Jump to content

Ra'id Ortan

اراکین
  • کل پوسٹس

    28
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ra'id Ortan نے پوسٹ کیا

  1. To the request of Alteejani Bht se firqa wariat k logo ka ye aqida hay k Zaat-e-Muhammad S.A.W noor hay. Aur ye aqida enho ne mukhtalif ayato k galat tarjumay aur kuch galat hadiths ki bunyad pr banaya hay. Pahli chz, Muslims k lye pahle Quran hay aur phr Hadith, kui k Quran k zarye hi use es baat ka andaza hoga k konsi hadith sahi hay, aur konsi hadith galat. Now come main point. Noor. Surah Maidah ki ayat 15 se bht se ulma-e-Karam ka ye kehna hay k es ayat may "noor" Muhammad S.A.W ko kaha gaya hay aur "Wazih" Quran ko. aur Noor Muhammad S.A.W ki zaat hay, aur esi bunyad pr enka ye aqeeda bhi hay k Muhammad S.A.W zinda hay, mean (parda farma gae hain). but "Noor" aur "wazih" dono hi Quran k lye kaha gaya hay, aur es noor ka matlub hidayat hay, zaat nahi, jiski agli hi ayat 16 may zikr hay. Es tarha kuch aur ayat hain jinse ye baat wazih ho jati hay k ALLAH ne apni kitabon ko hi noor kaha hay, wo bhi hidayat k lye, matlub jo logo ko andhero(burai) se nikal kr ujalay(achai) ki taraf lati hay. (Surah Maidah ayat 44) Tauret k lye noor. (Surah Maidah ayat 46) Injeel k lye noor. (Surah Taghabin ayat 8) Quran k lye noor. Agar main ye baat maan lo k Zaat-e-Muhammad S.A.W Noor hay. Zaat-e-Muhammad S.A.W = Noor. Aur Quran phr ye bhi kehta hay, aur kafi wazih ALfaz may kehta hay k: "ALLAH noor hay asmano ka aur zamin ka" (Surah Noor ayat 35) Matlub Zaat-e-ALLAH bhi Noor hay. Zaat-e-ALLAH = Noor. Matlub dono ki zaat ek hi zaat. Matlub, ALLAH = Muhammad S.A.W. aur ye shirk ho jaega. aur ye Quran may Ikhtilaf paida kr dega, jo mumkin nahi. Matlub Quran Ikhtilaf se pak hay, to(so) Muhammad S.A.W ka noor hona bhi jaiz nahi. Jaisa k Injeel may "Trinity" ka aqeeda hay. Jiska Matlub hay k: Baap (ALLAH) = Khuda. Beta (Isa A.S) = Khuda. Farishte (Jibrael A.S) = Khuda. Matlub teeno ki zaat ek hi hay Injeel may, esi waja kr Eesai(Christian) teeno hi ko "khuda" mantey hain. esi waja kr Injeel pr eeman to lana zorori hay, magr uski ayato pr believe krna nahi, kui k esme ikhtilafaat hain. agar Quran Muhammad S.A.W ko bhi noor keh raha hay, to eska Matlub Quran may bhi ikhtilaf hain. But aesa nahi hay, kui k Quran ney to Muhammad S.A.W ko noor kaha hi nahi, en tamam ayato may Quran k lye Noor hay, Muhammad S.A.W k lye nahi. Surah kahaf ki ayat 110 may ALLAH ne Muhammad S.A.W ki zaat ko "insan" bataya hay, noor nahi, ta k Log Ikhtilaf na krne lag jae, jaisa k Isa A.S k sath kea, but aj bhi log Quran ki ayat ko badal kr Ikhtilafat nikal rahe hain. Aahkir may, Islam zabardusti kisi ko Eeman laney pr majbor krne ko nahi kehta. Islam ney tableegh ka kaha hay, aur ye hamara kaam hay. Agar ap log ALLAH ki en ayat pr eeman latey ho, aur Zaat-e-Muhammad S.A.W ko hum insan ki hi zaat tasleem krte ho, aur en ki zaat k Noor honay pr enkar krte ho, to ye ap logo k haq may behtar hay. Nahi to ALLAH ne wo waqt muqarrur kr rkha hay. Aur be'shak wo waqt aega. Ra'id Ortan My link
  2. Dard>>>> i hope that you will understand all what i posted. Actually it's request of Raza Farooq, that's why i just copied it from what i posted in facebook. Yeah i agreed that we (Muslims) must control our Nafs according to ALLAH. If i says that i love ALLAH, its mean i full fill each and every orders of ALLAH (mean i completely follow Quran). If i can't, it means i don't love ALLAH.
  3. I shocked when i saw that Munafiq (Brelvi and etc) reject ALLAH's verses, and created his own Translation, and this translation create Contradiction in Quran. Like they Say that Zaat-e-Muhammad S.A.W is noor according to different verses. like Surah Maidah verse 15. and wrong Hadith. In Surah Maidah verse 15 ALLAH says about Quran is noor, but they rejct and make his own translation that Muhammad S.A.W is noor. ok just suppose that i accept that your translation is right. So according to Quran, which says there isn't any Contradiction, thats why i believe in Quran, but after 2 months of Accept Islam i found a Contradiction. that's: Zaat-e-Muhammad S.A.W is noor, and Zaat-e-ALLAH is also noor. Which means ALLAH = Muhammad. like Bibel says that: Father (ALLAH) is God, and Son (Jesus) is also God, that why both are God. Jesus = God So why i believe in Quran, because if i accept that your translation is right, its mean Bibel and Quran both have Contradiction. So Believe in Bibel or Quran. both are same. But it's not true, because i'm not Munafiq like you. And i knew that Zaat-e-Muhammad S.A.W is Human, not noor. according to Quran. (Surah Al-Kahaf 18:110). and Surah Maidah verse 15 is about Quran, not about Muhammad S.A.W. So Peoples like you completely change the verse of ALLAH. and who did this they are out of Islam. Ra'id Ortan
×
×
  • Create New...