Jazakillah
sister buhat hi acha fatwa share kiya
khawateen to make up kar k naatain parti ha aur in kay interview b akhbarat may atay ha aur joTv par naatain parti ha pata nahi un ko itni sharam nahi ati k na jany kitnay mard un ko dakh rahay ha jin ki wo naatain parti ha kiya unhon ny is tarah aurat ko baypardigi ki ijazat di ha
Allah in ko hidayat day