-
کل پوسٹس
668 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
17
سب کچھ Shan E Raza نے پوسٹ کیا
-
Scan pages Loqa ki Anjeel Sca page Yuhana ki anjeel scan page
-
Assalaam-o-Alaikum to all sunnis!!!
-
Janab Rizwan sb aap mera aik kaam karein gay ?? kaam yeh hai k aap ko deobandiyo k forum par kuch sawalo k jawab ley kar deney hain takey main apna tafseeli jawab jald mukamal kar sako.sawal yeh hain ??? Deobandi Us shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallallaho Alaih e wasalam ko SAyed ul Bashar or Noor bhi manta ho??? Deobandi us shaks k baaarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallallaho alaih e wasalam k saya ko na manta ho??? Deobandi us shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallalaho Alaih e wasalam ko Zaaat k aitbar se noor manta ho??? Deobandi Us k shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallalaho alaih e wasalam ko Awal Makhlooq manta ho??? bus aap mujhe in sawalat k jawabat ley kar dein dey phir INSHALLAH AZAWAJAL Sajid khan k aitrazat ka jawab Tarteeb se diya jaye ga.
-
Moulana Thanvi ka Allama Shibli pr kufar ka Fatawa
Shan E Raza replied to sunny_prince2020's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
<br /><br /><br /> g bhai yeh log to is kaam mein mahir hain is k aik misal yeh dekhein http://deobandimazhab.yolasite.com/deobandi-love-for-shia.php Deobandi sb ali bhai nein jo kaha hai waisa kar k dekho. -
<br /><br /><br /> http://www.razanw.org/modules/sunnibooks/item.php?itemid=112 Yeh link check karey Imam E Walidain Mustafah Book razanw par moujod hai.
-
wah janab aap ko yeh phumlet book nazar aata hai ??? janab agr is mein koi hawala ghalat hai to batao or in'aam pao 5 lakh rupey or muft umre ka ticket baqi aap nein jo mail attach ki hai us ki mujhe samjh nai aayi.
-
janab pehle to sunniyo ko mubarak ho k deogandi k paas hamari baaton ka jawab nahi hai or hamari baaton ka jawab na dey kar inho nein tasleem kar liya hai k deobandi Mazhab waqai mein gustakh mazhab hai. or aik or baat aap nein jo 1 number book "Gustakhay Rasool SA kon" ka tazkira kiya hai to arz hai k meri aik dosare forum par aap k munazir bhaiyo Malang,Ahnaf Defender ,e.t.c se debate hoi thi or unho nein hum sunniyo ko gustakhey Rasool sabit karne k liye isi book ka sahara liya tha jis ka rad main nein kiya tha aaj tak kaafi maheeney guzar gay koi reply nahi aaya aap k in munazir bhaiyo ki taraf se baqi aap ki un se baat hoti hi rehti ho gi to un se hamare jawabat k baarey mein zarooor pochiye ga or baqi sybrite bhai nein sahi kaha hai k in kitabon k rad kiye ja chukey hai agr aap mein itni himat hai na to in kitabon mein jo likha hai usey yeha laga do INSHALLAH AZAWAJAL aap ko jawab diya jaye ga,beyshtar jawabat to islamimehfil par hi moujodd hain. janab aap nein is phumlet par koi baat nahi ki kia main maan lo k deobandi mazhab waqai mein gustakh mazhab hai ????
-
Bayaan Name: Innama Anna Basharun MisloKum http://www.siratemustaqeem.net/za/8-bayaan.html?id=innama_anna_basharun_misloKum Members is bayan ko zaroor suney is bayan k sunney se tamam shubhat khatm ho jaye gain.INSHALLAH AZAWAKAL Yeh bhi Saajid khan k aitraz ka jawab hai.
-
علامہ البانی (رح) پر ڈاکٹر طاہر القادری کی تنقید اور اس کا ردّ
Shan E Raza replied to SALFI_8's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
aap k pehle reply ka jawab shareef bhai hi dein gain.or aap ka yeh reply us se alag tha aap nein us ko line se alehda bhi kiya tha is liye main nein neechey wali jawab ka jawab diya hai. janab abh aap baat se bagh rahe ho is tarha main bhi aap ko keh sakta hoon k tahir ul qadri k khilaf hamari falan falan kitab parho or phir bolo k hum mein or us mein kia faraq hai. chalo khush ho jao kitab wali website ka link bhi dey deta hoon. ww.nafseislam.com is mein library mein 2 books hain. 1.Fitnaye Tahiri 2.Khatre ki ghanti in dono kitabon k saath isi forum par moujood sullah kuliyat wala section khol kar dekho k hum us ko kia kehte hain. baqi rahi baat sahab laganey ki to janab woh to main aap logo k saath bhi lagata hoon ,kafeel sb ,mouwahid sb e.t.c to is se aap yeh matlab kaise ley sakte k mere dil mein aap k liye buhat izat hai or waise bhi tahir ul qadri sb aap logo se to acha hai na. janab main nein aap ko samjhaney k liye 10 aqaid pesh kiye jin ko deobandi bhi mantey hain or aap log bhi or baad mein aap se sawal kiya k kia main aap ko deobandi keh sakta hoon?? to aap nein jawab mein mujhe 2 kitabon k parhne ka keh diya janab isi tarha main aap ko samjha raha hoon k tahir ul qadri sb k jo aqaid hum se miltey hain woh to miltey hi hain lekin aysi buhat se baatein hain jin se hum ko ikhatalaf hai aap logo ko dhoka deney k liye un baaton ko pesh karte ho jo us mein or hum mein yaksaan hain or phir us ko sunni sabit karne ki nakam koshish karte ho.aap woh baatein kiun nahi pesh karte jin se hum ko us se ikhtalaf hai ??? akhir mein sirf yehi kaho ga Munafqat+dajal+faryeb+jhoot = Wahabi -
علامہ البانی (رح) پر ڈاکٹر طاہر القادری کی تنقید اور اس کا ردّ
Shan E Raza replied to SALFI_8's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
acha aap is tarha tahir ul qadri ko sunni sabit karna chahtey ho to phir main aap ko deobandi sabit kar sakta hoon.batao kaise Deobandi bhi ilme gaib k munkir or tum bhi munkir 2.deobandi bhi Huzoor Sallallaho alaih e wasalam k ki nooraniyet k munkir or tum bhi 3.deobandi bhi huzoor Sallallaho Alaih e wasalam k hazir o nazir honey k munkir or tum bhi munkir. 4.deobandi bhi GairULLAH se madad mangne k munkir or tum bhi. 5.deobandi bhi Eid milad un Nabi mananey k munkir or tum bhi munkir. 6.deobandi bhi 11 shareef k khatam dilaney k munkir or tum bhi is k munkir 7.deobandi bhi Abdul Nabi ,Abdul Mustafah naam rakhne k munkir or tum bhi is k munkir. 8.deobandi bhi Bid'at ki taqseem k munkir or tum bhi is k munkir. 9.deobandi bhi Nidaye Ya Rasool ALLAH SAllallaho Alaih e waslam k munkir or tum bhi munkir. 10.deobandi bhi mazar bananey k munkir or tum bhi is k munkir. to kia main abh tum ko deobandi keh sakta hoon ??? tumharey aqaid to deobandiyo se hi miltey hain?? kiun deobandi sb kaisa lag raha hai???tabiyet saaf hoi??? agr main chaho to ayse misalo k dher laga do lekin aqal mand k liye aik misal hi kaafi hoti hai lekin aap bewaqoofon k sardaar ho is liye abhi sirf 10 di hain. matlab samjhaney k yeh hai k agr kuch aqaid tahir ul qadri sb k hum se miltey hain to is ka matlab yeh nahi hai k woh sunni ho gay kiun k ayse buhat c cheezy hain jin mein hamara us se ikhatalaf hai woh aap isi forum par bhi parh sakte ho. agr aap nahi mantey to phir aap k tarazo k mutabiq aap mere nazdeeq deobandi ho kiun k aap k aqaid deobandiyo waley hain. -
( abu zaid nami wahabi ka aitraz ) kitna jahilo wala sawal hai pehle tum sahreef bhai k sawal ka jawab do phir hum se sawl karna or jis durood par tum nein aitraz kiya hai us ka tarjama bhi karna ok.
-
janab mouwahid sb aap usman gani ko 2 noor wala kehte ho ya nahi???
-
Janab YA Najdi Madad sb abh dekho aap phir topic se hat kar baat kar rahe ho,abh jabh admin bhai is ko delete karein gay to tum kaho gay k dekha meri posts delete kardi .herat hai aap ki jahalat par. jabh topic par baat nahi karo gay to posts deleye hongi hi.abh agr topic par baat karni hai to karo warna fuzool posts mat karo.
-
sunniyo ko i am hanfi sb is topic ko bhi zara parhna http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/8823-aulad-e-ibn-sabah-ke-aqaid/ batao k shiya k nazdeeq kon hai ???? hum aap ki tarha jhottey hawalay nahi detey.
-
janab aap ka najdi bhai kafeel bhi tahir ul qadri sb ko kafir nahi kehta is tarha aap jo mujhe keh rahe ho woh sabh kuch aap k kafeel bhai ko pohanch raha hai. baqi main na to tahir ul qadri sb ko kafir kehta hoon or na hi sunni kehta hoon .
-
Mouwahid sb aap hosh mein hi ho na????? main nein apni post number 40 mein sawal kiya hai k tahir ul qadri nein konsa kuffar kiya hai ??? na k yeh kaha k us nein koi kuffar nahi kiya. jis bandey ko itni asaan ibarat parhni nahi aati woh hadees kia khak parhe ga. Is liye najdi sb kazab biyani aap hi logo ko sout karti hai sunniyo ko nahi.dekh lo aik jhoot to main nein aap ka pakar liya hai. baqi aap meri saari baaton ko qoute kar k un ka jawab kiun nahi detey ho???? Yeh munafqat choro or poori post ka jawab diya karo. waise members nein dekh liya hai aap wahabiyon mein koi aitfaq nahi aik kehta hai k tahir ul qadri kafir hai or dosara kehta hai k nahi hai pehle aap apis mein mashwara karlo k tum dono mein se kon sahi hai or kon ghalat.janab aap k kafeel bhai apni pichli posts mein aysi ayso baatein kar gay hain jin ka asar aap agli posts mein dekho gay kher meri baat abhi bhi wohi hai. k agr waheed uz zaman aap ka nahi hai baqol aap k wo sunni tha to janab aap hum ko to kafir mushrik ,bid'ati e..t.c or pata nahi kia kia keh detey ho to janab is ko kafir mushrik e.t.c kiun nahi kehte???? or janab kitab mein sirf waheed uz zaman k hawalajat nahi hai or bhi aap k akbir ulma k hawalajat hain.
-
Mouwahid sb aap nein is baat ko meri taraf mansoob kiya hai k main nein kaha hai k tahir ul qadri nein koi kuffar nahi kiya to aap se guzarish hai k us post ki nishandahi kar dein jis mein main nein yeh kaha ho. and second janab aap k bhai kafeel sb nein kaha hai k woh tahrir ul qadri or imam ahmad raza ko bhi kafir nahi kehta hawala k liye post number 36 dekh lein. is tarha jo aap nein mujh se kaha wohi kuch aap k apne bhai ko pohanch gya bataon kia kia pohancha ???? bata hi deta hoon.aap ki post mein sirf main apna name edit kar k aap k bhai kafeel ka likh raha hoon.yeh baat aap ko apne bhai se kehni chahiye thi or aap k kafeel bhai nein to tahir ul qadri ko kafir nahi kaha or agr aap tahir ul qadri ko kafir kehte ho to aap ka bhai kafeel sb phir kafir ho jayen gay kiun k unho nein tahir ul qadri ko kafir nahi kaha or jo kafir ko kafir na kahe woh bhi kafir hi hota hai. lo g idher to wahabi aik dosare ko kafir bananey lag gay hain aik kehta hai k tahir ul qadri kafir nahi hai dosara kehta hai kafir hai. baqi mera mutalba abhi bhi wohi hai agr waheed uz zaman aap ka nahi hai to lagao kufar ka fatwa us par or us k saarey hawalajat se bari ho jao
-
Janab kafeel sb aap hosh mein ho ya nahi??? aap hum ko mushrik kehte ho ya nahi ???? bulkey aap ka to wazeefa hoga k aaj itni martabah sunniyo ko mushrik kehna hai.kher abh gor se suno mein kia keh raha hoon aap k nazdeeq sunni Bid'ati mushrik kafir pata nahi kia kia hota hai.or yeh baat aap nein khud kahi hai k waheed uz zaman hanfi tha to janab aap se guzarish hai k agr woh hanfi tha to lagao fatwa ka woh mushrik tha bid'ati tha kafir tha e.t.c aap is par mushrik ka fatwa kiun nahi lagatey ??? is se saaf zahir hota hai k aap us ko mantey ho lekin dil mein or logon ko yehi zahir karte ho k aap log usey nahi mantey.kia yeh munafqat nahi hogi??? or janab aap nein yeh ilzam hum par lagaya k waheed uz zaman hamara alim hai to janab main nein aap se hawala manga tha k hamare kis akabir alim nein yeh kaha hai k waheed uz zaman sunni tha????yeh hawala dena aap k zimey hai jis se aap jaan chura rahey ho. or jaha tak baat hai tahir ul qadri ki to janab us k baarey mein humey bataney ki koi zaroorat nahi hai aap isi forum par sullah kulliyat wala section dekh lo k hamarey nazdeeq woh kia hai or agr phir bhi dil mutamin na ho to www.nafseislam.com par 2 kitabein hain tahir ul qadri k baarey mein un ko parho.hum sirf haq ka saath detey hain chahey woh tahir ul qadri hi kiun na ho.agr woh ghalat kehta hai to hum us k khilaf bhi awaz uthatey hain. or aik or baat aap nein kaha hai k hum bhi tahir ul qadri par kufar ka fatwa lagayein to janab tahir ul qadri nein konsa kufar kiya hai jis par fatwaye kufar lagayein???? umeed hai k aap bhi haq ka saath do gay waheed uz zaman aap ka nahi hai na to lagao fatwa us par mushrik bid'ati honey ka phir baqi baaton par bhi baat karni hai.
-
acha aap phir hum ko mushrik mushrik kiun kehte rehtey ho??? hum eid milad un nabi manaye to mushrik??? hum Buzurgaaney deen ka urs manaye to mushrik??? hum darbaro par jayein to mushrik ??? hum 11 ka khtam shareed dilayein to mushrik ???? yeha aap yeh baat kiun bhool jaatey ho k kisi ko mushrik nahi kehna chahiye???? or mujhe batao k mushrik or kafir mein kia faraq hai ????
-
main fuzool baaton ka jawab nahi doon ga or janab aap nein meri kisi baat ka jawab nahi diya bus itna kaha hia k waheed uz zaman aap ka nahi hai to janab agr aap ka nahi hai or sunni hai (baqol aap k) to janab aap sunniyo ko to mushrik kehte kehte thakte nahi ho to is kafir ko kafir kiun nahi kehte ????? Waheed uz zaman Wahabi tha hamara dawa mazboot hai
-
wahabi sb aap ki in baaton se hamara dawa or mazboot hota ja raha hai.aap waheed uz zaman par kufar ka fatwa nahi laga rahe ho is ka matlab kitab mein jo bhi waheed uz zaman ki ibarat pesh ki gai hai woh aap k nazdeeq sahi hai agr sahi na hoti to aap bhi us ko kafir kehte or waise bhi aap k kafeel sb nein kaha hai k waheed uz zaman sunni tha to janab aap sunni ko mushrik mushrik kehte thakte nahi ho to aap waheed uz zaman ko mushrik kafir kiun nahi kehte ????
-
Besharmi ki bhi had hoti hai.mujhe meri post ka jawab do.Baqi kitab mein sirf waheed uz zaman ka hi zikar nahi hai lekin abhi aap waheed uz zaman par hi baat karo.main apni post dobara laga raha hoon.
-
Aulad E Ibn Sabah Ke Aqaid Part : 1,2&3،4
Shan E Raza replied to Jad Dul Mukhtar's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
main nein aap ka likha howa article apni website par laga diya hai. Click Here -
jahilon wali baatien kiun kar rahe ho???? main nein kaha hai k Ala Hazrat par jo aitraz tum kar rahe ho in par pehle baat ho chuki hai agr aap ko dobara jawab chahiye to new thread banao.is mein jawab nahi miley ga is mein aap ko jawab dena hai . mera mutalba abhi bhi wohi hai.mujhe meri post ka jwab chahiye main post dobara laga raha hoon.