Jump to content

MunAAm

اراکین
  • کل پوسٹس

    460
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    11

سب کچھ MunAAm نے پوسٹ کیا

  1. mai o kitab talash kr raha tha jisse maine uparka sher likha magr o mujhe mil nahi rahi magr usi trah ka ALLAMA IQBAL k ASH'AAR mujhe dusri kitab me mile hai jiske mai niche scan de raha hu
  2. https://ia802604.us.archive.org/20/items/Lamaat/ 7wa ya last pdf 276, 41 mb 7we pdf me camera se photo liye gaye hai shayd arbi me hai 400% zoom krk padhe last wala pdf b same hai
  3. Hazrat mere khiyal se Alqabat ka jawaab aapko upar di kitab me mil jayega page 56 se padhna shuru kre... hamare paas scan nahi Ummid hai yaha Khalil Bhai ya Saeedi bhai aapko tafseel dege
  4. book http://www.scribd.com/doc/50586977/Ibn-Taymiyyah-or-unkay-hamasr-ulam%C4%81a http://www.islamimehfil.com/topic/23447-kiya-ibn-e-taimiya-ki-kisi-ne-takfir-ki-hai/
  5. aap paak se hai ???? online ek badi kitab available hai magr o deobandi madrase walo ki hai
  6. BAHAR E SHARIAT K BAARE ME ILM NAHI MAGR BEHASHTI ZEWAR SHAFI'I (MOULANA ISMAT) KITAB LIKHI GAYI HAI JO QAREEB 1000 SAFHAAT KI HAI ... AUR KITABUL UMM KA EK HISSA TAHARAT TAK URDU ME KALYAN MUMBAI SE SHAYA HUA THA SHAYAD yaha pe shafi'i fiqh par kitab online check kre https://sites.google.com/site/sunnishafaee/books
  7. STORIES OF AULIYA ALLAH Allama Mukhtar Shah Naeemi Ashrafi https://sites.google.com/site/sunnishafaee/stories-of-auliya-allah
  8. Barkaat E Auliya Pg 99 Az Syed Imam-ud-Din Ahmad Naqvi Hanfi Alairehma
  9. Mujhe sirf us book ka aakhri naam yaad hai "ALA RAAS ILYAAS" kisi site pr ho to bataye
  10. mujhe ek book SAIFUL MUQALLIDEEN kafi khasta halat me mili jo ek gair muqallid ki book jo 1299 hijri me chapi thi uske radd me likhi gayi usi waqt ki lagti ajeeb baat ye thi usme Taqvitul Imaan aur wahabiyo k aqaid ka mukhtasar mgr jam kr radd kiya gaya hai aur Rashid Gangohi Qasim Nanotavi wagera k fatawe k baare me zikr kiya hai jo unhone gair muqallideen k khilaf diye the mai yaha uska scan deta magr wo scan krne ki halat me nahi... koi bhai is book k baare me k kab chapi hai aur musannif ke baare me janta ho to zarur bataye usme wahabiyo k rad me ismayil dehlavi k rad me bohat ache sher bhi likhe gaye hai....
  11. ye sare aitrazat mere khayal se sayid ahmad ki book razakhani mazhab k lag rahe hai batana chahuga jo us book musannif hai unhone toba krli hai aur haq ahlesunnat ko qubul krk wahabi jhoota mazhab chor diya hai ... Baki jawabat forum par mojud hai talash kre
  12. kal maine hamare shafi'aiee mufti ka gaye k masle pr jawaab padha jo mujhe muqammal jawaab to yaad nahi magr hadith sharif hai Gaye k doodh me shifa aur gosht me bimari hai aur ek baat usi me shayad mufti sahab ne kahi k ye garmi wale ilaqe k liye hai ALAHAZRAT IMAM AHMAD RAZA REHMATULLAHALAI NE BILKUL SAHI KAHA YAHI HAMARE MUFTI SAHAB NE BHI KAHA hai k gaye ki qurbani ki jaye kash k mai wo jawaab yaha copy paste kr pata
  13. MERE PAAS KUCH SHER O SHAYARI KI KITABE HAI JISME EK ME ALLAMA IQBAL KA EK SHER HAI JO MUJHE SAHI NAHI LAGA SHER KUCH YU HAI YAHA MOT KI QAID WAHA ZINDA REHNE KI QAID
  14. KHAN BHAI YE FATAWA QAREEB NOVEMBER 1947 KA HAI PAAKISTAN K BANNE KE BAAD KA HAI MAI YAHA KOI TABSARA NAHI KRNA CHAHTA KYU K FATAWE K DATE NE SAARA TABSARA KRDIYA HA... KHAIR SHAYAD IS MASLE ME ULMA KA IKHTILAF HUA HAI....
  15. mai yaha behas khatm kr raha hu... mujhe ye mojuda halat ko dekh kr galti lagta tha agr pakistan ek acha islamic mulk bnta to hame b khushi hoti ... magr aise ulma jinhone apni zindagi ahlesunnat k kamo aur logo k imaan bachane me sarf kardi ho unki shaan me aisa kuch kehna mere dil ko gawara nahi ... ULMA ki toheen krne waale ka khatima kufr par hone ka andesha hota hai galti se bhi kabhi kisi aalim ki toheen hogayi to deen o duniya barbaad ho jayegi aapki baaz baato ka mujhe jawaab dena hai magr is ko mai yahi khatm kr raha hu insha ALLAH waqt milne par mai msg krduga mere dimag me is masle ko lekar bohat suwalat hai (InshaALLAH jawaab bhi tehqiqi hoge)
  16. معاف کیجئے، مگر آپ کا یہ مفروضہ کچھ ہضم نہیں ہوا کہ اگر پاکستان الگ نہ ہوتا تو آج وہاں مسلمانوں کی اکثریت ہوتی اور انہی کی حکومت۔ پاکستان کو ابھی چند برس ہوئے علیحدہ ہوئے، اس سے قبل تو ہندوستان کے مسلمان اکٹھے ہی تھے۔ ناصرف اکٹھے بلکہ انگریز کی آمد سے قبل کئی صدیوں تک مسلسل حکومت بھی کرتے رہے۔ اگر آپ کا فارمولا درست مان لیا جائے تب تو ان سینکڑوں سالوں میں مسلمانوں کی تعداد ہندوؤں کے مقابلے میں کئی گنا بڑھ جانی چاہئے تھی۔ اتنی صدیوں میں وہ تبدیلی کیوں نہ آ گئی جس کے گزشتہ چند دہائیوں میں آنے کی آپ نوید سنا رہے ہیں؟ کیا وہ پہلے کے لوگ پورے مسلمان نہ تھے یا پھر تقسیم کے وقت اور مابعد کے مسلمانوں کو سرخاب کے پر لگنے والے تھے؟ Janab shayad aapne mere jawaab ko gor se padha nahi "paak alg na hota to taqreeban aaj kafiro k againts hamari tadad 50% na hote huye kayi zyada hoti" kya aapko ispar koi shuba hai?? paak bangladesh hind ki awam mila kr kafiro k saamne hamari tadad 50% se zyada hoti phir maine kaha jitne josh se pakistaan banaliya utne josh se islam ki tableeg hoti to mujhe yaqeen hind me kafiro se zyada musalmaan hote aur jamhuriyat k lihaaz se yaha musalman hi hukumat kr rahe hotejanb janab ye to aapko auliya e hind k waqiat padhne chayiye k unhone kaise gair muslimo ko deen e haq ki dawat di tableeg e deen ki aur logo ne kis trah deen e islam qubool kiya ISLAM bohat hi kam waqt me saari duniya me phail gaya aur jitna josh alahida hone me lagaya utne josh k sath tableeg krte tableeg krne k liye apne rehan sahan islami tareeqa apnate aur islami akhlaq apnate to o din dur nahi tha jb kafiro k saamne muslim 100% se zyada hoti kyu k uswaqt ek hindu'o me bohat bhed bhao choot chaat hota tha aur dusri tarf deen haq tha aaj log tv pr islamic channel dekh kr islam qubool krte hai to maine kya galat guman kiya?? log sacche muslman ko dekh kr islam qubool nahi kr sake hote???... khair ye meri soch hai aap mutaffiq na ho to koi baat nahi is masle par mai aakhir me thodi tafseel duga بات پاکستان کی آزدی یا ہندوستان سے علیحدگی کی ہے، ایسا یا ویسا پاکستان بنانے پر یہاں بحث نہیں۔ علمائے کرام نے جو پرخلوص جدوجہد کی، عوام نے جو قربانیاں دیں، وہ اپنی جگہ بالکل درست ہیں، انہیں غلطی قرار دینا بذات خود غلطی ہے۔ مستقبل نہ ان پر منکشف تھا، نہ وہ اس کے مکلف ہی تھے۔ انہوں نے جو کیا، بالکل ٹھیک کیا۔ آج اگر حالات اچھے نہیں تو انہیں بہتر بنانے کی کوشش کرنی چاہئے نہ کہ اپنے اجداد کے درست اقدامات کو غلط کہہ کر انہیں مورد الزام ٹھہرایا جائے۔ ALLAH mujhe muaaf kre... AAMEEN kyu ulma ko pakistan ko khalis islamic mulk banane ki zimmedari nahi di gayi kyu jo deen se dur the unke hath me paakistan diya gaya??? Paakistan ki bunyaad islamic mulk tha to islamic mulq ki misaal qaim krte k islamic mulq kaisa hota hai aaj paakistan ka naam aate hi taliban alqaida etc. dehshat gard mulk kyu nazr aata hai ?? آپ ہندو اکثریت کے حکومت و اقتدار میں رہتے ہوئے مسلمانوں کے اقلیت سے اکثریت میں تبدیل ہونے، اس کے نتیجے میں اقتدار میں آنے اور پھر اسلامی قوانین کے رائج ہونے کی امید ظاہر کر رہے ہیں، جبکہ ہم اسلام کے نام پر قیام میں آنے والی مملکت میں اسلامی قوانین کے درست طور پر رائج ہونے کی۔ ان دونوں باتوں میں زمین آسمان کا فرق ہے۔ امید لگانے میں حرج نہیں، مگر حقیقت پسندی کا عنصر بہرحال ملحوظ رہنا چاہئے۔ JAISI AAP KI SOCH یہ آپ مجھ سے کیوں پوچھ رہے ہیں؟ کیا آپ نے خود ہی نہیں فرمایا تھا کہ یہاں بیشمار اولیاء کے مزارات ہیں ان سب کو کافروں کے حوالے کرنا اس میں کیا حکمت تھی۔ آپ ہی وضاحت فرما دیجئے کہ آپ کے اس اعتراض میں کیا حکمت تھی؟ اگر اولیاء کرام کے مزارات کافروں کے حوالے کرنے سے ان کا تصرف ثابت ہوتا ہے، تو میرا جواب ٹھیک ہے اور اس پر آپ کا مزید سوال نہیں بنتا۔ اور اگر کافروں کو ایسا کوئی تصرف حاصل نہیں ہوا، پھر آپ کا اصل اعتراض ہی درست نہیں تھا کہ آپ قیام پاکستان کے خلاف بطور دلیل اسے پیش کرتے۔ shayad aap mera suwaal samje nahi ya mai apni kam aqli ki wajah se aapka jawaab samjh nahi paya آپ کے بارے میں گمان تو میرا بھی یہی تھا، بس آپ کے سوال پر حیرت ہوئی اس لیے عرض کیا تھا۔ :) :) :) جیسا کہ پہلے عرض کیا، اس بات کا مشاہدہ ہم مسلمانوں کے کئی سو برس تک ناصرف اکٹھے، بلکہ برسر اقتدار رہنے کی تاریخ کی روشنی میں کر سکتے ہیں۔ ہندو اس وقت بھی ایسی ہی تقسیمات کا شکار تھے مگر پھر بھی انگریز کے یہاں سے جانے کے وقت اکثریت میں تھے اور متحدہ ہندوستان میں اگر حکومت بنتی تو لازماً ہندوؤں ہی کی بنتی۔ bhai aisa nahi hai shayad aapko malum nahi aur mere paas bhi proof nahi magr maine mere teacher se suna hai jiska zikr shayad history ki kitabo me na mile jb angrez yaha se jane wale the tb nehru ko isbaat ka dar hua k hindu zaat paat ki bhed bhao me ek dusre se nafrat krte hai aur dusri tarf saare musalmaan hai kahi hind ka wazeer e aazam musalmaan na ban jaye isliye nehru ne shart rakhi k hind me musalman wazeer e aazam nahi bansakta ispar jinnah sahab ne pehle inkaar yaani haa naa chal rahi thi magr aakhir me paakistn ki maang huyi jo nehru k liye acha hi hogaya mujhe lagta hai Jinnah sahab ko ladna chahiye tha na k paakistan ki maang krni chahiye thi aur apni baat manwani chahiye thi nehru k paas Jinnah sahab ki baat manne k alawa koi dusra rasta nahi reh gaya hota us waqt paak pr hukumat na krte huye hind(including paak and bangladesh) pr hukumat ka sochte to aaj halat kuch alag hote kis ki himmat hoti k babri masjid ki tarf aankh utha kr bhi dekhta... khair مزید برآں، کچھ اپنے حالات پر بھی نظر کرنی چاہئے۔ کیا مسلمان کہلانے والوں میں آپسی کوئی تقسیم نہیں؟ اہلسنت، شیعہ، دیوبندی، وہابی، نیچری، منکرین حدیث وغیرہ کیا سب کے سب مسلمانی کے دعویدار نہیں؟ کیا ان میں کا ہر ایک دوسرے پر کفر و شرک و الحاد کے فتوے نہیں لگاتا؟ تقسیم اگر وہاں ہے تو یہاں بھی ہے۔ اگر ایسی تقسیم انہیں مضر ہے تو ہمیں بھی ہونی چاہئے، اور اگر ہمیں نہیں تو انہیں بھی نہیں۔ اس قسم کے مفروضوں سے انسان کچھ دیر کے لیے بہل تو سکتا ہے، مگر کیا قائل بھی ہو سکتا ہے؟ ISSE PAAKISTAN BHI KHALI NAHI MAGR AKSARIYAT ME LOG INSAB SE ANJAN HOTE HAI JAISA TABLEEGI JAMAT K ZAHIR KO DEKH KR LOG APNE AAPKO TABLEEGI BATATE HAI MAGR ASAL ME AISA HOTA NAHI NECHRI WAGERA KA MAINE KITABO ME NAAM PADHA HAI.... BIL AAKHIR JO HONA THA HOGAYA AUR KAAFI TADAD ME ULMA E AHLESUNNAT NE PAAKISTAN KO SUPPORT KIYA JIN ME SHAYAD MUFTI AHMAD YAAR KHAN AUR SADRUL AFZAL BHI THE HOGE AUR AISE ULMA KI QADMO KI DHUL K BARABAR BHI MERI SOCH AUR MUJH JAISO KI AUQAT NAHI... USE GALTI KEHNA MERI GALTI HAI MAGR AAJ K HALAT DEKHTE HUYE YE MERI NAKIS SOCH HAI K HIND JUDA NA HOTA TO ACHA HOTA AUR DUSRI BAAT JB PAAK BANA USKE BAAD PAAK K LOG HINDUSTANI MUSALMANO KO GALIYA DETE THE.. GAZW E HIND SIRF YE LOG HI KRNE WALE HAI AUR NA JAANE KYA KYA KEHTE THE AGR MUJHSE JANE ANJANE ME KISI AALIM KI TOHEEN HUYI HAI TO MAI TOBA KRTA HU
×
×
  • Create New...