Jump to content

Wahabiyoun ki Zakat Tv Channel Ko !!!


Sunni Tehreek

تجویز کردہ جواب

Fatwa that zakat can be given for NoorTV project.

 

" yeh project jo khalis deen ke nashroshaar ke liye hai, aur yeh sirf islam ki khidmat aur duniya mein basne walon ke liye falaho bahboodi ka kaam karega, lihaza is project mein zakat ki rakam bhi istemal ki jaa sakti hai. Humne is silsile mein Fadhilatush Shaykh Uzayr Shams Makkah Mukarramah aur Fadhilatush Shaykh Razaullah Madani Dehli se fatwe hasil kiye hai"

 

Iski Asal Recording !!!

fawathat_zakat_can_b_given_for_noortv_project.mp3

 

1.jpg

2.jpg

3.jpg

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

LAIKIN NOOR TV TU HUMARA HAI.

noor tv ahle hadees ghair muqaliden ka hay. ap konsa noor tv keh rahe hain?

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 2 weeks later...
noor tv ahle hadees ghair muqaliden ka hay. ap konsa noor tv keh rahe hain?

 

Bhai UK say jo Noor TV Chal raha hai woh tu Peer Sahib hain Azad Kashmir ke jinn ki Muhay-ul-deen University bhi hai aur woh tu Kattar Sunni Barelvi hain... shaid app kisi aur Noor TV ki baat kar rahai thay... kyon ki main tu Peer sahib ki taqreeban Rozana Speeches sunta hon woh tu hamesha buhat achay achay Mozo'aat per baat karty hain.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

Asal me noor tv pehle naam wahabiyoun ne raka ta, aap unke videos bhi shaid dekh chuke hogen youtube per, lekhin kyounke inke paas paisa nahin woh channel abhi tak nahin kula aur more like cancel hai, to ab joh noor tv open hai woh sunniyoun ka hai nerain shareef se, aur wahabiyoun ne naam noor e tauheed rakhliya channel ka halake abhi kula nahin !

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...