Jump to content

mameenkhn

Under Observation
  • کل پوسٹس

    64
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ mameenkhn نے پوسٹ کیا

  1. Aap ne Kaha k "Hum Khawab k oper Aiteraz Kab ker rahe hein ?". to phir aap taabeer per aiteraaz ker rahay hain? Jo Taabeer Imam Abu Hanifa k Ustaad ne bataai kya unhon ne gustaakhi ki. Unhain bhi to imam sahab ko kehna chahiye tha k touba astaghfaar karo. Aap ne ye ilzaam lagaya hai k wo mureed pura din Hazrat Thanvi k naam k kalma perta raha. Phir Sara Din Hi Yehi Khayal Raha. es ibarat se ye kahin nahi sabit hota k wo pura din Kalma o durood shareef perta raha. Aqal se kaam lo wo durood Nabi per bhejhna chahta tha, Hazrat Thanvi per nahi. lekin zuban qabu main nahi thi. Hazrat Thanvi ne ye kab kaha k Mere Naam ka kalma b perhoo , Durood mein mujhe nabi b kaho is baat ko sabit karo? Ye bhi sabit karo k Hazrat Thanvi ne Nabuwwat ka dawa kiya. Hum To Hazrat Thanvi ko Sahaba kya Balkay Taba Taabaeen aur Auwliya k khadmoon ki khaak samajhtay hain. Nabi shaan to bohat buland hai. Baat to jab thi k jab aap iin sawalon ka jawab detay. Aur apnay Imam e Ahle sunnat kay kamaskam Imaan hi sabit kertay? Yahan ien sawaloon k jab de ker aap kamaskam Ahmad Raza ka imaan hi sabit kerdo to bari baat hai. Ussay Imaam e Ahle sunnat kehna to bohat baad ki baad hogi. Tumharay jawabat ka intezaar rahay ga. JAD sahab ne jo Kalmay k pehlay juz main Ashraf Ali likha hai wo apni taraf se likha hai. Na Hazrat Thanvi ne aisa kaha na Mureed ne aisa kaha. JAD sahab ne abhi tak apni ghalti bhi nahi tasleem ki. End k oper topic se related kuch Sawal 1. Us ne Nabi nahi kaha, bulkay uski Zuban se Nabi k naam ki jaga Ashraf Ali nikal gaya. dono baatoon main farq hai. Aap ye bataao k pura din aap khabhi roee ho? such such batana. Rona bhi aik tarhan ki tauba hoti hai. Makhki k per k barabar ansoon Jahannum k samandaroon ko bhuja detay hai. 2. Ye to sabit karo k us ne bedaari main kalma perha hai. phir iska jawab le lena. 3. Us nay kaha hai pura din aisa khayal raha, ye nahi kaha k pura din durood perta raha. Majzuuboon k waqiat to aap ki kitaaboon main bharay paray hain phir bhi aap mujh se sawal kertay hain. 4. Pehli baat Ghair e Nabi ka khawab qatai nahi hota. Duusry baat haam ya Hazrat Thanvi kab ye asraar ker rahay hain k uun ki de gai taabeer ko maano. Ham to bas ye keh rahay hain k taabeer k denay ki waja se kafir na kaho. Warna phir Imam Abu hanifa k ustaad per bhi kufur ka fatwa lagaao. Qabar e Mubarak ko ukhaerna koi maamuuli baat nahi ye to aap jantay hi hain. @@JAD DUL MUKHTAR TUM ASAL SCAN MA'A AGLAY PICHLAY PAGES K LAGA DO. AUR MUJH SE JAWABAT LE LO. AGLAY PHICHLAY PAGES LAGANAY K BAAD MAIN JAWABAAT ZAROOR DUNGA.
  2. Saif sahab saaray rules non barelvies k lye hain? Behas baray behas wo ker rahay hain. Mere pehley sawalat aur Scan pages bhi nahi lagai un logon ne. Chalain mere ye sawalat to topic se related hi hain. khan sahab ne mureed pe ye fatwa e kufur Khuwab main kalma sharif perhnay pe lagaya hai ya khawab se bedaar honay pe uus k durood shareef perhnay pe? Deobandi Ulema ki kitaboon k jo hawalay diye gai hain un k Asal scan kahan hain? Kya Razakhaniyon aur Ahmad Raza k nazdeek Imaam Abu Hanifa k ustaad bhi Kafir hain. Jab imam sahab ne khawab dekha k wo Rasoollullah ki Qabar mubarak ukhar rahay hai.(Al i yazubillah).Un k ustaad ne ye taabeer bataai k to Ahadeeth e mubarika ki perwi karaiga aur Shariyate muhammadi ki puri khod karay ga. Imaam sahab bhi yaqeenan is jawab se khush huwa hongain k Allah in se deen ka kaam lena chahta hai. Kya Imam sahab bhi kafir hain? Kya App k Ahmad Raza ne Allah ko gandi Galliyan denay walay aur Nabi paak ki gustakhi kernay walay pe to Hukum e kufur jari nahi kya lekin apnay aap ko Muttabai Sunnat kehnay walay Hazrat Thanvi ko Kafir kaha. Kyon? Kya App k Ahmad Raza ne Allah ko gandi Galliyan denay walay aur Nabi paak ki gustakhi kernay walay k baray main Ulmaye Mohtateen ko to mana kya k wo Kafir na kahain lekin apnay aap ko Muttabai Sunnat kehnay walay Hazrat Thanvi ko Kafir kaha. Kya App k Ahmad Raza ne Allah ko gandi Galliyan denay walay aur Nabi paak ki gustakhi kernay walay ko to Ahle Laailaha Illallah Kaha lekin apnay aap ko Muttabai Sunnat kehnay walay Hazrat Thanvi ko Kafir kaha.Kyon? Kya Razakhaniyon k nazdeek Badnazri kernay wala Imaam e Ahle sunnat kehlai lekin Apnay aap ko Muttabai Sunnat kehnay walay Hazrat Thanvi Kafir kehlaain.Kyon? Kya Kalmay k Pehlay juz main Allah ki jaga ghairUllah ka naam (yani Ashraf Ali) likhnay wala JAD DUL MUKHTAR to pakka musalmaan aur Aashiq e Rasool kehlai aur Jo Nabi Pak pe durood perhna chahta hai lekin zubaan ki bey ikhteyaari ki waja se uskay muu se Ashraf Ali nikal jata hai. aur uus per uska pura din rona aur riqqat rehnay phir bhi wo kafir. Jab k JAD sahab ko barhaa Iman o Nikah ki Tajdeed ka kaha gaya wo phir bhi takabbur ki waja se akray rahay aur apni ghulti tasleem hi na ki. phir bhi wo pakkay musalmaan aur sachaay aashiq e Rasool . Kyon? Razakhaniyoon insaaf se kaam lo. Kal ko tumhay bhi Allah ko muu dikhana hai.
  3. aap nay jo post mai likha hai wo ghair muta'llik jawab aur bahas baraiay bahs hai aap topic say related akhlaq aur adab kay daiaray mai jo mari post karain baki jo naee baat karni hai wo muta'llika topic mai karain ya new topic banaiay... this post would be deleted soon
  4. Zubair sahab Aap ki post se to aisa lag raha hai k JAD sahab ki shaadi aap k ghar huwi hai intay jal bhun k aap ne jo post ki hai. Bher e haal jo Zuban aap ne istemaal ki hai usay per k Khan sahab ki kitabain yaad aagain. Jo Allah ko gandi gandi gaaliyan de sakta hai uski zurriyat se yehi umeed ki jasakti hai. Aap ki itelaa k liye aarz hai k Raza khani mazhab main hindu,sikh, eesaai, janwar kuttay, khinzeer se shaadian jaiz hain. Suboot k tor pe aap ko Khan sahab ki tehreer paish ki ja sakti hai. Rahi baat Churp zabani ki to ibtedaa JAD sahab ne ki hai Deo k Bandar keh k. Dekhain sag k lafz to aap logon k lye baa e se fakhar hai. to is main itna ghussa honay ki kiya zaroorat hai. Aap khud apnay aap ko Sag kehtay phirain koi harj nahi lekin Ham ager khahain to Ghussa kyon aata hai. Rahi baat aap k sawal ki to main Razakhani johar se nikalnay walay har mendak k sawal ka jawab denay ka paband nahi hun. Waisay bhi Baat Hazrat Thanvi aur unk mureed ki Takfeer ki ho rahi hai. Aap se bhi mutaliba hai k Topic ko change na kerain. Agar aap k paas takfeer se related scan pages hain to aap bhi laga saktay hain.
  5. Hairat hai itna zaleel honay k baad bhi abhi tak tum zinda ho aur emaan ki tajdeed bhi nahi kerrahay ho or post bhi ker rahay ho without scan pages. Mazay ki baat yehi to hai k Allah aap logon ko aap hi k forum main zaleel o ruswa ker raha hai. Aap logon main to itni bhi himmat nahi k hamaray forum pe aa k koi baat karo. Khan sahab ka jawab aap na do. Khan sahab fatway hi aaisay de k gai hain jinhay aaj tak puray Razakhani bhugat rahay hain. Mera ye sawal ab Qadri sahab se hai. because Qadri sahab ne hi Khan sahab ka fatwa pesh kia tha. Chalo aap ki to jaan chuuti is sawal se. 2 rakat shukranay k zaroor per lena. Kyon Qadri sahab. For Qadri Attari--------Khan sahab ne mureed pe ye fatwa e kufur Khuwabmain kalma sharif perhnay pe lagaya hai ya khawab se bedaar honay pe uusk durood shareef perhnay pe? Main yahan aap se mukhatib hi nahi hun. main to is forum pay puri razakhani zurriyat se mukhatib hun. isi leye main ne SAG sahab se paragraph shuru kya hai. agar aap ko aiteraaz hai to tumhari ki jaga tum logon ki kerdeta hun. ab to koi aiteraaz nahi hona chahiye. SAG sahab bari dhitaai se mutalba ker rahay hain jawabat ka aur Asal scan pagesnahi pesh ker rahay. Wa ray beghairiti.... agar koi Deobandi koi aaiteraaz karay to tum logon ki agli post hoti hai scan pages lagao........wah re usool. aap ko suboot chahiye to aap isi forum k thread "Ala Hazrat ki ibarat" dekh lain. jis main aap k sag-e-raza sahab aur sag Salar raza sahab scan pages ka mutalba kertay huwai pai gai hain. balkay salar raza sahab to 2 haath aagai hain wo to aglay pichlay pages ka bhi mutalba kertay hain. Hairat hai aap scan pages laganay se itna katra kyon rahay hai. Mera ye mutalba koi ghalat to nahi hai. Jis se aap ne jawab tayyar karwaya hai ussi ko keh dain. Aap scan pages lagain aglay pichlay pages k saath aap ko jawab bhi mil jai ga. Abhi tak tajdeed e imaan o nikah kya na nahi aap ne? Mujhay aap ki bari fikar ho rahi hai. Kahin is halat main mer gai to kya hoga? Waqai Allah jise gumrah kerna chahay usay koi hidayat nahi de sakta. Mera admin se bhi mutaliba hai in sahab ko asal scan ma'a aglay pichlay pages k laganay pe aamaada kia jai. Warna aap logon ki shikast samjhi jai gi.
  6. Razakhaniyon isay samjhaoo bohat zaleel karwa chuka hai ye tum logon ko. Mere post ka jawab hi nahi deraaha. Beghairiti ki bhi koi inteha hoti hai. tuf hai. Main ne koi itnay mushkil sawal to nahi kye. seedhay saaday sawal kye hai. Koi aur Razakhani hai jo in sawalaat k jawab dega. Kyon k ye sahab to jawabat nahi denay walai. Bulkay is k imaan aur nikkah ki tajdeed pehlay karaao. Agar mar wara gaya to direct kahan jai ga ye aap logon ko ma'aloom hai. Aap logon ki aasani k lye number waar likh deta huun. Khan sahab ne mureed pe ye fatwa e kufur Khuwab main kalma sharif perhnay pe lagayahai ya khawab se bedaar honay pe uus k durood shareef perhnay pe? SAG ne jo Hamaray Ulema ki kitaabon k hawalay diye hain in k asal pages k scan darkaar hain. Ulema ki ibarat k jawabat main jab hi dunga jab SAG sahab asal scan pesh karengay. SAG sahab bari dhitaai se mutalba ker rahay hain jawabat ka aur Asal scan pages nahi pesh ker rahay. Wa ray beghairiti.... agar koi Deobandi koi aaiteraaz karay to tumhari agli post hoti hai scan pages lagao........wah re usool. Andhay tum ho gai ho. Mera scan pages ka mutalba tumhay nazar hi nahi aataa. aur na hi tumhay apna Kufriya shirkiya kalma. Jaldi say tajdeed e imaan o nikkah karo. ye bohat zaroori hai scan pages se bhi ziyaada. Scan pages baad main post ker dena. imaan ki tajdeed bohat zaroori hai. Ab agar aap main zari se bhi ghairat hogi to scan pages aur mere sawalat k jawab k saath agli post kerna. Itna zaleel to main ne shayad hi kisi razakhani ko hotay dekha hai jitna k tum horahay ho.
  7. Janab e mun, Aap to bohat hi deeth waqai huway hain. Mujhay to aisa lagta hai k mere post parhay baghair uska jawab day detay ho. Kyon Raza khaniyon ko mazeed ruswa kertay ho? Sharm tum magar nahi aati. Mere post dubara parho mera sawalat k jawabat dedo aur jo mutalba main ne kya hai wo pura kerdo. Aur agar nahi ker saktay to ye bhi bata do. Mera time zaya na karo. Kitaabon k Scan pages to post karo???? Hamari kitaab main Kalmay k pehlay juz main Ashraf Ali likha hai kya? Agar nahi likha to ye tum ne apni taraf se likha hai Aur is kalma e shirk likhnay pe aap mushrik ho gai hai pakkay mushrik (khan sahab ka fatwa nahi mano gai?). Jis tarhan Khan saab ne apni kitab main Allah ko gaaliyan likhi thi aur ilzaam Mazloom Shah ismaeel Shaheed pe lagaya baghair kisi suboot kai ussi tarhan tum bhi ho. Jaldi se eemaan o Nikah ki tajdeed kerlo kahin aisa na ho Moat ka farishta aa jai. Zid na karo. Chalo ye to tum logon nay maanaa k Hazrat Thanvi nai apnay mureed ko apna kalma aur durood nahi parhwaya. Is ka suboot tumharay admin ne jo title tabdeel kiya hai wo hai Mureed ka Hazrat thanvi sahab ka kalma aur durood parhna. Mujhay iis title pe aik aiteraaz hai. Title ye hona chaiye tha, Mureed ka Hazrat thanvi sahab ka durood parhna. because kalma to usnay khawab main perha tha. ya phir Mureed ka Hazrat thanvi sahab ka khawab main kalma aur bedaari main durood parhna. Umeed hai Admin sahab meray is mashwaray ko qubool karaingay. Note: Aik baat Tumharay keyboard main Capslock ka button hoga. usay off ker k type kya karo,
  8. Janab e man , ye pehlay sabit karo k usnay khawab main kalma perha hai ya bedaari main? (durood beshak usnay bedaari main perha hai) Mere is sawal ka jawab de do phelay. Pehlay sahi tarhan us waqeay ko per lo. us kay baad aiteraaz kerna. pata nahi kahan se aa jatay hain ut k. neechay main tumhari post ka snapshot de raha hun. isko pehlay sabit karo phir dusri baaton ka jawab dunga. You have to justify what you have written. otherwise doob k mar jao. Yahan jo tum ne kalmay k pehlay juz main Ashraf Ali likha hai, ye Kufur o Shirk tum ne apni taraf se likha hai, aur Khan sahab k fatway ki ru se tum kafir ho gai ho. Agar tum ye kaho k main likhna kuch aur chah raha tha aur likh kuch or gaya to tumhara ye uzur qubool nahi kiya jai ga. Tajdeed e iman aur Tajdeed e nikah dono lazimi karo. Kahan sahab ka yehi fatwa hai. Chalay thay Hazrat thanvi ko kafir theranay khud mushrik hogai ho. Main ne pehlay bhi sawal kia tha, khan sahab ne mureed pe ye fatwa e kufur Khuwab main kalma sharif perhnay pe lagaya hai ya khawab se bedaar honay pe uus k durood shareef perhnay pe? iska bhi jawab de do Jo hawalay tum ne hamari kitaboon se deye hain un k asal scan bhi pesh kerdo. Mera admin ko mashwara hai k is thread ka Title change ker dain. ta k aanay walon ko pata chalay k is thread me kis topic pe baat ho rahi hai. Scan darkar hay(urgent) title ajeeb sa lag raha hai.
  9. Main aap ko khan sahab ki ainak uttaar k perhnay ka keh raha hun aur aap ulta mujhay un ki ainak pehna rahay hain. Sharam tum ko magar nahi aati. Ab aap k pas aik raasta hai ya to Allah aur uska Piyaray Rasool k fatway ko qubul karo ya Khan sahab k. Its up to your choice. Hum bhi to dhekain k Allah aur uska Piyaray Rasool se tum logon ko mohabbat hai ya khan sahab se. Ye bhi bata do k khan sahab ne mureed pe ye fatwa Khuwab pe lagaya hai ya khawab se bedaari pe uus k durood perhnay pe. Rahi baat Hazrat Thanvi k ooper fatway ki to aaj se aap log apnay aap ko Muttabay sunnat kehna chor do. Kyon k khan sahab k nazdeek apnay aap ko Muttabai sunnat yani sunnat ki itteba kernay wala kafir hai. Wa khan sahab kya ultay fatway de k gai ho.
  10. Wo mureed ghabhra ker utta hai. Khawab main jo kalmah perha uus k tadaruk main Rasulullah per durood perhna chahta hai magar ghubrahat ki waja se ghair ikhteyari tor pe us k muu se Ashraf Ali nikal jata hai. Lekin niyyat uuski Huzoor per durood bhejnay ki hi hai. Aksar logoon k saat aisa hota hai jab wo neendh se hoshyar hotay hai to kuch der k lye jisam k aazaa ,yani zubaan waghaira khabu main nahi rehtay kisi beemari ki waja se ya waisay hi. aor to aor duusray rooz bedaari main riqqat se khoob ro bhi raha hai. Isse ye bhi pata chalta hai k wo mureed apnay imaan k baray main kitna fikar mand hai. Huzoor pe Durood shareef per k Ala Hazrat ki ainak utaar k is waqiay ko dubaara purho. Attari sahab ne ye aaiteraaz kya hai Hazrat Hakeem ul Ummat Thanvi Rehmatullah Alai "apnay mured say apna kalma or darood parhwata hay (nazubillah)". to ye baat aap mujhay un k jawab main dhikha do. bulkay wo to Nabi pak ka muttabay sunnat apnay aap ko keh rahay hain. Agar Nabi pak ka muttabay sunnat apnay aap ko kehnay ki waja se aap un per kufur ka fatwa lagana chahtay to shoq se lagain Hamain aisay fatwoon ki koi perwa nahi.
  11. Attari sahab , Ye aik kawab ka waqia hai, aur khawab ikhteyari cheez nahi hoti.Aur khawab main admi mukalaf nahi hota. Aur kawab per koi fatwa bhi nahi lag sakta. Aur is scan se ye kahin nahi pata chalta k Hazrat Ashraf Ali Thanvi, ne apnay mureed ko apna Kalma aur durood perhney ko kaha. Aur jis shakhs ne ye khawab dekha hai wo to bechara riqqat se ro raha hai aur pareshaan ho raha hai. Jahan per aap ye aiteraz post kernay ja rahay hain, mera jawab bhi saat post kerdain to bohat acha hoga.
  12. Sawal no 3. Kya Nabi ko sher o shairi ka ilm dya gaya? Kya aap ne jo jawab paste kya hai is se ye smjha jai k Huzoor ko sher o shairi ka ilm bhi diya gaya tha. Yes/No main jawab dain. Sag-raza sahab aap jazbaati ho rahay hai, Aap ne mujh pe ye ilzaam lagaya hai main ne Nabi k ilm ki nafi kernay k lye ye aayatain paish ki hain. Mujhay bohat afsos ho raha hai. Main ne ayaton se mutaalliq aap ka moaqqaf janna chahtah hun , Mere kya majaal aur kya auqaat k main Nabi pak fakhar do Alam k ilm ki nafi karon. Jab Main pehlay hi Hazrat Thanvi ki ibarat paish ker chuka hun, "Nabuwwat k lye jo uloom lazim o zaroori thai wo aap ko batamamhi hasil ho gai thai" Aap ne iska bhi koi maqool jawab nahi dya. aur Main Hazrat e Thanvi ki wo ibarat bhi pesh kerchuka hun jis main un hun ye wazaih kaha hai. Jo shakhs ye aiteqaad rakhay ya bila aiteqaad sarahatan ya isharatan kahay k Huzoor ka ilm janwaroon aur pagaloon jaisa aur jitna hai usay Kharij az islam samajhta hun, Main ne Al muhind nami kitab main jo hamaray aqaid hai wo pehli post jo ki hai us main Aqeeda 15 per lain. Pheli baat to ye hai k main ne ye tarjuma nahi kya hai, balkay kisi Alim k tarjumay ko copy paste kya hai. Ye ilzaam bhi aap ka beja hai. Main aap k samnay Pir karam shah Rehmatullah Aleh sahab ka zia ul quran ka turjuma pesh ker raha hun. Pir sahab wazaih likh rahay hain "Main aik aisi khabar laya hun jis ka pehlay app ko ilm nahi". Aap iin per bhi gustakh e Rasool ka fatwa lagain. mujhay aap k fatway ka be chaini se intezaar rahai ga. Ya phir apnay alfaaz wapis le ker tauba karain. Mere is sawal ka jawab bhi day dain. Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Main aik aisi ittela le ker aaya huun jis ki aap ko khabar na thi"? ab to main ne pir sahab wala tarjuma likha hai. Kya is se Sulaimaan Aleh salam ki shaan main kami aati hai halan k Hazrat ko Qaom e saba k ilm nahi? Ye aik aur ilzaam aap laga rahay hain "jis ayat par aitraz hai woo post karo" mere meethay meethay ... meri kya auqat k main kisi ayat pe aiteraz karon bulkay main to kisi ayat pe aiteraaz kernay ka tasawwur bhi nahi kersakta. Main aap ko Allah ka wasta deta huun, Aur agar aap waqai sachay Ashiq e Rasool(saw) hain to , khudra aisay alfaaz na nikaalain. Ye aap jawab se farar honay k liye keh rahay hain, Hazrat Moosa aur Khizar ka waqia sab hi ne suna hoga aap ne bhi mutaadid baar suna hoga. balkay aap to har Jummay k din Surah Kahaf ki tilawat bhi kertay hongay. Mera sawal phir se perhiye. Kya Hazrat Moosa aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hotahai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha? Aur uus ka jawab inayat farmaiye.
  13. Sag e sag, tum mere sawalat k jawabat de do. Itnay mushkil sawal to nahi kye. Daanay kis k khatam horahay hain iska indaza tumhari posts se hosakta hai. Tum chahtay ho aik ibarat pe bhi sahi se baat na ho sakay. Isi lye tum pansnay se bachnay k liye nai aiterazat post kertay rehtay ho. Salar e sag, Jo fatwa tum ne mujh pe lagaya wohi apnay molvi k liye bhi lagao , agay phichay k safhay nahi dhekho, Tumharay fatway ka intezaar rahay ga. Kiyon k tumharay mullah ne saaf Ilm e kul ka lafz istemaal kya hai. wo ibarat mukammal hai. Ibarat k mutabiq fatwa lagaao.Tumharay fatway ka intezaar rahay ga. JAD DUL, Shaitaan ko suufi ,aalim fazil, Aabid to Tumharay Molvi nai likha hai apni tafseer main. Ilzam ham pe daitay ho. Tum jao aur ja k us say bait ho jaao , Tumhara ameer e ahle ... bhi us say bait hai Ye bhi bata do k Khan sahab shaitan se kon se silsilay se bait thai,
  14. Kya aap k paas Allama Saeed Ahmed Qadri ka koi bayan hai jis main unhuun nai ye elaan kya ho jo aap ne batayahai, please share karain.. Kya kisi k paas iska proof hai k wo Barelvi ho gai thai.
  15. Hairat ki baat hai aap mere sawalat ka jawab denay se itnay hickicha kiyon rahay hain. Aap ne kaha k mujhay ibarat samjha do. Ab jab tak mujhay aap k nazaryaat ka nahi pata chalay ga to aap ko ibarat kaisay samajh aai gi. isi leye main ne aap se sawalat kye. Is baar bhi aap nai itni lambhi chori post kerdi lekin jawabat nahi dye. Hazrat Thanvi ki ibarat ilm e ghaib aur aalim ul ghaib se mutaalliq hai. to jab tak mujhay ilm e ghaib aur aalim ul ghaib se mutaalliq aap ka moaqqaf na pata chal jai to aap kaisay samaj saktay hai. Mere meethay meethay ... mere pichli post main kye janay walay akhir k 3 questions to mere pehlay ki post se hi related thay jin k aap nay koi jawabat nahi dye. Shero Shairi wala , Hazrat Moosa Aleh salam wala aur hudhud wala, Aik sawal aur add ker daita hun. 6. Kya Nabi pak ko tamam makhlookhat ka ilm tafseeli hasil huwa. Aap ne ye bhi nahi bataya k aala Hazrat ne Shah Ismaeel shaheed ko Ahle Lailahaillallah kyon likha? Bari hairat ki baat hai Ala hazrat likhtay hain main ne 70 waja se luzoom e kufar ka suboot dya is k baad bhi Shah Ismaeel Shaheed aur dusray akabir ko Ahle Lailahaillallah likh rahay hain. Ye sawal bhi udhaar hai.
  16. Ye sawal aap ne kya hai. to aap ilm e ghaib se mutalliq apna moaqqaf mujhay batain. Aap bhokhlahat ka kyon muzahira ker rahay hain main ne sirf aap se chand sawal kye hain aur aap ne iin sawalaat ka jawab denay k bajai itna bara mazmoon likh deya, uus se kam waqt main aap mere baton ka jawab de detay. Main aap se sirf aap ka moaqaf maaloom kerna chah raha hon. ta k aap ko ibarat ka mafhoom samjha sakoon. Na hi main ne aap se ye kaha k Quran o hadith se sabit karo. Aap ki aqal main itni se baat nahi aa rahi hai k wo ibarat Aalim ul ghaib se mutalliq thi. main pehlay apni posts keh dya tha k "filhaal main Hazrat Thanvi ki ibrarat per baat karonga". Lekin phir bhi main ne Shah Ismeel Shaheed ki ibaraton ka bhi jawab dya. Main chah raha hun behas khalat malat na ho. ta k perhnay waloon ko samaj bhi aai aur uun k samnay haq bhi wazaih ho jai. aur aap her baar aik nai post ker rahay ho. shokh se karain. Duusri ibaraton pe bhi baat hogi. Kya aap Hazrat Thanvi ki ibarat k jawab se mutmain ho gaye hain? Mere sawal wohi hain inka jawab denay aap ko shayad 5 minutes bhi na lagein. Kyon k aap ko Hakim ul ummat ki ibarat ka matlab abhi tak samaj nahi aaya ya aap samajhna nahi chahtay jo main samjhana chahta hun. to is lye mujhe aap se kuch sawal kernay hai, ta k mujhay jawab samjhanay main aasaani ho. umeed hai k aap to the point jawab daingay. Kya aap k nazdeek Nabi pak Aalim ul ghaib hain? Kya Nabi pak ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.) Kya Nabi ko sher o shairi ka ilm dya gaya? (main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya) Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha? Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"? Brai meharbani in baton ka to the point jawab de dain ta k main Hazrat Thanvi ki ibarat ka matlab aap ko samjha sakoon. Note:- Forum k rules agar aap per lain to behtar hoga. Abusive language ki ijazat nahi hai.
  17. Kyon k aap ko Hakim ul ummat ki ibarat ka matlab abhi tak samaj nahi aaya ya aap samajhna nahi chahtay jo main samjhana chahta hun. to is lye mujhe aap se kuch sawal kernay hai, ta k mujhay jawab samjhanay main aasaani ho. umeed hai k aap to the point jawab daingay. Kya aap k nazdeek Nabi pak Aalim ul ghaib hain? Kya Nabi pak ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.) Kya Nabi ko sher o shairi ka ilm dya gaya? ( main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya) Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha? Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"? Brai meharbani in baton ka to the point jawab de dain ta k main Hazrat Thanvi ki ibarat ka matlab aap ko samjha sakoon.
  18. to All Muslims Ab ye Ghair Muqallid Munkireen e Hadith o Fiqah pata hai kya jawab main kahaingay "Kis Hadith Main Mana hai?"
  19. Koi Talib sahab ka Fatwa scan ker k yahan upload ker sakta hai? Mere forum k saathion aur Admin se darkhast hai k Talib sahab k fatway per behas k lye aik naya thread banay jai
  20. Qadri sahab , Pir sahab nai tafseer k tarjumai main dhika ka lafz bhi istemaal kia hai. Iis main Hazrat Jibraeel wali hadith ka tarjuma bhi unhon nai Dhika se he kia hai. to Baqol aap k pir sahab ko siraat e mustaqeem ka bhi nahi pata. Jo tarjuma Pir sahab nai Hazrat Jibraeel wali hadith ka kya hai, aap ki zehniyat k mutabiq ager uus ko parha jai to Naoozubillah Huzoor ko seedhay raastay ka pata nahi aur hazrat Jibraeel es Dua ki talqeen ker rahay hain. Naoozu billah, Ma'aazallah
  21. Jhootay per Allah ki Karoroon lanat Saq e raza sahib ne jhot main PHD ki hai, aur apnay jhot ko chupanay ki koshish ker rahay hain. Main ye keh raha tha k jo post tum na ki hai aur jo post Chisti Qadri ne ki hai uus main zameen aasmaan ka farq hai. Jab aap kisi ki ibarat pesh ker rahay ho to hu bahu wohi ibarat pesh kerni chahiye thi. Magar Sharam Tum ko phir bhi nahi Ayee. Hona to ye chahiye tha k Apni ghalti maantay aur kehtay Aainda sahi aur puuri ibarat naqal karonga. Agar Mafhoom se baat banti hai to Aap k Ala Hazrat Hadaaiq e Bakhshish page 42 per kehtay hain. Koi kyon phouuchay tere baat raza Tujh se kuttay hazaar phirtay hain Ab yahan Khan sahab apnay aap ko Kutta kehtay hain aur kehtay hain k mere jese kuttay hazaar phirtay hain. To ala hazrat ki tehreer ka mafhoom aap ko pata chala k Ala Hazrat Kuttay se bhi badtar hain. Bolo Mante ho. Ye jo misaal aap ne de hai , ye hifzul imaan ki ibarat nahi hai, Lehaza aap ka ye misaal dena theek nahi hai. Raha sawal gustakhi ka. To jo sentence aap ne istemaal kia hai ye Aap k Ahmad Raza aur uuss ki Zurriat ki hi peda waar hosakta hai. This is Khan Sahab and his companions Specialty. Jo sentence Hazrat Thanvi ne istemaal kia hai wohi main Apnay walid k liye istemaal kerta huun. “Phir ye k mere walid ki zaat per ilm e ghaib ka hokum kia jana agar baqol Zaid sahi ho to daryaft talab ye amar hai k is ghaib se murad baaz ghaib hai kul ghaib hai, Agar baaz uloom e ghaibia muraad hai to iis main mere walid ki kia taqsees hai, aisa ilm e ghaib to zaid o umer balkay har sabi o majnoon balkay jamee hewanaat o baahim k leye bhi haasil hai, kyon k her shakhs ko kisi na kisi aisi baat ka ilm hota hai jo duusray shakh se makhfi hai to chahiye k sab ko aalim ul ghaib kaha jai.” Chalye Yehi ibarat main Hazrat Thanvi k leye likhta huun. “Phir ye k Ashraf Ali ki zaat per ilm e ghaib ka hokum kia jana agar baqol Zaid sahi ho to daryaft talab ye amar hai k is ghaib se murad baaz ghaib hai kul ghaib hai, Agar baaz uloom e ghaibia muraad hai to iis main Ashraf Ali ki kia taqsees hai, aisa ilm e ghaib to zaid o umer balkay har sabi o majnoon balkay jamee hewanaat o baahim k leye bhi haasil hai, kyon k her shakhs ko kisi na kisi aisi baat ka ilm hota hai jo duusray shakh se makhfi hai to chahiye k sab ko aalim ul ghaib kaha jai.” Yehi ibarat main Ahmad Raza k leye likhta huun. “Phir ye k Ahmad Raza ki zaat per ilm e ghaib ka hokum kia jana agar baqol Zaid sahi ho to daryaft talab ye amar hai k is ghaib se murad baaz ghaib hai kul ghaib hai, Agar baaz uloom e ghaibia muraad hai to iis main Ahmad Raza ki kia taqsees hai, aisa ilm e ghaib to zaid o umer balkay har sabi o majnoon balkay jamee hewanaat o baahim k leye bhi haasil hai, kyon k her shakhs ko kisi na kisi aisi baat ka ilm hota hai jo duusray shakh se makhfi hai to chahiye k sab ko aalim ul ghaib kaha jai.” Koi gustakhi nahi shart ye hai k khan sahab ki gh….z Ainak uutaar ker perho. Magar aap logo ki zehniyat ka koi ilaaj nahi hai. Ye aik ilzami jawab tha Hazrat Thanvi ki taraf se us k liye jo Nabi Pak Sallalahu Alehi wasallam ko Aalimul Ghaib kehta hai. Ye main phelay hi likh chukka huun k Hazrat Asharaf Ali Thanvi ussi Kitab Hifzul Imaan main agay apna Aqeeda bata chukay hain k “Nabuwwat k lye jo uloom lazim o zaroori thai wo aap ko batamamhi hasil ho gai tha.” Is ka aap ne koi jawab nahi diya Halwa samajh k kha gai, Aap is ka jawab Qiyamat tak nahi de sakain gai Inshallah. Ab insaaf shart hai jo shakhs Huzoor ko jame’a ullooom aaliya shariifa mutaalliqa nabuwwat keh raha hai kia wo Zaid o Umar …. K ilm ko mumasil Huzoor k ilm k batlaiga. Ye uloom to Aap sallallahu alaihi wassalam k misal tamaam Ambiya o malaika alihum salam ko bhi hasil nahi. Basatul banan ki puri tafseel se ye wazaih ho jata hai K ibarat main Huzoor k ilm k mushabah Ma’az Allah Zaid o Umar waghaira ko nahi kaha gaya. Balkay Baaz uloom e ghaibiya ilawa shariah k mutaaliq kaha gaya. E.g. ilme Sha’r (poetry) main baray baray sahaba o tabaaieen nay kamal haasil kya jab ka Nabi pak sallallahu alaihi wassalam k liye 1. Quran ki ayat ka mafhoom hai k aap ko Sher ka ilm nahi diya aur na ye aap k shayane shaan tha. (Surah Yaseen Ayat 69). Ab koi khan sahib ki tarhaan ye kahay k Quran main Huzoor k ilm ko sahabah se bhi kam batlaya gaya hai.(Ma’azallah) To afsoos uus ki himaqat per. 2. Quran main Hazrat Moosa aur Khizar Aleh salam ka waqia mulahiza kije.Hazrat Moosa Aleh Salam uun waqioon k ramooz se waqif nahi hain jo Hazrat Khizar ko Allah Ta’ala ne ilhaam ke zerye bata diye thai. Jab k Hazrat Moosa Uulul Azam Rasool aur ilm o fazal k aitebaar se uun se Afzal hain. Ab koi Khan sahab ki tarhaan ye kahay k Moosa Aleh Salam ki gustakhi hai (Ma’azallah). Ya ye kahe k Quran me Hazrat Moosa Aleh salam k ilm ko Khizar Aleh salam se bhi kam batlaya gaya hai (Ma’azallah). To Allah Ussay Hidayat de. 3. Quran main Hazrat Sulaiman Aleh salam aur Hudhud ka waqia mulahiza kije. Hudhud aik janwar parinda hai wo Hazrat ko kehta hai “Mujhay wo ittela hai jo aap ko nahi” (Surah AnNamal Ayat 22). Hudhud ko k jo aik janwar hai ussay qoam e saba k ilm Allah ne diya tha jab k Sulaiman Alai salam Nabi hain lekin unhain is ka ilm nahi tha. Ab koi aap ki tarhaan ahmaq ye kahay k hud hud nai Sulaiman alay salam ki shaan main gustakhi ki hai (Ma’azallah) aur kaha hai “Mujhay wo ittela hai jo aap ko nahi” . Ya ye kahe k Quran me Hazrat Sulaimaan Aleh salam k ilm ko Hud hud se bhi kam batlaya gaya hai (Ma’azallah). To iska koi ilaaj nahi. Aap k Khan sahab ne is ibarat main “Aisa ilm” main Aisa ko tashbeeh k liye samaj gai aur ilm se muraad ilm e Nabawi samaj gai. Lafz aisa Baqareen e Muqam e Mutlaq k liye bhi aata hai. e.g. “ALLAH aisa Qadir Hai”. Hazrat Thanvi ne wahan aisa ka lafz tashbeeh k liye istemaal nahi kiya. Aur ye wo baar baar apni deegar kitaboon main wazaih ker chukay hai. Ager kertay to ussi Hifzul imaan main ye hargiz nahi likhtay “Nabuwwat k lye jo uloom lazim o zaroori thai wo aap ko batamamhi hasil ho gai tha.” Balkay Hazrat Hakeem ul ummat k nazdeek wo shakhs kafir hai jo aap k ilm ko Janwaroon k baraber mane. Hazrat ki ibarat mulahiza ho. Umeed hai ka aap ki tabayat saaf ho gai hogi. Mitti main milnay ka ma’ani . Kyon k admi ko qabar main Chaaroon taraf se mitti ahata ker leti hai, aur niichay aadmi ki mitti se jasad ma’a kafan k mulaahiq hota hai. Ye Mitti main milna aur mitti se milana kehlata hai. Lughat k hawalay main post ker raha hun. Saath hi Hazrat gangohi ka jawab, Shah ismaeel shaheed ki ibarat k baray main. Isse Hazrat Ganghohi ka bhi aqeeda wazaih ho jata hai. Alhamdillilah Hamara ye Aqeeda hai k Nabi Sallahu alahe wassalam Apni qabar main hayat hain. Tumhara dawa tha k khususan Ambiya aur Awliya ki gustakhi ki hai. Jab tak Ambiya Auwliya ka lafz uus ibarat main na ho us waqt tak takhsees sabit nahi hoti. Ambiya aur Auwliya ka lafz dikhao. Khiyamat tak tum uus ibarat main Ambiya ka lafz nahi dhikha saktay inshallah. Jhootay per Allah ki Karoroon la’anat Saqe- e raza lagta hai aap ne Jhoot bolnay main double PHD Kia hai. Aap mere phichly post parhain main nai likha tha “Agar Alahazrat Shabbashi likhay to wo to sahi matlab main nikla jai aur agar Deobandi kuch likhay uus ka waawela kia jai.” Jo aap ne likha hai wo main ne hargiz nahi likha, ma’az Allah. This is specialty of Khan sahib and company . Jhootay per Allah ki Karoroon la’anat. Kyon Jhoot bol bol ker Allah ki la’anat k mustahiq ho rahai ho. Shah Ismaeel Shaheed Bhi Allah k Auwliya main se thay aur Ahl e La ilaha illallah hain. Agar na hotay to aap k Khan sahab un k baray main hargiz ye na likhtay “Ahl e La ilaha illallah” (Tamheed e Eemaan page 355) Shayad Isse lye Khan Sahab ne Takfeer Nahi ki. Lekin Aap apne Ala Hazrat ke batlaae howay har farz se zayada ahem farz ko chortay huway Shah Ismaeel Shaheed ko kafir bananay per tulay huway hain. Chamaar wali ibarat main takhsees us waqat tak sabit nahi hoti jab tak aap us main Ambiya aur Awliya ka lafz na dhikha dain. Sheikh Abdul Qadir Jilaani Rehmatullah Alaeh ne Tammam Ahle zameen ka lafz istemaal kiya hai, Nizam uddin Rehmatullah Alaeh ne Saaree Khalkhat ka lafz istemaal kia hai. Aap ne kaha k Shah Ismaeel Shaheed ne Rasullullah Sallalahu Alehi wassallam ki Gustakhi ki hai. Mujhay ye Batoa Rasullullah Sallalahu Alehi wassallam ka gustaakh kafir hai ya nahi? Agar hai to phir Ala Hazrat Ki khair nahi. Haq waloon k forum pe zara is post ko per lena “Alahazrat ka IQRARI KUFAR....(Must Read)” aap ki maloomaat main bhi izaafa hoga. Saq e Raza sahab Aap wasay fatway laganay aur mangwanay main mahir hain. Zara aik fatwa mujhay apnay Kisi darul Ifta se nikal ker manga dejeye. “Molvi Ismaeel pakka Kafir hai, aur jo uskay Kufar main shak karay ya Ahteyatan usay kafir na kaheay aur na likhay baulkay ussay Ahl e La ilaha illallah kahay,ya Us ki takfeer se sukuut pasand kare ya uskay kufur se kaff e lisaan karay wo bhi pakka kafir hai, uus ki touba qubool nahi hogi. Aur jo uskay kufur main shak karay ga wo bhi kafir aur murtid hai” Mujhay Umeed nahi hai k aap ye fatwa jald hi manga dengay. Balkay Khiyamat to aa sakti lekin Rizwiya walay ye fatwa nahi de saktay.
×
×
  • Create New...