
Ubaid-e-Raza
-
کل پوسٹس
745 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
پوسٹس ںے Ubaid-e-Raza کیا
-
-
Thanks You Very Much Brothers.
Maine kisi se ek ayat ka mafoom suna tha, can you please tell me ke yeh kis surrah se hai?
"Nabi (P.B.U.H) ki baat ko suntey hain aur gor kerte hain"
iske agey pechay ki bat ka koi mafhom yad hay tu agar woh bhi bata dain tu shayed asani se mil jaye.
-
-
-
-
-
I am new here
- فورم: تعارف کرائیں
-
-
aap apna kuch introduction post karain. or ye batain apko ye malomat kion zarorat hain?
alahazrat
ke bare main hum kia keh sakte hain? chota moun or bari bat... bare bare ulema o danishwar alahazrat ki zindagi, ilmiyat, saqahat ko bayan karne se qasir hain.
alahazrat
ke bare main sirf itna kahon ga. ke sunnion ke eman ke muhafiz alahazrat
hain. alahazrat ne fitna wahabia ke khilaf qalami jihad ker ke hamare eman bachaye.
baqi har aik ki soch different hoti hay. ye naam meri ankhon ki thandak hay or kisi ki ankhon ki jalan.. or jalne wale ka moun kala.. shayed is lye kisi ne farmaya.
Raza ke naam par har aik naaz karta hay
Ye ezaz aik khush qismat hi ko milta hay
Raza ke naam par marte hain lakhon dunya main
Koi khush ho ke marta hay koi jal jal ke marta hay
-
-
Bahi essi Das cheezai muj se Fake banwa loo Bolo bana kar dallo issi post per ???
bhai ap fake kam bhi karte rehte hain??
or ye khabar apko fake lagi hay? tu ap yahan kia kar rahay hain? abhi jaye or jang, express, nawa e waqt walon ko ja kar pakar lain. balke muqadama darj karwa lain molana haseen o jameel ki kitni izzat kharab ki hay akhbaron ne. sath site par abdullah sahib ka article de kar dolati nayya mazed dabo di.
-
-
Hikmat bhara jawab
- فورم: دیگر اسلامی مواد
-
EISAL E SAWAB KA TREEKA
- فورم: مضامین
-
looool
tumhara khayal hai may yahan discuss karney ata hon
thek hay phir jald hi tum yahan nahi aao ge dobara. ye forum discussion karne walon k lye hay. bandaron ke lye nahi
ja kar dosrey forums par dekho tumhare sathiyon ki kitni izzat ho rahi haiye 1 on 1 par koi or kukar phasana agar 1 on 1 hi karni hai to hamari forum par ajao 1 on 1 hi ho gi
tumhare dosre forums par deobandrion or anti hadeeson se bohot bat hoyi hay meri. mujhe pata hay wahan bhi tumhari kitni zilat ka saman ho raha hay. ye or bat hay k main na mano ka koi ilaj nahi.
baqi tum apne ikabaren ko tu bacha lu unhi forums par. wahan tu anti hadeeson ne tumhare bap dadon ka wo hashr kia howa hay ke koi reply karne wala bhi nahi.
such hai munafiq main ghairat nahi hoti. jo tumhare bap dadon ka hashr karte hain jab wo milad ya ya rasool Allah waghera pr hamare sath discuss karte hain tu tum unko baghal main le kar beth jate ho.
tum jin forums ki bat kar rahe ho. sub ke naam khob janta hon wahan totaly anti hadees disucssion kar rahe hotey hain deo k bande dekh tamasha main hain.
-
wah wah ap ko to jannat hi mil jaye gi in ilfazoon par kia ilfaz hai MashaALLAH
wese meri post kiun delete ki gaye
matlab ke shion ki jannat k ap qail hain. wah wah shia deobandi dosti ka moun bolta sabot. wese aj kal deobandion ne bhi rafa yadain shurow kar dia hay kia? khair munafiqat koi bhi rang apna sakti hay.
-
ab batao may hanso na to or kia karon
agar may yahan chup rehta hon to is ka ye matlab nai k mujey kuch ata nai
malang aap apni or kitni zilat ka saman karain ge is forum per?
ager aap main thori si ghairat hay na milad per discussion karo yahan. agar kaho tu 1 to 1 discussion hogi.. dekhte hain ke aap ko kitna aata hay. aik or thread main bhi aapki zilat or deobandion ki ebrat ka saman ho jaye ke kese kese abu jahil paal rakhe hain.
AP LOGON MAI SE KOI BHI AESA NAHI HAI JO MERI HELP KARE IS TOPIC PE...HERAT HAI...brother forum ke top pr search ka button mojod hay isay istimal kar lya karain tu apke aksar masail hal ho jayen ge. agar phir apko topic na mile tu post kar dya karain.
Munkireen-e-Milad Ka Ilmi Muhasba
Jashan-e-Milad ,Yom-e-Wafaat Per (Najdi Tehkeek) Ka Rad
Eid Meelad ul NABI Sallalahu Alaihe Wasallam
-
Ahmadiyyon ka Kalma
- فورم: فتنہ قادیانیت
-
-
Prayer request
- فورم: دیگر تمام درخواستیں
-
brother. ye deobandion ki chaal lagti hay. is main jo page ap ne post kia hai is ke agey pechay ka sayaq o sabaaq kia hay? peer sahib se kia suwal howa? or kia waqayi ulema e deoband ke bare main suwal howa.
is main likha hai علمائے متنازعین aur ye word zarori tu nahi ke ulema deoband ke mutaliq ho. or dosra peer sahib aleh rahma ki ye bat ke zikr e aanhazrat
ko zarori aetaqad o wajib samajhte hain. is se waziha ho raha hay ke ye kalam deobandion ke lye nahi. ye tu namaz main gadhe ke khayal ko jaiz samjhte hain mager nabi
ka khayal.... muazAllah..
peer sahib aleh rahma par kuch mazed aitaraz ye karte hain ke unho ne tehzeer un nas kitab ki taref ki or hawala apni aik kitab dhool ki awaz ka dete hain. ulema e ahle sunnat ne uska taaqub kia hai. pas deobandi aaj tak jawab nahi de sake or sabit nahi kar sake ke peer sahib ne tareef ki hay..
main jald woh post karta hon. or iske bare main bhi dekhta hon shayed malomat mil jayen.
-
-
MUBAREK HO
- فورم: گفتگو فورم
-
-
عجاءب میلاد مصط�یٰ ﷺ؀
- فورم: مضامین
مراسلہ: