Jump to content

Shan E Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    668
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    17

سب کچھ Shan E Raza نے پوسٹ کیا

  1. Salaaam Muhtaram Ahmad Raza Sultanpoori bhai ka mazmoon Banaam Al Burhaan Fe Radil Buhtani Wal Udwaan ( Malfoozat e Ala Hazrat mey Mojod Ya junaid Ya junaid waley waqia par aitraz ka jawab) Website par Upload kar diya gya hai http://www.deobandimazhab.com/ya-junaid-waley-waqia-par-aitraz-ka-jawab/ Please share this to others
  2. Salaaam Website Update : Posters Section Mey "Fatiha Nazro Niyaz,Giyarveen wagaira par Posters" Section bana diya gya hai Alhamdulillah http://www.deobandimazhab.com/esaal-e-sawab-or-nazr-o-niyaz/ Please Share this Message to Every one
  3. السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ آرٹیکل پڑھنے کے لئے مندرجہ ذیل لنک ملاحظہ فرمائیں http://www.deobandimazhab.com/masla-azaan-e-saani-or-ala-hazrat-ka-barhaq-moqif/ Special thanks to Mughal Bhai who design this article
  4. exposing nifaq bhai yeh article abi kalima e haq mey nahi chapa is baar waley kalima e haq mey chapey ga,,,,, or baat yeh hai k maysam bhai sey meri baat hoi thi unho ney khud kaha tha k yeh article apni website par dey deyn,,,,,, kalima e haq aaam tor par jo khareedtey hain woh internet use nahi kartey agr kartey b hain to kam kartey hain..... is liye is mazmoon ko pehley upload karney sey koi khas farak nahi parhey ga jo log net par mazameen wagaira parhtey hain un k liye is ko jaldi upload kar diya hai or aysa b nahi hai k jo log kalima e haq net par parh letey hain woh hard copy nahi letey hongay,,,,, khair youn samaj lijiye k yeh maysam sb k kehney k mutabiq he tha.
  5. Speacial thanks to Mughal bhai jo www.deobandimazhab.com k liye articles ko design kartey hain Mughal bhai ALLAH ap ko jazaye khair ata farmaye aameeen
  6. السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتۃ جناب میثم عباس قادری رضوی صاحب کا نیا مضمون سیدی اعلٰی حضرت کی رد شیعیت میں خدمات کا اقرار علمائے دیوبند کے قلم سے www.deobandimazhab.com پر اپلوڈ کر دیا گیا ہے خود بھی پڑھیے اور اسے دوسروں سے شیئر بھی کیجئے جزاک اللہ خیرا آمین
  7. Salaam e Masnoon ,ALLAH azzawajal allama faiz ahmad owaisi Rahmatullah alaih ki qabar par karoron rahmateyn nazil farmaye aameeen is masla mey ikhtilaf hai or mery khiyal mey allama faiz ahmad sahib ka moqif sahi nahi hai. sahi yeh hai k ALLAH Azzawajal k liye jama ka seega batorey tazeem bolna jayez hai agarchy wahid k seegha mey b tazeem pai jati hai woh beyadabi nahi,isi ko Fatawa sharah e Bukhhari mey zikar kiya gya hai, may ney Allama Faiz Ahmad Owaisi Sahib ka Risala parha or in k dalail b lekin in k dalail itney mazboot nahi lagay woh is liye k hum urdu mey jama ka seegha bolney ka keh rahey hain na k arabi ka or unho ney jo dalail diye hain wo arabi k hain or arabi qawaid ka aitbar urdu zaban mey karna sahi nahi may ap ko aik misal deta hoon hum kehtey hain الصلٰوۃ والسلام علیک یا رسول اللہ is durood mey hum ney lafz "alaika" mey zameer wahid mukhatab parhty hain jab k hum urdu mey is ka tarjama is tarha karna pasand nahi karyen gay aye allah k rasool tujh par durood o salaam nazil ho bulkey aap ka lafz istimal karyen gay k arabi zaban mey tazeem k liye jama ka seegha lana musta'mal nahi hai wahid ka seegha b bola jati hai jo k tazeem k b manafi nahi hai lekin urdu mey gair e shayeri mey aysa kehna ma'yoob samjha jata hai k koi huzoor alaih e salaam ko ya apne kisi peer ko lafz "to" ,ya "tum" sey mukhatab karye halankey k "tum" seegha jama ka hai hasil e kalam yeh k urdu zaban k hawaley sey jab masla hai to jawab b urdu zaban k hawaley sey hona chahiye,,,, or " ALLAH farmateyn hain" tuheed k manafi kalam nahi hai,,,, k is mey shayeba to tab hota jab ALLAH k ilawa kisi or par b lafz ALLAH ka itlaq kiya jata ho,halankey k aysa nahi hai har mazhab wala janta hai k Lafz e ALLAH muslim mazhab mey khuda ka naam hai or muslim khuda ko aik mantey hain mazeed dalail ki zarorat nahi hai agr kisi ko koi ishqaal ho to bayan kar saktey hain or agr may kahi galati par hon to islaah zaror farmaye ga takey sahi moqif apna sakon واللہ تعالیٰ اعلم
  8. السلام علیکم و رحمۃ اللہ علامہ خرم قادری عمر 35 سال پسماندگان میں بیوہ 2 بیٹے اور ایک بیٹی رہائش سمن آباد بسطامی روڈ لاہور خطیب : بیگم شاہی مسجد مستی دروازہ لاہور ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اس مسجد کا تعارف میں اپنے مضمون مولانا غلام قادر بھیروی میں کروا چکا ہوں متصلب سنی تھے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اور بدمذہبوں کا ڈٹ کر رد کرتے تھے سہ ماہی کلمہء حق میں ان کا مضمون شائع ہوتا تھا بعنوان تحریف بن گذارا بالکل نہیں تمہارا کل جمعہ ۳ مئی ۲۰۱۳کی نماز پڑھا کر جب وہ بیگم شاہی مسجد سے نکل کر رکشہ میں سوار ہو رہے تھے تو ان کو فائرنگ کر کے شہید کر دیا گیا۔۔۔۔۔ دو گولیاں دل میں لگیں جس کی وجہ سے موقع پر ہی شہید ہو گئے ایک گولی رکشہ ڈرائیور کی گردن کو چُھو کر گزری وہ بھی زخمی ہے تاہم اس نے رکشہ بھگا کر ہسپتال پہنچایا مگر علامہ صاحب جانبر نہ ہو سکے مرحوم سنی تحریک لاہور کے علماء بورڈ کے رکن تھے Allama Sahib k hawaley sey facebook par aik page b banaya gya hai please is ko b like kijiye ga. Page Link Shan e Raza Qadiri
  9. غزالی زماں رازی دوراں علامہ احمد سعید شاہ کاظمی علیہ رحمۃ کی کتاب "الحق المبین " مندرجہ ذیل لنک پر پڑھی جا سکتی ہے http://www.deobandimazhab.com/al-haqqul-mubeen/
  10. اس بحث کو تو میں یہاں نہیں لکھ سکتا ،کے اس کے لئے وقت نکالنا پڑے گا ،البتہ میں کوشش کر کے اس کی پکچرز لے کر اپلوڈ کردوں گا ۔ان شاء اللہ
  11. وعلیکم السلام بھائی! محدث کبیر علامہ غلام رسول سعیدی صاحب دامت برکاتھم العالیہ نے اس مسئلہ پر اپنی شرح صحیح مسلم اور تبیان القرآن میں مفصل بحث کی ہے اور کئی وجوہ سے خلافت اور موجودہ مغربی جمہوریت میں فرق بیان کیا ہے ۔تبیان کی جلد آٹھ میں ڈیٹیل دیکھی جا سکتی ہے ۔ سعیدی صاحب کے نزدیک موجودہ نظام حکومت سے بننے والی حکومت متغلب کی حکومت کی طرح ہے ۔اس کے ناٖفذ کردہ احکام کو نافذ سمجھا جائے گا جو احکام شریعت سے نہ ٹکراتے ہوں ان پر عمل بھی ضروری ہوگا۔ واللہ اعلم
  12. janab jaisy ap ney yeha par aitrazat k jawabat dekhey hain waisy he hamary dalail o aitrazat deobandi ulama par b dekheyn hongay un par b kuch boliye.
  13. or may ney yeh b sawal kiya tha k yeh saary qawaneen likhney par lago hotey hain kia bolney par b hongay ??? agr haan to aksaariyat log gunah kartey hongay ,assalaam-o-alaikum kehney mey isi tarha sabir kehney mey ,ramazan kehney mey ,etc or bhai ap k qayeda k mutabiq to ALLAH likhna b najayez ho jaye ga muhammad likhna phir karye kia likhey kaisy ???
  14. ap k dost ka naam urdu mey hai or urdu mey seen saud or sa mey koi farak nahi warna to jeena mushkil ho jaye ga sab ka agr ap apne dost ka naam arabi qawayed par janchey gay to us ka yeh naam likhna he najayez hoga ab kia woh Sabir likhna chor dey ?? arabi ki qawayed ko urdu mey apply karna theek nahi warna ap k dost sabir ko bulatey waqt na janey kitney log najayez kam kar k gunah gaar hotey hongay k aam tor par log suad ki jaga seen nikaltey hai صابر awr سابر mey koi farak nahi kartey isi liye mujy yeh fatwa samaj nahi aa raha may ney oper likha b hai k assalaam o alaikum ko najayez kehney mey mujy ishtiba hai
  15. bhai kaha daleel zikar ki gai hai? zahiri baat hai jo awaz "S" ki nikley gi wahi murad liya jaye ga or woh seen hai
  16. jo ulama السلام علیکم ko roman mey likhney ko najayez kehtey hian un ki daleel yeh hai k "عین" or "الف" mey farq hai ab agr "A" likha jaye ga to alif ki awaz to ho jaye gi "عین "ki nahi ,jis sey matlab bigar jata hai (abi yeh mery nazdeeq mahhaley ishtiba hai) or rahi baat sirf "salaam" ki to yeha yeh illat pai he nahi jati k najayez ka kaha jaye q k "salaam" mey koi aysa alphabet nahi hai jis sey fasad maana nikalta ho jaisy k oper wali misal mey nikalta tha or rahi baat ap ki yeh k chonkey yeh salaam quran mey aya hai lihaza is ko roman urdu mey likh saktey hain ya nahi to arz hai k woh batorey daleel kaha gya hai,,,,,,k kehna jayez hai agr ap quran k is lafz ko hikayat karyen gay to is ko urdu mey(سلام) likhna b sahi na hoga k quran ko usi k rasmul khat mey likhna chahiye jaisy(سلٰما) aya hai . or rahi baat hamary salaam karney ki to jab banda aik dosary ko salaam karta hai to woh quran k is lafz ki hikayat nahi kar raha hota is liye is ko najayez kehna mujy samj nahi aata darul ifta ka fatwa b isi par hai k salaam likh saktey hain. chonkey ap ney salaam k bary mey yeh kaha tha k yeh kuch nahi hai or daleel mey ala hazrat ka fatwa diya k kam az kam salaam assalaam-o-alaikum hai to is sey yeh samj aa raha tha k ap urdu mey ho ya roman urdu mey salaam nahi keh saktey jis ki bina par may ney kaha agr ap ki murad yeh nahi thi to mazrat ,baqi "salaam" k adamey jawaz par koi daleel hai to peysh farma deyn. or mazeed yeh k may ney aaj tak kisi aalim sey "salaam" likhney k hawaley sey adam e jawab ka qol nahi suna
  17. usman bhai yeh baat kis kitab sey le hai ap ney please is ka naam bata deyn جزاک اللہ خیرا
  18. or dosari baat agr assalaam o alaikum urdu zabaan mey aaney k baad mey is k liye arabi qawayd ki riyat karna zaorori hai to mujy yeh b janna hai k agr koi shakhs عین اور الف ka tallafuz makharij k mutabiq na kar sakta ho aya us ka assalaam o alaikum kehna b najayez hoga? q k aksariyat logo ki jab salaam kartey hian to عین ki jagha alif parhtey hain aya ab un ka is tarha salaam karna b najayez hoga??
  19. اگر السلام علیکم ورحمۃ اللہ و برکاتہ سے زائد نہیں کہہ سکتے تو اس حدیث سے متعلق کیا کہا جائے گا جسے صاحب بہار شریعت نے بیان کیا ہے اس میں ومغفرتہ کی زیادت بھی ہے حدیث ۲۴: ترمذی وابو داود نے عمران بن حصین رضی اللہ تعالٰی عنہ سے روایت کی، کہ ایک شخص نبی کریم صلَّی اللہ تعالٰی علیہ وسلَّم کی خدمت میں آیا اور السَّلامُ عَلَیْکُمْ کہا۔ حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے اسے جواب دیا وہ بیٹھ گیا۔ حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے ارشاد فرمایا:اس کے لیے دس یعنی دس نیکیاں ہیں۔ پھر دوسرا آیا اور السَّلامُ عَلَیْکُمْ وَرَحْمَۃُ اللہ کہا۔ حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے جواب دیا وہ بیٹھ گیا۔ ارشاد فرمایا: اس کے لیے بیس۔ پھر تیسرا شخص آیا اور السَّلامُ عَلَیْکُمْ وَرَحْمَۃُ اﷲوَبَرَکَاتُہ کہا اس کو جواب دیا اور یہ بھی بیٹھ گیا حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے فرمایا:''اس کے لیے تیس۔''(6)اور معاذ بن انس(رضی اللہ تعالٰی عنہ ) کی روایت میں ہے، کہ پھر ایک شخص آیا اس نے کہا السَّلامُ عَلَیْکُمْ وَرَحْمَۃُ اﷲ وَبَرَکَاتُہٗ وَ مَغْفِرَتُہ۔ حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے فرمایا:''اس کے لیے چالیس۔''(7)اور فضائل اسی طرح ہوتے ہیں یعنی جتنا کام زیادہ ہوگا ثواب بھی بڑھتا جائے گا۔
  20. salaaam quran mey hai k تو اے لوگو علم والوں سے پوچھو اگر تمہیں علم نہ ہو - القران jab tak masley ki maloomat na ho apni taraf sey koi sakht hukm nahi lagana chahiye khaksaar bhai ney kaha k yeh salaam kuch nahi hota phir usman bhai ney zara sakht alfaazi kartey howey kaha k aaj kal aksar ko yehi bemari hai معاذ اللہ agr yeh bemari hai to sahib e bahar e shariyat ney is bemari ko jayez kaha hai بعض کہتے ہیں سلام۔ اس کو بھی سلام کہا جاسکتا ہے قرآن مجید میں ہے کہ ملائکہ جب ابراہیم علیہ السلام کی خدمت میں حاضر ہوئے۔ (فَقَالُوۡا سَلٰمًا ؕ) (1)انھوں نے آکر سلام کہا، اس کے جواب میں حضرت ابراہیم علیہ السلام نے بھی سلام کہا یعنی اگر کسی نے کہا سلام تو سلام کہہ دینے سے جواب ہوجائے گا۔ bahar e shariyat page 465 chapter 16
  21. salaam exposing nifaq bhai is mazmoon ko design mughal bhai ney kiya hai may ney inpage un ko bhej di thi khair agley mazameen mey ap k kehny k mutabiq websites k links dal deyn gay in sha ALLAH in sha ALLAH agla mazmoon mufti naeemi deobandi k kufar par hoga dua karo us jald shoro kar k mukamal kar lon, Talibe Magfirat Shan e Raza Qadiri
  22. Salaam Aqeedah Ilm e Gaib or Ulama e Deoband ki Qalabaziyan http://www.deobandimazhab.com/aqeedah-ilm-e-gaib-or-ulama-e-deoband-ki-qala-baziyan/ Deobandi Mazhab ki Haqeeqat Janney k liye Hamari website or page visit karyen web: www.deobandimazhab.com fb page : www.fb.com/radedeobandiyat
×
×
  • Create New...