Ali naqsbandi 0 Posted July 9, 2010 Report Share Posted July 9, 2010 Quote Link to post Share on other sites
Ghulam E Mustafa 51 Posted July 9, 2010 Report Share Posted July 9, 2010 JazakAllahu kheira Quote Link to post Share on other sites
Qadri 3 Posted July 10, 2010 Report Share Posted July 10, 2010 ASALAM-O-ALIKUM bhai hadees ek hay tarjume do hain ??? HAZRAT ABU ZAR RADI ALLAHUANHU NAY SAY MARWI HAY FARMATE HAIN MAIN NAY RASOLLAH SALLALLAHU ALYHE WASALM SAY SAWAL KIA K APP NAY APNE RAB KO DEKHA HAY ?? APP NAY FARMAYA WOH NOOR HAY MAIN NAY IS SAY DEKHA HAY ((MUSLIM SHARIF KITAB UL EMAN ))) AB MASLA YEH HAY K MUJY YEH HE HADEES WAHABI NAY DEKHAI TO TARJUMA CHANGE HAY ???? WO HAY HAZRAT ABU ZAR RADI ALLAHUANHU NAY SAY MARWI HAY FARMATE HAIN MAIN NAY RASOLLAH SALLALLAHU ALYHE WASALM SAY SAWAL KIA K APP NAY APNE RAB KO DEKHA HAY ?? APP NAY FARMAYA noor ko main kesay dekh sakhta hoon ((SAHI MUSLIM SHARIF KITAB UL EMAN HADES NO 261 ))) BHAI KOUN SA TARJUMA SAHI HAY ???? PLS REPLY Quote Link to post Share on other sites
Ali naqsbandi 0 Posted July 11, 2010 Author Report Share Posted July 11, 2010 bhai app hadees kay tarjumay main q uljhay ho Quran utha or dekho Suray Bani Israel or suray Najam ok Insha Allah app ko apnay sawal ka jawab mil jay ga or in dono tarjumoon main sahi tarjuma pehla wala hai Quote Link to post Share on other sites
Qadri 3 Posted July 18, 2010 Report Share Posted July 18, 2010 janab ager mehraj ki raat Rasollah nay ALLAH Ko dekha tha to phir hazrat aisha ra kiyon farma rahe hain k us nay jhoot bandha ??? kia yeh waqiya mehraj say pehly ka hay ??? ager hay to plz sabit karin mujy hazrat aisha wali riwayat ka complite jawab chahiye ??? in ki farmane ki waja kia the ?? plz hawalt k sath jaab dein jazak ALLAH fast reply pls Quote Link to post Share on other sites
Eccedentesiast 396 Posted July 18, 2010 Report Share Posted July 18, 2010 janab ager mehraj ki raat Rasollah nay ALLAH Ko dekha tha to phir hazrat aisha ra kiyon farma rahe hain k us nay jhoot bandha ??? kia yeh waqiya mehraj say pehly ka hay ??? ager hay to plz sabit karin mujy hazrat aisha wali riwayat ka complite jawab chahiye ??? in ki farmane ki waja kia the ?? plz hawalt k sath jaab dein jazak ALLAH fast reply pls Qadri sahib is hwalay say tmam sboot aor etrazt-o-jwabat yahan mulahiza farmaeay http://www.islamimehfil.info//topic/10299-%D8%AF%DB%8C%D8%AF%D8%A7%D8%B1-%D8%A7%D9%84%DB%81%DB%8C-%D8%A7%D9%88%D8%B1-%D9%86%D8%A8%DB%8C-%D9%BE%D8%A7%DA%A9-%D8%B5%D9%84%DB%8C-%D8%A7%D9%84%D9%84%D9%87-%D8%B9%D9%84%DB%8C%DB%81-%D9%88%D8%B3%D9%84%D9%85/ Topic parheay ga zroor Quote Link to post Share on other sites
Ali naqsbandi 0 Posted July 19, 2010 Author Report Share Posted July 19, 2010 Qibla ye Mairaj say Qabl ki Hadees hai Quote Link to post Share on other sites
Qadri 3 Posted July 20, 2010 Report Share Posted July 20, 2010 Qibla ye Mairaj say Qabl ki Hadees hai bhai Jab nabi pak ko mehraj hue the us waqat hazrat aisha ki Umar 2 ya 3 saal the to yeh kesay posible hay k Woh mehraj k bary main bayan kar rahe hoon ??? Quote Link to post Share on other sites
Eccedentesiast 396 Posted July 20, 2010 Report Share Posted July 20, 2010 bhai Jab nabi pak ko mehraj hue the us waqat hazrat aisha ki Umar 2 ya 3 saal the to yeh kesay posible hay k Woh mehraj k bary main bayan kar rahe hoon ??? Bhai jwab parhna nhi hota to suwal kr kay hmara aor apna waqt kion barbad krtay ho?????????????????????????????????????????? link dea to tha aap kay ETRAZAT kay jwabat ka urdu parhna nhi aati ya parhnay ka dil nhi krta ??????????????? ya etraz braye etraz ka shoq hay??????? Quote Link to post Share on other sites
Ghulam E Mustafa 51 Posted July 20, 2010 Report Share Posted July 20, 2010 and btw why this thread is in Islami Hansi Mazaaq ? Quote Link to post Share on other sites
Qadri 3 Posted July 20, 2010 Report Share Posted July 20, 2010 mu sambal kar baat karin app samjhe jawab dena hay to do warna khamosh raho zada hero bande ki zarorat nahi hay ok Aur wesay bhi main ALI Naqshband say baat kar raha tha ..app say nahin...Aur rahe baat Hazrat Aisha ki umar ki to jo link app nay diya hay is main nahi hay K mehraj k waqat in ki Umar 2 ya 3 saal the ?? us link main is pe behes nahi hue ok So andha Soch samjh kar bolna ok Quote Link to post Share on other sites
Eccedentesiast 396 Posted July 20, 2010 Report Share Posted July 20, 2010 Aap ko Umar say gharz hay ya jwab say??????????? Aapka jwab mukammal whan dea ja chuka hay . laikin aap ko parhnay parhanay say matlab nhi hay , wrna dobra aesay suwalat na krtay Ager aapnay jwab parha hota to Ali Naqshabni ki bhi rehnumai krtay darasal aap nay yeh khail kaafi arsay say start kr rakha hay k suwal kr detay hain aor jwab dea jata hay tab bhag jaatay hain aap ko pehlay bhi aik do threads main jwab dea gya laikin aapnay parhna gwara naheen kia ....aik screen shot attach kr rha hoon sab dekh sktay hain Turra yeh k is kay bad bhi jnab nay hmaray , sag-e-madinah k deay gaye links ya CHISHTI sahib ki post ki gayi kitab ko parhnay ki takleef gwara nahi ki Quote Link to post Share on other sites
Ali naqsbandi 0 Posted July 20, 2010 Author Report Share Posted July 20, 2010 Quote Link to post Share on other sites
Qadri 3 Posted July 21, 2010 Report Share Posted July 21, 2010 usman razwi main pehly bhi likh chuka hoon k jo mera sawal hay us ka complite jawab nahi diya gaya ...hazrat aisha ki umar 2 ya 3 saal the mehraj say pehly ..? is baat pe behes nahi hay app k link main ...meri jis say behes ho rahe hay woh bass hazrat aisha ki hades ko ley kar betha hay .jabhi main hazrat aisha ki age conform kar raha hon ager is pe mujy kuch info de jay to main usk a mu he chup kardon....humary ullma 2 baaten karte hain k hazrat aisha nay quran ki ayat say ijtehad kia hay k koi ankh mera ihata nahi kar sakhte // aur 2 jawab yeh bhi dete hain k us waqat to hazrat aisha ki umar 2 saal the ??? aur imam qazi hambali kehte hain k shayad us waqat to hazrat aisha pedha bhi nahi hue then ???? ab app khud batao jatne jawab ho gay ullma k ?? jabhi mujy hazrat aisha ra k umar k mutaliq jawab chahiye aur mera maksad bhi yeh he tha post karne ka ok allah hafiz Quote Link to post Share on other sites
Ayesha Fatima 5 Posted October 18, 2015 Report Share Posted October 18, 2015 Qadri sahib is hwalay say tmam sboot aor etrazt-o-jwabat yahan mulahiza farmaeay http://www.islamimehfil.info//topic/10299-%D8%AF%DB%8C%D8%AF%D8%A7%D8%B1-%D8%A7%D9%84%DB%81%DB%8C-%D8%A7%D9%88%D8%B1-%D9%86%D8%A8%DB%8C-%D9%BE%D8%A7%DA%A9-%D8%B5%D9%84%DB%8C-%D8%A7%D9%84%D9%84%D9%87-%D8%B9%D9%84%DB%8C%DB%81-%D9%88%D8%B3%D9%84%D9%85/ Topic parheay ga zroor Bhai apka dia huwa link open nai horha mujhe asal main ye bt pta krna thy k kia Nabi Hazrat Muhammad Sallalahu Alaihi Wassallam ne Allah ko apni ankho se dakha ya nai? JESA k Hazrat Ayesha Razi Allah Anha ne farmaya k Jo shakhsh ye kahe k Allah ko Nabi Hazrat Muhammad Sallalahu Alaihi Wassallam ne dakha h to us ne jhut bola.is ka jawab chahiay Quote Link to post Share on other sites
AqeelAhmedWaqas 228 Posted October 18, 2015 Report Share Posted October 18, 2015 (edited) Bhai apka dia huwa link open nai horha mujhe asal main ye bt pta krna thy k kia Nabi Hazrat Muhammad Sallalahu Alaihi Wassallam ne Allah ko apni ankho se dakha ya nai? JESA k Hazrat Ayesha Razi Allah Anha ne farmaya k Jo shakhsh ye kahe k Allah ko Nabi Hazrat Muhammad Sallalahu Alaihi Wassallam ne dakha h to us ne jhut bola.is ka jawab chahiay منبہ المنیۃ بوصول الحبیب الی العرش والرؤیۃ ۔۔۔۔ سیدی اعلیحضرت کا رسالہ.pdf ............................ http://usmantube.com/watch/dS5EuZ2p6hY/hazrat-aisha-radiallahuanha-ki-hadees-aur-rasulallah-ka-meraj-ki-raat-allah-ki-ziyarat-karna.html ............................ ............................ ............................ ............................ ............................ ............................ ............................ Edited October 18, 2015 by AqeelAhmedWaqas 1 Quote Link to post Share on other sites
kashmeerkhan 54 Posted October 19, 2015 Report Share Posted October 19, 2015 (jazakallah) Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.