Alhamdulillah ... main yun hi net per sunni sits aur forums search kar raha tha to IE ka address mila.. wahan per
kuch posts nazar parhi IM kee. bohat khushi hooi aur maine iss ko join kar liya.. Attar (damatbarkatuhumalia) ke
faizan ko dekh kar main iss ka hisa bana hoon...
Allah is ko raat giyarwi aur din barwi taraqi ata farmaey.. aamin
Imtiaz Attari