maine ye kabhi bhi nahin suna tha kay SAFAR ka maheena acha nahin hota, pishley din QTV pur kissi ney mufti sahib se sawal kiya tha ke kya hum shaadi iss maheeney mein kar saktey hain, kay ous ne sunna tha kay agar iss maheene mein shaadi kareygi toh talaq (astagfirallah) hoh jaye gi, mufti sahib hans kar farmaya ke kya statistics mein kya isse maheeney mey hoh gaye shaadiyon mey talaq hoh jaati hai, nahin doosreh mahinon mein hoh gaye shaadiyon mey bhi talaq hoh jathi hai, aur ye jahileeyat soch hain.
laikin is ka background kya hain, longh istarah ki sooch kyon rakhtey hain??
(sorry is i used any word of punjabi)