As Salamo alaiqum hazrat....
eid e milad un nabi.sallallahu taala aleh v sallam ka mahina jaise hi ata h vaise hi shaitan k chele tarah tarah ke waswaso aitrazato ki barish kr dete hai...
inme ek aitraz aisa bhi h ki sahaba ne milad manaya tha kya...?
ispr sunni ka jwab hota h. sahaba ka kuch na karna kab se dalil ban gaya..
balke millad musthb aur mubah amal k sath manaya jata. h.. iske haram hone ki kya dalil hai..
to ispr deo k bande aur gair k muqllid.. kahte h ki..
alahazrat ne apni kitab gaibana janaze ki namaz jaiz nahi me ye usool dia h ki jo nabi na kre vo jaiz