehty ho ki baat cheet-baat cheet wo bhi dalail se ab dalail mangy to lagy mimyane..kher wo dalail tum nahin de sakogy ki ankhon par gumrahi ka parda parha hua hai..ye lo suno ki kya huzur
ne rafa den karny se roka...? Rafa den humary imam Imam E Azam Abu Hnifa
ke mutabiq mansookh ho gaya hai or is par Sahih Muslim Tirmidhi Shareef Nisai Shareef ke hadeesy shahid hain.
Rafa Yden Huzur aleh salam ne mansookh kar diya
Sahih Muslim
In Hadeeson ka mafhoom hai ki huzur
ne Rafa Yaden karty sahaba ko dekha to unsy kaha ki ye kya tum ghoron ki tarah dum hila rahy ho namaz ko sukun or aram se ada kiya karo...."
(1) Jabir b. Samura reported: The Messenger of Allah (may peace be upon him) came to us and said: How is it that I see you lifting your hands like the tails of headstrong horses? Be calm in prayer. He (the narrator) said: He then again came to us and saw us (sitting) in circles; he said: How is it that I see you in separate groups? He (the narrator) said: He again came to us and said: Why don't you draw yourselves up in rows as angels do in the presence of their Lord? We said: Messenger of Allah, bow do the angels draw themselves up in rows in the presence of their Lord? He (the Holy Prophet) said: They make the first rows complete and keep close together in the row. (Book #004, Hadith #0864)
(2) Jabir b. Samura reported: When we said prayer with the Messenger of Allah (may peace be upon him), we pronounced: Peace be upon you and Mercy of Allah, peace be upon you and Mercy of Allah, and made gesture with the hand on both the sides. Upon this the Messenger of Allah (may peace be upon him said: What do you point out with your hands as if they are the tails of headstrong horses? This is enough for you that one should place one's hand on one's thigh and then pronounce salutation upon one's brother on the right side and then on the left. (Book #004, Hadith #0866)
(3) Jabir b. Samura reported: We said our prayer with the Messenger of Allah (may peace be upon him) and, while pronouncing salutations, we made gestures with our hands (indicating)" Peace be upon you, peace be upon you." The Messenger of Allah (may peace be upon him) looked towards us and said: Why is it that you make gestures with your hands like the tails of headstrong horses? When any one of you pro- nounces salutation (in prayer) he should only turn his face towards his companion and should not make a gesture with his hand. (Book #004, Hadith #0867)
Deen kya hai kya nahin ye anti hadees 1886 ki paidawaar nahin batayegi balki kya sunnat hai kya nahin ye batay hain mujtahid...or humary imam ne rafa den ko mansookh mana hai sahih hadeeson ki roshni me.
Allah hamen mefooz fermae Shetaan se waswason se jo aisi ulti patianparhata hai.Aameen.
tumhari puri post me sirf yahi ek baat tumny sahi ki hai is liye me ameen kehta hu ki Allah
in GMS se hum momino ko mehfooz rakhy ameen summa ameen
Rafa_yden_Mansookh_s.muslim_kitab_u_salat___Book_004__Number_0864_.rm
-
hikayaat
- فورم: اسلامی حکایات و واقعات
Pyare Bhai..! Syedna Imam Ghazali
ki yahan ye muraad nahi...
ke Mushrikeen ko Allah
Muaaf kar dega... ma'aazallaah...
yaqeenan.. Kufr-o-Shirk pe jin ka khaatma hua... wo kabhi nahi bakhshe jaaye ge...
Hamesha Hamesha jahannam me rahenge...
Jamhoor Ulama ka issi Qaul pe ittefaaq hai... lekin....
lekin mere pyare bhai..! yahan Imam Ghazali
ki muraad ye hai.. ke
Clear hai na ab to.......?
Wallaaahu Ta'alaa A'lam
Regards, Was Salam
walekum as salam...ji bhai wahi mene kaha tha ki isy quote karny me zaroor koi ghalti hui hai parhny par ye ehtmal ho raha tha ki ye sab halaat maut ke baad ke hain....jazak Allah
-
-
hikayaat
- فورم: اسلامی حکایات و واقعات
-
-
-
-
-
Inna Lillahhi Wa Inna Alehi Rajeoon....har deen ki khidmatgaar ke wisaal ki khabar bohot bechain kar deti hai ki humary saron se humary sirparston ka saya humary rehbaron ka humary moahafizon ka humary Aalim e deen ka saaya humsy door ho gaya....Allah
humary tamam buzurgan e deen shakhsiyaton ki umr daraaz farma, inko sehat ata farma inhi aalim e deen buzurgon ke wasily se hum apna imaan mehfooz rakh paty hain inhi se humy teri or tere habeeb e pak mustafa
ka qurb naseeb hota hai......Allah
apny mehboob
ke sadqy or tufel me humary tamam marhoomon ki maghfirat farma kar unky darjaat me bulandi ata farma...Aameeen.
-
-
-
Gaeb ka Ilm sirf Allah hi ko hai.
- فورم: مناظرہ اور ردِ بدمذہب
مراسلہ:
TalibeNaar Sahab aapny jo upar qurani ayaton par jo tabsara kiya hai kya wo kisi Mufassir se liya gaya hai like tafser ibn kaser or ibn jareer etc. etc...ya phir ye aapka apna shahkaar hai?? agar ye tafseer aapny apni jaib se ki hai to phir Yaqeenan aap us hadees ki roshin me ahle naar hoty hain jiska mafhoom ye tha ki jisny quran ki tafseer apny feham se ki wo apana thikana jehnnum me bana le....(Tirmidhi shareef)
hum agar quote karein imam sayuti ki baat bhi to aapko wo hazam nahin hoti or aapka jawab ye hota hai...or lage hathon aapny unki beadbi ka karnama bhi sir anjaam de diya jo apki naari jamaat ka khusoosi maqsd hai
To phir aapky is quote ki roshni me agar hum yahi jawab aapko raseed karein to aapko bura nahin lagna chahiye ki upar di gayin qurani ayat ka jo tabsara aapny kiya kya wo sirf aapky khushk zehan me aaya or aaj tak kisi ke zehan me nahin aaya??
to aap humsy kese ummed kar saty hain ki hum GM group ke ek haqeer se haqeer or chamar se bhi zyayda zaleel shakhs ki ki hui tafseer ya hashiya maan lein...jaiye pehly kisi motbir mufassir ki tafseer ka mutala kijye....
jo lizaam apny Ahle Sunnat par laga kar shirk ka fatwa lagaya hai jo apka asal maqsad hai yahan aany ka pehly aapny zehmat gawara ki ya humsy poocha ki humara kya aqeeda hai is masly par..bina scohy samjhy aapny yahan apni jhalat ka muzahira kar diya or phir zillat uthani parhi...kher mery khayal se aapko post ka topic yu banana tha ki " Gaeb ka zaati tor par Ilm sirf Allah hi ko hai"
aapky upar kiye gaye tabsare ka or usmy kiye gaye ek ek aitraaz ka dandane shikan jawab hai Ahle Sunnat ke paas par lagta hai aapsy ilim guftgu bekaar hai ki aapko na Elm e ghyb ki tareef maloom hai na hi aap ko humary aqeedy ka andaaza...
or aap shirk or ummat e muslima par post kanry waly thy kya hua wahan se jaan chura kar naya topic banana parha ?? pehly ek mudDe ko to khatam kar lein...