
Anwar200
اراکین-
کل پوسٹس
401 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ Anwar200 نے پوسٹ کیا
-
deobandi_ki_kitab.wav
-
Question?12/8/2007 salam o alikom mein kuch mah se germany aya ho.yahan per set hony ke liye humarae camp mein qadyani log atay hain ke on ka mazhab qabool karnay ke liye likin mein ne inkar kiya ha in ke bad kuch aur log bi jo ke pakistani hain aye hain wo kehtay hain ke humaray shakh sahib ke morid ban jowo to on ki dawa se jermany ka visa mil jay ga. on ke pir ka naam shakh amin ha on ka taloq seelsala idreesia se ha.wo log ketay hain ke on ke peer sahib duniya ke sab se azim walli hain aur sab walli ke leader hain.wo log sab ko suny,shia,wahabi ko acha manta ha aur wo log kiya hain?mein nahe janta wo kon hain wo kehtay hain ke morid ban jowo to visa lazmi mil jay ga.ap se darkhwata ha ke wo log theek hain ya nahe aur seelsala idreesia kiya ha.jawab jalad dain aik pakistani ne os ko qabool kar liya ha likin main ne abhi nahi kiys jawab ka intazar kar kay on ko jawab don ga. jazak allah Imam's Reply:
-
Khatra ki Ghanti - Full Book scanned
Anwar200 replied to Ghulam e Azhari's topic in رد بدمذہب پر کتب
yeh bohat hi mofid malomat hain aur is waqat ki zoororat bi hain ke dosat o dushman ki pechan ki jay. khatra ki ghanti mein jo kuch daraj ha wo bohat aham malomat hain ke masalak ala hazrat se doori adami ko ahle haq se door karti ha. suniyaat ki shanahat ka jo markaz ala hazrat ki zaat mubarak asolae deen ki bunyad per qaim kiya ha wo haq ha aur jo kohi is ke baher ha wo sab kuch ho skata ha likin sunni nahi ho skata. mushkor hon ke aik islami bahi ki kavishon se yeh kitab pernay ko mili aur yakin ha ke aur bohat se log is kitab ko per kar apni malomat mein izafa karin gaay insha Allah. -
Wahabi Angraiz Ke Wafadar Ghulam Hain
Anwar200 replied to Khalil Rana's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
bohat hi zabardast kaam anjam diya ha bahi ap ne is post mein aur wahabi jo hain sab se bari kharabi ki angraiz nawazi ke baray mein.well done brother keep doing good work. -
Esaal e Sawab Apeal from Deoband
Anwar200 replied to Talib e Madina's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Allah ki zaat-e-paak ki qasam ha ke jo kuch mein ne likha ha bas yeh hi haqeeqat ha in deobandion ki yeh log islam aur pakistan ke asal dushman hain in ki pehchan bohat zaroori ha ager hum ne ghaflat se kam liya to pakistan ko bachana mushkil ho ga. -
Esaal e Sawab Apeal from Deoband
Anwar200 replied to Talib e Madina's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Esaal e Sawab Apeal from Deoband
Anwar200 replied to Talib e Madina's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
MUHTARAM BARADAR MEIN HERGIZ KISI PER ILZAM NAHI LAGA RAHA MEIN OPAR LIKH CHOKA HON KE JO MALOMAT MUGH TAK AAIN ON KA AHKWAL LIKHA HA. AUR AP KO BI MALOM HA KE ALA HAZRAT PER BEBUNYAD ILZAMAT BAD MAZHABON NE LAGAY HAIN TO ON SAB GHALAT ILZAMAT KA JAWAB BI ULLMA-E-HAQ NE DIYA HOWA HA. TO PHIR ASI KON SI MUJBOORI HA KE OS KITAB( The Exoteric Ahmad ibn Idris.) KA TA HAL KISI TARAF SE JAWAB NAHI MILA? MUHTARAM MERA SAWAL SIRAF YEH HI HA KE AGER AHMAD IBN IDRIS PER BI ILZAMAT HI HAIN AUR HAQEEQAT KON PESH KARE GA? KITAB KE MUSANAF NE TAMAM TAFSILAT KE HAWALA BI DIYA HOWA HA. AGER KUCH NAHI TO KAM AZ KAM YEH TO MALOM KIYA HI JA SKATA HA KE AHMAD IBN IDRIS KE WAHABIYON KE SAATH DOSTANA TALOQAT THAY YA NAHI? PHIR KISI KO KIA PARI HA KE AIK BANDA(IDRIS) JO 150 SAAL QABAL FOAT HO CHOKA HO OS KE BARAY MEIN GHALAT ILZAMAT LAGAY?ALA HAZRAT PER AJ TAK GHALAT ILZAM IS LIYE LAGAY JATAY HAIN KE AP NE BADMAZHABON KO BENAQAB KIYA AUR FITNA KI PECHAN KARWA DI,YEH HI WO WAJA HA KE BADMAZHABON AUR KUFAR NE MIL KAR BEBUNYAD ILZAMAT LAGAY. JAB KE IDRIS SAHIB KA MAMLA ALA HAZRAT SE BARAKS HA TO PHIR KIYA WAJA HA KE ON KI ZAAT PER BEBUNYAD ILZAMAT LAGAY JAIN? AUR AGER AIK KAFAR WAHABIYON SE MIL KAR AIK SUFI KO BADNAM KARNAY KE WASTAY KITAB LIKH SAKTA HA TO PHIR HUM MUSLAMANO KO KIYA MUSHKIL HA KE IS KA JAWAN NA DIYA JA SKAKAY? MUHTARAM AP KHUD HI IS BABAT MALOMAT KARIN AUR AGER AP YA KOHI AUR BAHI ASAL HAQEEQAT SE AGAHI HASIL KAR LAY TO MEIN KHUD (The Exoteric Ahmad ibn Idris.) KE RAAD MEIN AIK KITAB SHAIYA KARWO DON GA. HUM KO APAS MEIN DEBATE KI BEJAY ASAL DUSHMAN ISLAM KO BENAQB KARNA HA KHAWA WO SHEIKH AMIN KI SORAT MEIN HO YA NAJDI KI SORAT MEIN. MASLAK-E- ALA HAZRAT ZINDABAD. BAHERHAL
-
We now come to a great Sufi by the name of Ahmad ibn Idris, to study his relations with the Wahhabis. Ahmad ibn Idris studied under the most famous scholars of the Qarawiyyin mosque in Fez; these scholars who taught him were the same generation of scholars who had been influenced by the reforms of the rulers Mawlay Muhammad and Mawlay Sulayman, and thus he became an expert on the Hadith and the Qur'an. One of his teachers was Ibn Kiran, one of the two most prominent scholars of the Qarawiyyin who had sent a favorable reply to the Wahhabi letter (see above). Ahmad ibn Idris began teaching against excessive veneration of the saints, and against building anything over their tombs. He wanted to remove any authority over Muslims other than God and His Messenger, so he denounced the authority of the schools of law (the madhahib), completely rejected taqlid, and even changed the role of the Sufi shaykh. While still maintaining the importance of the Sufi shaykh and the impossibility of travelling the Sufi path without one, he had his students refer to him as a "teacher" (ustadh), rather than shaykh. For him, the role of the shaykh, or rather, the teacher, was to become obsolete. The teacher helps the student establish a direct relationship with the Prophet, so that the teacher himself is not needed anymore. He also taught his students not to place an important emphasis on karaamaat, or the "miraculous gifts" bestowed upon the Sufi by God
-
muhtaram jasa ke mein zikar kar choka hon ke jo molomaat mugh ko ahmed idris ke motaliq mili hain wo mein ne likh di hain.ab asal ka to Allah hi janta ha.jo site send ki thee os mein hawaljat ka bi likha ha baherhal ahmad ibn idris ki zindgee per aik kitab(The Exoteric Ahmad ibn Idris.) se yeh tamam iqtabasat hasil kiye gaye hain.ager os kitab mein musanaf ne dorogh kohee se kam liya ha to phir sawal yeh ha ke aya os kitab ki raad mein kohi hawala ya kitab asi ha jis mein ahmed ibn idris sahib ko ghair mokalid,wahabiyon ka dosat qarar na diya giya ho to phir to on ka defa humara farz banta ha? musanaf ne bi ahmad ibn idris ko sufi sheikh hi likha ha likin os ne jo likha ha on ke halaate zindgee ke mutaliq to on ko jan kar ahmad ibn idris ke haqeeqi sufi honay per shaq hota ha. is liye ager kisi bahi ke pass kitab ki zid mein kohi dalil ha ke ahmad ibn idris sahib ka wahabiyon se dosti nahi thee? ahmad ibn idris sahib ghair mokalid nahi thay? ahmad idris najdi ko islam per saaf niyat nahi mantay thay? ahmad idris sahib wahabiyon ke mecca sharif per qabza ke bad wahan wahabiyon ke saath nahi rahay thay aur mahammad pasha ke mecca per qabza ke bad wahan se wahabiyon ke humra farar nahi howay thay? aur is tarah ki tamam batin jin se on ke real sufi honay per shaq hota ha ager kisi ke pass malomat hon to mugh gharib ko bi ata kar dain. jame-e-karamat-e-auliya mein ager on sab baton ka rad ha to bi baat mein wazan ha? ho skata ha ke jin hazrat ne jame-e-karamat-e-auliya likhi ha on ko ahmad ibn idris ke zindgee ke os hisa ka ilm no ho ya phir the exoteric ahmad ibn idris mein sab ghalat tafsilat hain? to is baat ka hal yeh hi ha ke tamam baton ki tehqeeq ki jay.
-
ALLAH KI MEHERBANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI RASOOL KI GHULAMI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI ISLAM KI TERJAMNI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI HUSSAIN KI QURBANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI UMAR KI HUKMARANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI GHUAS O DATA KI DEWANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI AHMED RAZA KI NISHANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI ILYAS QADRI KI BEYANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI NOORANI HI NOORANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI ROHANI HI ROHANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI
-
ji meray muhtaram bahi ap ne jo pera tha wo ap ne likh diya aur mein nayri jo malomat the wo ap ki nazar kar di likin Allah hi asal janta ha. yeh Allah ka ahsan azim ha ke os ne mugh ghunagar ko sunni brailvi banaya aur mayri yeh duwa ha ke Allah hum sab ko ta margh sunni hi rekhay.
-
muhtaram baradar rana sahib jo link ap ko send kiya tha wo siraf english mein hi mugh ko mila ha jis ka bunyadi terjama yeh ha ke ahmed ibn idris aik ghair mokalid tha wahabiyon ke saath os ke taloqat bohat dostana thay.wo najdi ko islam ke bare mein saaf niyat janta tha likin os ka tariqkar mein kuch ghaltiyan ko bi manta tha. jab pehli bar wahabiyon ne mecce sharif per qabza kiya to bohat se ullama ahle sunnat ya to meece se nikal gaay ya phir wahabiyon ne on ko shaheed kar diya likin ahmed ibn idris sahib na to meece se farar howa aur na hi wahabiyon ne on ko qatal kiya albata wo najdi ke farzandon aur saud ka qaribi dosat ban giya aur jab 10 saal bad sunni mohammad ali pasha ne mecca per qabza kiya to idris sahib wahabiyon ke saath wahan se bagh nikla. ager tareekhi tor per yeh haqeeqat ha to phir mein kisi asay adami ko jo ke dushmano se dostana marasam istawar rekhay hergiz walli Allah nahi manta. ager kisi ke dil mein Nabi ki muhabat ha phir Nabi paak ke dushman se dosti kiyon kar? sunniyat siraf yeh nahi ke namaz,pero milad kro ya daroodod sharif jab tak ke mehboob khuda ke dusman ko apna sab se bara dushman na man loo tab tak sunniyat mokamal nahi hoti. kiya zindgi ha wo jis mein nafarte dushman-e- RASOOL na ho. kiya mout ha wo jis mein jalkh-e jazba-e ilm uddin ghazi na ho. yeh baat apni jaga haqeeqat ha ke sheikh amin na to kisi sufi silsala se munsalik ha aur na hi wo kohi ahle imam ha han albata wo idrisia ka naam istamal is liye kar raha ha ke pakistan mein is ki babat kam ilmi ha.ab wo qadri ya chishti silsala ka naam istamal karnay se raha.lihaza os ne asay silsala ka naam istamal kiya ha jo ghair maroof ho ta ke logon ko ziyada dair bewakof bana jay. mein nahi janta ke idreesia ki haqeeqat kiya ha ager ap jantay hain to zaroor faraham karin. sheikh amin ya os ke muridon ko khud malom nahi ke silsala idreesia kiya ha wo log to yeh bi nahi jantay ke on ke peer sahib ki zulfain hi ghair sharai hain.aur Allah wala ho nahi skata jo shariyat islami se azad ho. ap ko jo link send kiya ha ap is ka terjama zaroor krawain aur teqeeq bi karin ke ahmed ibn idris waqi aik sufi tha ya nahi? modoodi bi to khud hi apnay alam honay ka dawa karta tha dawa karana to assaan hota ha likin kiya modoodi ki kutab per kar bi kohi os ko muslaman tasawar kar lay to phir yeh aqal ki kami nahi to aur kiya ha? aur aj jo kufar ki madad se pakistan ki jo halat dushman Nabi paak ne kar di ha aur hum apnay samnay yeh sab hota dekh rahay hain to lazim ha ke kufar ke piyada kiye howay yeh log rahay to phir pakistan nahi rahay ga.
-
bahi rana sahib pehli baat to yeh ha ke mein ne jo post urdo mein sheikh amin ke motaliq tafsil se di hain wo malomat mugh ko aik islami bahi ne mail ki hain jis ko mein ne is forum per laga diya ha. doim baat yeh ha ke idris bin abdullah jo ke 788 mein piyda howa tha madina mein post mein os ke shia honay ka likha ha na ke ahmed ibn idrisi ka.ahmed ibn idrisi ke baray main os ka wahabiyon se taloqat ka aur os ka ghair moqalad hona tarikh ki kutab mein ata ha.jis ki tafsil ap ko link ki sorat mein majood ha.ho skata ha ke ap ki teqiq doroosot ho likin ap link per ja kar khud bi per lain ke ahmed ibn idris ke motaliq jo kuch daraj ha.ke wo ghair mokalid aur wahabiyon se dostana marasam rekhta tha. http://66.102.9.104/search?q=cache:ZnePJCv...;cd=1&gl=dk is baat mein kohi shaq nahi ke sheikh amin ka taloq kisi sufi silsla se nahi ha wo bas aik naam istamal kar raha ha aur logon ko bewakof bana raha ha.yeh banda hergiz aik musalman nahi ha to aik sufi kasay ho skata ha? idris bin abdullah ka shia honay ka link http://en.wikipedia.org/wiki/Idrisid_dynasty
-
yeh bunyadi malomat hain sheikh amin aur os ke silsala idreesia ke motaliq jo mugh ko mili jis ko per kar ahsas hota ha ke yeh banda musalam nahi ha yeh sufiyat ke nam per logon ko bewakof bana raha ha aur is se bachna hum sab per lazim ha. Allah hum sab per raham karay.
-
-
-
-
-