Dear Siss,
Aap ne jo image attach kee hai woh nazar nahi aa rahi...
Jahan tak film ka talluq hai woh to waisey hi dekhna gunah-e-kabeera hai.. kiyoon keh "music" aur na mehram ke
saath saath Allah azawajal ke zikar se tawaja hatta kar kissi bhi faltoo kaam main lag jaan bohat baar mehroomi kee
baat hai.
"Khuda ke liye" movie kee jahan tak baat hai to jo kuch news papers main chappa hai iss film ke barey main iss se
to yeah hi lagta hai keh yeah islam ko badnaam karney ke liye aur islam kee ghalat tasveer paish karney ke liye
banai gai hai...
Allah azawajal aur uss ka Rasool salalaho aliwaslam hi behtar jaantey hain...
Imtiaz Attari