Jump to content

Abdullah Yusuf

اراکین
  • کل پوسٹس

    266
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    4

سب کچھ Abdullah Yusuf نے پوسٹ کیا

  1. Mere pas aik aitraz aaya hai jis main hazrat Moosa or hazrat Adam main behas huwi yeh hadees sahih bukhari main mojood hai hazrat Moosa ne kaha hazrat Adam se kaha k apki wajah se humain jannat se nikala gaya Tau is baat per hazrat Adam ne kaha k tum is baat per mujhe keh rahe ho jo mere mukadar main likh dee gaye thee IS AITRAZ KA JAWAB DEN
  2. Mun tor jawab diya Bhai jaan Allah ap k ilm main izafa farmaye or humare Aalim or scholars ko hmaesha humare sir per salamat rakhe
  3. bhai jaan yeh tau aitraz hi nai banta kyunki Agli hi ibarat main is ka jawab de diya or waziah kr diya k woh konsa aqeeda hai or arab k logon main se kon hain jin ka aqeeda theek hai IBARAT DEKHEN GHOR SE LIKHA HAI UN SE MURAD woh log jo muqalid hain or ahle sunnat hain tau is pe aitraz kon sa baqi reh gya?
  4. میں کچھ مصروفیت کی وجہ سے جواب نہ دے سکا بھائی جان
  5. Bhai jaan ap fikar na kren aj apko in k tasalli baksh jawab mil jayen ge main zara thora sa masroof hon raat ko online aa kr apko jawabat de don ga
  6. Gee Raza Asqalani bhai jaan apka be haaddd shukriya meri madad krne main or rehnumai farmane main Mujhe apke jawab ka intezaar rahe ga Allah apko or zyada ilm ata farmaye
  7. * تفسير Tanwîr al-Miqbâs min Tafsîr Ibn ‘Abbâs { طَاعَةٌ وَقَوْلٌ مَّعْرُوفٌ فَإِذَا عَزَمَ ٱلأَمْرُ فَلَوْ صَدَقُواْ ٱللَّهَ لَكَانَ خَيْراً لَّهُمْ } (Obedience) He says: for the believers, this is an act of obedience towards Allah and His Messenger, (and a civil word) and kind word; it is also said that this means: the hypocrites' obedience of Allah and His Messenger and kind speech to the Prophet (pbuh) is better for them than transgression, disobedience and hatred; and it is also said this means: show obedience to Allah and say kind words to Muhammad (pbuh). (Then, when the matter is determined) when the matter is resolved, Islam becomes manifest and the Muslims are numerous, (if they) i.e. the hypocrites (are loyal to Allah) through their faith and jihad (it will be well for them) it will be better for them than transgression. DOOSRI AYAT KI TAFSEER YEH HAI Yahan per kahin bhi bidat ka zikar nai hai or na hi kisi tafseer main bidat ka zikar hai YEH JAHIL FIRQA jo quran ko direct samajh sakta hai khud tau gumrah hai doosron ko bhi gumrah krta hai
  8. * تفسير Tanwîr al-Miqbâs min Tafsîr Ibn ‘Abbâs { وَإِذَا قِيلَ لَهُمُ ٱتَّبِعُوا مَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ قَالُواْ بَلْ نَتَّبِعُ مَآ أَلْفَيْنَا عَلَيْهِ آبَآءَنَآ أَوَلَوْ كَانَ آبَاؤُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ شَيْئاً وَلاَ يَهْتَدُونَ } (And when it is said unto them) to the Arab idolaters: (Follow that which Allah hath revealed) follow the lawfulness exposited by Allah concerning what is cultivated and the cattle raised, (they say: We follow that wherein we found our fathers) regarding their unlawfulness. (What! Even though their fathers were wholly unintelligent) with regard to Religion (and had no guidance) to the practice of any prophet, so how could you follow them? It is also said that this means: if their fathers did not understand about things in this world and did not follow the practice of any prophet, then how could you follow them? It is also said that this means: even though their fathers did not understand anything of Religion and were not guided to the practice of any prophet, how could they follow them? TANWIR UL MIQBAS TAFSIR HAZRAT ABDULLAH IBN ABBAS yahan per bhi yeh baat ka saboot hai k yahan kuffar or mushrikeen e makkah ko mukhatib kiya ja raha hai WOH APNE BAAP DADA K DEEN PE CHALE BUTON KO POOJTE RAHE
  9. Agar ap english parh sakte hain tau main english main tafseer laga deta hon TAFSIR E JALALAYN { وَإِذَا قِيلَ لَهُمُ ٱتَّبِعُوا مَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ قَالُواْ بَلْ نَتَّبِعُ مَآ أَلْفَيْنَا عَلَيْهِ آبَآءَنَآ أَوَلَوْ كَانَ آبَاؤُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ شَيْئاً وَلاَ يَهْتَدُونَ } And when it is said to them the disbelievers ‘Follow what God has revealed’ pertaining to affirmation of God’s Oneness and the good things that He has made lawful they say ‘No; but we follow what we found our fathers doing’ in the way of idol-worship deeming unlawful the camel let loose and practising the slitting of the camel’s ear sc. bahīra. God says What? the hamza of a-wa-law is for repudiation do they follow them Even if their fathers do not understand anything concerning religion and they were not guided? to the truth. YEH AYAT KUFFAR OR MUSHRIKEEN E MAKKAH K LIYE NAZIL HUWI IS SE MOMIN OR MUSLIMS KA KOI TALUQ NAI HAI IN MAIN MUSHRIKEEN E MAKKAH KO KHATAB KIYA JA RAHA HAI k woh apne baap dada k raste per chale button ki pooja krte rahe
  10. Shia k mazeed Aitrazat tahreef e quran per Raza Asqalani bhai jaan jawab zaroor den bohat tung kiya huwa hai shia ne
  11. Abdullah Yusuf

    Berelvi Tafaseer Kon Si Hain?

    Assalamualaikum bhai jaan Mera bas aik sawaal tha k humare Berelvi Ulema Karam ki tafaseer kon kon si hain Tibyan ul quran Zia ul quran Tafseer E Naeemi kya in tafaseer k ilawa bhi berelvi Ulema karam ne tafaseeren likhi hain?
  12. Assalamualaikum Bhai jaan agar kisi bhi bhai jaan k pas Tibyan ul Quran Jild 12,13,14 mojood ho tau woh zaroor upload kr den Kyunki internet per yeh jilden mojood nahi hain MAIN YEH sari tafseer ka mutaliya kr raha hon lekin yeh jilden nai mil rahin BAS JILD NUMBER 12,13,14 chahiyen baqi jilden mere pas mojood hain
  13. Bhai jaan Agar ap k paas Tibyan ul quran ki 12,13,14 Jild hon tau zaroor uplaod kr den Main sari tafseer parh raha hon ab
  14. Nai khalil rana bhai jaan mujhe lagta hai woh bhai jaan yeh kehna chahte hain k is ayat ko kaise samajhen jab NABI KAREEM HAYAT HAIN TAU PHIR IS AYAT KA KYA MATLAB HAI? IS KI TAFSEER KYA HOGI SHAYAD MERE BHAI YEH WAZAHAT CHAHTE HAIN
  15. Kuch aitrazat k jawabat yeh hain TAQREEBAN SARE AITRAZAT KHATAM HO GAYE HAIN BAS WOH 2 SHARAH K AITRAZ K JAWAB NAI MIL RAHE AGAR KOI MERE BHAI UPLOAD KR DEN UN K JAWAB BOHAT MEHARBANI HO GE
  16. Sag e Madinah Apki is madad ka bohaat bohaat shukriya mujhe is kitab se bohaat rehnumai mili hai main apka bohat shukar guzar hon mujhe kafi aitrazat k jawabat mil gaye hain apka be had shukriya ab sirf 2 aitraz hain jin ki samajh nai aa rahi AIK IMAM IBN HAJAR ASQALANI KA OR DOOSRA IMAM BADR UD DIN AYNI KA k unhon ne apni sharah main is kaam ko jaiz kyun likha? K biwi k sath dubar main wati krna jaiz hai?
  17. Gee Afzal Rizvi bhai jaan mujhe tafseer mil gaye Apka be had shukriya Imam Ghulam Rasool Saeedi Sahab ne mun tor jawab diya hai
  18. Imam badrud din ayni ki sharah Imam ibn hajar Asqalani ki sharah Imam malik or Fatawa Alamgiri Dur e Mukhtar Rad al Mukhtar in sab per itne aitrazat aye hain ap scan pages dekh k jawabat zaroor den yeh sab humare hanafi fiqa ki muatbar kitaben hain
  19. Is baar aitrazat shia ne kiya hai or wahabiyon ki kitaben jo humare rad main likhi jati hain un se aitrazat nikale hain Is ka jawab darkar hai
  20. Bhai jaan is per shia ne dobara aitrazat kiye hain or is baar woh hum hanafi ki fiqa ki kitabon se aitrazat kiye hain main scan pages laga deta hon bhai jaan ap aitrazat k jawabat zaroor de den shia hazrat ne tung kr k rakha hai
  21. Salam Bhai jaan maine net per bohaat dhoonda hai Tibyan ul quran ki sirf 6 jild hain baqi ki jild net per mojood hi nai hain or yeh ayat un main nai hai yeh jild number 11 main hai
  22. Nabi kareem nai jante they un k sath kya hone wala hai Nouzubillah Is ayat ki thori wazahat kr den
  23. امام ابن ہجر عسقلانی نے بخاری کی شرح میں حضرت عائشہ کو جسمانی طور پر ناتواں لکھا ہے مطلب جسمانی طور پر نابالغ لکھا ہے تو نبی کریم کا نکاح حضرت عائشہ سے کیسے جائز ہوا جب وہ جسمانی طور پر نادان تھیں ؟جاہلانہ اعتراض یہودیوں کا
  24. M Afzal Razvi bhai jaan hakim al mustadrak ki shuruhat Sharah mil jayen tau bohaaat acha hoga kyunki bohaat sari hadees hakim mustadrak main aesi hain jo zaeef hain or kuch hadees aesi hain jin ko samajhna mushkil hai KYA IS KI KOI SHARAH LIKHI GAYE HAI AGAR SHARAH MIL JAYE TAU BE HAD MEHARBANI HOGI
×
×
  • Create New...