Jump to content

Ghulam-e-Ahmed

اراکین
  • کل پوسٹس

    18
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Ghulam-e-Ahmed

  • Birthday 08/08/1980

Ghulam-e-Ahmed's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. zahir hai, apnay badon per lagay ilzamat ko radd nahin ker saktay to yeh be-charay isi tarah jhainp mitaeinge aur koshish karenge keh doosron ko kisi bhi tarah is taraf hi rakkhain takeh in ki bachat ho sakay...
  2. I.T.Taaleem se mujhy bhi chand roz k liye ban kya gaya tha kyun keh mein ne Rasheed Gangohi ki tehreer post ki thi jis mein us ne apni Itba'a mein Nijaat ka zikr kya hai, yeh log Haq goee bardasht nahin kertay, aap jhootay hi agar in k ulema ki shaan Nabiyon se bhi badha chadha ker likh dein to us post ko delete kerna to door ki baat hai, tehqeeq kernay ki bhi koshish nahin kareinge aur aage bhi badha dainge aur aap k shukriye ki posts ki bharmar laga deinge aur aisi post ko sub se ooper rakhney k liye taqreeban roz koi na koi Reply karega... heelay bahanay se. Saeedi Sahib, ALLAH aap ko Jaza-e-khair ata farmaey, aur be-shumaar kamyabiyan - aameen.
  3. HAQEEQAT CHUP NAHIN SAKTI BANAWAT K USOOLON SE... mein ne donon nuskhay dekhay hain, in ki niyyat kuch bhi ho laiking yeh intihai ghanauni koshish thi keh ALLAH apnay piyare Habib k zikr-e-mubarikah ko buland ker raha hai yeh log koshish ker rahay hein keh ALLAH ka muqabila kertay huey AAP k zikr-e-mubarikah ko kam se kam karein leikin zahir hai ALLAH se bhi koi jeet sake ga, nahin hergiz nahin. Wa-tu Izzu Man Tashao Wa-tu Zillu Man Tashao ALLAH hum sub k imaan ki hifazat farmaey - aameen.
  4. cousin mein thodi doori hai Bhai Bhai kahiye... Le Paalak to aik hi k hain. JAD DUL MUKHTAR, ALLAH AAP KO ZIYADA SE ZIYADA HIMMAT-O-ISTIQAAMAT AUR KAMYABIYAN ATA FARMAEY - AAMEEN
  5. ALLAH TA'ALA ne apnay PIYARE NABI (SallAllahoAlaiheWasallam) ya deegar Ambiya-e-Kiram (Alaihim-us-Salaam) ya Sahaba-e-Kiram (RidwanullahAlaihimAjmaeen) ya Auliya-e-Kiram (Rehmatullah-e-Ta'laAlaih) ya deegar nufoos ko kya ata kya?? kaisay ata kya?? kitna ata kya?? yeh sub wazeh tor per ya pooray tor per hum sub ko nahin bataya... humein bhi jo kuch pata chala AQAA Alaih-es-Salaam k tufail se, jitna bataya gaya utna hi pata chala hai. hum aisi baaton per kyun jhagartey hein jin k baray mein humein Qataee tor per ma'aloom nahin?? aap jis baat ko sahih samajhtay hein us per rahein hum ya doosray jin aqaeed per hein humein bhi un per rehnay dya jaey, kufr-o-shirk k fatway in Faroee ikhtilafat ki wajah se kyun? ya kisi per zabardasti kyun? farmaya ( mafhoom ) "jis k dil mein ra'aee k daaney k baraber bhi Imaan hoga us ko bhi Aap (SallAllahoAlaiheWasallam) dozakh se nikaal ker le aaeinge ALLAH k Izn se" (hawala Sahih Bukhari) ALLAH Ta'ala hum sub per rehem-o-karam farmaey - aameen.
  6. Assalam-o-Alaikum, mujhay kuch ziyada to maaloom nahin, laikin itna kahoonga keh Hamara Imaan us waqt kaamil hoga jab hum tamaam Quranor tamaam Sahih Ahadees ko puri tarah maaneingay, Firqay / Masalik isiliye janam le rahay hain keh Quran mein her aik APNAY maslak k mutabinq Aayatein nikalta hai or us ka hawala deta hai, isi liye hum yeh kehtay hain keh kisi per bhi Faroee Ikhtilaaf ki bunyad per koi Kufr-o-Shirkka fatwa nahin hona chahiye, hum aik doosray ko samajhnay ki koshish karein, niyyatein jaannay ki koshish karein, un k diye gaey Hawalon kopuri tarah study karein ta'akeh Haq baat tak pohonch sakein. her Zaeef hadees ko agar Zaeef keh ker chhod dein to phir Zaeef Ahadees ki darjah-bandi kiyun ki gaee hai?? taqreeban 41 Zaeef Ahadees k darjay hein, in sub ko aik hi darjay mein rakh diya jata keh yeh Zaeef hein lehaza yeh sub rejected hein... kuch hawalajat pesh kernay ki Jisarat ker raha hoon, leikin mein Debate nahin ker sakta.
  7. bohot shukrya, magar shayed mein sahih tor per request nahin likh saka, mujhey Qadyani ki us kitaab k scan page ki ( saath title page ) zuroorat hai jis mein saaf likhha hai KHATM-E-NUBUWWAT K MUAMLAY MEIN HUM NANOTVI SAHB K MASLAK PER HEIN, kya koi help ker sakta hai. yeh ibarat Arshad-ul-Qadri (R.A) Sahib ki kitab Tableeghi Jamaat mein bhi quote ki gaee hai. anxiously waiting for it.
  8. Remember Sag-e-Ahmad-Yar always create your separate thread for your request, do not use another one's thread to make your requests. STILL WAITING FOR WHAT I REQUESTED, PLZ HELP.
  9. I need Qadyani's book scan pages with Title page ( if possible ) in which Qadyani mentioned that they are on the same belief as Qasim Nanotvi on Khatm-e-Nubuwwat, can anybody help me to find it, I will be much grateful. thanks n regards
  10. AE KAASH ALLAH MUJHEY ITNI TAAQAT ATA FARMATA AUR US KI "MASLEHAT" NA HOTI TO IN "INTIHAI GANDAY" LOGON KA QATL-E-AAM KERTA.... ALLAH HAMAREY IMAN KI HIFAZAT FARMAEY AUR HAMARA HISAB "GUSTAKHON" K SAATH NA HO - AAMEEN.
  11. Bohot hi Important aur Informative ( very much appreciable work ) Jazak-Allah-o-Khairun Kaseer... aameen yeh is liye nahin keh mein bhi aap ki tarah k aqaeed rakhta hoon balkeh mein Barelvi aqaeed rakhta hoon, yeh sirf is liye keh mujhay kafi dinon se in hawalaa jaat ki talash thi jo yahan mil gaeen. ALLAH ne ilm hasil kernay k liye koi qaid nahin lagai k kis se aur kahan se hasil karein sirf itna keh Positive no negetivity... waisy sirf itna kahoonga keh Barelvi hazrat ( ooper jo kuch post kya hai us mein se taqreeban - pura nahin ) jo kuch kehtay hein us per qayem hain Ahle Deoband ki tarah doghlay nahin keh Taqviyatul Iman aur is tarah ki doosry kitabon mein kuch or in kitabon mein kuch... ??
  12. file has been deleted or link not working... thanks anyway, i missed it.
  13. I need URDU KALAAM OF HAZRAT SHAH NIAZ (R.A.), if someone help me to find here or any where else , I will be much grateful... please help
  14. MOST PRECIOUS SHARING DO NOT HAVE ANY WORD FOR PROPER APPRECIATION...
×
×
  • Create New...