Assalamualikum,
agr koi witr namaz mei dua e qunoot ka koi lafz bhool jaye tou usse kia krna chahiye, agr wo lafz yaad na a raha ho tou wahin tk chor dain, ya uss lafz ko chor kr baki prh lain, shariat ka iss bare mei kia hukm hai? or kia iss k liye sajda sehv krna ho ga?