Jump to content

Izat Bod Zillat, heh ha keh... Izzat Bad Zillat


MuhammedAli

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

HanfiGroup

Apny ulma ko jotiyan maro jinhon ny lekha agar aik acha matlab be nekalta ho tu b ghustakhi.

Aur jo matlab uraf aam main hoga wohe leya jay ga.  Aur aurf aaam main bood nahe baad hy.

Ja kar unki qabroon py jothy maroo..  

Zalil k matlab b buhat hyn. 

MuhammedAli

Lolz. Ghaali aur gustakhi ka tayyun urf aam mein hota heh ... Mein kahoon tooh haram zada heh ... Tooh kahay gali heh mein kahoon nahin haram zada likha heh ... Abh urf aam mein dekha jahay ga kay aisa jumla kiss manay mein bola jata heh ... Urf aam mein haram zada  bastard ko kehtay hen. Mein laakh kahoon balkay faisla hoga kay aisa likha jana gali heh keun kay urf aam mein haram zada ghali tor istimal hota heh ha'ram zada mana mein nahin.  Urf aam ... Aam tor ... Jab is sher ka talluq hi urf aam say nahin aur nah is ka juzs toh faisla tumaray abba ka sar urf aam par hoga. 

Urf aam ki behas sirf bad ya bod par ho sakti heh ... Bad para jahay ya bod ... Abh agar aap bad peren toh joh qari nay likha us kay kay khilaaf hoga ... Aur yeh tahreef banti heh. Haqiqat mein ie sher ka kohi bi juzz urf aam mein ghali aur towheen ka mana nahin deta jaisay aap kay uqabir ki ibarat mein urf aam mein hi ghaali deeh gai hen ... Chamar say zaleel hen ... Ghali ki taweel nahin ... Aur sarri towheen ki taweel nahin keeh jaati toba ki jaati heh ... Aap kay uqabir nay aam tor ki ghaliyun ko nabiyun waliyun ki taraf kar deeya ... isaal matti mein mil gay ...

Is kay ilawa sher mein taweel ki bi zeroorat nahin keun kay mana ibarat kufr aur ghayr sheri nahin balkay banaya ja raha heh.

Aap ki asal mansha ihtirazaat ki yeh nahin kay haq samja jahay balkay keencha taani kar kay kufr banaya jahay. Sirf Ala Hadhrat alayhi rahma say dushmani joh warsa mein milli heh ussay nibhana chahtay hen. 

Janab ki ilmiat yeh heh kay yeh bi pata nahin urf aam heh kia ... Urf aam ... Yehni aam muhawara  aam tor ki zuban mein ... Is sher ka talluq hi uurf aam say nahin. Is sher ka kon sa juzz urf aam ka hissa heh aur woh urf aam mein gustakhi samja jata heh? 

Thanvi nay rasoolallah ki takhsees ki nafi ki aur aap ko pagaloon janwaroon aisa likha ... Takhsees ki nafi say pagaloon janwaroon bachoon aur rasoolallah mein masawat qaim ki jis waja say ibarat gustakhana tehri ... Yeh urf am hi heh ... Tum aur kutta aik jaisay ho ... Masawat gustakhi bani gali bani ... Urf aam mein paleed janwar yehi kutta soowar gadda jaisa kehna gali heh ... Aur kehna hanfigroup ki khasoosiat nahin balkay woh aur kutta aisay baggayr khasoosat hen ... Ghali heh ... Keun kay yeh urf aam mein bi yahi mana deh ga mein lakh kahoon nahin nahin kutta keun kay wafadar heh is leyeh HanfiGroup ko kutta aisa keh kay mein nay ussay kuttay wafadar kaha heh ... Magr urf aam mein meray khas tayyun ko nahin leeya jahay ga balkay urf aam mein wohi hoga joh jumla mein mana leeya jata heh. 

Aayeh urf aam samja denh ... Ismail dehalvi nay chamar say zaleel likha ... Kissi ko Chamar kehna gali heh aur chammar say bi zaleel kehna aur bari gali banta heh ... Yeh urf aam mein kissi ko aik say zaleel kehna gali heh ...

Dosra agar mana aisa ho kay jis say kufr ka shayba ho toh phir taweel keeh jaati heh jis mein ibarat ka asal mafoom bayan kiya jata heh joh haqiqi murad thi ... Ala Hadrhat kay sher ki taweel ki bi zeroorat nahin keun kay joh unoon nay likha heh woh nah kufr ka shayba deta heg aur nah towheen ka ... Yeh toh aap apni Deogandi gustakh fitrat ki bunyad par bod ko bad bana rahay hen aur masoom ibarat ko gustakhana. 

Aap ka kasoor nahin aap kay uqabir ki sunnat heh. gustakhi say aap bi peechay nahin ... Gutakhi likh toh nahin saktay magr auroon ki ibarat ko tor kar gustakhi kar to saktay hen. 

IMG_20210619_123529.thumb.jpg.9e77e00479c370aa446a4fb03344f83d.jpg

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Janab nay kaha kay zaleel kay bhot matlab hen. 

Zaleel ka woh matlab leeya jahay ga joh Urdu lught mein heh. Yehni jis zuban mein ibarat likhi gahi ussi zuban mein zaleel ka matlab. Neechay zaleel ka mana heh. Check kar lenh. Aur is mein aap ka mana mojood nahin

Smail dehalvi ki ibarat par - aap zaleel ka mana kamzor lachaar keren gay. Is ka matlab huwa Nabi wali chamar say bi ziyada kamzor lachar hen ... Yehni chamar kamzor lachar heh magr nabi wali ziyada kamzor lachaar hen ... Chamar say zaleel hona murad huwa kay nabi wali chamar say bi ziyada zaleel hen yehni chamar kam zaleel heh nabiyun waliyun say ... Zaleel ko joh mana denh magr ibarat kay sayaq mein us manay mein chamar nabiyun waliyun say behtr hoga. Nabi wali say chamar ko ilm mein amal mein shan mein shokat mein izzat mein abab mein insaaf mein haq munkir kay khilaaf mein ... Kissi bi manay mein aap chamar ko nabi say behtr kahen nabi ki toheen heh. 

Janab aap ko samaj nahin kay dehalvi ka jumla hee aisa heh jis mein joh mana bi zaleel ka dalen gay chamar nabi say afzal hi sabat hoga. 

Aakhri baat urf aam mein chamar choora ghali tor par istimal hota heh ... Jistera aap kay abba chooray chamar hen balkay in say bi ziyada zaleel kutta heh ... Yehni chooray chamar say ziyada ajiz/kamzor wafadar... Ghali ki taweel nahin magr mein nay kar deeh qubul heh? Urf aam mein choora chamar gali aur ziyada zaleel kehna aur bari gali aur kuttay say tashbih deh kar aur bari gali ... 

IMG_20210619_133302.thumb.jpg.b8771eb40e1eb97677a88434fa9c48b6.jpg
 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...