(al)Assalam-O-Alaikum
Imaam Ul Ambiya Rasool ullah ( Sal-lal-lahu Alaihi Wa Sallam ) Ne Farmaya ,
Baishak Allah (Azzawaja)l ne Ambiya-e-Ikram(Aalihis Salaam) ke ijsam ka khana
zameen per haram farma diya to wo zinda hain aur unhai Rizk diya jata hai
(Sunan Ibn-e-Maja,)