Jump to content

Gyasuddin Quazi

اراکین
  • کل پوسٹس

    4
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Gyasuddin Quazi

تازہ ترین ناظرین

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

Gyasuddin Quazi's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Asalamo Alaiqum Hazrat. mujhe ek hadis ka hawala aur scan darkar hai jiska mafhoom kuch is tarah hai ki Hazrat umar hajre aswad ke bare me kahte hai ke tu sirf ek pathar hai kisi nafe nuqsan ka malik nahi jise sun kar hzrt ali ne frmaya ke ye qyamat k roz shafaat krke nafa pahuchayenga. is ke mutalliq kuch hawale net pr mojud hai lekin vo mai dhoond nahi paya jaise ke. -Thirmidhi, an-Nasai, al-Baihaki, at-Tabarani and al-Bukhari in his History Ghaniatul Talibeen, Abdul Qadir Jilani, Urdu Edition, page 534, published by Maktab-e-Ibrahimia, Lahore, Pakistan Sunan Ibn Majah Baab Istilaam ul Hajar Hadees no 2944 Sunan At Tirmizi Baab Maa Jaa'a fil Hajar al Aswad Hadees 961 Musnad Ahmad Hadees no 2216 Al Mustadrak Alas Saheehayn Hadees no 1723 maine kuch ek hawale chek kiye lwkin usmw hazrat ali wala portion mujhe nahi mil rha hai.. Baraye mehrbani is hdis ka proper hawala aur scan dal de . jazak Allah khair.
  2. KILK E RAZA SAHAB Asl me yha thoda sa confusion hai. JA AL HAQ ME LIKHA HUA HAI KE NISYANAN GUNAHE QABIRA AMBIA SE SADIR HO SAKTE HAI.. fir Likha hua hai ke AMBIA SE NISYANAN SAGIRA GUNAH BHI SADIR HO SKTE HAI . apne fir MUFTI KHALIL AHMAD ALEH RAHMA KE HAWALE SE LIKHA KE. لہٰذا پیغمبر سے گناہ کبیرہ کا صادر ہونا ناممکن و محال ہے kya apko nahi lagta ye sari bate aps me contradict kr rhi hai.. agr gunahe kabira paigambar se muhal hai to ja al haq ki vo ibarat jisme likha hai ke nisyanan gunah ambia se bhi sadir ho skte hai uske khilaf nahi honga ? bhale hi bhul se ho hone ka imkan ka iqrar to hai aur mufti khalil sahab is gunah ko namumkin man rhe hai yane imkan k bhi qayil nahi hai .. YA FIR MAI HI BAT NAHI SMJHA ? NISYANAN yane BHUL SE AMBIA KA GUNAH KRNE KI JO BAT HAI uski koi dalil ya muhaddis ka qol ya salf salehiin ki koi wajahat to zrur hongi jo ja al haq ki ibarat se milti hongi use bhi share kare. aur jo apne kaha ke wahabi bhul se huee bato ko base bana kr ambia ko gunahgar samjhte hai uske bhi hawale hoto zrue share kre .. jaise adam ale salam par shirk ki tohmat jo lagayee kitabut tohid me isk ilawa koi aur hoto vo bhi bataye...
  3. As salamo Alaiqum hazraat. kisi ne aitraz kia hai ke JA AL HAQ me Ambia ko nisyanan gunahe kabira o sagira ka murtaqib mana gaya hai. maine ja al haq me aisi ibarat pdi hai jo isse milti julti hai. ambia kiram kis trh gunah kr skte hai jab ke ham sunni ambia ko masoom mante hai.. aur bhuul kar gunaah karne ka aqeeda chahe sagira hi kyu na ho kya ye kisi dalil se sabit hai..? kya ye gustakhi nahi ? ummid hai is aitraz ka jawab jald se jald dekar confusion dur kia jayenga.. jazakAllah...
×
×
  • Create New...