Jump to content

Zahidmobi88

اراکین
  • کل پوسٹس

    53
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ Zahidmobi88 نے پوسٹ کیا

  1. JazakAllah owaisi bhai Allah ta'aala owaisi bhai ke ilm me aur barqat ata farmaye Aur unki har pareshanio ko door farmaye har mushkilahat ko asaan bana de Ameen
  2. JazakAllah owaisi bhai Allah ta'aala owaisi bhai ke ilm me aur barqat ata farmaye Aur unki har pareshanio ko door farmaye har mushkilahat ko asaan bana de Ameen
  3. Bhaio kya ye poori kitab mujhe mil sakti hai kya Agar kisi bhai ke paas ye poori kitab ho to zaroor yaha upload kare Shukriya
  4. hazrat Anna's r.a se ek hadees marwi hai ,, ,,mai bar gahe ilhai min hazri ki ijazat chahao ga pas mujhe ijazat mil jae gi or allha os waqt mujhe apni aysi tareefin ilhaam farmae ga Jo is waqt mujhe maloom nhi pas mai inhi tareefon k sath allha ki hamd o sana karo ga ,,,,,, (bukhari shareef) muslim shareef) Agar koi bhai is hadees ka poora ibarat de dega to bahot Mehrbani hogi Shukriya
  5. hazrat Anna's r.a se ek hadees marwi hai ,, ,,mai bar gahe ilhai min hazri ki ijazat chahao ga pas mujhe ijazat mil jae gi or allha os waqt mujhe apni aysi tareefin ilhaam farmae ga Jo is waqt mujhe maloom nhi pas mai inhi tareefon k sath allha ki hamd o sana karo ga ,,,,,, (bukhari shareef) muslim shareef) Agar koi bhai is hadees ka poora ibarat de dega to bahot Mehrbani hogi Shukriya
  6. Zahidmobi88

    A'ala Hazrat Ki Kitab Ad-Daulatul-Makkiyah

    Assalaamo Alaikum Mujhe aala hazrat ki likhi hui kitab al-daulatut-makkiyah kitab chahiye pdf me Scribd se download nahi ho raha lehaza koi aisi site bataye jisse mai ye kitab free me hasil kar sakoo Shukriya
  7. Bhaio ek aur cheez ka scen mil jata to bahot accha hota Allama suyooti alaihirrahma ne apni kitab itteqan uloom e quran abdullah ibn abbas raziAllaho Anho ka qaul naql kiye hai Ki meri oont ki rassi bhi gum ho jaye to use bhi mai quran se talash lunga Bhai uska agar orignal scen de dete to bahot Mehrbani hogi aap ki Shukriya Allah rabbul izzat aap sab bhaio ko nabi e paak s ke sadqe tufail aise hi deen ka kaam le Ameen
  8. Bahot bahot shukriya owais bhai Allah aap ko hamesha khush rakhe Aur aap se aise hi deen ka kaam le Ameen
  9. Qazi sanaullah sahab rehmatullah alaihe farmate hai :- Tarjuma - aur mere (qazi sahab) nazdeek haq ye hai ki hurf e muqatte'at mutashabehaat me se hai aur ye Darasl Allah aur uske rasool ke darmiyan asrar hain, inke zariye Allah ta'aala ne aam logo ko samjhane ka irada nahi farmaya, balke ifhaam e rasool in se maqsood tha aur jisko samjhana chaha jo huzoor ki itteba me mukammal hue hai. (yanj Allah ta'aala huzoor Alaihissalaato wassalaam ke un pairokaaro ko bhi is raaz se waqif kar deta hai jo huzoor ki itteba me kameleen hai) (tafseer e mazhari jild 1 safa 14)
  10. 1,,allha talla Muhammad sallaho alhi wasalm ko khitab karte hoe irshad farmata hai k ,,, or albata hum ne ap se pahle bahot se rasool bhaje in min se baaz ka ahwal hum ne ap ko batae or baaz k ahwal hum ne ap ko nhi batae ,,,,,,, ( Surat nisa ayat 163) ,,, ek hadees ,, hazrat Abu hurrara rewait karte hin k ,, janab Muhammad sallaho alhi wasalm ne farmaya ,mai nhi janta k tabbi nabi the ya nhi or naz mai nhi janta k ,zulqarnain nabi the ya nhi or naz mai ye nhi janta k duniya min mujromo pr Jo taziraat or hadood qaim kiye jate hin ,woho on k liye kuffara ho jae ge ya nhi ,,,( musdrak jild 1))
  11. Assalaamo Alaikum Mere tamam sunni bhaio Ye kuch aitrazat hai in wahabio ke agar iska mukammal jawab aap de den to bahot mehrbani hogi aap logo ki 1,,,,Hazrat Ali irshad farmate hin ,, ,,,,,allha talla ne apne ek habshi bandde ko nabi banna kar bhaja ,or woho in nabiyo min se hin jin ka qisa Muhammad sallaho alhi wasalm ko nhi bataya giya ,,,,,,,, ( kunzul ammal ,,,dare mansor ) ab mai apni pash ki hoi ayat ki tafseer pash kar raha hon ,, 1,,, tafseer abne kaseer ,, likhte hin ,, ,,,,,,,yani rasoolon min se kuch woho hin k jin ki khaber bazarye wohi hum ne ap ko di or batlaya k in ki qaom ne in ki kase takzeeb ki or kis tarha injam kr rasoolon ki kamyabi or nusrat hoi , or rasoolon min ayse bhi hin jin ko hum ne ap se biyan nhi kiya or woho on se kai gunna ziyada hin jin k hallat hum ne ap ko batae ,,,,,, 2,,, allama Ali bin Muhammad al khazzan ,,,tafseer khazzan min likhte hin ,,,,,, ,,,,,,yani baqi rasoolon ka haal hum ne ap se biyan nhi kiya ,,,,, or dosri jaga pr likhte hin ,, ,,,,hum ne ap ko in k name or hallat ki attla nhi di hai ,,, or allama razzi tafseer kabeer min isi tarha likhte hin ,,, 3,,,,allama sharbaini likhte hin ,, ,,,or rasoolon min ayse bhi hin k woho nhi btae hum ne ap ko na to in k hallat batae hin or na in ki umtiyo k or na hum ne in k name ap ko batae hin ,agarche khod hum ko pora ilm or kamil qudrat hasil hai ,,,,,,,, ( tafseer serajul muneer ) 4,,,allama sadrul Deen al dimishki al hanfi likhte hin ,,,,,,,hum pr lazim hai k hum is pr iman lae k allha ne on ko or on k ilawa dosre rasoolon or nabiyo ko bhaja hai jin k name or ginti o taidad sewae os khoda k or koi bhi nhi janta jis ne on ko mabhos kiya ,,,,,,,, ( sharra aqeeda tul tahawi ) or 4 mashoor kitabe ( Quran , taorrat ,zaboor ,,injeel ) ka zikr karne k baad tahreer farmate hin , ,,,,,,baqi kitabon k name yaqini taor pr allha k baghair koi bhi nhi janta ,,,, 5,,,allama taftazani likhte hin ,, ,,,,,,,kitabullha ka zahri mahfoom ise pr dallalat karta hai k baaz hazraat anbiya k hallat Muhammad sallaho alhi wasalm k samne pash nhi kiye gae ,,,,,,, ( sharra aqaid ) Ummid karta hoo ki jald se jald jawab mil jayega Shukriya
  12. Jee mai bas itna daryaft karna chahta hoo ki namaz me agar hamare khud ka saya hamare samne padhta hai to isse kuch hota hai ya nahi??? Matlab ki isse namaz me kisi tarah ka khalal padna to nahi hai na???
  13. Assalamo Alaikum Mehrbani kar ke ye do maslo ke hal bata dijiye 1) fajr ki namaz lights ke ujale me padhna afzal hai ya lights band kar ke padhna???? 2)) namaz padhte waqt agar samne saaya padh raha ho to kya isse namaz hoti hai ya nahi??? Plz jawab hadeeso ki raushni me aur fiqah ki raushni me de In do sawalo ke jawab de kar meri islah farmaye Shukriya
  14. Assalamoalaikum Wahabio ka sabse bada bani abdul wahhab najdi ne io huzoor alaihissalaato wassalaam ke mazare mubarak ko but se tashbeeh di hai uski daleel chahiya Aur dusri dalil ye ki wahabio ne ya America al madad ka nara lagaya tha iski bhi dalil chahiye Agar kisi bhai ke paas ho to zaroor de Badi merbaani hogi Shukriya
  15. Koi bhai mujhe ispe dalil de sakta hai kya Quran o hadees ki raushni me mujhe iski dalil chahiye Hazrat Aadam se pehle huzoor ko ilm ata kiya gaya hai Merbani kar ke iss masle me meri madad kare
  16. Mustafa bhai aur saeedi bhai ka dil se Shukriya ada karta hoo Aur aaghe mujhe ye khayal rahega ki topic aitrazat ke naam par rakhu Allah aap sab ko khush rakhe Jazakallah
  17. Assalamoalaikum saeedi bhai Aap ne in sawalo ka jawab diya uske liye bahot bahot Shukriya Allah aap ke ilm me aur izafa de aur aap aise hi ham jaise logo ki madad kare Aap ne to jawab behtareendiya hi hai saath me in deo ke bando ki makar o fareb bhi dikha diye In sab par Allah ki lanat ho Aur ham sunni musalmano ko Allah aise hi ishqe rasool me rakhe rahe aur in badmazhabo se hamare iman ki hifazt farmaye Ameen
  18. koi shakhs kisi janwar k sath bura kam kre to roza fasid na hoga AGAR MURDE K SATH ZINA KRE TO ROZA NHI TOOTTA ( DURRE MUKHTAR 399/2 agar kisi shakhs ne apni maa behen beti se nikah kiya aur fir shohbat bhi ki to sja nhi di jayegi chahe 2no jante ho k ye kam hram h : durre mukhtar 169/3 Assalamoalaikum mere sunni bhaio Ye kuch gairmuqallido ke sawal hai kya aise aise masle hamare ahnaaf ne bayan kiye hai??? Aur aise bahot se unke aise aitrazat hai agar agar aap bhaio ko pata ho to maherbaani kar ke un sab aitrazat ka bhi jawab de dey Shukriya
  19. JazakAllah bhaijaan Allah aur aap ke ilm me barkat de Ham sab sunni musalmano ko Allah aise hi deen ka kaam lene ki taufeek farmaye Ameen
  20. Zulfi bhai aap ne ye do hadeese bahot acchi di hai Lekin aap in deo ke bando ko to jante hi ho Kya aap in dono hadeeso ke reference aur scan de sakte ho Bahot maherbaani hogi Shukriya
×
×
  • Create New...