کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'nafa'.
-
Hajr e Aswad aur Hazrat Ali ki Hadis ka hawala aur scan darkar hai
اس ٹاپک میں نے Gyasuddin Quazi میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Asalamo Alaiqum Hazrat. mujhe ek hadis ka hawala aur scan darkar hai jiska mafhoom kuch is tarah hai ki Hazrat umar hajre aswad ke bare me kahte hai ke tu sirf ek pathar hai kisi nafe nuqsan ka malik nahi jise sun kar hzrt ali ne frmaya ke ye qyamat k roz shafaat krke nafa pahuchayenga. is ke mutalliq kuch hawale net pr mojud hai lekin vo mai dhoond nahi paya jaise ke. -Thirmidhi, an-Nasai, al-Baihaki, at-Tabarani and al-Bukhari in his History Ghaniatul Talibeen, Abdul Qadir Jilani, Urdu Edition, page 534, published by Maktab-e-Ibrahimia, Lahore, Pakistan Sunan Ibn Majah Baab Istilaam ul Hajar Hadees no 2944 Sunan At Tirmizi Baab Maa Jaa'a fil Hajar al Aswad Hadees 961 Musnad Ahmad Hadees no 2216 Al Mustadrak Alas Saheehayn Hadees no 1723 maine kuch ek hawale chek kiye lwkin usmw hazrat ali wala portion mujhe nahi mil rha hai.. Baraye mehrbani is hdis ka proper hawala aur scan dal de . jazak Allah khair.- 2 replies
-
- hajre aswad
- hajar e aswad
-
(and 5 more)
Tagged with: