Jump to content

Shan E Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    668
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    17

پوسٹس ںے Shan E Raza کیا

  1. Salaam

     

    Alhamdulillah website mey unicode formate mey articles par b kam shoro hogya hai q k fb or degar groups mey kam karny waley sunni bhaiyon ko ibarat naqal karny k hawaley sey pareshani rehti thi un ki asani k liye ab unicode formate par kam shoro kiya gya hai,umeed hai k sunni hazraat is saholat sey b khoob fayeda uthayen gay.

     

    Imam Ahmad Raza khan deobandi akabir ulama ki nazar mey

     

    unicode formate

     

    http://www.deobandimazhab.com/imam-ahmad-raza-khan-or-deobandi-unicode/

    • Like 2
  2. salaam

     

    mustafaye bhai in sha ALLAH ap k kehney k mutabiq english mey articles kar izafa b kiya jaye ga or yeh bold or color karny ki ray par b amal kiya jaye ga bus thori sey degar masroofiyat hain jis ki waja sey may nahi kar saka.baqi ap hazraat isi tarha ki mazeed suggestion detey raheyn in sha ALLAH mumkina had tak waqtan fawaqtan amal kiya jata rahi ga

  3. website k hawaley sey shukriya

     

    bus dost tawun kar rahey hain is liye webiste regular update ho rahi hai alhamdulillah posters section ko ziyada tawajuh de ja rahi hai k yeh kam alfaz mey ziyada logo tak pegam pohanchaney ka zariya hai.bus ap dua karyn in sha ALLAH mazeed behtariyan laye jayen gi

     

    baqi kalima e haq k hawaley sey arz yehi hai k chand degar kamo ki waja sey kalima e haq jald na chap saka.is k liye mazrat,or dosari baat woh yeh k yeh khusoosi shumara nahi hai

     

    khusoosi shumara in sha ALLAH agla hoga.

     

    Maysam Abbas bhai degar kamo k hawaley sey kafi masroof rahey hain maslak e karmud deen dabeer wali kitab par b kafi mehnat hoi hai or aik mufassal maqala unho ney likha hai isi tarha 2, 3, mega projects par kam ho raha hai in sha ALLAH

     

    deobandiyat k liye mout ka pegam sabit hoga in sha ALLAH

     

    is shumaray mey b maysam abbas rizvi sahib k achy mazameen hai or ilyas ghuman ki khoob thukai hai :)

     

    baqi abi poori koshish ho gi k risala late na ho

     

    dua ki darkhast hai

    • Like 1
  4. Salaam

     

    New Book has been uploaded:

     

    Karwa Sach

     

    by: Allama Shehzad Turabi Qadiri

     

    online & download link

     

    http://www.deobandimazhab.com/karwa-sach/

     

    ==========================

    Please Like Our Page :

     

    https://www.facebook.com/radedeobandiyat

    ===========================

    Please Share Our Website to others:

     

    www.deobandimazhab.com

     

    ============================

     

    Please Pray for Us

  5. Salaaam

    Rad e Deobandiyat par Mazeed Posters Hazir e Khidmat hain please in ko khoob khoob phelayen facebooks,google plus,yahoo groups forums etc takey k ziyada sey ziyada log is sey istifada kar sakey.

     

     

    =================================

    Please Share these Posters And Our Website to Others

     

    www.deobandimazhab.com

     

    ================================

     

    Please Like Our Page

     

    https://www.facebook...Radedeobandiyat

     

    ================================

     

    Talib e Dua

     

    Shan e Raza Qadiri

     

     

     

    post-2606-0-63714000-1360321980.jpg

     

    post-2606-0-27492900-1360322003.jpg

     

    post-2606-0-86795800-1360322027.jpg

     

    post-2606-0-17310600-1360322051.jpg

     

    post-2606-0-27369400-1360322071.jpg

     

    post-2606-0-09672500-1360322086.jpg

     

    post-2606-0-37967800-1360322107.jpg

     

    post-2606-0-91658100-1360322137.jpg

  6. Salaaam

     

    http://www.deobandimazhab.com

     

    ki New Theme upload kar di gai hai

     

    umeed hai k ap ko pasand aye gi

     

    or

     

    kuch bhaiyon ney kaha k ap ka website par material upload karna buhat slow hai to un ki itla k liye arz yeh hai

     

    k www.deobandimazhab.com par jo article aata hai to usey khoob achi tarha dobara kisi sey tanqeedi tor par check karwaya jata hai or proof reading b ki jati hai or phir designing b ki jati hai akhir mey usey upload kiya jata hai,chand aik bhai hain jo mery sath kam kar rahey hain or tawun kar rahey hain in sha ALLAH mazeed bhai sath miley to kam ki speed bhar jaye gi.

     

    warna deobandiyo ki tarha website bharna koi mushkil nahi hai,

     

    deobandiyo ney apni website par ja baja bey tuki or sarasar buhtan par mabni baateyn upload ki hain kabi kehtey hain brailwiyon k 5 arkaan 11 giyarween 12 baarweeyn isaley sawab etc

     

    halankey k is ka agr hawala mang liya jaye to sari deobandiyat mil kar b aik mustanad hawala nahi dikha saktey

     

    khair ap tamam bhaiyo sey guzarish hai k hamary liye dua karyn takey jald az jald ziyada sey ziyada mawad website par upload kiya ja sakey .

     

    WAsalaam

     

    Shan e RAza Qadiri

  7. Salaam

     

    post-2606-0-64469800-1359742958.jpg

     

     

    New Article:

     

    Kia Baitullah ki khidmat kar k wahabi ahle haq qarar paye?

     

    Link :

     

    http://www.deobandim...haq-qarar-paye/

     

    =================================

    Please Share This Picture And Our Website to Others

     

    www.deobandimazhab.com

     

    ================================

     

    Please Like Our Page

     

    https://www.facebook...Radedeobandiyat

     

    ================================

     

    Talib e Dua

     

    Shan e Raza Qadiri

    • Like 1
  8. Yeh hamary aik bhai hain zain attari unho ney banaye hain or woh ab mazeed par kaam kar raheyn hain

     

    in sha ALLAH buhat jald aik poori team ban jaye gi to kaam mey or tezi ajaye gi

     

    abi humy ayse bhaiyo ki talash hai jo www.deobandimazhab.com k liye kam kar saktey hon.

     

    (chahey woh kisi b soorat mey ho jaisy k website ki tash heer ,urdu compsing,roman composing designing,,etc )

     

     

    aap sab bhaiyon ki dua chahiye in sha ALLAH yeh website deobandiyat k liye mout ka pegam sabit ho gi

     

    Shan e Raza Qadiri

    • Like 1
×
×
  • Create New...