Jump to content

خاکسار

مدیر
  • کل پوسٹس

    338
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    34

سب کچھ خاکسار نے پوسٹ کیا

  1. Lain Janab Faisal Sb. App kay lia pamana bi a gaya hay, ab napnay walay banain. Ab dakhtay han ap kya hisab lagatay han, bataya ga zaroor. App ki samaj ki kya hi baat hay, Allah Ta'ala ka ata karna Samaj main anay say balatar hi hay. Wo jisay chahay bay'hisab nawazta hay. Us kay lia koi kad nahi koi kanoon nahi. Bas itni si baat samaj main a jay tu koi sawal hi pada nahi hota, jab yah baat hi samaj main nahi ati tu our kya ay ga? Ab app ko saray reference bi day rahay han our baki mawad bi. Dakhtay han man latay han yah abi bi nahi. Agar ab bi app ko samaj nahi ai tu phir is thread ko close kardana hi bahtar hay. :S
  2. Shayad yah us baat ki taraf ishara kar rahay han. "Is Kainat ki takhleek ka maksad hi Pyaray Aqa Mola Muhammad Mustafa Salal'laho Alahay WaAlihi WaSalam han". Jasa kay hadees Shareef main aya hay "Agar muja Apnay Mahboob ki shan na dikhani hoti tu main is dunya ko takhleek na farmata." (Not orignal words.)
  3. JazakAllah. Bhai Book complete hay, lakin last page main agay Fazail Aulia Allah shuru ho jatay han, wo page main crop karna bhool gaya hun. Baki topic complete hay.
  4. App nay khud hi sawal kiya our phir khud hi us ka jawab bi day dia. Is main muja kya samjana chahtay han app? Muja tu ap ki kuch bi samaj nahi ai. :S
  5. Allah Ta'ala say DUA ka matlab hay Direct bina kisi wasilay kay Allah Ta'ala say Faryad, Iltaja, Imdad Talab karna, Nazray Karam......... Bina kisi wasilay kay, baghar kisi wastay kay.
  6. Har Lafz kay maini moka ki munasbat say hotay han. Our Jasay aik am insan koi baat pochta hay wasay hi usai maini batay jatay ha. Ab kay zahan main asa kuch ho ga yah muja maloom nahi tha. Is Naat Shareef main DUA kay maini saaf saaf nazar a rahay han, Faryad, Iltaja, Imdad Talab karna, Nazray Karam. Mokay ki munasbat say Alfaz kay maini bi badal jatay han.
  7. Is Naat shareef main DUA faryad kay mai'ni main istamal hoa hay. Aik lafz ka matlab sirf aik hi nahi hota.
×
×
  • Create New...