Jump to content

nasirb786

اراکین
  • کل پوسٹس

    56
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ nasirb786 نے پوسٹ کیا

  1. ab daikhain inkay leyee koon say khanay haram hain aisay khanay jis par Allah ka kalam parha gia hoo quran e pak ki ayat parhi gayee ho nauzbillah aisay khanay inkay leyee haram hain ab wahabyo batao aisay khanay jis quran parha gia hoo or doosri taraf aisay khanay jis par shirkiya alfaz hindu ki pooja paat wala bhajan parha gia hoo dono main say koon say kahanay kahana pasand karoo gay? jo muslims apnay mahnat haq halal ki kamai say pani ki sabeel lagatay hain muharam ul haram main wo in kay leyee sab najaiz o haram hain ab batao hindu kay sood ki kamai tu khaa kar dakar nahi martay wo jaiz or muslims ki mahnat haq halal ki kamai say lagayee janay wali sabeel najaiz wah ji wah bara insaf kia apkay mufti sahab nay. haqeeqat haal ye hai kah inkay halaq say he halal cheezain nahi utarti
  2. acha sirf kawa hi nahi Khatay balkay Hindon ki Soodi kamai say lagaya janay wali pani ki sabeel say pani peena bhi inkay leyee jaiz hai or hindu kay haan jo tahwar hotay hain holi dewali jis main baqaida hindu pooja paat kartay hain or apnay bhagwano kay name laitay hain or kuch jantar mantar parhtay hain jo mukamal yaqeenan shirk par mabni hotay hain aisay khanay in logon kay leyee jaiz hain.
  3. mairay bhai is tarhan hal nahi nikla kartay aap ye lambi lambi post karnay kay bajayee jisay parhnay main bhi kafi time lagay or os kay jawabat dainay main kafi time lagay aap 2 the point chaloo. aap agar mufti nahi tu apnay mufti sahiban kay paas jao or on say kahoo imam e azam nay qaseeda e nouman main yoon farmaya or shah wali ullah mohadis dahlvi nay yoon kaha etc. jo yahan paish hoo chuka hai or sheikh abul aziz mohadis dahlvi nay madad kay matlab ko bhi samjhaya hai kay kaisay jaiz hai onki abarat apnay mufti sahibaan kay pass lay jain or on say poochain kah ye loog is aqeeday kay tahat mushrik howay ya nahi. simple si baat hai aap nay jo quran e pak ki ayat e muqadsa paish ki oski tafasir kisi mustanad mufsir say bhi paish karain khud hi samjah jao gay.
  4. ye tu bohat hi hiran karnay wali post kar di aap nay deobandi tu cheekhtay rahtay hain sabaz imama par or khud pahntay hain MashAllah
  5. Asalam o Alikum Wr Wb Yaar aik simple si baat hai kay jhoot aik aib hai or Allah azwajal har aib say paak hai yehi hamara aqeeda hai or joo loog ye samjhtay hain nauzbillah min zalik kay Allah jhoot bool sakta hai onkay nazdeek Allah azwajal ki zaat e paak bhi nauzbillah min zalik aib daar hai. paglo Allah hai hi wo jo har aib say paak hoo wo rab kaisay ho sakta hai jo aib daar hoo. Allah Hafiz
  6. Aslam o Alikum Main sirf in wahabyon say ye poochna chahta hoon 6 pages par jin Sahaba karam or mohadaseen e karam ka zikar kia gia kia ye sab mushrik thay? (Nauzbillah) kia inhain Haqeeqat or Majaz ka fark maloom nahi tha or kia ye Nabi e Pak sallaho aliah waslam say madad ye samjah kar mangtay thay kah Allah agar na chahy bhi tu ye madad kar saktay hain? kuch hoosh kay nakhun loo or pahlay in mohadseen e karam par shirk kay fatway laao. shirk tu sab kay leyee shirk hai chahye wo koi bhi karay. in sab ahadees e mubaraka or aqwal e mohadees ko jantay tu hain magar mantay nahi kyn kah ye ahadees inkay aqaid kay mutabik nahi. bahas on ahadeees kay ravion par honi chahyee thi kah ye ahadees sahih hain ya nahi yahan loog apko ahadees e mubaraka or muhadees kay aqaid bta rahay hain or ye murghay ki aik taang nahi ye ghalt hai bahi onhon nay jo ahades paish ki hain onka rad tu lao. phir baat agay chalay Allah Hafiz
×
×
  • Create New...