Salam.
Sajde se uthte huwe Allahu Akbar kehte hain, tou agr kisi ne dosri rk'at k lye sajde se uth kr, khre ho kr (yani qiyam mein puhnch kr) Allahu Akbar kaha tou iss ka kia sharae hukm hy?or phir Surah Fatiha prhni shuru kr di. Rehnumai frma dain.
Assalamualaikum,
Agr doran e namaz qira'at krte huwe awaz k sath koi lafz nikal jaye uss ka kia hukm hai?maslan Surah Fatiha prhne lge tou uska pehla lafz itni awaz se ghlti se nikal gya k koi sun leta, tou iss ka kia hukm hoga, rehnumai frma dain.