meray sath deobandion kay 1 mufti tauqeer ne choti si debate ki us ne pehle kaha kay allah kay siwa koi banda b illm e ghaib nahi janta likan jab us ne meri taraf se quran o hadess kay dalael sune tu us ne kaha kay hum mante hain alah ne hazoor ko baaz illm e ghaib diya tha likan jab de diya tu phir kon sa ghaib raha q k ghaib to posheeda cheez ko kehte hain isliye hum deobandi hazoor kko illm e ghaib janane wala nahi kehte men ne us ko 2 jawab diye .
1: agar allah kay ata karne se woh ilm ghaib nahi rehta or tum log hazoor kay liye ilm e ghaib janane wala lafz istimal nahi karte tu phir a