wahabi jaga jaga yei ilzam lagatay phir rahay hain sunnio ki kitabo mai gustakhiya likhi hain syedi Bayazeed bastami kay leay bhee wo yehi bakwasat kartay phir rahay hain kay is par gustakhi ka fatwa lagaya jaiay jis mai yei aqwal un ki taraf mansoob kar rahay hain ..
1. Nabi alahisSalam ki gustkahi
Maira jhanda Nabi alahisSalam kay jhanday say bara hai
2. Rab ko daikhnay ka jhota dawa hazrat ki taraf mansoob kia gaya / Moosa alaihisSalam ki gustakhi
Rabb ko 2 martaba daikha (jab kay Moosa alaihisSalam ko mana hogaya tu yei kaha say daikh lia gaya)
3. Khuda ki aur Kaab