Jump to content

Ya Mohammadah

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,305
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    20

پوسٹس ںے Ya Mohammadah کیا

  1.   Abdulsalam said:

      اقتباس
    Dear Mr. Ya-Muhammada sahib

    Mujhye afsoos hai ke aap ne meri post ko sahi tarha se samjhye baghair reply kernye main jaldi ki, behar hal, ye to zahir hai ke jo bughz bhara hai usye bahir to nikalna hain or is ke liye sahi ya ghalat to dekhna hi ghalat hota hai….

    mene kahan samjhny me ghlati ki..? zara wazahat kar dete....par kuch ho wazahat karny layaq to kary bhi. Jab aap khud byghairato ki tarah sirf behas ke liye behas cherny ke aadi hain to hum par ye ilzaam aapka khud fizul thehra ki aapka dheetpan forum par kai martaba zahir ho chuka. kya mene ye samajhny me ghalti ki..ke shamsheer e alahazrat bhai ne Najadi Daku Mohammad bin Abdul Wahab ko rapist or dacoit kaha...ya phir aap ye samjhy ki zakir naik par rapist or daku hony ka ilzaam lagaya gaya...(kahin english itni kamzor to nahin aapki.. :lol: )

      اقتباس
    Wesye main ne apni post Buhatan se related jo ki thi is main quoted words and line zara dobara mulahiza karain Rapist and Killer, jis ke silsilye main main pehlye hi reply kar chukka hon ke agar koi sabot hai to laayen, kisi suni sunai baton per tawajja na dain, warna aik mazeed hadith ke misdaq “Hazoor-e-Akram ( (saw) ) farmatye hain ke “aik shakhs ke jhootye honye ke liye ye hi kafi hai ke who jo kuch suntan hai usye man leta hai/baghair tehqeeq ke man leta hai”.

    • achcha to goya ki aapko wahan us najadi daku ke khilaaf kitni books quote ki gayi hain...wo nahin dikhy kya jad e amjad ki mohobbat ghairat e imaani par itni ghalib aa gayi aap par?

    • ya aapko un pera ka urdu tarjuma books ke complete ref ke saath nazar hi na aaya..had e be imaani or phir bohtaan ka rona rony waly Abdul Salam ne khud ulta hum par bina saboot ke saath baat karny ka bohtaan lagaya...

      اقتباس
    Jee han hum bhi aap ke aqayed logon tak ponhchatye hain sabooton ke sath jo ke tehriri hotye hain (aap ke likhi hoi kitabian and is per aap ke ulama ka qol-e-amal) lehaza is barye main aap khud apnye ulama se pooch lain

    achcha or jo koi kisi wajah se tehriri saboot na de saky to kya aap usy gheebat or bohtaan se tabeer karengy...? halaki aapky wahab ki kartooty humny mai saboot aapko risaal ki. phir bhi aapka andhapan itna hai ki wo bhi humara hi qusoor tehraa....

    gheebat or bohtaan ki ye defination (jo aapny bold letters se tabeer ki) kis hadees se sabit karengy? :lol:

     

      اقتباس
    Mazeed ye ke aap Allama Shami ki baat ker rahye hian, to janab mujhye apni lailmi ko mannye main koi etraz nahin ke main ne in sahib ka nam abhi tak nahin suna tha (ya ye keh saktye hain ke kisi ur nam se maaroof ho to suna hon lakin is nam se nahin), lehaza is barye main kuch nahin keh sakta,

    kuch nahin keh sakty to chup bethy na post par post karny ki koi majboori to hai nahin ki raat ka khana hi hazam na hota ho aapka.. :lol:

      اقتباس
    Mazeed ye ke Allama Shami sahib ka zikr aap ne kia hai wo un ki apni raye maloom hoti hai jab ke ilzam lagantey hoye aap ko chahiye ke koi hawala un (Muhammad bin Abdul Wahab) ki kitab se dain ya un ka aqeeda un ki kisi tasneef se sabit karain (jesa ke aap log bayan kertye hain) arna sirf apni hi boltye janye se aap ki baat sachi nahin ho jati.

    sahi hai...matlab aap ye keh rahy hain ki Mohammad bin Abdul wahab ka jab tak qubool nama na dekh lein aap sary hawalajaat ko batil samjhyengy...to janab aapko nahin lagta aapny kuch zyada hi khwahish rakh di hai..? kya yahi mutalba hum kary aapky har bohtaan par to? aap lany ko tyaar hain...sary halafnamy or qubool namy?

      اقتباس
    Bar sabeel-e-tazkara, America ke sabiq sadar se kaha tha ke “jhoot ko itni baar bolo ke wo sach lagnye lagye”, to kia aap log isi per amal pera hain?

    inka ganja Mujadid sachcha...sari duniya jhooti jo hai? wahabis ke karnamy koi dhaki chupi baat nahin...kai kitabein usky khilaaf likhi gayi jismy uski sanak ka tazkira mojood hai hatta ke khud usky bhai sulemaan bin Abdul wahab ne usky khilaaf sab se pehly kitab likhi..par aapko sary jhooty lagty hain...lagy bhi kyu na Andhi Taqleed ka ilzaam hum par lagany waly khud apn muhasba karein..

      اقتباس
    Janab,

    Jahan tak Jameel Iraqi sahib ke baat hai to mera istafsar wahi hai ke kia koi sabot hai?, if yes then show it, agar nahin to sirf apnye amal ko sabit kernye ke liye sirf “aik jhoot per doosra jhoot” nahin chal sakta kion ke jhoot ke paoon nahin hotye

    bilkul sahi kaha aapny to barahy karam apni no.1 post se lekar ab tak ki tamam posts me aapny jo hawaly humary khilaaf quote kiye hain unko scan proof ke saath sabit karein warna aapky khud sakhta usool ke tehat sary mardood paye gaye... :o ..... (sa) or jin jin ke saboot mai original scan khiraat kiye gaye aapko wo sab bhi aapko qubool karna parengy? to apna ruju nama bhi post kar dein jahan jahan aapky ghar se humny saboot diye? kya khayal hai?

      اقتباس
    Jahan tak ye kehna ke “kia humarye tamam abaa’-o-ajdad shirk per marye hain ya shirk main mubtala thye, to janab ye to wahi baat hai jo ke Mushrekeen-e-Makkah ne, and is ke ilawa tamam ambia (as) ke aqwam ne kaha jab un ko in hastion (as) ne haq ke dawat di, to kia wo log bhi Toheed per thye? Nahin… to janab phir ye kehna bilkul bhi sahi nahi ke jo log guzar chuke (aap ke abaa’-o-Ajdad) wo toheed per thye (Quran jis Toheed ki dawat deta hai us per)

    Yahan mera matlab aap ke jazbat ko thes (hit) ponhchana nahin hai bulke ye batana tha ke un logon ne bhi yahi claim kia tha ke hum wo kertye hain jo humarye aba’a-o-Ajdad kertye thye, lehaza ye yaqeenan behtar hai per indeed it was not.

     

    Baap dada ki Misaal Quran me Mushriko ne bhi di hai :-

    1.GIF

    Baap dada ki Misaal Quran me Momino ne bhi di hai :-

    2.GIF

    kya kahin aapki philosphy in ayat se takrati to mehsoos nahi ho rahi aapko?

    3.GIF

      اقتباس
    And agar ye sab sabith ho jata hai to main in ko mannye se baraa’t ka izhar ya elan kertye hoye bilkul bhi nahin jhijhkonga Insha Allah.

     

    Sabit to tabhi hoga na jab Mohammad Bin Abdul Wahab ke haath ka likha halafnama/Quboolnama aapko hum dikha sakengy...or wo to possible nahin to inshaAllah...i mean khuda na khasta aap kahin wahabi na reh jayein... :o

  2.   Yasir Attari said:
    سیدی اعلٰحضرت امام احمد رضا خان رحمۃ اللہ علیہ نے ایک رسالہ تحریر فرمایا جس میں میت اور تیجہ کے کھانےکی ممانعت کے بارے میں شرعی احکام بیان کرے ہیں

    اگر کسی کے پاس اس کا اردو ترجمہ میت کی دعوت ہوں یا فتاویٰ رضویہ کا وہ باب جس میں یہ شامل ہیں تو یہاں بتادیں

    جزاک اللہ عزوجل

    آمین

     

    ایک سلسلہ فیضان قران میں بھی مفتی قاسم عطاری مدظلہ العالی نے میت کی دعوت کی زبردست ممانعت بیان کی تھی اگر اسکی ریکورڈ نگ بھی مل سکے تبھی یہاں بتادیں۔۔۔۔۔

     

    جزاک اللہ عزوجل

    آمین

     

    shah turabul haq qadri sahab on Teejy ka khana :-

  3.   Abdulsalam said:

     

      اقتباس
    "Gheebat ke barye main Masoom Imam, Imam-e-Aazam, Hazoor-e-Akram (saw) ka farman-e-aalishan hai ke jis ne kisi ki burai us ki ghair mojoodgi main bayan ki (nam ke sath), us ne gheebta ki, gheebat braber hai apnye murda bhai ka gosht khana, Sahaba (ra) ne araz kia aur agar us main waqiaatan ye burian mojood ho to? Hazooor-e-Akram (saw) ne farmaya gheebat hi hai, Warna agar is main wo burai mojood nahin to ye Bohtan hai.. jo ke Gheebat se bhi bara gunah hai (kabeera). (Quran main bhi Bohtan ke barye main Aayet warid hoi hain) ab aap apna amal dekhain?? bugz-o-nafrat main insan kahan tak chala jata hai ke jo cheez sabit hi nahin wo bhi buhtan laga diya.

     

    :lol: ....to kya kehty hain aap batil fitny se agah karna gheebat me shumar hota hai...? kisi chor ki chal baazi se maldaar ko agagh karna shayad wahabis ke yahan gheebat se tabeer hota hoga...kisi sharabi zaani ki sohbat se kisi naik insaan ko bachany ke liye uski un buraiyo ka tazkira gheebat me shumar hota hai aap wahabis ke yahan...? agar waqai isy aap log gheebat kehty hain to imandaari se batlayein ki kya aapny aajtak ahle sunnat waljamat jiny barr-e-sagher me barelwis ki naam se mashoor kiya gaya hai, inki burai kisi shakhs ke poochny par aapny bayan nahin ki ? ya phir aap humari tareefy karty hain dusro ke samny? :lol:

     

    or phir naqil par fatwa kyu..aapky jadd e amjad (jisky zakir naik chele hain) inki tareefo ke karnamy kya aapny parhy nahin...kuch saboot yahan mukhtasir paish hain...lagayi Allama Shami (ra) par Gheebat ke fatwy...

    shami_against_wahabi.JPG

    1.GIF

    2.GIF

    3.GIF

     

     

  4. (bis)

     

    (saw)

     

    (salam)

     

    Murshid_me_4_Sharait_Baiyt_hony_ke_liye.mp3

    Bayit hony ke liye Peer me 4 sharait ka paya jana nihayat hi zaroori hai jisky bina koi bayit faida nahin degi...aapny jo sawaal kiya peer ke mutalliq us se unka shariyat ka paband hona poora nahin hota is liye aiso ki mureedi aapko koi nafa nahin degi balki apko gunahgaar bhi banas sakti hai...or ilm e ghyb koi aisi shy nahin ki har airy ghairy ko hasil ho ye Allah apny pasandeedah Rasoolo ko deta hai or Allah ke izn se phir Allah ke Rasool apni ummat ke owliya ko Taqseem karty hain...Aisy Ghair Muttaqi peer Nujumi to ho sakty hain owliya nahin...Peer me kya shart payi jani chahiye Shah Turabul Haq Sahab ki zubani suniye...or yahan koi Mufti nahin agar aapko waqai Fatwa Chaiye to yahan rabta karein.. (ja)

    untitled.JPG

     

     

  5.   nasirb786 said:
      اقتباس
    waisay mairay kheyal main deobandi tu zindagi or bad az wafat bhi waseela mantay hain isi kitab main or jaga bhi sabit kia hai ashraf ali thanvi nay.

     

     

    (wasalam) ji haan aapny baja farmaya Kuch Deobandi Akabir to waseely ke qayal thy par aajkal ki inki Jahil Awaam wahabis ke zer-e-asar Waseely ki munkir ho gayi hai jaisa ki kai masail me inhy khud apny ghar ki khabar nahin wahi haal is masly me bhi hai...waseely ke qail hony ka ek or saboot inki aqaid ki kitab (Deobandi Aqaid) me dekhiye...

     

    post_393_1229407830.jpg

    cover_page_1.JPG

    wasila_Deobandi_saboot_1.GIF

    wasila_Deobandi_saboot_2.GIF

  6. (bis)

     

    (saw)

     

    :lol: Munna Taha phir aa gaye zaleel hony kya pichli zalalat kam parh gayi ya khatm ho gayi jo nai zalalat lene aa gaye kher ab aa gaye ho to hum tum jaiso ko mayuoos nahin karengy insha Allah is baar bhi daman bhar-bhar ke zalalat le kar jaogy tum Deo ke Bandy..tumny humary khilaaf apny aaqao ki books paish ki (wahi isaai jinky agent tumhary baap dada guzry hain...) hain jis se sabit hota hai ki tumhary nazdeek tumhary aaqaon ki gawahi moatbir hai...is se zyada tum jaiso aql ke dushmano se ummed bhi kya thi...? par hum tumhy kisi angrez kafir isiaai ki kitaab se nahin khud tumhary ghar se saboot dete hain ki tumhary akabir kya thy or angrezo ka wafadaar kon tha...parho or sharam mat karna ki wo kya hoti hai Deo-Band Group ka is shey se koi lena dena nahin...

    British_agent1.gif

    British_Agent2.gif

    BritishGovernmentKayAgent_01.JPG

    BritishGovernmentKayAgent_02.jpg

    (saw)

    Title.jpg

    1.jpg

    2.jpg

    3.jpg

    4.jpg

    5.jpg

    6.jpg

     

     

     

     

     

     

     

  7. Assalamua'laikum,

     

    Sufism is the culmination of Islam. It is based on IHSAAN and centers around the LOVE OF ALLAH SUBHANAHU AND HIS GRANDEST APOSTLE RASOOLULLAH SALLALLAHO A'LAIHI WA SALLAM. It is the only means for ISLAMIC UNITY today that the rest 72 sects don't understand or don't want to understand. But fact is factual whether they seek to it or reject it, for, ALLAH'S AND HIS RASOOL'S LOVE IS SUPREME. Syed Ahmed Razavi Qadri.

    In Saudi Arabia a Resurgence of Sufism

    T-bar.gif

     

    Mystical Sect of Islam Finds Its Voice in More Tolerant Post-9/11 Era

    By Faiza Saleh Ambah. Special to The Washington Post. Tuesday, May 2, 2006; Page A13

     

    JEDDAH, Saudi Arabia -- A hush came over the crowd as the young man sitting cross-legged on the floor picked up the microphone and sang, a cappella, a poem about Islam's prophet Muhammad. His eyes shut tight, his head covered by an orange-and-white turban, he crooned with barely contained ardor of how the world rejoiced and lights filled the skies the day the prophet was born. The men attending the mawlid -- a celebration of the birth and life of Muhammad -- sat on colorful rugs, rocking gently back and forth, while the women, on the upper floor watching via a large projection screen, passed around boxes of tissues and wiped tears from their eyes.

     

    I-sufismresurgence1.jpg

    In a sign of Tolerance, Salman al-Odah,

    left, the country's most popular

    puritanical cleric, accepted an invitation

    from Sufi cleric Al Sayyid Abdallah Fadaaq,

    right, to attend a Sufi celebration.

    (Izzat Zeiny - Photo By Izzat Zeiny)

     

    The centuries-old mawlid, a mainstay of the more spiritual and often mystic Sufi Islam, was until recently viewed as heretical and banned by Saudi Arabia's official religious establishment, the ultraconservative Wahhabis. But a new atmosphere of increased religious tolerance has spurred a resurgence of Sufism and brought the once-underground Sufis and their rituals out in the open. Analysts and some Sufis partly credit reaction to the Sept. 11, 2001, attacks in the United States for the atmosphere that has made the changes possible. When it was discovered that 15 of the 19 hijackers were Saudi, the kingdom's strict Wahhabi doctrine -- which had banned all other sects and schools of thought -- came under intense scrutiny from inside and outside the country. The newfound tolerance Sufis have come to enjoy is perhaps one of the most concrete outcomes of that shift. "This is one of the blessings of September 11. It put the brakes on the [Wahhabi] practice of takfir , excommunicating everyone who didn't exactly follow their creed," said Sayyid Habib Adnan, a 33-year-old Sufi teacher. The government "realized that maybe enforcing one religious belief over all others was not such a good idea." When Adnan moved to Saudi Arabia from his native Yemen four years ago, Sufi gatherings were often clandestine, sometimes held in orchards outside the city, or in basements and without microphones, for fear of drawing attention. "I couldn't wear this," he said, pointing to his turban. "Or this," he said, pulling at his white cotton overcoat. "Or I would be branded a Sufi. You couldn't even say the word 'Sufi.' It was something underground, dangerous, like talking about drugs." Sufis here say they are not a separate sect or followers of a separate religion, but adherents to a way of life based on the Muslim concept of ihsan . Muhammad explained ihsan to the angel Gabriel as "worshiping God as if you see Him. Because if you don't see Him, He sees you." Another Sufi characteristic is a strong belief in the power of blessings from the prophet, his close relatives and his companions. Sufism had previously been predominant in Hejaz, the western region of Saudi Arabia, which includes Muhammad's birthplace, Mecca; Medina, where he is buried; and the Red Sea port city of Jeddah. Muslims prayed often at shrines where the prophet's daughter Fatima, his wife Khadija and his companions were buried. Mawlids were public affairs with entire cities decked out in lights, and parades and festivities commemorating the prophet's birthday and his ascension to Jerusalem. When the al-Saud family that would later come to rule Saudi Arabia took over Hejaz in the 1920s, the Wahhabis banned mawlids as a form of heresy and destroyed the historic shrines of Khadija, Fatima and the prophet's companions, fearing they would lead to idolatry and polytheism. Wahhabis, crucial allies in the Saud conquest of the disparate regions that became Saudi Arabia in 1932, were awarded control of religious affairs. Discrimination against Sufis, among others, intensified after armed Wahhabi extremists took over Mecca's Grand Mosque in 1979, demanding that a more puritanical form of Islam be applied in the country. Though the government quelled the uprising and executed its leaders, authorities were shaken by the incident, and lest other Wahhabis defy them, they allowed them more rein. Soon after, extremist clerics issued a religious edict, or fatwa, declaring Sufi's spiritual leader, Al Sayyid Muhammad Bin Alawi Al Malki, a nonbeliever. He was removed from his teaching position, banned from giving lessons at the Grand Mosque, where both his father and grandfather had taught, and interrogated by the religious police and the Interior Ministry. After Malki was later attacked by a throng of radicals incensed at his presence in the mosque, he could pray there only under armed guard. Meanwhile, thousands of cassettes and booklets circulated calling Sufis "grave-lovers" and dangerous infidels who had to be stopped before they made a comeback. Their salons were raided, and those caught with Sufi literature were often arrested or jailed. The tide finally turned in 2003, with the new atmosphere that took hold following the Sept. 11 attacks, when the future King Abdullah, then the crown prince, held a series of meetings to acknowledge the country's diverse sects and schools of thought. One of the guests was Sufi leader Malki. When he died the following year, Abdullah and the powerful defense and interior ministers attended his funeral. The rehabilitation of his legacy was almost complete. "We were then upgraded from infidels, to people who are ignorant and practicing their religion wrong," said Wasif Kabli, a 59-year-old Saudi businessman. But many Sufis complain that despite outward appearances, Wahhabis continue to destroy shrines in and around their holy places, their salons continue to be raided and their literature is still banned. Wahhabis and Sufis view Islam from opposite directions. To Wahhabis, who emerged from the kingdom's stark, harsh desert, a believer's relationship can be only directly with God. To them, Sufis' celebrations of the prophet's life smack of idolatry, and supplications to him, his relatives and companions appear to replace or bypass the link with God. Sufis answer that the prophet celebrated his own birthday by fasting on Mondays, that he himself offered to intervene with God on behalf of Muslims and that he could often be found in the evenings at the grave sites of his wives and companions. Last month, on the occasion of the prophet's birthday, a crowd of more than 1,000 gathered to celebrate at a private residence. Sufi books, cassettes and DVDs were selling out in one corner of the large garden where the event was held. Adnan, the Sufi teacher, was one of four speakers who addressed the crowd. He asked: Why are we Sufis always on the defensive? "Nobody asks [soccer] fans for religious proof that sanctifies their gatherings at the stadium because of their devotion to their team," he said. "How come we are always asked for an explanation of our devotion to our beloved prophet?" Muhammad Jastaniya, a 20-year-old economics major and part of a new wave of young Saudis who have embraced Sufism, said what drew him was the focus on God. On a recent moonlit evening, Jastaniya sipped sugary mint tea with his friends on rugs spread on the rooftop of a Zawiya, or lodge where Sufis go to meditate, chant or sit in on lessons. The words 'God' and 'Muhammad' were written in green neon lights, and Islam's 99 names for God were stenciled in black paint around the wall. "To be a Sufi is to clear your heart of everything but God," he explained. "The Islam we were taught here is like a body without a soul. Sufism is the soul. It's not an alternative religion -- it can contain all Muslims." That thought seems to be taking hold, even in faraway corners. Salman al-Odah, the country's most popular Wahhabi puritanical cleric, who was jailed in the 1990s for opposing the presence of U.S. troops in the kingdom, accepted an invitation to visit Saudi Sufi cleric Al Sayyid Abdallah Fadaaq's mawlid and lesson last week. The scene at Fadaaq's house was an obvious sign of conciliation. Al-Odah sat with his hands neatly folded in his lap, wearing a red-and-white checkered headdress and clear wraparound glasses and sporting the short scraggly beard that indicates a conservative. Fadaaq, who at 39 is emerging as the new symbol of Hejazi Sufism, wore the white turban, the white overcoat and shawl typical of Sufis, wooden prayer beads resting on his lap. "It's true that there are differences between the way people practice their faith in this country, and this is an indication that people are using their minds and thinking, which is a good thing," Fadaaq said. "But what we should concentrate on are the expanses that bring us together, like the prophet. We must take advantage of what we have in common."

  8.   Bismillah said:
    maaf kijiey ga janab main aap ki is baat ko samajh nahi paya, aap thoda clear kar bata saktey hain keh aap kya kehna chahtey hain?, kyon k aap ne Deobandion ka zikar kya hai,

    shukrya!

     

    Barelwi Maslak or Maslak e Ala Hazrat RehmatullahAleh kya hai is par meri ye post read karein...reh gaya ki Deobandis se Humara kya ikhtelaaf hai or wo kyu Gumrah hain to unky Aqeedy khud parh kar faisla karein...

     

    proof_of_deobandi_wahabi_aqaeed.jpg

  9. 222.JPG

     

    uff kya aisa Daikhna-sunna shirk hai? Allah ki ata se bhi? Sahaba ka aqeedah to bilkul aisa hi tha jisy aap Wahabis shirk se Tabeer karty hain kis ki many Sahabi ki ya Wahabi ki? Aik Latifa or ki In wahabis ka Jadd e Amjad ne bhi is Aqeedy ko Tasleem kiya hai ki Allah ke Rasool ne Door se na sirf suna balki Madad bhi ki...Muddai Lakh par Bhari hai Gawahi teri...parh isy

    1.jpg

    2.jpg

    3.jpg

    4.jpg

    5.jpg

    6.jpg

    Door se Sunna

    farishty_ki_taqat.JPG

    Jannat_me_zameen_par_khasny_waly_sahabi_ki_awaz.JPG

     

    Mazeed aapky bhi Buzurgo ke Aqwaal or Afaal..Nakar do bila Dair kiye..

    11.JPG

    22.JPG

     

    Dalail to itny hain ki Tum Taab na la sakogy

    Is liye isi par ikhtesaar hai ki

    Ilm hai humy ki aapko Samjhana Baikaar hai... :lol:

     

     

  10. (bis)

     

    (saw)

     

      اقتباس
    Asslam-o-Alikum,

     

    Doston humari new post hazir hai.

    barah-e-meherbani jawab deney main jaldi na kijey ga.

     

    Nasir Noman

     

    Toheedi bhai,

    apkey masage ka ek bar phir shukria

    Allah apko bhi jaza-e-kher ata farmey Ameen.

    dost bat ye hai k yaqin maney is likhney mian humara Zarra babar bhi kamal nahi.

    bas ye Allah Rabbul Izzat ka behad behad shukar hai k jo log sirat-e-mustaqeem per chalna chahtey hain un k liyain Allah Taala hidayat k rastey roshan farmata jata hai

    belive me humara gharana bhi baralivi tha bas Allah Taala ka jitna bhi shukar ada kia jaey wo kam hai k us ney humary Dada ko hidayat ata farmai or Allah Taala ney hum per sirat-e-Mustqeem roshan farmaya.

    hidayat sirif ussi ko milti hai jis ko Allah chahey

    or Allah un logon ko hidayat dyta hai jo apney dil ko naram rakhtay hain

    apney dil main sakhti nahi rakhtay.

    kio k barish ka pani ussi zameen ko sarsabz krta hai jo naram ho.

    sakhat zameen per barish ka pani bhi asar nahi karta.

    tamam nishanian dekhney k baad Zid nahi kartay.

    Allah Tala hum sab ko hidayat dey. Ameen Summa Ameen

    Uff Is sadgi par kon na mar mity......darj zail Hadees kahin aap logo ke liye hi to nahin?

    meethi_zuban.GIF

    kher....i am damn sure ki Darj Zail hadees to aap hi ke liye hai ki aap khud bhi iska inkaar na kar sakyengy ki iska inkaar to bhary din dhoop me khary hokar Suraj ka inkaar karna hai...nakar do bachchy?

    204.gif

    Kher........ :rolleyes: ab zara ye batlao...ki

    Tumhari Towheed or Shaitaani Towheed me kya farqr hai? Farq hai bih ya nahin ?

     

    Gher_Allah_se_madad_or_Musa_Alehsalam.JPG

    Allah (jallah) ke hoty huey Haroon AlehSalam se Pusht Mazboot karwany ki Madad kyu mangi Hazrat Moosa Aleh Salam ne? Tumahri Shaitaani Towheed ke Hisaab se to Moosa AlehSalam ka Apny bhai se Madad lena kahin shirk to nahin hoga....Ary haan me to bhool gaya tha shirk kese hoga kyu ki Haroon AlehSalam to zinda thy or ZIndo se Madad mangna ye to hargiz shirk nahin...kyu ki wahabis ka khuda to zinda nahin hota balki unky liye Khuda Murda hota hai...haan marty hi foran murda khuda ban jata hai is liye Shirk bhi ho jata hai ? Hai na sahi ki Zindo se Madad mangna shirk nahin Murdy se Mangna Shirk hota hai na?

     

    Jehla

    :lol:

      اقتباس
    11.GIF

    33.GIF

    or kya tumhy samjhaty aa rahy hain tum NIRO ko ki sirf Alfaaz Mushtarak hony se shirk lazim nahin aata....ab wahi taweelein aapky mu se nikal rahi hain jinko barso baras hum aap jaiso ko samjhany ki nakam koshish karty huey batlaty aaye hain ki

    • Allah ka Mushkil kusha hona or hai Bnado ka Mushkil kusha hona or hai

    • Allah ka Hajat Rawa hona or hai Bnado ka
      Hajat Rawa
      hona or hai

    • Allah ka ata karna or hai Bnado ka
      ata karna
      or hai

    • Allah ka Alimul Ghyb hona or hai bando ka ilm e ghyb janna or hai

    jaisy aapny itni lambi chori taqreer bandhi Allah or bandy ke samih or Baseer hony ke fark mein to kya yahi fark aapko dusri jagah nazar nahin aata...jab aap khud tasleem kar chuky ki fark bilkul wazeh hai jis par Ahlesunnat ka imaan to Hamesha se hai hi to phir Barabri kahan rahi or jab barabri na rahi to shirk kahan se hua...lo ji nikly thy shirk sabit karny khusd apny Mazhab ka khoon kar bethy...

     

      اقتباس
    2.GIF

    shabbash...chaly hain Muwahid ban ny or itni bhi tameez nahin ki Allah

    (jallah) ke shan ka to khayal rakhy...uski zaat or sifaat ko kisi aam aadmi ki manind to bayan na kary...zara dekhy apny alfaaz or tashreeh ko ki kya hum ghalat kehty hain ki Wahabi Allah ko Mujassima manty hain usko arsh par betha hua sari makhlooq se upar ki simt me manty hain...Allah ko betha hua maan kar usky liye Jism sabit nahin kiya aapny? Allah ko sab se upar keh kar usky liye simt or jehat me muqayyid nahin mana kya ye shirk nahin hua uski zaat mein...? wah ri shaitaani Towheed kya kehny! Niry Jehla!!

     

      اقتباس
    44.GIF

    222.JPG

    Courtesy By Khalil Rana Sahab

    1.jpg

    2.jpg

    3_ya_mohammad_bn_umar_proof.jpg4.jpg

    5.jpg

    6.jpg

    7.jpg

    8.jpg

    (saw)

      اقتباس
    77.GIF

    Khula Bohtaan saboot mangny par kahin aapki Rooh fana na ho jaye?

      اقتباس
    6666.GIF

    achcha waqai aisa hai jaisa aap bak rahy hain...to phir in ahadees ka kya banega zara is par bhi inayat farma hi dein to bari aasani ho jaye hum jaiso ke liye.... :rolleyes:

    Jangal_me_sawari_kho_jana.GIF

    ya_mohmmadah__Allah_ke_bando_meri_madad_karo.jpg

    Jang e Yamam mein....Aisi Mushkil ghari me to Sahab

    (ra) ne Huzur (saw) se Madad Talab ki aapki Khud Sakhta Towheed ka kya bana? isy bayan bhi kisi barelwi aalim ne nahin kiya balk aapky ghar ke Mstanad Mufassir Jinhy aapny kuch line pehly RehmatullahAleh Likha hai Ibn kaseer ne Riwayat ki apni kitab Al-Bidaya-wan-Nihaya mein ab kis mu se Shirk Shirk ki chuk chuk Rail chalany ki baat karty hain..?

     

    aapny upar kaha ki Mushkil ghari me insaan Sirf Allah ko hi pukarta hai to Roz e Jaza bhi mere aaqa ka Daman na thamna or Direct aap Allah (azw) se Dua karna shuru kar dena or himmat karky bol hi dijye ki hum to Sirf Allah tala se hi apni wo hajat (Baksheesh) ki poori karwa lengy...humy Huzur ke paas jany ki Hajat nahin hogi kyu ki Allah ne Quran me saaf saaf farma diya hai ki......(jo aapny upar bayan kiya...till end) :lol:

     

     

     

  11.   Abdulsalam said:

    (bis)

    (salam)

      اقتباس
    Janab Ya Mohammadah sahib, Quran ki Allah (azw) ne zimedari li hain and wo hi us ki hifazat karnye wala hai, jis ka saboot aap ke kahin na kahin se mil jata hai ke us main tehreef mumkin nahin, tehreef karnye walon ki zindagion main is qisim ke kitni hi ibrat angiz waqiat darj hain jo ke is harkat ke nateejye main hoye.Yahan hum ye to jantye hain ke Allah beniyaz hai, lakin yahan aap beniaz nahin...? and is tarha is waqiyea ko biyan karnye ka matlab ye bhi nikal sakta hai ke aap Naooz Billah Apne Buzurg ko Allah ke muqabil khara kar rahye hain ke lathi and Camel ke qissye se....? zara misal detye hoye khayal rakha karain......

    ye seekh to tum ja kar Mohammad bin Abdul wahab ke pairokaro ko do jakar jo Is tarah ke ghaleez aqeedy apni kitabo me phela gaye hain..ye jawab ilzaami tha. na ki aitraazi. Apny jis andaaz me sawaal kiya tha ki agar in buzurgo me koi ikhteyaar or taqat thi to kyu nahin inhnoy apni kitabo me tehreef ko rok diya...? to iska jawab aap ke mu se khud nikal aaya ki Allah be niyaaz hai or uski jo mslihat hoti hai wo usi ke tehat zulm karny walo ko mohlat deta hai ab is mohlat par tum Ambiya or owliya-Allah ko beikhteyaar or Majboor kehny me zara dair nahin karty...kya tumhy nahin maloom ki humara aqeedah hai ki is duniya me jo kuch hota hai Allah ke izn se hota hai to ambiya or owliya bhi tab tak kuch nahi karty ab tak ki Allah ka izn hasil na ho...ab jahil is maslihatan takheer ko ambiya owliya ki beadabi or beikhteyaar majboor tehrany ka bahana bana lein to wo apny imaan ki khair khud manayein...ye seekhein apny ghar ke liye bacha kar raky to aapky haq me behtar rahega...

     

      اقتباس
    Farar....? janab zara ghor se dekhain, main ne kia apni pichee posts main kia post hai, Ghuniyatuttaleben se iqtibas, Keemya-e-Saadat se iqtibas, and in sub se pehlye Quran se saboot, us ke baad Hadit (sahi) se saboot,

    or humny Quran or Hadees jaisy paish hi na ki....uska jawab kon dega? or faraari nahin to topic change kyu kiya janab or kyu qutub abdaal ka masla cher bethy...or is sy kya samjha jaye ki aapky pas humary dalail ke jawab nahin....

     

      اقتباس
    aik aur cheez agar aap ke nazdeek tamam Imam (4 Imam, Shaa'fai, Maliki, Humbali, Hanafi) sahi hain (Haq per hain) to Shaafai, Humbali, Maliki Fatiha Khalful Imam ko mantye hain to phir aap kion nahin mante,

    kya aap fatiha khalful Imam ko farz sabit kar rahy hain? agar nahin to furui ikhtelaaf ko kyu itna uchal kar apni wahabiya ki haqqaniyat sabit karny par utaru hain? 4 Imamo ke furuaat me beshumar ikhtelaaf hain to iska matlab ki wo haq par nahin...? Abdul salam tumy abhi itni basic si cheez ka ilm nahin ki humara baqiya mazhab se sirf furui ikhtelaaf hai aqeedy me nahin jabki wahabiyat se ikhtleaaf furui to hai hai par usooli/aqeedy me bhi hai.....

      اقتباس
    isi liye na ke Imam Abu Hanifa nahin mantye, yaani meri baat sahi hai Usool-e-Karkhi ke mutabiq "agar koi Hadith ya Ayat Qol-e-Imam ke mukhalif ho to us aayat ya hadith to mansookh samjha jayega or Qol-e-Imam ko rajeh"

     

    iski tashreeh kary ki aap kya ilzaam lagana chahty hain...?

     

      اقتباس
    jahan tak ye zikr ke Hanafi Ulama ne jo fatiha ke wajoob ka iqrar kia hai wo sab sofi thye ya hanafi they to humarye silsilye main hujjat nahin....... to janabe man main kab keh raha hon ke wo humarye liye hujjat ahin, main to ye keh raha hon ke janab wo bhi aap ke hi hum maslak hain lakin wo mantye hain, and aap bhi un ki hi mantye hain... lakin wajoob-e-fatiha se phir bhi inkar?? kia ye hat dharmi nahin.......

    aapki larai wajoob ke liye hai ya farziyat ke liye :lol: .....

     

      اقتباس
    humarye liye Quran phir Hadith phir Aqwal-e-Sahaba (ra) phir is ke bawajood koi nas na milye to aqwal-e-Taabaenn and....
    Humny QURAN bhi paish kiya Hadees bhi Aqwal E Sahaba BHI par tumny kya kiya....?

      اقتباس
    un ke manne walye hi kafi hain

    [achcha abhi tak to tum GM ka nara tha ki Humary liye Allah hi kafi hai....jo Ambiya owliya ko kaafi many wo Mushrik ho jata tha...aaj ye shirk ka irtekaab kyu?

  12.   Abdulsalam said:

    (bis)

    (salam)

     

      اقتباس
    Janab Ya Mohammadah sahib,

    jesa ke main ne is post main Goth Qutub ke tareef bayan ki hai jo ke aap ke hi mashoor kibaon se iqtibas shuda hai, jis main ye bhi kaha gaya hai ke Baqool Goth sahib ke "MAIN MEHFOOZ HON" (jub ke hum to ye mantye hi nahin ko unhon ne khud ko kabhi goth kaha ho ya woh wahi tabhi kahi ho jo barelvi and deobandi ulama ne us se mansoob kar rakhi hai)

    to phir un ki kitab main kisi ka dakhal karna kia un ki shan ko ghatana to nahin..... jab ke aap ke nazdeek goth sahin abhi tak zinda hain..ab un kia ye nahin chahiye tha ke apni (mafooq-ul-Fitrat, takweeni taqat) taqat se is ko bachatye ya phir un tamam kitabon ko khatam kerdetye ya phir kisi tarha us ka rad kartye???? kia is silsilye main aap ke KHOABON KO SHARIAT KA DARJA DENYE WALYE HAZRAT KE KHUAB BHI KHAMOOSH HAIN???

     

    Bus ab aap jaisy Ahle ...ha..eeso se aisy hi aitraaz ki ummed thi...is bakwaas ko parh kar koi Tajjub bhi nahin ki ye koi nai mughallazaat nahin jo pehli baar aapny baki ye bimari koi nai nahin jo aapki rago me dor rahi hai balki ye bohot purani bimari hai jo aapko apky jad-e-Amjad se mili hai jo is tarah ke beja aitraaz karky Ambiya or owliya Allah ke ikhteyaraat par sawaal karky apny imaan ko barbaad kar dene ke mutaradif hai....

    1.GIF

    Mohammad bin abdul wahab ne apni lathi le kar ek oont ko kaha ki dekho me Mohammad (saw) ka wasta isy de kar kehta hu ki uth ja par ye nahin utha...ab me apni lathi se is oont ko hankta hu...jis se oont utha gaya....phir usny ye bakwaas baki jo mene upar quote ki hai...iska behtreen mu torh jawab usi ke bhai Shaikh Suleman Bin Abdul Wahab ne diya ki agar tu aisy aitraaz karta hai to phir me kehta hu ki le Allah (jallah) ka naam or phir keh is oont se ki uth ja Allah ke naam par kya oont uthega...? nahin na ab le isi lathi ko or haank oont ko to ab bol ke Allah ke naam me bhi koi taqat nahin baki or teri ye Lathi Allah se zyada Taqatwar hai (MazAllah)...to kafir chup ho kar reh gaya...to janab Zurriyat e Mohammad bin Abdul Wahab aap phir ye batlayein ki kya aaj tak Quran e paak ki be hurmati nahin hui...? kya Quran e paak ko kuffaro mushriko yahoodi or Isaiyon ne Jalaya nahin..? or abhi kuch din pehly hi news mene parhi mail par ki Quran e paak ki fake copies, tehreef e quran karky publish kiya gaya hai to kya kahiyega phir aap Allah ki Qudrat par bhi aisi hi ungli utha dijyega...Allah samajhny ki toufeeq de..or yahan aik topic me dusry topic ko discuss karna rahy faraar se zyada kuch nahin jo aap qutub abdaal or owliya ke tasarruf or unky ikhteyaar ko lekat rony beth gaye hain...

     

    raha aitraaz un ref. ka jo sure fatiha imam ke peechy parhny ke qayal thy...to iska bhi jawab aapko saeedi bhai ne raseed kar diya par aap parhny ki zehmat uthyaein to kuch aql me aaye bhi..

    1.JPG

    2.jpg

     

     

  13.   Abdulsalam said:

      اقتباس
    (bis)

     

    Qutub ki tareef.............

    Lehaza kia ye ho sakta hai ke aik kitab jo ke un se hi mansoob hai us main kesi ghalati ya koi aur kesye us main dakhal kar sakta hai???…. Changes kar sakta hai???

    Jab aap ke peeran-e-Peer ye kehrayhye hain ke (ahl-e-Hadith) namaz ye hi sahi to phir inkar ki waja…..?

    Sochain……………………..!

    Asslam-o-Alekum

     

    Abdul Salam

     

    Janab Abdul Salam tumhy ghuniyat ultaliben par pehly hi jawab diya ja chuka hai kyu beja apni or humari energy waste karty ho...

     

  14.   mufti-e-azam said:
    Rasool Allah (saw) Jab Mairaj Per Gaye Aur Kafiron Ko Bataya To Unhon Ne Iss Baat Ka Mazzaq Urraya k Koi Shaks Asmaan Ki Sair Karay Ahle Sunnah Hazrat Abu Bakar Ko Sadeeq Iss Liye Kehtay Hain K Unn K Mutabiq Unhon Ne Gawahi Di K Rasool Allah (saw) Ne Jismani Mairaj Ki...Chalein Aik Minute K Liye Yeh Baat Maan Letay Hain K Woh Sadeeq Ho Gaye Magar Sahih Bukhari K Hashiya Mein Likha Hai K Hazrat Ayesha Ka Aqeeda Tha K Mairaj Rohani Hui Thi..Ab Aik Baat Ka Iqrar Kernay Wala Sadeeq Hua Aur Ussi Baat Ka Inkar Kernay Wali Sadeeqa Hui..Yeh Kaisay Ho Sakta Hai ??

    Aik Na Aik To Ghalat Hai..Sadeeq Ya Sadeeqa..Ab Aap Batao K Jhoota Kon Hai ??

     

    Hazrat Abu Bakr (ra) ko Siddiq sirf hum apny dil se nahin kehty balki Quran ki taeed isy Hasil hai...or gawahi humary ghar se nahin Rafziyo ke ghar se saboot....

    Abu Bakr Siddiq hain

    fatwa.gif

×
×
  • Create New...