Jump to content

Lhr.Usa

Under Observation
  • کل پوسٹس

    79
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Lhr.Usa نے پوسٹ کیا

  1. Some one told the writer of this book is deobandi or Barelvi, if barelvi then why he wirte this book
  2. Lhr.Usa

    Aghanistan K Taliban

    Dear All, Please apnay comments karain. 1)- Kiya Aghanistan k Taliban Haq par hain. 2)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k baray main achi opinion rakhay uska kiya hukam ha. 3)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k barey main buri opinion rakhay uska kiya hukam ha. 3)- Kiya Afghanistan k taliban ho hain jo Imam Mahndi ki madad ko jain gay. jaisay k mainy Sunna ha k Kharasan say lashkar madad k liya jayga. NOTE: esmain pakistan k taliban co na involve kiya jay. Please apni apni ray dyna. aur jawab to the point ho.
  3. It will be good if you will also send an email to javiad Ch.
  4. Lhr.Usa

    Must Read, Kalam By Javaid Ch. Express News

    Must Read, Kalam by Javaid Ch. Express news
  5. Magar many tou kuch nahe pucha, ap k jawab k baad kuch lekhna chah magar munasib nahe samja, esliya sab edit kardiya
  6. Ye Moulana Syed Ayub Ali wo hain jis k tazkara Tizkara Akabary Ahle sunnat book main ha. aur jo Mada-e-Al Hazrat poetry book k musanaf b hain.
  7. Khalil Rana and Mr. Saeedi, thanks to both of you. AP nay haq waziya kardiya es mamlay main. aur jahan tak mairi information ha. Mufti Shafi wala hawala b ghalat ha jis main unhoon nay Ahmed Raza Khan ki book ki tarfi ki ha
  8. Usman sb, aik baat tahreer kardain, k kab tak deoband main khatam hota raha tha, aur kab pir Syd Hussain wohan par student thy. with dates 1) Kiya jis deobandi nay sannad ata ki thi wo uswakat b khatam delwatay thay. AUR unkay aqeed barelvi walay thay yan deoband waly 2) Kiya Qasim Ali Nanotavi b khatam delwatay thay. Agar sirf khatam dilwanay say banda barelvi hota ha tou phir Allah he hafiz ha baki jo marzi karo magar khatam kiya tu barelvi warna deoband??? Hawalay k liya deoband ki book k scan post kijia ga Mairi batoon ka bura namanana, ye sawal esforum par majood sab k mind main atay hongay. main na pochta tu koe aur question kardayta. lehaza tehkeki mind say reply karain thanks
  9. saeedi sahab, main jo samja hoon wo ye ha k jis ka mainy jawab manga tha i mean scan copy wo sab kuch jali ha. then y syberite nay kun ghalat bola aur ye post ki
  10. Mr. Usman Agar ap jawab na deytay tu acha tha. 1)-Sari dunyan janti thi k darul uloom deoband kis ka ha, YE AP NAY KIYA JAWAB DIYA 2)-Pir Sahab nay kab takfir farmae mainy nahe pucha 3)- Aik student nay apni study complete karli magar usko pata he na chalay k ye ghustakh hain, ye ham sab janana chahain gay k ye kaisy mumkan ha. es ka matlab ye howa k jitnay b student deoband say faragh hotay hain unko kuch pata nahe hota jab tak unko koe dosara na batae. ap k jawab sy aik baat aur mairy mind main I ha k agar deoband ki ebarat k masla na ho tou deoband k ulma say parnay main koe harj nahe. wo han say parnay wala b pak sach musalman hota ha. Yaar pls Usman sahab kici aur ko jawab dynay dain. mairi baat k bura na manana. jawab wo hona chahea jo dil ko b lagay.
  11. Please some one answer of below, ye wo question hain jo shahyad ham sab k zehan main atay hain. 1)-Pir Jamat Ali Shah sahab Nay apny bety ko darul uloom deoband study karnay k liya kun bayja kaya unki nazar main koe dosary jamiyan nahe tha.? 2)- AP kay betay ko during study pata na chalay k ye gustakh hain.? 3)- Jitni time wo darul uloom deoband parta rahay kiya tab tak wo moman thy? Ghustakhay Rasool say parnay wala muman hosakta ha jab tak wo tajdeday iman na kar lay (do not have word to explain what to say this term)?? 4)- Aur jo ap nay masal di ky jaisay aj kal har kisam k Teachers say bachy partay hain Yaar ye dunyavi taleem ha-----. Agar barelvi student Deoband yan wahabi say parlain kuch muzaika ha yan nahe. AGAR HA TOU KUN aur tab kun na tha baki question baad main.
  12. Syberite: do not mind but RAAT GAE BAAT Gae. mujy aj tak ye hawla ka scan koe nahe dysaka main espacially esliya es site par aya tha k shayad ap provide kardain. magar---------------------. mainy aur b sites par esko manga magar kisi k pass eska scan nahe. mainy aik dost ko es k masla par tahkeek ka kaha ha agar kuch milla tou must share karoon ga
  13. kissi book k page he scan kar k laga dain, koe dosara member k pass agar esa mawad ha tou pls upload kardain.
  14. Lhr.Usa

    Ba Nama Saeedi Sb

    Saeedi Sb, Agar ap ko bura na lagay tou pls kissi mustanad books say kissi insan par fatwa laga nay k asool post kardain. Uski ibarat par, uskay masail par
  15. Syberite sb many ye reminder diya ha. ap bool tu nahe gay k ap nay kuch post karna ha.
  16. Alsaifia, Ji main b umed kartain hoon Syberite jald he kuch jawab dayn gay. es ko mairi taraf say yad dehani b samaj saktain hain. ap ke aik baat correct kardoon ye reference mairy clg Attari Sb nay diya tha aur jab mainy ye baat agay count ki tou muj sy scan copy mangi magar Attari sb provide na karsaky. wo Dawaty Islami k sargaram rokan hain aur unko sab kay samnay sharmindgi uthana pari aur mujy us ki baat par yakeen karnay ki waja say baatain sunna parin. Mujy en 2no scan ki zarurat ha. apny hawala jat k liya b aur kuch aur logoon k liya b
  17. syberite, Aik deoband ka kahna ha, Qiyamat ay sakti ha but Anwar Shah Kashmiri k ye scan page nahe. pls do it hurry. Hammayy aik Attari bahe pahly he sharam shar ho chukay hain aur many b es par batain suni hain
  18. Attn: Mughal Ye jo alfaz ap nay post kia, aur deoband alam ka fatwa b diya kia barelvi ulma ka en alfaz kay baray main b ye he fatwa ha
  19. Pir Mahr Ali Shah Sahab ka deoband And Wahabi k mutalak ki aqeeda tha. kici book ka hawla darkar ha. pls upload kardain
  20. agar ap ko mara behaviou rude laga then i am sorry.
  21. Hazrat mujy bus scan page required hain nore more talk about others, i will wait your reply. mujy b jaldi nahe.
  22. Muhtaram Sybrite, Mujy yaad nahe parta k main koe DVD yan CD Rab Nawaz hanfi ki dekhi ho yan suni ho, han bedehani main agar kabi samnay agae ho tu kuch kah nahe sakta. mainy es ka scan esliya manga ha k mairy aik Attari dost nay b ye reference qoute kia tha approximately 2year before magar jab ham say kissi nay scan page manga then Attari bahe pesh na karsakay aur kuch time manga phir raat gae baat gai kabi es topic pay baat he nahoe. ap ki post par kar phir yaad aya tou scan managa tha. Mujy es scan say gharz ha sirf nakay Rab Nawaz Hanfi ki kissi DVD CD say. aur ap khud kun baat nahe kartay Hanfi sahab say es mamlay main. thanks
  23. sybrite, Jo ap nay hawala jat qout kia ha oski scan copy be upload karain. deoband walay Anwar Shah kashmiri aur Fatwa darul olom deoband Original Scan kay beghair koe baat kabalay qabool nahe hoti. shukariya
×
×
  • Create New...