Umar Bhai meine yeh sirf iss liye share kiya ky hum apne app ko Sag-e-Madinah, Sag-e-Attar, Sag-e-Raza kahain tu yeh logh humare baray mein pata nahi kya kya kehty hein yeh share karne ka maqsad sirf yeh hai ky aison ky munh band ho jain ky humare molvi tu apne app ko bheensa kehty thay so aghar koi barelwi apne app ko sag-e-madinah kehta hai tu hum uss per aitraaz nah karain.