Jump to content

GULAM_MUHAMMAD

اراکین
  • کل پوسٹس

    5
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About GULAM_MUHAMMAD

  • Birthday 25/05/1989

Profile Information

  • مقام
    Lahore
  • Interests
    programming

Contact Methods

GULAM_MUHAMMAD's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In
  • Conversation Starter

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. i want to know about the reality of a hadith which is about khorasan and some people relate it with taliban. so please tell me if you know anything about it
  2. aggari koi bhai apna delete shuda data recover krna chahta hay to recova is kam kay liya aik behtreen sofware hay. tu us ko download krain aur data recovery shuru krain www.piriform.com › Products › Recuva
  3. Aslam o alaikum mujhay kutta palnay ka buht shouq hay mgr ghar walay kehtay hain kay islam main ijazt nahi. is mamlay main agr kisi bhai kay pass amir-e-ahle sunat HAZRAT ABU BILAL ATTAR QADRI ya unki zeli tenzeem ka koi fetwa hay tu mujhay btain thanks
  4. ASLAM-0-ALAIKUM MUJHAY KAL AIK KHIYAL AYAA TU CHAHTA HOUN KAY TAMAM FIRQOUN KAY ULAMA MERI ISLAH FERMAIN Kal rat ko main lyta huwa tha kay achanak meray demagh main QURAN PAK ki aik verse aai jis ka terjuma kuch is tarha hai "aur hum nay tum ko tumam jahanoun kay liya rehmat bna kr beja " (agar yeh terjuma drst nahi usay bhi drust ferma dain.) aur maray zehan main khayal aya kay jahan tu abhi baqi hay yani qiyamat nhi aai aur ALLAH QURAN main zikar frma rha hay usnay apni rehmat humaray drmian bhej di lakin yeh nhi frmaya kay wapis bhi mnqwaii. yanni HAZOOR صلی اللہ علیہ وسلم hum mian mujood hain wapis nahi gaay. aik ur baat kay jub tuk dunya (jehan ) rehay ga tu rehmat ka rehna bhi lazmi hay tum iska mutlab kay HAZOOR صلی اللہ علیہ وسلم qiamat tuk humaray dermyan mojood rehain gaay. phir mujhay khal aya kay agar ALLAH nai nay HAZOOR صلی اللہ علیہ وسلم ko rehmat bantnay wala bna kr bheja hay to hum bayshuk dua allah say karain lakin quran ki is verse kay mutabiq rehm taqseem krnay ki zimaydari tu HAZOOR صلی اللہ علیہ وسلم ki hi hay phir mujhay khyal aik malik ka do apnay nokar ko annaj kay qodam ( store) ki chabi day kr kehta hay kay tum ki qudam (store) incharge ho ur tum is main say annaj ussi ko do gay jiss ko main tumhain danay ko kahon ga. ur phir jo bhi malik say annaj lannay ata wo apnay nookr kay zriya anaj usay deta . kuch dair baad us (malik) nay godam (store) ki chabi apnay sub say acchay dost ko day di ur kaha jo koi maray zriya tumharay pass aiya ya ko direct akay tumhain application day tu tum usay bhi annaj day dena main tumhain is godam pay qadir krta hoon. kya ALLAH aur uskay MEHBOOB صلی اللہ علیہ وسلم kay dermian bhi mamla aisa hi hay ya nhi? app say teslai bukhsh jewab ka muntazir rahoon ga. inshallah ALLAH hum sub per apni REHMET fermaay. AAMIN
  5. Asalm-0-alaikum, brothers agar aik allah ka banda confuse hay tu usay bura bhela kehnay kay bejaay uski islah krni chahya aur yehi sunat e RASOOL S.A.W hay mera iman buhat wazah hay. tumam 12 imams pr puri jmmat e ahle sunnat qurban hunay ko tyar , sunnioun ka becha becha qurban lakin drjat main sub say afzal sahabi khalifa e awal HAZRAT ABU BAKAR (r.a.) , khalifa e sani HAZRAT UMAR E FAROOQ(r.a) , Khalifa e soim HAZRAT USMAN E GHENI (r.a) and Kalifa e chahar HAZRAT ALI (r.a) Jehan tuk AMIR MAWIYA (r.a) ka teluq hay tu kuch ulma-e-akram unhain bhi khalifa kehtay hain ur kuch unkay door ko badshat. lakin chonkay unhain HAZRAT MUHAMMAD s.a.w nay jannat ki bshart day di thi tu kissi alim ki yeh himt nhi houni chahya kay wo AMIR MAWIYA(R.A) kay mutaliq koi ghalat baat kahay. kyounkay koi bhi alam bayshuk hazaroon saloon tuk drkhat (tree) ya sumudar(see) main bhi ebadat krta rhay tu wo aik adna say sahabi ka muqabla nhi kr skta to phir AMIR MAWIYA ka kia kahna AMIR MAWIYA raziAllah anho tu HAZOOR S.A.W kay qreeby ashab main say aik thay. ur jo koi yeh kehta hai kay QURAN main redubadal kia gia hai meray nzdiq wo kafir hay kyonkay QURAN ur jo koi yeh kehta hai kay QURAN main redubadal kia gia hai meray nzdiq wo kafir hay kyonkay QURAN ki hifazat ki zimadari allah ki hay ur jo allah ko uski zimadari say naaozubillah ghafil sumejhta hay bayshuk us alim nay kistni hi kitabayin likhin houn ho kafir hay.
×
×
  • Create New...