Gulzar مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 maine parda hai ke agar koi kissi musalman ki peeth peeche us ke barey mein aissi baat kehna jo use na pasindida ho wo gheebat hai, agar aissi hi koi baat hum kissi Ghair muslim ki peeth peeche karte hain to kya yeh bhi gheebat hai? jawab ke liye shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 13 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 bohat shukrya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 Jazakillah buhat imp fatwa share kiya ap ny اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 13 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 maine bohat koshish ki is poorey fatway ko samjane ki lekin meri kam ilmi ki wajah se main issey theek se samjh nahi paya, shuru mein likha hai ke kafron ki gheebat karna gunaha nahi, kaissey pata chaley ke meri baat se us ko takleef pohnchey gi ya nahi jis ki main gheebat kar raha hoon, use to pata hi nahi ke us ki peeth peeche koi us ki gheebat kar raha hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Please read the book 'destructions of backbiting'. Edited 13 اگست 2008 by Sayyida Fatima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 13 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 kahan se miley gi yeh book اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 (ترمیم شدہ) I can't find it online, and if i scan it, you might not be able to read because the printing is not very clear. I'll try typing it. Or if you want I can post it to you? Edited 13 اگست 2008 by Sayyida Fatima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Gulzar said: maine bohat koshish ki is poorey fatway ko samjane ki lekin meri kam ilmi ki wajah se main issey theek se samjh nahi paya, shuru mein likha hai ke kafron ki gheebat karna gunaha nahi, kaissey pata chaley ke meri baat se us ko takleef pohnchey gi ya nahi jis ki main gheebat kar raha hoon, use to pata hi nahi ke us ki peeth peeche koi us ki gheebat kar raha hai Fatwa meyney abhe perha hai, Kafir ki gheebat nahe hoti. Aur app ka dusra sawal kay kaisey pata challey, what do you mean? Do you mean to say that when you backbite a Muslim? Muslim ki gheebat app nahe ker sakhtay, in any case - chahey app ki baat sey uss ko takleef puhnchey ya nahe. However, there are some exceptional cases in which you are allowed to backbite but provided that you say only relevant things to the topic in concern and nothing else. Hope that helps. And Allah azzawajal knows the best. Edited 13 اگست 2008 by Sayyida Fatima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 13 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 chalein ek baat teh ho gai ke kafir ki gheebat beshak karein, uska koi gunnah nahi, agar hum kissi muslim ki gheebat karte hain to gheebat karne wale ko kaissey pata chaley ga ke jis ki us ne gheebat ki hai usey is baat ka Eza pohnchey ga ya nahi, kya pata usey sunaney ke baad koi takleef hi na ho i mean maybe he dont mind if we talk behind him, imean he even dont know what we r saying behind him. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 How would you know that he won't feel offended after hearing such a speech by someone? If you just think that he might not feel offended then why don't you think that he actually can get offended. I'm sure there's nobody that would not feel offended. I think it's either that you do not understand the definition of backbiting or you're confused. The matter is not that whether a person will know about it or not. The matter is that you should not be telling such things around which would actually offend a person. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 1 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2008 kissi ki baat par parda dala jaye to allah tallah qayamat ke din hamarey gunahoon par parda daley ga, aissa maine kahin pada ya sunna tha, lekin parda dalney ke liey to jhoot bolna padta hai, to jhoot bol kar kissi ko bachana jaissey ke, kissi ko dant na pardey aur hum ne jhoot bol diya ke yeh kaam maine kiya hai aur wo bach gya, aissa karna jaiz hai? meri taraf se aap sab ko Ramzaan ka maheena mubark ho! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 2 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2008 Gulzar said: chalein ek baat teh ho gai ke kafir ki gheebat beshak karein, uska koi gunnah nahi,agar hum kissi muslim ki gheebat karte hain to gheebat karne wale ko kaissey pata chaley ga ke jis ki us ne gheebat ki hai usey is baat ka Eza pohnchey ga ya nahi, kya pata usey sunaney ke baad koi takleef hi na ho i mean maybe he dont mind if we talk behind him, imean he even dont know what we r saying behind him. Gheebat Jab tak us banday ko pata nahe lagti Jab tak Allah azzawjal say Mafi mangnay pay Maaf ho jati hai Jab us banday ko pata lag gaya tu ab yei Haqooul Abad yani bando kay haqooq say ho jati hai aur Ab is ki Maafi Allah azzawajal jab tak ata nahe karta jab tak us banday say maafi nahee lee jati. ziada tar yehi hota hai kisi ki burai karay yani aam taur pay jo batain burai samghee jati hai us pay us banday ko takleef tu ho gee ho sakta hai us ka izhar na karay magar dil ko tu bura lagta he hai .. Gheebat.MP3Fetching info... Gulzar said: kissi ki baat par parda dala jaye to allah tallah qayamat ke din hamarey gunahoon par parda daley ga, aissa maine kahin pada ya sunna tha, lekin parda dalney ke liey to jhoot bolna padta hai, to jhoot bol kar kissi ko bachana jaissey ke, kissi ko dant na pardey aur hum ne jhoot bol diya ke yeh kaam maine kiya hai aur wo bach gya, aissa karna jaiz hai?meri taraf se aap sab ko Ramzaan ka maheena mubark ho! Jhoot bolnay ki baaz sortain jayaz hai maslan Do musalmano mai ittifaq karwana yani narazgi khatam karwanay , sulah karwanay kay leay jhot bol saktay hai. Sakht Fitnay say bachnay kay leay , kisi ko zalim say bachanay kay leay , jis ki 2 biwiya ho tu 2no biwiyo ko razi rakhnay kay leay... Jhootbolnaykijayazmawaqay.MP3Fetching info... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mohammadi مراسلہ: 24 جنوری 2017 Report Share مراسلہ: 24 جنوری 2017 Kia ghr walo m c koi shaks baki ghr walo PR sakhtiii krtaaa ho r bakii ghrrr walayy apiss m baith k bt krtay ho to kia ye BT gheebat hogii? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔