Jump to content

Qadri Sultani

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,554
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    79

سب کچھ Qadri Sultani نے پوسٹ کیا

  1. آپکے جواب کا منتظر شاہد نزیر Janab Shahid Nazeer Sb.mujay is ka koi ilm nahi hay.Aap ya tu Admin Sb.say poochain ya Moderators hazraat say.
  2. Janab Mouwahid Sb.aap bar bar kyon aisi batain post kar rahay hain jin ka jawab pehlay he is forum main mojood hay???Jaisa keh Sag e Attar Bhai nay aap ko link b dia tha....Laikan aap hatt dharmi par qaym hain.Khair aap nay phir woh he kaam kia keh khud say bat na ban pari tu deogandion ke abartain yahan paste kae deen. Khair thora sabar karain aaj Insha Allah fursat miltay he aap ka mun band kia jay ga...
  3. Janab Mouwahid Sb.Waseela kya hay,kon sa waseela jayz hay,kis tarah k words jayz hain in per is forum main behs ho chuki hay.Aap following link open karain..Ji kuch likhna hay yahan likhain.... http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/4927-waseela-moved-topic-from-wahabion-kay-masail/
  4. Anwar Bhai yeh sab jhootay hain kazzab hain.In ka peer b isi tarah he karta hay.Insha Allah hum is fitnay ke sarkoobi k lia poori try karain gay.
  5. Jazak Allah o Khairan Kaseera Muhtram Janab Anwar Bhai
  6. Najdi ko jawab.... Najdi say kaha jata hay us nay jin books ko mention kia hay un k original pages b yahan add karay.Ta keh haqeeat wazeh ho.......
  7. Janab e Muhtram Anwar Bhai u r doing a great job.Aap in idreesion ko sahi bay naqab kar rahay hain.Laikan in bay ghairton main ghairat naam ke koi cheez hay he nahi. Allah aap ko jazay khair ata farmay.Aameen
×
×
  • Create New...