Munsif مراسلہ: 30 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2014 السلام علیکم۔ مہربانی کر کہ مجھے یہ بتا دیں ، کہ دیو بندی اور وہابی میں کیا فرق ہے۔ اسمعایلی اور بوہری کیا مسلمان ہیں۔ اگر ہین تو کس امام کے پیرو کار ہیں اہلے حدیث یہ کس امام کو مانتے ہین۔ امام حنبل اور امام مالک کے پیرو کار کیا پاکستان مین ہین۔ امید ہے اس سلسلہ میں میری رہنمائ کریں گے شکریہ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 30 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2014 On 30/9/2014 at 7:00 PM, Munsif said: السلام علیکم۔ مہربانی کر کہ مجھے یہ بتا دیں ، کہ دیو بندی اور وہابی میں کیا فرق ہے۔ اسمعایلی اور بوہری کیا مسلمان ہیں۔ اگر ہین تو کس امام کے پیرو کار ہیں اہلے حدیث یہ کس امام کو مانتے ہین۔ امام حنبل اور امام مالک کے پیرو کار کیا پاکستان مین ہین۔ امید ہے اس سلسلہ میں میری رہنمائ کریں گے شکریہ Wahhabi - Muqallid, Wahhabi Ghair Muqallid. Wahhabi Muqallid (yehni woh Wahhabi joh kissi Imam kee taqleed kartay hen) yeh doh type kay hen ek Hanafi (i.e. Deobandi) aur dosra Hanbali Wahhabi. Tawheed o Shirk kay masail per tonoon meh yaqsaniat heh jis ki waja say Deobandiyoon ko be Wahhabi tehraya jata heh. Hanafi aur Hanbali Wahhabiyoon meh farq yeh heh kay Deobandi Ashari/Maturidi nazriyat rakhtay hen aur Wahhabi Hanbali Ibn Taymiyyah kay mujassimi (yehni woh Allah meh insaani jism - yehni haath, pahoon, aankh mantay hen) nazriat kay qahil hen. Is kay ilawa be ikhtilaf heh magar khas yahi heh. Wahhabi Ghair Muqallid joh apnay aap ko Ahle Hadith kehtay hen yeh Khalis Wahhabi hen sirf Ahle Hadithi Wahhabi Taqleed ko Shirk samajtay hen is waja say in meh har kohi khud hee mujadid o mujtahid o Imam kay mansab par faiz hota heh aur joh ootpatang pasand ahay ussay ayn Islam batatay hen. Misal kay tor par ek Wahhabi maulvi behan/sister say nikkah ko jaiz samajta heh. Wahhabi Deobandi, Hanbali, Ghair Muqallid teenoon firkay Sunni Musalmanoon ko Mushrik/Kafir tehratay hen aur agar quwwat ho toh Sunniyoon ko gajjar mooli kee tera chooriyoon say zabiyah kartay hen. Deobandi Wahhabiyoon nay Pakistan meh Sunniyoon ka khoob qatal aam keeya heh aur kar rahay hen. Aur Arab mumalik meh ISIS jahan par Sunni millen zabiyah karti heh. Iraq meh joh khabr aahi heh us kay mutabiq inoon nay Ahle Sunnat kay 800 kay kareeb Ulamah ko is waja say qatal keeya keun kay woh Sunni hen. Wahhabiyoon kay mutaliq English article yeh hen: http://www.islamimehfil.com/forum/94-articles-and-stories/ khud paren aur auroon ko parwahen. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Munsif مراسلہ: 2 اکتوبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2014 السلام علیکم بھائ آپ کے جواب سے بات واضح نہیں ہو تی میں جو معلوم کر نا چا ہ رہا ہوں مہربانی کر کہ کؤئ اس کا جواب دے دیو بندی اور وھابی میں کیا فرق ہے دیو بندی بھی آپنے آپ کو اہلیسنت کہتے ھیں اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 4 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2014 On 2/10/2014 at 6:10 PM, Munsif said: السلام علیکم بھائ آپ کے جواب سے بات واضح نہیں ہو تی میں جو معلوم کر نا چا ہ رہا ہوں مہربانی کر کہ کؤئ اس کا جواب دے دیو بندی اور وھابی میں کیا فرق ہے دیو بندی بھی آپنے آپ کو اہلیسنت کہتے ھیں janab Muhammad Ali bhai ka jawab mukhtasar per jamia hai. Ahlesunnat tu Shia ulma beh khud lo kehtay hai.....digar batil firqay beh khu d ko kehtay hai.Kehna oar hai aur asal Sunni hona aur. Beharhaal Tafseeli bayan jo Deobandi/Wahabi groh & GhairMuqalid/Wahabi groh kai lea yeh kitab perh lain. Kitab: 60 Zahreelay Saanp Aur Maslak-e-haq AhlesSunnat Musanif:Moulana Muhammad Tufail Rizvi http://books.nafseislam.com/read-book.php?book_id=1516&book=60-zahreelay-saanp-aur-maslak-e-haq-ahlesunnat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 5 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 5 اکتوبر 2014 (ترمیم شدہ) On 2/10/2014 at 6:10 PM, Munsif said: السلام علیکم بھائ آپ کے جواب سے بات واضح نہیں ہو تی میں جو معلوم کر نا چا ہ رہا ہوں مہربانی کر کہ کؤئ اس کا جواب دے دیو بندی اور وھابی میں کیا فرق ہے دیو بندی بھی آپنے آپ کو اہلیسنت کہتے ھیں Baee jawab deh deeya heh bas aap thora ghor say paren aur joh ikhtisar say likha heh agar aap us par tehqeeq kartay toh aap ko farq pata lag jata.Ghair muqallid ka mafoom heh joh kissi be imam kay mazhab par nahin chalta. Muqallid imam kay mazhab kay uppar chalta heh. Is neechay walay ko zeroor paryeh ga. --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Wahhabi: - Muqallid - Ghair Muqallid Wahhabi Muqallid: - Hanbali (yehni Saudi Wahhabi) - Hanafi (Deobandi) Wahhabi Ghair Muqallid: - Ahle Hadith (Pakistani Wahhabi) - Wahhabi Ahle Hadith aur Wahhabi Hanbali kay Allah subhanahu wa ta'ala kay baray meh Mujassimi (anthropomorphist) nazriyat hen. Yehni yeh Allah ta'ala kee sifaat ko insaani ajza (yehni, hand, feet, shin, womb, feet, waghera waghera ) waghera ka nazria rakhtay hen. Halan kay Islam meh Allah ki sifaat ka mafoom yoon biyaan karna kay woh insaani jism kay hissay ban jahen sar'ri kuffr heh. Allah ta'ala nay farmaya heh laysaka misli shai'in yehni Allah kissi be cheez jesa nahin. - Wahhabi Deobandi, Wahhabi Hanbali, Muqallid hen joh Imam kee taqleed ko jaiz samajtay hen. Magar Ghair Muqallid taqleed ko Shirk [fil at'at] samajtay hen. Aur zahir bat heh joh Shirk ka murtaqib ho woh Kafir heh. - Deobandi Wahhabi Ashari/Maturidi hen aur yeh Allah ki sifat kay baray meh Mujassimi nazriyat nahin rakhtay. Tawheed o Shirk kay masail per teenoon firqoon meh yaqsaniat heh jis ki waja say Deobandiyoon ko be Wahhabi tehraya jata heh. ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Q1: Aap ka sawal kay Deobandi aur Wahhabi meh kia farq heh? A1: Jawab, Deobandi bunyadi tor par Wahhabi hen. Ya yoon keh lee jeeyeh Wahhabi Deobandi hen. Jistera ek kutta ek janwar heh magar us kee bot see mukhtalif naslen hen. Is'see tera Wahhabi ek hee janwar heh magar kuttoon kee tera in meh bot si naslen hen. Joh nasloon ko pechanay ka signs hen woh oopar likh deeyeh hen. Umeed heh meri baat ko abh aap samaj gahay hoon gay. Q2: Islamaili aur Barbari [shahid aap nay Gohari likha ho] kia musalman hen? A2: Ismaili ek Shia firqa heh, aur kam say kam gumrah hen. Gohari, Ahle Sunnat say ek firqa nikla jis nay Gohar Shah ko Imam Mahdi bana deeya. Yeh gumra zeroor hen aur jahan taq mujjay ilm heh Kufr ka kohi fatwah nahin in par aur nah kohi waja esi ilm meh heh. Q3: Ahle Hadith kis imam ko mantay hen? A3: Ahle Hadith mantay toh sab Imamoon ko hen bughz heh toh Imam Abu Hanifa rahimullah say bughz rakhtay hen. Magar yeh kissi Imam kay mazhab kay oppar nahin chaltay. In meh har kohi khud hee mujadid o mujtahid o Imam kay mansab par faiz hota heh aur joh ootpatang pasand ahay ussay ayn Islam batatay hen. Misal kay tor par ek Wahhabi maulvi behan/sister say nikkah ko jaiz samajta heh. Q4: Imam Ahmad bin Hanbal, Imam Ma'lik kay perokar Pakistan meh hen ya nahin? A4: Baee Pakistan bot bara heh, shahid hoon, magar kabi suna nahin.India Pakistan Bangladesh Afghanistan Hanafi madhab thah ... Africa meh Maliki aur Arab mumalik meh Hanbali hen. Edited 5 اکتوبر 2014 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔