Jump to content

mzeeshanimtiaz

اراکین
  • کل پوسٹس

    79
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ mzeeshanimtiaz نے پوسٹ کیا

  1. kia ye hadees zaef ha ??? mafhoom: Hazrat Abu Bakar Siddiqe(رضی اللہ عنہ) ki Wasiyat k NABI PAK(ﷺ) k sath dafan hone ki ijazat mangna aur phir NABI PAK(ﷺ) k roza mubarak ka darwaza khula aur ye awaz aana k Habeeb ko Habeeb k haa dakhil kr dw refrences:- اخرجہ ابن عساکر فی تاریخ مدینہ دمشق 436/30 والسیوطی فی الخصائص الکبری 492/2 agr ye hadees zaeef nahi ha tw plz mukamal saboot aur scans k sath meri rehnumayee farmaei
  2. mzeeshanimtiaz

    Kisi Bhi Waqat Ibadat Krna

    meri aik badmazhab se baat hui k ALLAH ki ibadat kisi bhi waqat ki ja sakti ha (maqrooh awqat mein namaz aor sajda-e tilawat k ilawa) tw os ka ye jawab tha :- to phr mery bai kal aap ke samny koi fajar ki 2 faraz ki jagah 4 parh leta hy oor wo be yahi daleel diata hy ke kaha mana kya hy ye to ibdat hy to kya jawab ho ga.....??? muhtram bai ibadat me na karny ki daleel nahi hooti karny ki daleel hooti hy.... jo kam jis waqt Aaap Salallaho Alaihe wAsallam ne kya js tareeqy se kya wohi hamary lye ibadat kehlaye ga iss ka jawab jald az jald chahiye
  3. GUMBAD E KHIZRAA pr ye kia ha jis ko mei ne highlight kiya ha??? __________________________________ Geo Dost ki website par ye likha hua ha.... (http://geodost.tv/2010-02-26-miracle-in-masjid-e-nabawi/) This was a miracle happened around 90 years ago narrated by Sheikh Al-Zubaidi. A person tried to demolish the Dome of Prophet Mohammad (PBUH) - Masjad Al Nabawi (Gumbad-e-Khizra).However, when some one climbed over the dome to start the demolition, a sudden Lightning struck him and the climber died at the spot and no one was able to remove his body from the top of the dome!!! It was also said that a pious man from Madina heard a voice in his dream that no one can take out the dead body from the Dome and that he should be buried their as a warning and a lesson for those who may think of attempting to demolish it in future!!! Finally, they decided to bury the man right there on the dome and to cover his body with a green box so it won't be visible to people. __________(kia ye sach ha ???)________________
  4. agar iss ki sanad zaeef ha tw sunni baheshti zewer mein Alam Faqri sahab ne Aqeeda 3 mein ye kyu kaha k 10 muarram ko qayamat aye gi ??? kia aese mamlat mein bhi fazail e amaal ki tara zaeef hadees mautber hoti ha ???
  5. mere B.Com k teacher ne class mein ye book recommend ki ha iss liye mein pochna chahta hon k 1) kia iss kitab mein koi khayanat ki gayee ha ? 2) agar iss kitab mein koi toheen amaiz (توہین آمیز) khayanat ki gayee ha tw ap muje bata dei ta k mein apne dosto ko ye kitab parhne se mena kr sakon iss kitab ko Seerat Nigari k aalami muqable min awal inam ks ne diya ha ???
  6. رحیق المخطوم کتاب جو کہ سیرت مصطفٰی ﷺ پر لکھی گئی ہے یہ کتاب کیسی ہے ؟ کیا یہ کتاب بدمزہبوں کی ہے ؟ کیا اس کتاب میں خیانت کی گئی ہے؟ اگر اس کتاب میں خامیاں ہیں تو ان میں سے چند ایک یہاں پر بھی بتا دیں
  7. kia mein ne oper jo post ki ha wo haqeeqat mein Amam Malik (رحمتہ اللہ علیہ) ka qol ha ? iss qol k sache ye jhoote hone k mutalik kuch bayan kr dei agar ye qol sacha ha tw Amam Malik (رحمتہ اللہ علیہ) ne phir aesa kyu kaha ha?
  8. kia Amam Malik (رحمتہ اللہ علیہ) Biddat-e Hassana ko nahi maante thy ?
  9. lekin iss website par ye bhi kaha gaya ha k agar 1 se zayada sawalat hue tw sirf pahle sawal ka jawab diya jaye ga....lekin muje kisi bhi sawal ka jawab nahi milla ye 2nd note parhei Dawate Islami Darul Ifta.bmp lekin ap k kahne par mei ne dubara alag alag sawal bhej diye hei
  10. mei ne apne ye sawalat pahle hi iss address par bheje thy...........lekin jawab mein ye mail receive hui thi ________________________________________________ Please Click here to download your answer. Apna jawab mhefoz kerne ke lye yahan click karen. اپناجواب محفوظ کرنے کیلیٔے یہاں کلک کرں. والسلام مع الاکرام Dar-ul-Ifta Ahl-e-Sunnat(Dawat-e-Islami) ________________________________________________ mei ne trueislam.info par bhi ye hi sawal kiya tha lekin os ka bhi koi jawab nahi aya
  11. السلام علیکم mera bhi aik sawal ha plz os ka bhi jawab "Sunni Brelwi" Darul Ifta se le dei 1) agar kisi shaks par kala jadu kiya jaye aor wo shaks jis par jadu kiya ha oss jadu ki waja se kisi gunah mein mubtala hota ha tw os gunah ka wabal kis k zimma par hoga ?.... jadu krne wale par ye gunah krne wale par ? 2) agar aik khawand par jadu kiya jaye k wo apni biwi ko talakh de aor wo khawand os jadu k assar ki waja se talakh de deta ha tw kia ye tallaq waqia ho jaye gi ? muje ye bhi bata dei k sawal darul ifta par kese bhejna hota ha.... saara tarika bata dein plz
  12. INN 3 POINTS KA REFRENCE CHAHIYE.........AOR HO SAKE TW SCAN BHI ATTACH KR DEI 1) Qayamat 10 Muharram ko 2) Jummu'a k din 3) Assar k waqat aye gi inn Ahadees ki Sanad bhi bata dijiye ga
  13. جزاک اللہ tw kia ye hadees Sahi Muslim mei nahi ha bal'k Sahi Muslim ki Shrah mein ha ??? agar ye hadees Sahi Muslim mei bhi ha tw muje Sahi Muslim ka scan page bhi fraham kr dei.... ________________________________ aor oper mei ne jis book ka page lagaya tha wo Sayed Ahmad Sayed Kazmi (رحمتہ اللہ علیہ) ki taqreer thi.........aor ap ne oper jis book ka page lagaya ha wo Sayed Ahmad Sayed Kazmi (رحمتہ اللہ علیہ) ne khud likhi ha ??? agar ye 2 alalg alag kitabei hei tw kia ap ne jis book ka page lagaya ha os book ka muje pdf link mill sakti ha ???
  14. جزاک اللہ بھائی muje Sahi Muslim k iss hawala ka scan page chahiye tha agar possible ho tw nafseislam.com par jo Sahi Muslim ki kitab upload ha os kitab ka page de dijiye (mei ne telash krne ki koshish ki thi lekin muje nahi milla) aor iss forum par kuch din pahle iss waqia k jo hawalajat upload hue hei......muje oss post ka link bhi de dei
  15. iss hadees ka scan page chahiye jo mei neeche post kar raha hon nafseislam.com mei Sahi Muslim ki jo kitab ha os book ka page chahiye (mei ne telash krne ki koshish ki ha lekin muj ko ye hadees milli nahi)
  16. Hadees: jesi awam hoti ha wesa hi hukmran os par musalat kiya jata ha refrence required ???
  17. iss post ki scan chahiye jald az jald: khas kar neeche jo 2 refrences diye gaye hei tafseer ibn-e jareer aor tafseer dur-e manshor k scan pages lazmi chahiye.........arabic mein aor agar possible ho tw urdu mein bhi
  18. ye aik rawaji jumla tha agar ye maan liya jaye k NABI(ﷺ) apne baad kuch nahi jante thy tw ye tw Mukhalifeen ki bhi nafi ho jaye gi. ha lan k mukhalifeen bhi kuch gaib ki khabrei mante hei NABI(ﷺ) ne qayamat ki nishaniya bayan ki hei, dajal k baare mein farmaya ha wagera wagera حضرت عمر فاروق (رضی اللہ عنہ) سے روایت ہے حضور (ﷺ) نے ایک جگہ قیام فرمایا پس ہم کو پیدائش کی خبر دی۔ یہاں تک کہ جنتی لوگ اپنی منزلوں میں پہنچ گئے اور جہنمی اپنی میں۔ جس نے یاد رکھا اس نے یاد رکھا اور جو بھول گیا وہ بھول گیا (بخاری ، کتاب بدءالخلق ، ج 1 ،ص 453 ، مطبوعہ قدیمی کتب خانہ کراچی) اس جگہ حضور (ﷺ) نے دو قسم کی خبر دی عالم کی پیدائش کی ابتداء کس طرح ہوئی پھر عالم کی انتہاء کس طرح ہوگی
  19. جزاک اللہ بھائی یہ بات ہم تو سمجھتے ہیں لیکن وہ نہیں اگر آپ کو اس حدیث کا حوالہ مل جائے تو ضرور بتائیے گا اور آپ یہاں پر اردو لکھنے کے لیے فونٹ کون سا استعمال کرتے ہیں ؟
  20. bohat bohat shukria janab lekin brother muje koi aesa hawala chahiye jo mukhalifeen ko bhi dikhaya ja sake
  21. شہد کی مکھی درود پڑھ کر شہد کو میٹھا کرتی ھے اس پر معتبر حوالے چاہیے
  22. شہد کی مکھیاں درود پڑھ کر شہد کو میٹھا کرتی ہیں اس پر آپ معتبر حوالے دے سکتے ہیں۔ مجھے ضرورت ہے
  23. kia aorat sajada nasheen ho sakti ha ? mere pas bhi ye hi kitab ha....iss kitab ka 4th edition ha january 2012 ka ha iss edition mein jo naam ap ne highlight kiya ha wo nahi likha wo remove kr diya gaya ha........
×
×
  • Create New...