Jump to content

Gham-e-Madinah

رکنِ خاص
  • کل پوسٹس

    7,143
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    11

سب کچھ Gham-e-Madinah نے پوسٹ کیا

  1. G sister ALLAH azawajal ney sa`aat dae bas dua kia kareen bht c app jazak ALLAH Khair
  2. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Salat-o-salam Multan Ijtima 2008 http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=172 mashaAllah Beautiful video millions of peoples in multan ijtima Rember me in duas Rehan Raza Attari
  3. subhan ALLAH azawajal jazak ALLAH khair brother kal hamary majid mein b Hajj ki tarbiyat they subhan ALLAH azawajal dua kareen hum b chaleen Madinay
  4. hmm jazak ALLAH khair sister duaon mein yaad ... sister mein try karta hon ... actually i was in multan ijtima ...yeh ghar pe ph: ker k record kerwaya tha ... jazak ALLAH khair duaon main bht bht yaad
  5. ENGLISH TRANSLATION Rukn-e-Shura, and the Nigraan of Dawat-e-islami’s intizaami kabina (Pakistan), muballigh-e-Dawat-e-Islami, Mowlana haji Shahid Attari (mudda Zilu hul ali) narrate in their bayaan that a man who was once a Hindu accepted Islam. He came to change his name to an Islamic name and he was the name “Hassan Raza”, he became Ba’ait in the Attari silsila so he became known as “Hassan Raza Attari”. When he was asked to what was the reason for him accepting Islam he answered, that “I was a Hindu and was studying to become a pundit. Once somehow I got hold of Ameer-e-Ahle Sunnat, Hazrat Allama Mowlana Muhammad Ilyas Attar Qadri (Damath barkathuhum ul aliya’s) book called “Faizan-e-Sunnat”. I started to read it and the more I started to read it the more the love for the Madani Master (Salalau alaihi wasalam) started to grow in my heart and so I accepted Islam. He further narrates that I had a friend who was also a Hindu and he too was studying to become a pundit. I gave him the “Faizaan-e-Sunnat” and he started to read it too. Once whilst he was asleep, he dreamt that Ameer-e-Ahle Sunnat, Hazrat Allama Mowlana Muhammad Ilyas Attar Qadri (Damath barkathuhum ul alia) have come to him and have invited him to accept Islam. Upon receiving such a unique and beautiful dawat he decided to accept Islam and become a Muslim. That friend of mine went to a Mufti Sahib and accepted Islam. (Narrated in the words of: Haji Shahid Attari Mudda zilu hul ali) TO READ FAIZAN-E-SUNNAT VISIT: http://www.dawateislami.net FOR FURTHER INFORMATION: [email protected] OR http://www.madaniforum.co.uk
  6. Ghunah Ki Dal Dal Say Ab Nikalo latest video http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=170 jazak ALLAH khair duaon main yaad
  7. dear sister yes phele wmv mein they actually recording is format mein hoti hai is waja say asf format hai acha app ka windows media player konsa hai ? sister i solve ur problem inshaALLAH app k pass asf b chale gae app bateen app ka media player konsa hai
  8. watch & Download This Naat http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=167
  9. Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Bat cheet ki sunatain aur aadab watch & Downlaod video http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=168
  10. MashaALLAH beautiful byan of Shahzada-e-Attar subhan ALLAH and Zikar , Dua Salam subhan ALLAH azawajal
  11. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam subhan ALLAH azawajal nice shairng brother ATTAR KA KARAM HAI ALLAH Azawajal ALLAH azawajal
  12. Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Do not turn away a poor man...even if all you can give is half a date. If you love the poor and bring them near you...Allah Subhanahu wa Ta'ala will bring you near Him on the Day of Resurrection. (Tirmidhi) Wa'alaykum 'Assalam wa Rahmatullahi wa Barakatuhu
  13. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam <H2 class=title>Shahzad-e-Attar (FaizaneMadina Weekly Ijtima 6-11-08)</H2> Todays Ijtima of Dawateislami at karachi faizanemadina Download & watch video http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=166
  14. Madani Madinay waley latest video Madani Channel
  15. jazak ALLAH khair brother ALLAH azawajal humen amal kerney ki taufeeq ata farmaye ameen
  16. Bismillaa hirrah maa nirrah heem, ASsalatu was salamu alaika Ya Rasoollallaah (Swallallahu alai hi wa sallam) Assalamu alai kum wa rahmatullaahi wa barakatu, Pyare islami bhaiyoun aur bheno, aap hazrath se madni ilteja hai ke agar hosakheto use print out nikalkar dusron tak pahunchaye, kyun ke bahut se logon ko ye malum nahi hai. Insha-Allaah azzawjal aap ko bhi bahut sara sawab milega. Sarkare Madina (swallallaahu alai hi wa sallam) ka farmane alishan hai "Jisne Apni Namazon ki fikr na kare Khuda uski fikr nahi karta hai". Namaz me 6 shartain hai 1:Taharath 2:Satre Aurath 3:Waqt 4:Isteqbale Qibla 5:Niyat 6:Takbire therima. TAHARATH: Namaz ki pheli sharth taharath hai, ek namazi ko 3 cheezon ko her kisam ki Najasath se paak rakhna zarori hai, 1:Jism ka paak hona 2:Kapdon ka paak hona 3:woh jagha jisper woh namaz padna chahata hai, kam az kam itni jagha paak hona ke jitni jagha me woh namaz pad sakhat hai Taharath hi me NAJASATH ka bayan ata hai, Insha-Allaa azzawajal NAJASATH ke mutaliq chand batain bataya jayega, jiska jaan na her musalman mard aur aurat per farz hai. NAJASATH: Najasath ki 2 kisme hai 1:Najasath-e-Galiza (Badi Najasath) 2:Najasath-e-Khafifa(Choti Najasath) Najasath-e-Galiza: Najasat-e-Galiza ke kisme 1:Admi ke badan se jo aisi cheez nikli jisse wazu ya gusl jata raha woh Najasath-e-Galiza hai Ex: Paakhana, Pishab, Bahataa howa khoon, Peeb, Muh bhar ke qai, Mani,Mazi, sharab etc etc... 2: Her janwar ka bahata khoon, unka pakhaana, haram janwar ka pishab wagera wagera.. Note:Halaal janwar ka pishab Najasat-e-Khafifa hai 3: Doodh pite bachche (ladka ya ladki) ka pishab Najasath galiza hai 4: Bachcha ne doodh ki qai(uti) ki agar munh bhar hai to najasate galiza hai 5: Kutta,chita aur dusre darande ka lu'aab Najasate Galiza hai Najasat-e-Galiza kitna lage to paak karna hai ? Najasat-e-Galiza agar kapde ya badan per ek dirham se zyada lagjaye to uska paak karna FARZ hai , bagair paak kiye namaz nahi hogi. Agar ek dirham ke barabar hai to paak karna WAJIB hai, bagair paak kiye namaz pade to makru-e-tehrimi wajibul adaha hai (yani aisi namaz phir se padna wajib hai) Agar ek dirham se kaam hai to paak karna SUNNATH hai, bagair paak namaz pade to namaz hojayegi magar sunnath ke khilaf hai Dirham naapne ka tariqa Najasat-e-Galiza 2 kism ki hai 1:Gaadi Najasath: ex: paakhana,gubar etc etc 2:Patli Najasath: ex: Pishab, Sharab etc etc.. dirham ko naap ne ka tareeqa: Agar gadi najasath hoto uska wazan dekhe aur patli najasath hoto uski lambayi, chaudayi dekhe yani boundry dekhe Dirham ke wazan shariat me 4.5 mashah hai aur dirham ki chaudayi,lambayi se yaahan murad takriban hateli ki gherayi ke barabar hai jo ek rupaye ke phelaawo ke barabar jagha hoti hai Aaj awaam me ye mashur hai ke 1:Doodh pite bachche ka pishab ya qai(Ulti) paak hai ye sara sar galath hai ke agar ek din ka ya ek ghante(hour) ka bachcha ya bachchi pishab ya qui ulti kare to woh napaak hai uski najasath se hum bachna chahiye isi tarha badon ki ulti ki najasath se bachna chahiye 2:kutta(dog) badan ya kapdon ko chujane se badan ya kapde napaak nahi hote chahe kutta tar kyun nahoo, haan kutte ka lu'ab napaak hai usse bachna chahiye Najasat-e-Khafifa Najasat-e-Khafifa ke kisme 1:Halaal janwaron ka pishaab Najasate khafifa hai ex: Bail, Bakri, Oont etc etc 2:Haram parendon ko beet(Paakhana) ex: Kawwa, Cheel etc etc Najasate khafifa lagjaye to kya kare? Agar najasate khafifa kapdo ya badan per lagi hoo aur woh chautayi se kam hai to maaf hai yani namaz hojayegi, agar chautayi ke barabar hoo ya chautayi se zyada hoo to dhuna zarori hai warna namaz nahi hogi, Ex: agar kurta ke aasteen ko Najasate-e-Khafifa lagjaye to ye dekhe ke woh Najasat pure ek aasteen ke chautayi hissa se kam laga hai ya usse zyada agar kum laga hai to dhuna maaf hai, agar zyada laga hai ya barabar laga hai to dhuna zarori hai. Note: 1: jistar uper ke example me kurta ke aasten ke mutaliq bataya gaya hai usi tarha her hisse ko alag alag chautayi hissa dekha jayega, ex: Paajama ke aasteen, Kurte ka caller ,etc etc pyare pyare madni phool 1: Najasath galiza ya Najasate khafifa kapde ya badan ke alawa kayi ek khatra bhi girjaye to woh najis hai , agar woh dhadarda nahoo. ex: Pani, Doodh me agar ek khatra bhi gire to Woh Najis hai Note : Dhadarda ka meaning age bhejajayega. 2: Agar Najasath galiza, Najasate khafia me miljaye to woh Najasate galiza hojayegi 3:Pishab ki chinte soyi ki nouk ke barabar, badan ya kapde per padjaye to kapde aur badan paak hai a Agar aisa kapda pani me padagaya to pani bhi napaak nahoga. 4: Namaz ki halath me jaib wagera me sharab ya pishab ya khoon ki shishi(bottle) hai to namaz nahi hogi 5:Raste ki kichad paak hai jab tak uska najas hona malum naho, Namaz hojayegi dhulane bhetar hai Aye ATTAR ka Faiz hai jaahan bhar me ke gesu aur imaame ki dhoom machi hai Duaon mein yaad
  17. jazak ALLAH khair brother duaon mein yaad
  18. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Zikar & Taswur-e-Madina Multan Ijtima 2008 Download & watch http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=164 http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=165 please do dua for me
×
×
  • Create New...