tum yeh bat sabit nahi karsakte k woh karamatain ameer e ahlesunnat ne likhi hain woh logoun k apne tasurat hotein hain jise dawate islami ki majlis risaloun ki soorat main shaya kar deti hai
ab tumhare mulaun ki koi karamatain to hain hi nahi sirf logoun ko gumrah karne k karname hain to tum log itna kiyoun jellous hote ho
salam agar kisi member k pas khalifa e alahazrat moulana ayub rizvi ki yeh naat
jab siyakaroun pe moula tera daman hoga
kaise halka mera phir pala e meezan hoga
ho to mujhe send farmadain
salam 31 oct 1,2 nov ko multan shareef main hone wale sunnatoun bhare ijtimah mian kin kin members ki shirkat ki niyat hai bara e madina apni niyatoun ka izhar farmain
hazir he dare dolat pe gada sarkar tawaju farmain
muhtaj e nazar he hal mera sarkar tawaja farmain
agar yeh naat kisi bhi member k pass ho to mujhe post kardein written mein
wasalam
salam
mujhe adeeb rae poori sahib ke likha hoa yeh kalam
dar se ghulam ap k sir ko uthae kis tarah chor k ap ka dayar jae to jae kis tarah
yeh naat agar kisi bhi member k pas ho to mujhe post kardein
jazak allah azawajal.
aik hamare dost hain jo in deobandiyun k chungal main phans gai in ho ne dekha k in ka aik bauhat bara alim yousuf lodhanvi jb yeh wazoo karke ata to kai log is k liye tooliya la kar khare hojate jis se yeh hath poochta aur is k hath choomte woh yeh dekh kar in logoun se bad zan hogai k yeh log nabi ki tazeem ko shirk batatein hain wali ki tazem ko shirk batatain hain aur in k nazdeek is ki tazeem karna shirk nahi woh alhamdulliah in logoun se dor hogai aur sunni barelvi ban gai
shirk tehre jis main tazeeme habib
us bure mazhab pe lanat kijye
plz yeh batadijye k aj kal jo alahazrat k 24 naqhs wali anghoti k name se aik anghoti milti hai or beachne wale yeh kah kar beachte hain k is ko pehan ne se balain,pareshaniyan door hoti hain to kiya is anghoti ko pehan sakte hain
wassalam
pari hai andhey ko adat k shorbey hi se khae
batter hath na aae to zakh la ke chale
kisi k hisse main kawwa hamare hise main halwa
woh kawwe khain main halwa pakawan ya rasool allah