Jump to content

Qufl e Madinah

اراکین
  • کل پوسٹس

    2,216
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    5

سب کچھ Qufl e Madinah نے پوسٹ کیا

  1. Hazrat Ali ki Buhat si khasusiyat main say aik khasusiyat ye b hai k Aap Sarkar Aqdas k Damad,Chacha zad bhai honay k sath sath "A'aqad e Mawakhat" main b Aap k bhai hain. Jaisa k Tirmizi Shareef main Hazrat Abdullah Bin Umar say riwayat hai k Rasool ny jab Madina Tayyeba main Akhuwat yani Bhai chara qaim kiya k 2,2 Sahaba ko bhai bhai banaya to Hazrat Ali rotay huwe Bargah e Risalat main hazir huwe aur Arz kiya,Ya Rasool Allah ! Aap ny Saray Sahaba k darmeyan akhuwat qaim ki.Aik Sahabi ko Dusray Sahabi ka bhai banaya magar mujhe kisi ka bhai na banaya main to yun he reh gaya.To Sarkar Aqdas ny farmaya: "TUM DUNIA AUR AKHIRAT DONO MAIN MERE BHAI HO" (Mishkat Shareef page 564) MURTAZA SHAIR E HAQ ASHJA'A AL ASHJA'AEEN BAB E FAZL O WILAYAT PY LAKHOON SALAM SHAIR SHAMSHEER ZAN SHAH E KHAIBAR SHIKAN PAR TO DAST E QUDRAT PAY LAKHOON SALAM
  2. WELCOME SHWEET ASMA Aaj aik Shweet si madani Munni ny hmaray Kids Section ki ronaq Barha di Apni Pyari Pyari Baatain hmaray saath share kijiya ga aur hmaray IM k liye dhair sari Duain karni hai aap ny........aur mere liye b Zarur..... Buhat acha laga aap ka Pyara sa Introduction parh kar......Allah aap ko Meethay Aaqa k Sadqay Deen o Dunia main har jaga kamyabiyan atta karay,aur Aap ko Walaydain ki farmabardar banaye aur aap ko Haqeeqi Ishq e Rasool atta ho. Aameeeeeeen Bijahin nabi yel ameen was'salam ma'alikram
  3. Qufl e Madinah

    Jannat ki Tayyari

    Markazi Majlis e Shoura ki taraf say aik buhat he Zbr10st aur Nayab Book Maktab ny Shaya ki hai is book ka nam b waisay buhat Pyara hai JANNAT KI TAYYARI Nigran e Shora k Bayan ko Book ki shakl main tarteeb dia gaya hai ye Book Dawat e islami k Mubalegeen aur Mubaligat k liye behtareen Tohfa hai Alhmdulillah Is Book main Madani Ina'amat k baray main kafi targeeb dilai gai hai aur Madani Ina'amat k fazail b bayan kiye gaye hain aur jaga ba jaga Madni Qafiloon ki madani Baharain to hain he...... To Sab Members is Book ka mutalia'a zarur bil zarur karain specially Mubalageen bhai o Mubalighat behnain......... Book ka Title Page: Book Ka link:JANNAT KI TAYYARI Allah Pyaray Aaqa k Sadqay hmain Murshid ki taraf say atta kiye gaye Madani Ina'amat per ikhlas k saath amal karnay aur dusrun ko b is ki targeeb dilnay ki Sa'adat naseeb farmaye.Aameeeeeen Bijahin nabi yel ameen was'salam ma'alikram
  4. 1)Museebat ka Shikwa aur Bilazarurat Tazkira na karna "SABR" hai. 2)Badlay ki khawahish k bagair acha saluk karna "IHSAN" hai. 3)Gussa per qabu pa laina "HILM" hai. 4)Kisi ko apnay aap say ghatiya samjhna "TAKABBUR"hai. 5)Kisi ki khata per bazpurs na kar "AF O DARGUZAR"hai. was'salam ma'alikram
  5. Buhat Acha Silsila Start kia hai ..... aur buhat informative material share kia hai
  6. Buhat maluma'ati sharing hai......... , 4 sharing Agar Surah Baqara Aayat # 48 ki Tafseer detail main post kar dain to madinah madinah Was'salam ma'alikram
  7. Buhat informative sharing ki aap ny.......... 4 info
  8. Sis aap ny buhat acha aur informative article share kia hai.......... Jazakillahu khaira
×
×
  • Create New...