Jump to content

Bismillah

اراکین
  • کل پوسٹس

    500
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Bismillah نے پوسٹ کیا

  1. yeh manqabat kiss nay likhi thi? Alwida Alwida Alvida Hai, Mah e Ramzan bas alwada hai. Dil teray aanay say motbar thay, Noor mein dubay shaam o sehar they. Teray anay say dil ro raha hai, Mah e Ramzan bas alwada hai. Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramazan bass alwida hai.
  2. Wo Suey Lalazar Pirthay Hain Tere din ae bahar phirte hain Jo teray darse yaar phirte hain Darbadar youn hi khwar phirte hain
  3. Bismillah

    Yeh Nazam Kiss Nay Liki Thi?

    Koi to hai jo, nizaam-e-hasti chala raha hai, wohi khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khuda hai.. bhi Woh jaan leta hai, neeatein bhi Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khudaa hai, wohi khudaa hai Talash uss ko, na kar buttoun mein woh hai badalti hui ruttoun mein Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khudaa hai…
  4. ji han usman bhai main bhi yahi sochta hoon, waissay hi pooch raha hoon kya naam tha Alllah azzwajal kay us banday ka? agar kiis ko pata ho to type kar day warna koi baat nahi, bas waissay hi pooch raha hoon
  5. Only gent should read these questions! Waissay hi ilm hasil karnay liey janana chahta hoon, Ahtelaam kyon hota hai? kya yeh jismani zarooriat ki wajah say hota hai? kya yeh nafso shaitaan ki wajah say hota hai keh bouray khialat zehan main atay hain jiski wajah say insaan ka nafas bina josh main aey mani kharij kar deta hai? kya bouray khialaat zehan main aey bina ahtelaam hota hai? agar koi daleel kay saath jawab day to zayada munasib hoga. shukrya! aissay sawal yahan pe poochna agar jaiz nahi hai to baraey meherbani meri rehnamai farmaiey ta'k main inn swalaat ko delet kar doon.
  6. Rozay ki halat main ahtelaam ho jany ki soorat main zohar asar aur magharib kay liey alehda alehda ghusal karna parey ga? kyon keh farz karein keh zohar ka ghusal kya aur namaz bhi pard li lekin zohar aur asar kay darmiaan peshaab kar liya, iss say kya ahtelaam wala ghusal toot jaey ga kyon keh jo rozay ki halat main ghusal kya tha uss main kuli ki thi lekin ghar ghara nahi kya tha issi tarah naak ki jard tak bhi pani nahi pohnchaya tha lekin teesra farz poora kya tha. iss say zohar ki namaz to pard li lekin choon keh ghusal kay faraiz Mukamal tor par pooray nahi huay thay to ghusal bhi mukamal nahi hua iss say waqti tor ki to namaz to par li lekin aglay waqat ki namaz ka kya, phir say poora ghusal karna hoga? umeed hai keh mera swal samjh main a gaya ho ga,
  7. Bismillah

    Daant Main Say Khoon

    ek shakhs nay daant niklwaya aur dant niklnay ki wajah say us jaga par khoon rehta hai keh jab bhi kuli karein ya thookain to khoon nikal ata hai kyon keh abhi zakham taza hai, ab namaz kay liey wuzu karna hai to kaissay karein? kyon keh agar sirf wuzu kay 4 farz ada kar kay hi wuzu kiya jaey to phir bhi moun (mouth) main khoon laga rehta hai ya chehra dhootay waqat zakhm say kuch khoon nikal ata hai aur jab bhi thooka jaey to us main khoon zaroor hota hai. aur namaz main qiraat kay liey moun ka paak hona to galiban zaroori hai. to aissi situation main namaz kaissay pari jaey. agar kissi islami bhai & behan ko sahi masla maloom ho to share karein, shukrya!
  8. yeh jo neechay urdu main likha hai kya yeh bhi ala'hazrat nay hi likha hai?
  9. Bismillah

    I Need This Video

    kya koi shakhs wo wali video share kar sakta hai jiss main Ameer-e-Ahlesunnat damat barkatumul aliya nay 31 december 2012 kay baray main jawab diya tha, bohat shukrya!
  10. Bismillah

    Masjid Main Dakhil Honay Ki Dua

    Masjid main dakhil honay aur bahir nikalnay ki duaein konsi hain? koi authentique jawab day to madina madina shukrya!
  11. Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou aur jo uper likha hua hai uskay baray main kissi ko kuch maloom hai?
  12. mujhay ek doosray forum pe yeh likha hua mila hai aur uss forum kay ADMIN saab nay mujh say yeh poocha hai keh kya yeh sab sahi such hai jo kuch bhi neechay likha hua hai aur mujhay bhi kuch khaas ilm nahi hai iss kay baray main to kya koi islami bhai confirm kar sakta hai keh yeh sab sahi hai ya nahi? please.. ______________________________________________________________________________________________________ DID NOT FIND ANY SUITABLE PLACE FOR THIS THAT IS WHY I M POSTING THIS HERE...IF THERE IS ANY SUITABLE PLACE FOR THIS POST THEN KINDLY SHIFT THIS TO THERE AND INFORM ME TOO. ASSALAM O ALAIKUM You Must Know This Man PROPHET HAZRAT MOHAMMAD SALLAHU ALAIHI WASALLAM You may be an antheist or an agnostic; or you may belong to any of the religious denominations that exist in the world today. You may be a communist or a believer in democracy and freedom. No matter what you are, and no matter what your ideological and political beliefs, personal and social habits happen to be -- YOU MUST STILL KNOW THIS MAN. ENCYCLOPEDIA BRITANNICA confirms: "....a mass of detail in the early sources show that he was an honest and upright man who had gained the respect and loyalty of others who were like-wise honest and upright men." (Vol. 12) GEORGE BERNARD SHAW said about him: "He must be called the Saviour of Humanity. I believe that if a man like him were to assume the dictatorship of the modern world, he would succeed in solving its problems in a way that would bring it much needed peace and happiness." (THE GENUINE ISLAM, Singapore, Vol. 1, No. 8, 1936) He was by far the most remarkable man that ever set foot on this earth. He preached a religion, founded a state, built a nation, laid down a moral code, initiated numerous social and political reforms, established a powerful and dynamic society to practice and represent his teachings and completely revolutionized the worlds of human thought and behavior for all times to come. "HIS NAME IS MUHAMMAD" صلی اللہ علیہ وسلم May Peace of God Be Upon Him (pbuh) He was born in Arabia in the year 570 C.E. (common era), started his mission of preaching the religion of Truth, Islam (submission to One God) at the age of forty and departed from this world at the age of sixty-three. During this short period of 23 years of his Prophethood, he changed the complete Arabian peninsula from paganism and idolatry to worship of One God, from tribal quarrels and wars to national solidarity and cohesion, from drunkenness and debauchery to sobriety and piety, from lawlessness and anarchy to disciplined living, from utter bankruptcy to the highest standards of moral excellence. Human history has never known such a complete transformation of a people or a place before or since - and IMAGINE all these unbelievable wonders in JUST OVER TWO DECADES. LAMARTINE, the renowned historian speaking on the essentials of human greatness wonders: "If greatness of purpose, smallness of means and astounding results are the three criteria of human genius, who could dare to compare any great man in modern history with Muhammad صلی اللہ علیہ والہ وسلم ? The most famous men created arms, laws and empires only. They founded, if anything at all, no more than material powers which often crumbled away before their eyes. This man moved not only armies, legislation, empires, peoples and dynasties, but millions of men in one-third of the then inhabited world; and more than that, he moved the altars, the gods, the religions, the ideas, the beliefs and souls....his forbearance in victory, his ambition, which was entirely devoted to one idea and in no manner striving for an empire; his endless prayers, his mystic conversations with God, his death and his triumph after death; all these attest not to an imposture but to a firm conviction which gave him the power to restore a dogma. This dogma was two-fold, the unity of God and the immateriality of God; the former telling what God is, the latter telling what God is not; the one overthrowing false gods with the sword, the other starting an idea with the words. "Philosopher, orator, apostle, legislator, warrior, conqueror of ideas, restorer of rational dogmas, of a cult without images, the founder of twenty terrestrial empires and of one spiritual empire, that is MUHAMMAD صلی اللہ علیہ وسلم . As regards all the standards by which Human Greatness may be measured, we may well ask, IS THERE ANY MAN GREATER THAN HE?" (Lamartine, HISTOIRE DE LA TURQUIE, Paris, 1854, Vol. II, pp 276-277) The world has had its share of great personalities. But these were one-sided figures who distinguished themselves in but one or two fields, such as religious thought or military leadership. The lives and teachings of these great personalities of the world are shrouded in the mist of time. There is so much speculation about the time and place of their birth, the mode and style of their life, the nature and detail of their teachings and the degree and measure of their success or failure that it is impossible for humanity to reconstruct accurately the lives and teachings of these men. Not so this man. Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم (pbuh) accomplished so much in such diverse fields of human thought and behavior in the fullest blaze of human history. Every detail of his private life and public utterances has been accurately documented and faithfully preserved to our day. The authenticity of the record so preserved are vouched for not only by the faithful followers but even by his prejudiced critics. Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم was a religious teacher, a social reformer, a moral guide, an administrative colossus, a faithful friend, a wonderful companion, a devoted husband, a loving father - all in one. No other man in history ever excelled or equaled him in any of these different aspects of life - but it was only for the selfless personality of Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم to achieve such incredible perfections. MAHATMA GAAANDHI, speaking on the character of Muhammad, "صلی اللہ علیہ وسلم" says in YOUNG INDIA: "I wanted to know the best of one who holds today's undisputed sway over the hearts of millions of mankind....I became more than convinced that it was not the sword that won a place for Islam in those days in the scheme of life. It was the rigid simplicity, the utter self-effacement of the Prophet, the scrupulous regard for his pledges, his intense devotion to this friends and followers, his intrepidity, his fearlessness, his absolute trust in God and in his own mission. "These and not the sword carried everything before them and surmounted every obstacle. When I closed the 2nd volume (of the Prophet's biography), I was sorry there was not more for me to read of the great life." THOMAS CALYLE in his HEROES AND HERO WORSHIP, was simply amazed as to: "how one man single-handedly, could weld warring tribes and wandering Bedouins into a most powerful and civilized nation in less than two decades." DIWAN CHAND SHARMA wrote: "Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم was the soul of kindness, and his influence was felt and never forgotten by those around him." (D.C. Sharma, THE PROPHETS OF THE EAST, Calcutta, 1935, pp. 12) EDWARD GIBBON and SIMON OCKLEY speaking on the profession of ISLAM write: "'I BELIEVE IN ONE GOD, AND MAHOMET, AN APOSTLE OF GOD' is the simple and invariable profession of Islam. The intellectual image of the Deity has never been degraded by any visible idol; the honor of the Prophet has never transgressed the measure of human virtues; and his living precepts have restrained the gratitude of his disciples within the bounds of reason and religion." (HISTORY OF THE SARACEN EMPIRES, London, 1870, p. 54) Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم (pbuh) was nothing more or less than a human being. But he was a man with a noble mission, which was to unite humanity on the worship of ONE and ONLY ONE GOD and to teach them the way to honest and upright living based on the commands of God. He always described himself as, 'A Servant and Messenger of God,' and so indeed every action of his proclaimed to be. Speaking on the aspect of equality before God in Islam, the famous poetess of India, SAROJINI NAIDU says: "It was the first religion that preached and practiced democracy; for, in the Masjid, when the call for prayer is sounded and worshippers are gathered together, the democracy of Islam is embodied five times a day when the peasant and king kneel side by side and proclaim: 'God Alone is Great'... I have been struck over and over again by this indivisible unity of Islam that makes man instinctively a brother." (S. Naidu, IDEALS OF ISLAM, vide Speeches & Writings, Madras, 1918, p. 169) In the words of PROF. HURGRONJE: "The league of nations founded by the prophet of Islam put the principle of international unity and human brotherhood on such universal foundations as to show candle to other nations." He continues: "The fact is that no nation of the world can show a parallel to what Islam has done towards the realization of the idea of the League of Nations." The world has not hesitated to raise to divinity, individuals whose lives and missions have been lost in legend. Historically speaking, none of these legends achieved even a fraction of what Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم (pbuh) accomplished. And all his striving was for the sole purpose of uniting mankind for the worship of One God on the codes of moral excellence. Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم (pbuh) or his followers never at any time claimed that he was a Son of God or the God-incarnate or a man with divinity - but he always was and is even today considered as only a Messenger chosen by God. MICHAEL H. HART in his recently published book on ratings of men who contributed towards the benefit and upliftment of mankind writes: "My choice of Muhammad [صلی اللہ علیہ وسلم] to lead the list of the world's most influential persons may surprise some readers and may be questioned by others, but he was the only man in history who was supremely successful on both the religious and secular levels." (M.H. Hart, THE 100: A RANKING OF THE MOST INFLUENTIAL PERSONS IN HISTORY, New York, 1978, p. 33) K. S. RAMAKRISHNA RAO, an Indian Professor of Philosophy in his booklet, "Muhammad,[ صلی اللہ علیہ وسلم ] The Prophet of Islam," calls him the "PERFECT MODEL FOR HUMAN LIFE." Prof. Ramakrishna Rao explains his point by saying: "The personality of Muhammad[ صلی اللہ علیہ وسلم ], it is most difficult to get into the whole truth of it. Only a glimpse of it I can catch. What a dramatic succession of picturesque scenes! There is Muhammad صلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Prophet. There is Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Warrior; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Businessman; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Statesman; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Orator; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Reformer; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Refuge of Orphans; Muhammad صلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Protector of Slaves; Muhammad, the Emancipator of Women; Muhammadصلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Judge; Muhammad صلی اللہ علیہ والہ وسلم , the Saint. All in all these magnificent roles, in all these departments of human activities, he is alike a hero." Today after a lapse of fourteen centuries, the life and teachings of [MUHAMMAD صلی اللہ علیہ والہ وسلم ] have survived without the slightest loss, alteration or interpolation. They offer the same undying hope for treating mankind's many ills, which they did when he was alive. This is not a claim of Muhammad's (صلی اللہ علیہ والہ وسلم ) followers but also the inescapable conclusion forced upon by a critical and unbiased history. The least YOU could do as a thinking and concerned human being is to stop for a moment and ask yourself: Could these statements sounding so extraordinary and revolutionary be really true? And supposing they really are true and you did not know this man MUHAMMAD (صلی اللہ علیہ والہ وسلم ) or hear about him, isn't it time you responded to this tremendous challenge and put in some effort to know him? It will cost you nothing but it may prove to be the beginning of a completely new era in your life. We invite you to make a discovery of this wonderful man, MUHAMMAD [ صلی اللہ علیہ وسلم ] (pbuh), the like of whom never walked on the face of this earth.
  13. faizan-e-attar website say yeh ek jawab mila hai iss waqiay kay mutaliq: http://mufti.faizane...wer.php?Q=18185
  14. to phir ulma-e-ahlesunnat khassoosan dawateislami walay iss video kay baray main kya kehtay hain?
  15. mainay bahar-e-shariat ka kuch mutalia kya hai aur pata chala keh imamat ki 6 shartain hoti hain, jab doosray maslak ka admi imamat aur namaz ki 6 & 6 shartain aur namaz kay 7 farz kar pooray kar raha hai aur sajda sahoo wajib ho jany ki surat main sajda sahoo bhi karta hai, tab to uskay peechay namaz par leni chahiey na? baqi masla raha riayat ka to mujhay dawateislami kay muftian-e-karaam say fatwa mila tha keh agar aap ko yeh pata na ho keh doosray maslik ka imam aap ki riayat kar raha hai ya nahi to aap uskay peechay par saktay hain. ab mujhey to pata nahi keh wo riayat kartay hain ya nahi to meray hissab say un kay peechay namaz par leni chahiey, han agar unkay kapray fold huay hain tab mujhay apni namaz dohra leni chahiey jab keh wo har waqat aissa nahi kartay. ab mujhay maliki imam kay peechay namaz na parnay ki koi doosri wajah to nazar nahi ati. agar aap kay zehan main ho ya aap kuch mazeed poochna chahtay hon to bataiey
  16. bahar-e-shariat kay konsay hissay main Dari kay baray main likha hua hai?
  17. dari kay baray main muftian-e-karaam kya kehtay hain, aissay halaat main jahan majboori ho aur maliki imam ki dari ek muthi say kam ho to kya hukam hai muftian-e-karaam kay mutabiq?
  18. Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou bohat shukrya usman razawi saab! bohat maloomati insaan maloom hotay hain aap. islam to bohat asaani chahta hai insaan k liey aur yeh to bohat hi meetha aur narm deen hai. yeh to mohabbat aur ithaad ki taraf boolata hai. insaan ko ek karna chahta hai keh sab log musalmaan ho jaey aur seedhay rastay par a jaey. aur is k liey humain narmi aur payar say baat karni hogi. aur jab koi masla pesh a jaey to us main riayat bhi nikali ja sakti hai, main ya yahan pe koi bhi islami bhai ala'hazrat kay ya deegar ulma-e-karaam kay khilaaf nahi hain balqay hum sab mantay hain keh ala'hazrat ka fatwa sahi hai. lekin meray bhai aap khud sochain keh agar hum hanafi doosray maslik walon kay peechay namaz nahi paray gay riayat ki wajah say to iss main mujhay koi narmi ka pehloo nazar nahi ata, shaed yeh hadees hai keh, sarkaar salalahou alehi wasalm nay farmaya sahaba-e-karaam say keh tum jahan jao deen-e-islaam ko narm kar kay batao, (ghaliban iss tarah ki koi hadees ya mainey kissi say aissa kuch sunna hai jo keh mujhay poora yaad nahi). ab yahan canada mein aissa imamat ka masla hai to humein bhi to narmi say kaam lena chahiey aur riayat nikalni chahiey, yahan pe jitnay bhi musalay mainey dekhay hain sab main sab log ek doosray kay peechay namaz partay hain chahey koi hanafi ho maliki ho shafai ho ya hanbli ho, to iss ka matlab hua keh yahan pe ulma-e-karaam nay riayat nikali hai issay liey to sab kay sab ek doosray peechay namaz partay hain. aissa to nahi hain na keh alim sirf pak-o-hind main hain europ aur north america main nahi. ala'hazrat kay fatway ka inkaar koi nahi kar raha, hum sab mantay hain keh yeh fatwa sahi hai aur yahan k log bhi mantay hain. yahan pe madni qaflay bhi safar kartay hain aur hanafi maliki sab mil kar qaflon ki surat main safar kartay hain, aap khud sochiey keh agar hum ek doosray kay peechay namaz nahi paray gay to madni qaflon main safar kaissay karein gay, mohabat ya apis main bhai chara kya khaak peda hoga hum to ek doosray kay peechay namaz hi parnay ko tayaar nahi. agar yahan pe hum ek doosray kay peechay namaz nahi parey gay to imamat kaun karaey ga agar koi hanafi imam nahi hai to kya hum masjidon ko band kar day??? keh koi hanafi imam nahi hai, halaat bhi to dekhanay chahiey na, har jaga pe har mulk main halat ek jaissay nahi hotay. iss tarah say masjidon ko tallay lag jaey gay na, yahan pe taqreeban har musalay main maliki hotay hain, halaat ko bhi to dekhna chahiey na. halaat ko mad-e-nazar rakh kar hi jawab dena chahiey na aur aj kal kay zamanay main har koi 100% islam ki mukamal pervi yaqeenan kar muskal hai. aap zaroor zaroor sochiey aur agar aap alim hain to quran o hadees ko mad-e-nazar rakh kar jawab dijiey ga, koi ek shakhs bura hai to hum sab ko bura nahi keh saktay, hadees main hai keh yeh ummat ek jism ki tarah hai, agar aaj hum ek doosray kay saath itefaaq nahi karein gay narmi say kaam nahi lain gay to zakham kaissay hal hongay? ek doosray kay peechay namaz na parnay say zakham (yani bughas keena nafrat 2 musalamano kay beech doori wagaira) jaissay fiton ka andesha peda ho ga aur islam aissi cheezon ki ijazat nahi deta balqay islam do narmi ki baat karta hai.
  19. Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou Sayyedi Alahazrat ka fatwa hi saheeh hay aor yehi fatwa tmam tar sunni ulama ka hay farz karein keh fatwa-e-alimgiri , shami ya kissi aur main aissa likha ho keh agar aap ghair islami mulk main hain aur hanafi imam na milnay ki wajah say aap maliki imam kay peechay namaz pard saktay hain jabkay wo maliki imam apnay imam kay hissab say sahi ho to phir? ji han wo sunni aur sahi al aqeeda bhi hain, madani qaflon main safar bhi farmatay hain, lekin unki dadi ek musht say kam hoti hai, pata nahi wo ek muthi say kam rakhatay hain ya qudarti tor par unki ek muthi say kam hai. dadi ka rakhana bhi kya riayat main aeyga? aur neez kaissay pata chalay keh wo riayat kar rahay hain ya nahi?
  20. Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou darasal masla wohi imamat ka hai, ghaliban ala'hazrat ka fatwa hai keh doosray maslik(maliki ) kay perokaar kay peechay us waqat namaz pard saktay hain jab keh wo hanafi maslik ki riayat karta ho, hamaray ghar kay qareeb jo musala hai wahan pe maliki hazraat imamat karatay hain zayada tar. to mainay socha keh agar kissi aur alim-e-deen nay aissa fatwa diya ho jin kay hissab say aaj kal kay halat ko madenazar rakhtay huay maliki hazraat kay peechay namaz pard lena chahiey. to iss liey mainey yeh sawal kiya tha, umeed hai keh aap samajh gaey hon gay.
  21. Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou ikhtelaf say murad mera yeh hai keh ek maslay ka hal ek alim nay kuch aur likha hai aur ussi malsay ka hal kissi doosray alim nay kuch aur likha hai. jab kay dono hanafi aur dono alim-e-deen hain.
×
×
  • Create New...