Jump to content

Kiya Shia Kafir Hain?


Lashari

تجویز کردہ جواب

7 hours ago, wania nadeem said:

mein sunni hun magr mein ya poochna chahun gi ke jo log kehte hain ke kisi ke bap ka badla uske bete or bete ka bap pr nahi lia jaa skta ya quran kehta hai to ap kis trh shia ko bua keh skte ho unse itni nafrat Q? unko kia jawab dena chahiye?? .... anyone ??

Salam alaykum

Behan Kafir aur Musalman kissi ko nafrat ya muhabbat ki bunyad par nahin tehraya jata.

Har Shia Kafir nahin aur har Shia Musalman bi nahin.

Aik giro Shia kehlata heh un ko Nusairi kehtay hen yeh sab Mushrik kafir hen yeh giro Hazrat Ali ko Rabb aur Allah manta heh. In ki kufria Shirkia video aap youtube par dekh sakti hen.

Shia ka aik giro Quran kay kamil mukammil bila tarmeem o takhfeef tahreef shuda nahin manta balkay nazria rakht heh asli Quran in ka ghaar mein chuppa betha (aik dajjal) jissay yeh Imam Mahdi ka naam detay hen us kay pass heh aur jab wo ahay ga to saath lahay ga. Yeh giro bi kafir heh.

Phir Ijma e Ummat ka munkir bi Kafir heh ... Hazrat Abu Bakr as-Sadeeq kay mansub Khalifa par ijma e Ummat sabat heh jo is ka munkir heh Kafir heh. 

Joh azwaj e rasoolAllah ko ghaali deh Sahaba e RasoolAllah ki aksirat ko Kafir kahay, jin kay baray mein Quran mein aya tum sab say behtreen ummat ho ... Us ummat e Sahaba ko Kafir kahay ... Khud Kafir kesay nahin kesay munkir nahin Quran ka. Aisa har Shia bila shak o shuba Kafir heh keun kay aisi baat karta heh aur aisi jhooti baat ko sach bata heh joh ayaat Quran kay khilaaf heh. Yehni Sahaba kafir hen ... Waghayra ... Jin ko Allah nay sab ummatoon mein behtreen tehraya uneh kafir kehta heh ...

Ham har Shia kay Kafir honay kay qail nahin ... Uzr bil jahl bi heh ... Yehni jin logoon ko asal islam pouncha hi nahin ... Jesa aur joh islam kay naam kay tor pouncha maan leeya un ko ham Kafir nahin kehtay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...