assalam-o-alaikum
paanch waqt ki namaz hadis se sabit kare mustanad hadis se
mere 1 dost hai wo takreeban 7,8 mahine se 1 shaqs se mureed ho gaya balke pehle se wo kisi aur ka mureed tha phir bhi ban gaya aur
usne wahan bahut kuch sikha jaise kaha gaya namaz 5 waqt ki ka kahin zikr nahi quran ahadees me sirf qayam karne ka huqm hai maine kaha to kayam kaise karte hai
usne kaha isme raaz hai peer batayega mai hamesha namaz me hun abhi bhi hun usne namaz padhna chodh diya hai zahiri paanch waqt ki
ai aapse kehna chahunga k maine use hazrat moosa alahisalam ka waqiya bataya tha wo k