Jump to content

website visiting


deeppurewater

تجویز کردہ جواب

please meray iss sawal ka jawab zaroor anayat farmaee k main abhi earn kar raha hoon par soochta hoon k earning apany istemal main laoon ya nahi

 

main part time website visiting ki job karta hoon yeh iss tarhan ki job hai k platform par website owners task post kartay hain k main oon ki website par visit karoon aur kuch dehr oon ki website par serve karoon like 10 second iss par woh muhjay kuch pesay detay hain iss say oon ki website ki ranking google search engine par increase hoti hai jis say oon ko faida hota hai like oon ki popularity bahrti hai aur oon ki website tarffic bhi increase hoti hai toh kya main yeh job kar sakta hoon aur yeh bhi rehnumaee kar dain k kuch loog yeh job iss liye detay hain k oon ki website ki traffic iss liye increase ho k oon k business ki growth ho business like koi buy/sell ki website, koi blog joh oon k business ki growth karay, koi educational website aur kuch loog aisa bhi kartay hain k ads bhi laga letay hain jis say joh inn ki website ki traffic increase hoi hoti hai oos traffic k loog inn ki ads par click kartay hain jis say inhain google say pesay miltay hain par google ki kuch ads islam k lehaz say sahee nahi hoti like oon par bepardegeh hoti hai par mera sawal hai k website visiting say pehlay main yeh baat nahi janta k webiste ka owner ads lagaey gah ya nahi aur na hee mera oos say koi contact hota hai aur main earn karta rehta hoon kya iss tarhan mera earn karna halal hai

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...