Search the Community
Showing results for tags 'kaafir'.
-
GHAIR MUQALLID kehtay hain jis Shikal may chahay Zahir hosakta hay. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 07 & 09 ]] 002. Allah Taa'la ki Sifaat may ye bhi hay k wo Maskhara'h hay , Makkaar bhi hay. Dhoka Faraib karnay wala bhi hay. Istehza'a karna or Shuk may rehna bhi isky Sifaat hain. [[ Hadiyat ul Mehdi ]] 003. Allah Taa'la Adam Alahis salaam ki Shikal ka hay isky Aankh, Hath, Hatheli, Muthti, Aungliyaan, Pohncha, Baazu, Seena'h, Pusli, Paoon, Pindly sub kuch hay. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 09 ]] 004. Hafiz Abdullah Roprdhi [[Fatawa'h Ahlehadees Jild 1 Page 150 ]] or Nawab Siddiqui Hasan Khan [[Ma'asir siddique]] Maslah wahdat ul wajood ko Haq mantay hay. 005. Raam Chendar, Kirshen G, Luchhman, Zaratisht, Mahatma Budh ye sub Anmbiya'a Sualiheen may say thay hum per wajib hay k sub Rasoloon per bila tafreeq Eimaan rakhain. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 24 ]] 006. Ager koi shukhsh ye Aqeeda'h rakhay k Anmbiya'h O Auliya'a ka Sama'a Aam logoon say wasee hay hutta k puri Zameen say her jaga'h door Nazdeek say soonletay hain to ye Aqeeda'h Shirk nahi. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 24 ]] 007. isy Aqeeday say koi Ya'rosool allah , Ya Ali, Ya Gous kahay to Shirk nahi. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 24 ]] 008. Nawab Siddique Hasan is tarah madad mangtay thay Kibla'h day madad day Kaba'h eimaan madad day Ibne Qayyim madad day Qazi Shukani madad day[[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 23 ]] 009. Jo Sama'a Mou'taa ka inkar karay wo Ahlehadees nahi Mutazali hay. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 60 ]] 010. Ahle Hadees Shiyaan e Ali hay. [[ Hadiyat ul Mehdi ]] 011. Ager koi wazu may paoo'n na dhoye sirf paoo'n ka masa'h karlay to is per inkar jayiz nahi. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 118 ]] 012. Jo shukhs hath chor ker Namaz pardhay isper inkaar jayiz nahi. 013. Ager koi shukhs Biwi ya Londi say Lawatatkaray to inkar jayiz nahi. 014. Muta'a ka jawaz Quran ki Qatay'i Aayat say sabit hay. [[ Nazlul Abrar Jild 1 Page 33 & 34 ]] 015. Muta'a karnay walay ya karanay wali ko Shutranj khelnay walay or Murawwija'h Majalise Melaad say Logoom ko rokna jayiz nahi. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 118 ]] 016. Fatiha'h Murawwija'h Rasmiya'h say Ganay or Mazameer say rokna jayiz nahi. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 118 ]] 017. Nikah may Bend Baajay bajwanay zamana'y k dastoor k Mutabiq Mustaheb hay. [[ Nazulul Abrar Jild 2 Page 03 ]] 018. Khulfaye Rashideen Razi Allahu Aunhum ko Galiyaan denay say Aadmi Kaafir nahi hota. [[ Nazulul Abrar Jild 2 Page 318 ]] 019. Khutb'ah Jumma'h may Khulfaye Rashideen Razi Allahu Aunhum kay Ziker ka Iltezaam Bidd'at hay. [[ Hadiyat ul Mehdi Jild 1 Page 110 ]] 020. [ Sahab kiraam Razi Allahu Aunhum ] may say 01 Waleed [[ Bin Mugira'h ]] 02 Muavia [[ Bin Sufiyan ]] 03 Umro [[ Bin Aaas ]] 04 Mugira'h [[ Bin Shou'ba'h ]] 05 Sumra'h [[ Bin Jundab ]] Faasiq hain. (NazoBillah) [[ Nazlul Abrar Jild 3 Page 94 ]] 021. Ausool may ye baat Taay hogayi hay k Sahaba Kiraam ka Qoul Hujjat nahi. [[ Arful Jaadi Page 207 ]] 022. Sahaba kiraam ka Ijtehaad Ummat may say kisi Fard per bhi Hujjat nahi. [[ Arful Jaadi Page 207 ]] 023. Ijma'a or Qayas ki koi Hesiyat nahi. [[ Arful Jaadi Page 02 ]] 024. Musht Zani karna zarorat kay waqt jayiz hay or ager Fitna'y ka Khouf ho Example ye k Aurat ko Taank Jhaank karay ga to aesi Surat may Musht Zani karna Wajib hay. Or Musht Zani karnay may koi Herj nahi hay Aesay hi samjhay jesay Badan say dosray Fuzlaat nikaltay hain aesay hi Mani nikal gayi Manqonl hay k Sahab kiraam bhi Musht Zani karliya kartay thay. [[ Arful Jaadi Page 207 ]] 025. Kaafir ka zabeha'h Halaal hay iska khana Jayiz hay. [[ Arful Jaadi Page 10 ]] 026. Ager Jaanwer ko Ziba'h kartay waqt Bismillah na pardhi ho to bhi Halaal hay Khataywaqt pardhlay. [[ Arful Jaadi Page 11 ]] 027. Bek waqt 4 Aurtoon say Ziyaada Nikah Jayiz hay. [[ Arful Jaadi Page 111 ]] 028. Aoonchi Qabroon ko zameen k Baraaber kardena wajib hay chahay Nabi ki ho ya wali ki. [[ Arful Jaadi Page 60 ]] 029. Anmbiya'a aur Aoliya'a ki Qabroon per nahi jana Chahiye Takay Amre-Jahiliyat rawaaj na paaye. [[ Arful Jaadi Page 85 ]] 030. Eid Christmis [[ Eisaayioon ka Bara din ]] to Eissa Alahis salaam ka yom e wiladat hay is din hamay aesi hi khushi karni chahiye jesay apnay Nabi Sallallahu Alahi wasallum ki wiladat ki hum iskay ziyad Haqdaar hain. 031. Or Eid Melaad mananay ki Hamaray ashaab say Abu Shama , Nawavi , Ibne al juzi , Ibne Hijr , Sakhawi , Siyuti , Qastalani wagera'hnay ijazat di hay. [[ Hadiyatul Mehdi Jild 1 Page 46 ]] 032. Mani, Sharaab, Murdaar, Kutta, Khinzeer, Tamaam Janwaroon ka Peshaab, Siwaye Hez o Nifaas kay khoon kay baaqi tamaam janwaroon or Insanoon ka khoon paak hay. [[ Badurul Aehla Page 18 ]] 033. Aurat ki Namaz bagair Tamaam Sater Chhupaye sahi hay . Aurat tanha ho ya Dusri Aurtoon kay sath ho ya Apnay Shohar kay sath ho ya Dusray Maharim kay sath ho Garz her tarah sahi hay ziyada say ziyada Saterb Chhupalay. [[ Badurul Aehla Page 39 ]] 034. Maal e Tijaarat or Sonay Chandi kay Zaivraat may Zaka'at wajib nahi. [[ Badurul Aehla Page 102 ]] 035. Doraan e Hajj Sohbat karlenay say Hajj Faasid nahi hota or Hajj karnay walay kay zimme'yh kisi Qisam ka Taawaan bhi nahi. [[ Badurul Aehla Page 141 ]] 036. Chezoon kay siwa baaqi sub Aeeshiya'a may Sood lena jayiz hay. [[ Badurul Aehla Page 235 & 236 ]] 037. Jo Jaanwar bandooq kay Shikaar say Marjaaye wo Halaal hay. [[ Badurul Aehla Page 325 ]] 038. Sonay Chaandi kay Bertan Istemaal karnayJayiz hay. [[ Badurul Aehla Page 354 ]] 039. Jawaan Mardoon or Larkoon ko chaandi kazaiver pehenna jayiz hay. [[ Badurul Aehla Page 356 ]] 040. Jotiyoon Samait Namaz pardhna Masnoon hay. [[ Kanzul Haqaiq Page 19 ]] 041. Mirzayi musalmaan hay. [[ Mazaalim e Roprdhi Page 37 ]] 042. Mirzayi Aurat say Nikah jayiz hay. [[ Ahlehadees 2 , Nov 1934 ]] 043. Ahlehadees Aalim Moulana Sanaullah Amratsari nay Mirzayioon kay pechay Namaz pardhi. [[ Faisla'h Makka'h Page 36 ]] 044. Mirzayi , Musalmanoon kay sath Qurbani may Hissa daar banjaye to sub ki Qurbani Sahi hay. [[ Fatawa'h ulma'e Hadees ]] 045. Beshuk Benamaz kaafir hay khuwa 1 Namaz ka Taarik ho. [[ Fatawa'h ahle Hadees Jild 1 Page 377]] 046. Khawand Biwi ka Talluq or inka Ittefaaq oMohabbat say rehna isko Shariyat nay itni Aehmiyat di hay k iskay liye Allah per Jhoot bolna bhi jayiz hay. [[ Mazaalim e Roprdhi Page 53 ]] 047. May imam e waqt ho yani Abdul wahab Dehlvi. [[ Maqasidul Imama'h Page 02 ]] 048. Imam waqt apnay Nabi ka Nayib hota hayjo Haalat Nabi ki hoti hay wohi Imam ki hoti hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 14 ]] 049. Ye jo Farq btaya gaya hay K Nabi kafiroon may hota hay ye theek nahi hay Q k hamaray Nabi Sallallahu Alahi Wasallum ko hi dekho k wo Musalmanoon may Aaye thay Makkah kay Loog Musalmaan thay. [[ Maqasidul Imama'h Page 15 ]] 050. Meri Be'at Misel Abu baker siddique kay huwe jesay Abu baker siddque ki Be'at per Sahaba Batain bnatay thay k ye Azl Qabila'h [[Bohot Zaleel Qabila'h]] ka hay Layi'q imamat Be'at nahi balkay dusra iska Mustahiq hay aesay ye log mujh ko kehtay hain. [[ Maqasidul Imama'h Page 07 ]] 051. Jo Imam e Waqt ki Be'at kay Bagair maraygaa wo jahiliyat ki mout maray gaa jo Imam waqt ki Ijaazat kay bagair Zaka'at day ga to isky Zaka'at qabool na hogi aesi hi Imam e waqt ki Ijaazat kay Bagair Talaaq , Nikah bhi drust nahi or jo is waqt Muddaya Imaamat hoga to wo Wajibul Qatal hoga. [[ Maqasidul Imama'h Page 02 ]] 052. Molvi Abdul wahab or inki Jama'at Gurba Ahlehadees kay Nazdeek Murgay ki Qurbani Jayiz hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 05 ]] 053. 4, 8 Aanay ka Gosht Bazaar say khareed ker Qurbani k Dinoo may Taqseem kardena Qurbani hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 05 ]] 054. Be-Muzaribat Hinduo say is tarah karni K wo Nafe'y may Shareek or Nuqsaan may Shareek nahi jayiz hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 05 ]] 055. Qurbani or Niyaaz Betullah kay Rupiye ko kisi dusray Musarruf yani kisi Kaare-khair may misel kisi Masjid wagera kay Apnay mulk Hindustaan may Sarf kardena Jayiz hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 03 ]] 056. Qurbani kay Rupay Betullah may 1 Maaldaar shukhs kay Hawalay kardiye or ismay ye khayal karay K denay walo ko 1,00,000 [nekiyaa] ka Sawaab hogaya or phir is Rupiyoon ko Hidustaan may laker Masjidain wagera Banana jayiz hay. [[ Maqasidul Imama'h Page 03 ]] 057. Fout Shuda Logoon ka waseela lenay per inkar jayiz nahi or Aoliya'a Allah ki Quboor per Allah Taa'la say Dua'a karnay per inkaar jayiz nahi. [[ Hadiyatul Mehdi Page 118 ]] 058. Nangay hoker Namaz pardhna jayiz hay. [[ Arful Jaadi Page 22 ]] 059. Nijaasat Aaloodah Kaproon say Namaz pardhna Sahi hay. [[ Arful Jaadi Page 22 ]] 060. Is Ummat kay Ulama Mutakhireen Awaam Sahaba say Afzal hay. [[ Hadiyatul Mehdi Jild 1 Page 90 ]] 061. Qira'at Shazza kay sath Namaz Jayiz hay. [[ Hadiyatul Mehdi Page 114 ]] 062. Zuaad ki jaga Zuaa paradhay to is ky Namaz jayiz hay. [[ Hadiyatul Mehdi Jild 1 Page 114 ]] 063. Khushki kay wo tamaam Jaanwer Halaal hain Jin may Khoon nahy. [[ Badurul Aehla Page 384 ]] 064. Zawaal say pehlay jumma'h pardhna jayizhay. [[ Badurul Aehla Page 71 ]] 065. Jumma'h kay liye Jama'at ka hona zarori nahi ager 2 hi Aadmi hoon to 1 Khutba'h pardhlay phir 2ono Jumma'h pardhlay. [[ Badurul Aehla Page 72 ]] 066. Dar-ul-Herb may Jumma'h pardhna Jayiz hay. [[ Badurul Aehla Page 74 ]] 067. Dariya kay tamaam jaanwer Zinda hoon ya murda sub Halaal hay mager taafy. [[ Badurul Aehla Page 333 ]] 068. Ek shukhs nay kisi Aurat say zina kya hay wo Shukhs is ky Larki say Nikah karsakta hay agercha'h wo Larki isy Zina say peda huwi ho. [[ Arful Jaadi Page 113 ]] 069. Rasool-e-Aqdas Sallallahu Alahi Wasallamkay Mazaar Mubarak ki ziyarat kay liye Madina'hMunawwara'h ka Safer karna Jayiz nahi. [[ Arful Jaadi Page 257 ]] 070. Jub tak Nijaasat say Pani k 3eeno Wusf Rang , Boo , Maza ikhattay Tabdeel na ho Pani Paak hay. [[ Salatur Rasool Page 53 ]] 071. Be-wazu'o Aadmi Quran ko Choosakta hay. [[ Arful Jaadi Page 15 ]] 072. Badan per Nijaasat lagy ho to Namaz sahihay Albata Guna'hgaar hay. [[ Badurul Aehla Page 38 ]] 073. Parday'h ki Aayat Khaas Azwaaj e Mutahiraat hi kay baray may Naazil huwi hay Ummat ki Aurtoon k Wastay nahi. [[ Albaniyanul Marsoos Page 168 ]] 074. Saahi [Khaar-Pusht] khana Halaal hay. [[ Arful Jaadi Page 235 ]] 075. Kafiroon say Heela'h karkay Sood lena Jayiz hay. [[ Albaniyanul Marsoo s Page 173 ]] 076. Eid ki Namaz Akela Aadmi bh Pardhsakta hay. [[ Badurul Aehla Page 78 ]] 077. Mo'azzan kay liye Mard hona Shert nahi [[Aurat bhi Azaan diya karay]]. [[ Badurul Aehla Page 46 ]] 078. Makkah Mukarma'h may Dakhil hotay waqtGusel karnay ظلمات بعضها Ùوق بعض kay Qabeel say hay. [[ Badurul Aehla Page 32 ]] 079. Aami kay liye Mujtahid ya Mufti ki Taqleed zaroori hay. [[ Badurul Aehla Jild 1 Page 07 ]] 080. Mard o Aurat Nangay hoker Sharamgahay milaye to wazu nahi tootta. 081. Sharamgaah may Lakri Dakhil ki wo Khushk nikal aayi to wazu nahi Tootta. [[ Nazlul Abrab Jild 1 Page 20 ]] 082. Ager Lohay ya or kisi cheez ka zaker banaker Daakhil kya wo Khushk nikal aaya to wazo'u nahi Totta. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 20 ]] 083. Ager Lohay ya Lakri ka zaker ander hi Gayib hojaye to wazo'u Toot jaye gaa. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 20 ]] 084. Keerdha [Chinona] bahir nikla phir khud Duber may waapis chalagaya to wazo'u nahi Totaa. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 20 ]] 085. Aurat ki sharamgaah ka beroni hissa Miselinsan k Mou'nh kay hay. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 21 ]] 086. Aurat nay Jima'a kay baad Gusel kiya or Aurat ki baaqi Mani nikal aayi to ye bagair shehwat kay nikly isy liye Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 087. Gair Mukallif [Naabalig nay] Mukallif Baalig say Sohbat ki to Naabalig per Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 088. Jin nay Aurat say Sohbat ki Aurat ko Inzaalna huwa to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 089. Jaanwer ki Sharamgaah may Jima'a kiya to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 090. Jaanwer ki Duber may jima'a kiya to GuselFarz nahi. 091. Loonday Baazi say Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 092. Qareeb-ul-Buloog Larkay ya Larki nay Sohbat karayi to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 23 ]] 093. Apna Uzo Makhsoos Apni Duber may Dakhilkarliya to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 24 ]] 094. Aurat nay Ungli istemaal ki to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar ]] 095. Kisi Aurat nay Gair Aadmi [Hathi , Ghordha] ka Aala'h Tanaasul apni Sharamgaah may Daakhil karaya to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 24 ]] 096. Ager koi Aurat Lakri ya Lohay wagera ka Zaker banaker istemaal karay to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 24 ]] 097. Aurat ager Lakri Lohay ka Zaker is safaayi say istemaal karay k Zaker to ander jaata rahay mageq Hath sharamgaah ko na lagay to wazu'o bhi nahi Totta. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 24 ]] 098. Aurat kisi Murda ka Zaker Apni Sharamgaah may Daakhil karay to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 1 Page 24 ]] 099. Ager kisi Kunwaari Larki say jima'a kya or Kanwaar Patti na Toti to Gusel Farz nahi. [[ Nazlul Abrar jild 2 Page 24 ]] 100. Nikah may Khamer [Sharaab] ya Khinzeer [Suwer] Mehar muqarrer kiya to Nikah Sahi hay. [[ Nazlul Abrar jild 2 Page 48 ]] 101. Saas ka Bosa'h liya , isko Kata , Galay lagaya balkay is say Zina bhi kya to Nikah Qaayim raha. [[ Nazlul Abrar min Fiqa'h un Nabi ul Mukhtaar jild 2 Page 28 ]] Qarayeen ! ye wo Masayeel hay jo Germuqallid Ulama AL-maroof [Ahlehades] ye masayeel inkikitabo may likhay huwe hay or Germuqallid awaam inko jhutlatay hay halakay 1 fard ki bara'at koi aehmiyat nahi rakhti or ye apni kitabay chupatay hay takay kisi ko in germuqallido ki haqeeqat na pata chaljaye . Allah Taa'la say Dua'a hay k in germuqallido k Sher say hamay mehfooz rakh or inko hidayat day. Aameen summa'h Aameen
-
- ahle huggies
- kaafir
-
(and 4 more)
Tagged with: