mi ny ya pochna hai k Orat namaz mai sajda smyt kar kary ............
jab ka Alhuda(AL andhair) WALY BAKTY HAIN k mard or orat ki namaz mai farq nhe.......jysy mard sajda karta hai wysy hi orat kary or wo ik hades ka hawala dyty hain k jis mai hi k kuty ki tarha kalaeya na bechaoo......kia ya waqe koe hades hai?????????????
agr ya hades hai to is ka kia jawab hai ???is ss ny yahi pocha tha osy samjya to unhoo ny ya hades ka hawala deya (un ki ss Al andhair mai jate hain bad kismati say).....
bary khak e Madina kisi ss ko is ka jawab malum ho to arz kar dain
Talib e dua