Jump to content

Smart Ali

اراکین
  • کل پوسٹس

    279
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

سب کچھ Smart Ali نے پوسٹ کیا

  1. ya lo brailvioon sahih muslim ki hadith ka scan page. ab bataoo qaber per tameerat kerna or qaber ko pukhta kerna mana hay. ab kiya bolo gay. aik nahi 3 hadith hien. .
  2. AHLE KHABEES REPLY Sahi muslim Part 1 Hadith no. 2238 Hadith marfoo'a muqar-rarat 12 Muttafaq alaih 3 Hazrat jabir rza riwayat karte hain ki rasulullah saw ne qbro ko pukhta/pakki bnane aur unpar baithne aur unpar imarat bnane se mana farmaya hai.
  3. meray dost shia bolien gay 12 rabi ul awwal ko bhi to chutti hoti hay or roads bun hoti hay. wo aik din ki chutti , logoon ki aik din ki salary cut jati hay. phir hum kiya bolien gay? roads bund ker kay jo pareyshan hotay hien looog un ka kiya kehna hay?
  4. hazrat "JA AL HUQ" say "BAHES MAZART OLIYA ALLAH PER GUNBAD BANANA" reference mien nay ahle kahbeees ko diya. us nay kaha jo reference diya wo to SAHIH BHUKARI may mojood he nahi hay. ya reference diya hay : Book= SAHIH BHUKARI, Jild#1 , kitab al janaiz, baab aljareed alul qaber, page#426 is may hay kay jub Hazrat Imam Hassan ibne hassan ibne ali radi allah talah anho ka intayqal ho gaya Translation : " TO IN KI BV NAY IN KI QABER PER AIK SAAL TK QUBA DALAY RAKKAH" ya bhi sahaba karam kay zamanay may sub ki mojooodgi may howa. kisi nay inkar nahi kiya. naeez in ki bv aik saal tk wahan rahee phir gahr wapis ai 1, mien nay jub sahih bhukari may dehka jo kay mien oper attach ker kay post kiya hay. us may bhi ya BAAB nahi hay jo JA AL HUQ may hay. kiya JA AL HUQ may reference gahlat hay???? 2, AHLE KHABEES nay kaha bhukari sharif may ya taleequn kaha hay. ya hadith nahi hay. hadith sanad kay sath hoti hay. kiya SAHIH BHUKARI may jo taleequn kaha hay kiya wo HADITH nahi hoti??
  5. ab mien aik hadith paish kerta hoon. ab dehko qaber per majid banana kaisa hay? bhukari ki hadith hay. perho or brailvioon apnay ammal say tauba karo
  6. AHLE KHABEES ka reply: Brailvioon nay aik hadith mazar per gunbad bananay ki di. bhukari sharif say. or khoob choray ho gayee. hadith ka topic bhi soun lien. qaber per masjid banana makrooh hay masjid per quba banana sabit kernay chalay thay , masjid banana gahlat hay ya sabit ho gaya ab kiya karo gay brailviooon Doosri baaaat un ho nay khema gara tha or baad may hata bhi liya tha app ko mien poori hadith paish kerta hoon. takay brailvioon ki terhaan munafiqoon wala kaam na ho app khud perhien or sochien ab is hadith kay baray may or kiya bolo gay???
  7. HAzrat jo link app nay diya hay wo mien study ker choka hoon. us hee may say bhukari sharif ki hadith us ko quote ki thi. mager wo keh raha hay aisi koi hadith bhukari may nahi hay. tm nay perhi hogi na ya hadith. tm dhika do ya hadith bhukari may. JA AL HUQ say nakal ker kay us ko send ki thi. wo ya bhi keh raha hay hadith no kiya hay wo bhi nahi likha
  8. hazrat "JA AL HUQ" ka aik say "BAHES MAZART OLIYA ALLAH PER GUNBAD BANANA" reference mien nay ahle kahbeees ko diya. us nay kaha jo reference diya wo to SAHIH BHUKARI may mojood he nahi hay. ya reference diya hay : Book= SAHIH BHUKARI, Jild#1 , kitab al janaiz baab aljareed alul qaber, page#426 is may hay kay jub Hazrat Imam Hassan ibne hassan ibne ali radi allah talah anho ka intayqal ho gaya Translation : " TO IN KI BV NAY IN KI QABER PER AIK SAAL TK QUBA DALAY RAKKAH" ya bhi sahaba karam kay zamanay may sub ki mojooodgi may howa. kisi nay inkar nahi kiya. naeez in ki bv aik saal tk wahan rahee phir gahr wapis ai. un ka kehna hay ya koi hadith bhukari may nahi milli. hadith number tumharay pass nahi hay. tm hamay bhukari sharif say ya hadith dhika do ager mojood hay to. mien ya hadith kahan dhoondoo?
  9. Mien nay ja al huq may say ashab-e-kaif ka kissa nakal ker kay us ko behja to us nay ya reply kiya AHLE KHABEES kay Reply: Amir Hamza Ise kehte hain: khisiyani billi khanba noche. Amir Hamza Dost ashab e kahf ke waqye se hargiz sabit nahin hota ki qbro par masjid aur quba bnaya jaez hai. Main tmse puchta hun kya ashab e kahf ki qaum wale nabi the ya kya the? Jb wo nabi nahin the to unka amal hamare liye hujjat kaise ho sakta hai. Main dalil de raha hun ki mohammad ur rasulullah saw ne qbro par masjid bnane walo ko duniya ke sbse bure log kaha ( bukhari hadith no. 1340 ) aur tm ajeeb admi ho jo keh rahe ho ki ashab e kahf ki qaum walo ne unki qbro par masjid bnayi! Main puchta hun bat kiski mani jayegi, aakhiri rasul ki jinke bad koi nabi nahin ane wala ya fir akhiri nabi se hazaro saal pehle guzri kisi qaum ke logo ki? Btao kiski bat mani jayegi? Khalfan Ahmad ویسے یہ استدلال تو صرف انہی بھائی نے لیا ھے اس آیت سے وہ کیسے Khalfan Ahmad وَكَذَلِكَ أَعْثَرْنَا عَلَيْهِمْ لِيَعْلَمُوا أَنَّ وَعْدَ اللَّهِ حَقٌّ وَأَنَّ السَّاعَةَ لَا رَيْبَ فِيهَا إِذْ يَتَنَازَعُونَ بَيْنَهُمْ أَمْرَهُمْ ۖ فَقَالُوا ابْنُوا عَلَيْهِمْ بُنْيَانًا ۖ رَبُّهُمْ أَعْلَمُ بِهِمْ ۚ قَالَ الَّذِينَ غَلَبُوا عَلَى أَمْرِهِمْ لَنَتَّخِذَنَّ عَلَيْهِمْ مَسْجِدًا﴿018:021﴾ Amir Hamza Pehle main tmhare cmnt ko repeat karta hun fir uska jawab deta hun, tmne likha hai ki: " aur unhone kaha ki ashab e kahf par aisi deewar bnao jo inki qbr ko ghairey aur inki mazarat logo ke janey se mehfooz ho jaye jaise nabi pak saw ki qbr ko char deewari se ghair diya gaya hai" Magar ye bat namanzoor hui tb masjid bnayi gayi. Ye hai ali tmhara pura cmnt ise gaur se pado aur dosto ap sb vi ali ke is cmnt ko gaur se padiye aur ali ke jhuth ko samajhiye tb tk main isi se related cmnt likh raha hun. . . . . Amir Hamza Khalfan bhai tarjuma vi kar dijiye. Khalfan Ahmad اور اسی طرح ہم نے (لوگوں کو) ان (کے حال) سے خبردار کر دیا تاکہ وہ جانیں کہ خدا کا وعدہ سچا ہے اور یہ کہ قیامت (جس کا وعدہ کیا جاتا ہے) اس میں کچھ بھی شک نہیں۔ اس وقت لوگ انکے بارے میں باہم جھگڑنے لگے اور کہنے لگے کہ ان (کے غار) پر عمارت بنا دو ان کا پروردگار ان (کے حال) سے خوب واقف ہے، جو لوگ ان کے معاملے میں غلبہ رکھتے تھے وہ کہنے لگے کہ ہم ان (کے غار) پر مسجد بنائیں گے۔ Khalfan Ahmad اس سے اگلی آیت بھی کچھ کہہ رہی ھے Khalfan Ahmad سَيَقُولُونَ ثَلَاثَةٌ رَابِعُهُمْ كَلْبُهُمْ وَيَقُولُونَ خَمْسَةٌ سَادِسُهُمْ كَلْبُهُمْ رَجْمًا بِالْغَيْبِ ۖ وَيَقُولُونَ سَبْعَةٌ وَثَامِنُهُمْ كَلْبُهُمْ ۚ قُلْ رَبِّي أَعْلَمُ بِعِدَّتِهِمْ مَا يَعْلَمُهُمْ إِلَّا قَلِيلٌ ۗ فَلَا تُمَارِ فِيهِمْ إِلَّا مِرَاءً ظَاهِرًا وَلَا تَسْتَفْتِ فِيهِمْ مِنْهُمْ أَحَدًا﴿018:022﴾ (بعض لوگ) لوگ بظاہر کچھ کہیں گے کہ وہ تین تھے (اور) چوتھا ان کا کتا تھا اور (بعض) کہیں گے کہ وہ پانچ تھے اور چھٹا ان کا کتا تھا (اور بعض) کہیں گے کہ وہ سات تھے اور آٹھواں ان کا کتا تھا۔ کہہ دو کہ میرا پروردگار ہی ان کے شمار سے خوب واقف ہے ان کو جانتے بھی ہیں تو تھوڑے ہی لوگ (جانتے ہیں) تو تم ان (کے معاملہ) میں گفتگو نہ کرنا مگر سرسری سی گفتگو اور نہ ان کے بارے میں ان میں سے کسی سے کچھ دریافت ہی کرنا۔ Amir Hamza Ab tmhare cmnt pad kar malum hua ki ashab e kahf ka zamana nabi saw ke bad ka hai tabhi to un logo ne kaha ki "is tarah in logo ki qbr ko ghair do jaisey nabi pak saw ki qbr ko ghaira gaya hai". Yahan par ali bhai apne bahut bada iblisi khel khelne ki koshish ki hai aur hum sb logo ko dhokha de kar bach nikalna chahte hain kyunki hum sbko malum hai ki ashab e kahf ka zamana nabi pak saw se hazaro saal pehle ka zamana hai, magar tmhare cmnt se sabit ho raha hai ki unka zamana nabi pak saw ke bad ka hai tabhi to wo dalil ke taur par nabi saw ki qbr ka istemal kar rahe hain. Ali bhai kch vi likhne se pehle ek bar soch liya karo. Amir Hamza Ab kya kehte ho ali, ashab e kahf ke bare mein detail mein guftugu karne se khud quran hamein mana kar raha hai, to fir btao fir is waqye se koi masla kaise hal ho sakta hai? Amir Hamza Kya hua smart ali bhai, tmhare pas koi sahi dalil hai ki nahin jo ye sabit kare ki qbro ko pukhta karna aur unpar masajid bnana jaez hai? Agar tmhare pas dalil ho to pesh karo, inshallah hum zarur manenge. Agar nahin hai to apne is aqeede se laut ao kyunki shirk ko kholne wala darwaza hai ye amal. Agar ab vi yaqeen nahin ata to bolo tmhen aur vi dalil hm de sakte hain! Magar yar kch to response do? Amir Hamza Tmne mere bhai ye vi kaha tha ki aam muslim ki qbr ko pukhta karna aur unpar quba karna haram hai magar buzurgo ki qbr ko pukhta karna aur unpar masajid bnana jaez hai, main tmse puchta hun is aqeede ka subut pesh karo? Kahan se? Quran se aur pyare rasul ki sahi ahadith se. Agar koi dalil hai to pesh karo ni to apne aqeeday se ruju karo ki yahi sahi tarika hai, kamyabi isi mein hai.
  10. hazrat ALHAMDO LILLAH koi muhjay ahle sunnat wa jammaaat brailve maslak say bud zun nahi ker sakta. allah muhjay insha allah brailvioon may rakhay ga or un hee may emaan kay sath maut ata fermai ga. ameen ab JA UL HUQ ki baat ker laytay hien. is may bhukari, muslim shareef ki ahadith di gayee hien. jaisay bhukari, kitbaukl janaiz.....mager hadith# nahi hay. ya bara masla hay. doosri baaat jo hadith ahle khabeees nay paish ki hay us ka kiya jawab hay? last may ya baat kahooon ga kay jub kahi phunsta hoon to app jaisay shair mojood hien jo mayri help kertay hien. is liya facebook per jo bhi brailviyoon kay khilaaaaf zaher ugalta hay to mien kood jata hooon. muhj say berdasht nahi hota. kiun kay app jaisay sunni tiger mojood hien meray sath
  11. Smart Ali

    Pakki Qabar Banana

    Assalam alaikum hazrat mera ahle hadith say facebook per manazrah chal raha hay. baat mazarat per jana or un kay waseelay say manga shirk hay. ya topic rakkah. mager ahle kahbees nay bola pehlay kachi or pakki qaber per baat start karo. us nay kaha pehlay mien dalil dayta hoon. AHLE KHABEEES : Amir Hamza Main kehta hun ki aam muslim ho chahe khaas muslim ya koi nabi hi kyun na ho, kisi ki bhi qbr ko pukhta karna aur wahan quba bnana shariyat men haram hai aur aisa karne walo par pyare rasul saw ne laanat bheji hai. Ye mera daawa hai aur main apne daawe ki dalil vi pesh karne laga hun. . . . . . Amir Hamza Ye lo main apne dawe ki pehli dalil pesh karne wala hun. . . Ok, thats fine, May allah forgive all ur sin. Sahi bukhari Buk of janaza Hadith no. 1341 Ye hai hadith ka refrance jo avi main pura context ke sath de raha hun. Amir Hamza Hazrat ayesha rza kehti hain ki jb ap saw beemar pade to apki kch biwiyo ( umme salma aur umme habiba rza ) ne 1 church ka zikr kiya jo unhone habsha/ethopia men dekha tha. Unhone uski khubsurti aur usmen rakhi hui tasveer ka vi zikr kiya. Pyare rasul ne farmaya ki ye wo log hai jb unmen koi naek saaleh admi mar jata to uski qbr par masjid bna lete aur unmein tasveer rakhte. Allah ke nazdik ye log sari makhluq men sbse bure hain. Amir Hamza Murdo ki qbro par mazar bna kar urs lagane walo, dekho pyare rasul ne tm logo ko sari duniya ke sbse bura admi kaha hai. Smart tmne apni bat ki dalil ni di ki aam logo ki qbr ko pukhta ni kiya ja sakta magar khas logo ki kiya ja skta hai. Kya hua ali bhai? Amir Hamza Ali tm kam se kam apne is daawe ki koi dalil pesh karo ki common muslim ki qbro ko pukhta karna aur unpar quba bnana haram hai magar tmhare naam nihaad waliyo aur sufiyo ki qbro par jaez hai? Kam se kam iski koi dalil pesh to kar do? Ok, I am waiting, dekhte hain kb ap reply karte hain. HAZRAT is ka REPLY kerdien. plzzz help. muihjay ahle kahbees ko moo tor jawab dayna hay. JA UL HUQ may hadeesien hien mager un ka reference nahi hay. for example : hadith#, BOOK ka page# etc PLZZ HELP
  12. SUBHAN ALLAH. app loog ahlesunnat kay shair ho. ALLAH app sub logoon ko din ghiyarwee raat barvhee traki day. or app sub logoon ko umer darazi bil khair ata fermai. AMEEN
  13. Assalam alaikum hazrat aik masla hay. mien ahle khabees say baat ker raha tha mazaraat per. us nay bola kay "KHAWAJA ka matlab hota hay HIJRA, jaisa tum brailvioon kay haan KHUWAJA GAHRIB NAWAZ, KHUWAJA NIZAM UDDIN OLIYA wagirah wagirah hotay hien. Firoz ul lugaat may dehk lo KHAWAJA kay mainay. plzzz muhjay is ka jawab chahiya
  14. assalam alaikum mayri aik ahle kahbeees say bahes chal rahi hay. us ko mien nay kaha ISLAM may her wo chees jaiz hay jis ka Quran or hadith may mana nahi hay. her wo cheees halal hay jis ko quran or hadith may haram na kaha ho. us nay muhj say sawal kiya hay kay ya ASOOL kahan say lai ho??? is baaat ki koi dalil hay? Quran may aisa likha hay ya hadeesoon may hay? ya phir tum brailvion ka khud sakta banaya howa asool hay? ager dalil hay to reference kay sath muhjay dhikaooo mayri madad or rehnamai fermaiya. ALLAH app ko or app ki team ko jaza khair ata fermai (ameen), jo itni azeeem sites banai hay jis say bohat madad milti hay.
  15. Assalam alaikum Janab mien ALHAMDO LILLAH Ahle sunnat wa al jamaat brailveeh maktab-e-fikr say taluq rakhta hoooon. ALLAH emaan kay sath is maktab-e-fiker may mout ata fermai. app nay jawab day ker rehnamai fermai jazakallah. app ka ahsaan hay. actually mera cousin dow medical college may hay. us ko pamphlet or sms kay zariya bhutkaya ja raha hay or wo AHLE KHABEES may chala bhi gaya tha mager mien nay app ki site say cheesien li or us ko forward kari. ab wo ALHAMDO LILLAH wapis sunni ho gaya hay. ab ya topic raise howa tha. to mien nay socha app say achi kaun rehnamai karey ga is liya yahan post ker diya.
  16. AHLE HADITH REPLY 27 Rajab, Shab-e-Miraj??? Mufti-e-Azam Saudi Arab ka Fatwa بسم اللہ الرحمٰن الرحیم محدثین و مورخین کی تالیف کردہ کتب کا مطالعہ کیا جائے تو معلوم ہوتا ہے کہ 27ویں شب کے "شبِ معراج" قرار پانے سے پہلے خود ماہِ رجب کے ماہِ معراج ہونے پر بھی علمائے تاریخ کا اتفاق نہیں ہے ! معروف مفسر و مورخ امام ابن کثیر رحمة اللہ نے اپنی ضخیم کتاب "البدایہ و النہایہ" کے تیسرے جز میں اسراء و معراج کا واقعہ نقل کرنے سے پہلے متعدد روایات بیان فرمائی ہیں۔ حافظ ابن کثیر رحمة اللہ نے امام بیھقی رحمة اللہ کے حوالے سے امام ابوشہاب زہری رحمة اللہ کا قول نقل کیا ہے جس میں وہ فرماتے ہیں : نبی صلی اللہ علیہ وسلم کو ہجرتِ مدینہ سے ایک سال پہلے سفرِ معراج کرایا گیا۔ یہی قول عروہ رحمة اللہ کا ہے۔ امام حاکم رحمة اللہ کے حوالے سے انہوں نے حضرت سدی رحمة اللہ کا قول بھی ذکر کیا ہے جس میں وہ فرماتے ہیں : نبی صلی اللہ علیہ وسلم کو ہجرت سے سولہ (16) ماہ قبل معراج کرایا گیا۔ لہذا امام زہری اور عروہ کے قول کے مطابق ماہ معراج ، ربیع الاول بنتا ہے اور حضرت سدی کے قول کے مطابق معراج کا واقعہ ماہ ذی القعدہ میں بنتا ہے۔ بحوالہ : البدایہ و النہایہ ماہ ربیع الثانی ، ماہ رجب اور ماہ ذی الحج میں معراج کرائے جانے کی روایات بھی ملتی ہیں۔ اور جب ماہِ معراج پر ہی اتفاق نہیں ہے تو تاریخِ معراج کی تعین کیسے متفق علیہ ہو سکتی ہے؟
  17. Ahle Hadith Reply: srif 2 kitbaooon mien 27 rajab ka ziker aya to app logoon nay maan liya kay 27 rajab hay or us ko mashooor ker diya kiya baat hay. or jo kitaboon may ai hay us ko kiun nahi mana???
  18. Smart Ali

    Shabe Miraj Ki Tarikh Ka Saboot

    Reply plzz Deogandi ka aietraz: Hamaray pyaray nabi (salul laho aleh wassallam) ko Shab-e-miraj kub hoi? 27 rajab ko brailveeh Shab-e-miraj manatay hien. is ka koi sabooot hay brailvioon kay pass? ya brailveeh masjidoon may jhoot boltay hien kay shab-e-mirraj 27 rajab ko hoi.
  19. in sub cheesoon kay jawab inayat fermadien Ahle HAdith kay aiettraz: 1, Abdulah bin mubarak farmate hain , " imam abu hanifa hadis mai yateem thay" (qayam ul lail pg 272) 2, Shah waliulah frmate hain "imam abu hanifa wo shakhs hain k bare bare muhadis masalan imam ahmad ,imam bukhari, muslim, tirmizi, nisai, abu dawod ,ibn e maja ne ik hadis bhy un se apni kitabon mai darj nae ky. " (musaffi sharah e mauta. Vol 1, pg6) 3, Imam ta'us fermate hain " jab koi iraqi 100 ahadis riwayat kare to in mai se 99 ko phaik do. Imam zehri fermate hain "ahle koofa ky hadis mai bht ziada makar o faraib o dagha hota hai. (tadreb ur rawi . Pg 85 vol 1) . Imam ahmed bin hanbal fermate hain k "ahl e kufa ky riwayat mai noor nahin hota." (sunan abu dawod vol 2, pg 341) "IMAM ABU HANIFA KOOFI THAY" 4, Imam Abu Hanifa ki Tarefain ke hain to usk sath ulema ne unky kamzorian bhy btayi hain. Imam malik ky mauta , imam shafi ky musnad aur imam ahmad ky masnad bht mashor hai, imam abu hanifa ky hadis ky kitab ka suna hai? Kis darjay mai wo shamil hoty hai? 5, Hamara maanna hai k imam abu hanifa bhy bht bare alim thay, unka rutba bht bara hai, magar tm lg jo unko rutba daite ho, wo hamai manzor nae, sahih hadis anay k bd bhy unhy k aqwal ko mante ho. tby imam sahab par dosre ulama ky jarah batayi. Allah imam sahab k darajat buland frmaye.
  20. Hazrat mien Sunni Brailveeh hooon. mien bus deaobundi kay aietraz yahan paste ker raha hooon. mien to deobandi, ahle hadith ko kafir samjhta hooon.
×
×
  • Create New...