Jump to content

Haq3909

Under Observation
  • کل پوسٹس

    245
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Haq3909 نے پوسٹ کیا

  1. Salam, Hummay Nida "Ya Rasoolallah" oay iteraz nahi , iteraz agar hay to Unhay mushkil kusha janna. Wasallam.
  2. Salam, Wahabi hum nay nahi tasleem kiya apnay aap ko.Woh to aap humay kehtay ho.Aur jissay aap wahabi kehtay ho , unho nay hi dawaat kay kaam ko agay barhaya. Wasallam.
  3. Salam, AAP ko may nay Tahir Ul Qadri walay thread may tafseeli jawab day diya tha.AAP koi naya thread banao.Us may In Sha' Allah Baat kartay hay. Wasallam.
  4. Salam, Go to the Hazir O Nazir thread and respond to my new post. Wasallam.
  5. Salam, Bismillah. Alhamdulillah. Was salatu was salamu 'ala Rasoolillah. Amma ba'd. Bhai Saeedi Sahb.Is jawab kay likhnay may , may nay apnay eik bhai say bhi kuch hawalay liyay hay.Allah Ta'ala unhay jazai khair ata farmayay.May aap kay har paragraph ka jawab tarteebwar dena chahu ga.Afsoos to mujhay is baat ka hay kay aap nay sab dalail Ja Alhaq say liyay hay jis ka bohat dafa rad ho chuka hay: 1.) AAP nay shuru may Surah Al-Baqarah ki Ayat 143 ka Hawala diya aur saat hi sirf Tafseer Tabari ka hawala diya.Kya hi acha hota kay aap Tafseer Ibn Kathir , Tafseer Aloosi , Dur e Mansoor aur Rooh-ul-Mainay ki tafseer be peesha karlatay to baat khud hi wazay ho jati.Doosri baat yay kay aap nay Phir Surah Tauba ki ayat 105 kay teht Imam Razi ki tafseer peesh ke aur phir Surah Al-Nisa ki ayat 41 kay teht Hafiz Ibn Kathir Rehmaullah ki tafseer peesh ki.AAP nay insab say Hazir O Nazir ka aqeeda sabit karni ki koshish key jis may aap In Sha' Allah kamyab nahi hosaktay. > AAP zara Surah Al-Nisa ki ayat 41 kay teht Imam Ibn Jarir Tabari ki tafseer bhi dekhay jo may nay apni sab si pehli post may peesh ki hay. > AAP zara Surah Al-Nisa ki ayat 41 kay teht Imam Razi ki tafseer bhi dekhay jo may nay apni sab si pehli post may peesh ki hay.Woh kehtay hay : واستشهدك على هؤلاء يعني قومه المخاطبين بالقرآن الذين شاهدهم وعرف أحوالهم ثم إن أهل كل عصر يشهدون على غيرهم ممن شاهدوا أحوالهم وعلى هذا الوجه قال عيسى عليه السلام: وكنت عليهم شهيدا ما دمت فيهم >Kash aap yay bhi dekh letay kay Surah Tauba ki ayat 105 ka Shan-e-Nuzool kya hay.Aur agar aap is say Hazir O Nazir ka matlab lay rahay ho , to yaad rakhay kay is may "Momin" bhi shamil hay , to phir to har momin bhi Hazir O Nazir huwa. >Akhri baat yay kay aap nay Surah Al-Nisa ki ayat 41 kay teht Tafseer Ibn Kathir Ghalat peesh ki hay. >Aur agar maan bhi lay kay amal peesh hotay hay , to us say sirf Ummat-e-ajabat kay baaz amal ki ijmali peeshi hi muraad hay jis ki tafseel meray guzishta posts may guzar gay hay.Is may kafiro waghaira....kay amaal nahi. >Akhri baat yay kay Gawahi kay liyay Hazir O Nazir hona zarori nahi.May nay upaar do hadeethay peesh ki hay jis may Sahaba nay baghair dekhay gawahi dee. 2.) AAP nay jo Hazrat Isa Alayhi Salam ka Surah Maida ki aya 117 say jo hawal diya , to aap ko yaad hona chahiyay kay Hazrat Isa Alayhi Salam kay yahi alfaaz AAP nay apnay liyay is dunya may bhi aur akhiraat(Hoz e Kausar) may bhi dohrai.Mulhaiza ho Surah Al-Nisa ki ayat 41 kay teht Imam Razi, Imam Tabari aur Hafiz Ibn Kathir ki tafseer.AAP nay apnay hi tang pay kularhi mar de hay.Bas jo mana aap nay Hazrat Isa Alayhi Sala kay liyay liya , wohi matlab aap kay liyay bhi lena hoga. 3.) Teesri baat yay kay Agar كُلَّ شَىْ say Muraad SAB KUCH janay kay hay, to phir in ayat par ghor farmayay. Hazrat Musa Alayhi Salam kay liyay bhi كُلَّ شَىْ aya hay(16:154) ثُمَّ ءَاتَيْنَا مُوسَى ٱلْكِتَـٰبَ تَمَامًا عَلَى ٱلَّذِىٓ أَحْسَنَ وَتَفْصِيلًۭا لِّكُلِّ شَىْءٍۢ وَهُدًۭى وَرَحْمَةًۭ لَّعَلَّهُم بِلِقَآءِ رَبِّهِمْ يُؤْمِنُونَ Poori Insaniyaat kay liyay bhi كُلَّ شَىْ aya hay(17:12) وَجَعَلْنَا ٱلَّيْلَ وَٱلنَّهَارَ ءَايَتَيْنِ ۖ فَمَحَوْنَآ ءَايَةَ ٱلَّيْلِ وَجَعَلْنَآ ءَايَةَ ٱلنَّهَارِ مُبْصِرَةًۭ لِّتَبْتَغُوا۟ فَضْلًۭا مِّن رَّبِّكُمْ وَلِتَعْلَمُوا۟ عَدَدَ ٱلسِّنِينَ وَٱلْحِسَابَ ۚ وَكُلَّ شَىْءٍۢ فَصَّلْنَـٰهُ تَفْصِيلًۭا Dhul Qarnain kay liyay bhi كُلَّ شَىْ aya hay(18:84) إِنَّا مَكَّنَّا لَهُۥ فِى ٱلْأَرْضِ وَءَاتَيْنَـٰهُ مِن كُلِّ شَىْءٍۢ سَبَبًۭا To kya AAP Sallallaho Alayhi Wasallam , Poori Insaniyaat , Hazrat Musa Alayhi Salam aur Dhul Qarnain ka Ilm barabar huwa? MazAllah. AB zara in tamam Hazrat ki Surah 16 Verse 89 may كُلِّ شَىْ ka matlaab check karay.: Tabari, Zamakhshari, Razi, Qurtubi, Baydawi, Jalal al-Din Mahalli and Jalal al-Din al-Suyuti, Fayruzabadi, Shawkani, Baghawi, Khazin, Ibn al-Jawzi, al-Nasafi, Abu Hayyan, Abu al-Sa'ud, Isma'il al-Haqqi, Tabrani .... 4.) Un Murtadeen kay chehray bhi Roshan hongay jaisay may nay Mawtta Imam Malik ha hawal diya hay. 5.) AAP nay jo "kya aap nay nahi dekha/Alam Tara" wali ayat say jo istidlal kiya hay, to woh bohat bari ghalti hay. ☛ Al-Qurtubi ki “Tafsir”: الأولى: قوله تعالى: { أَلَمْ تَرَ } أي ألم تُخْبَر. وقيل: أَلَمْ تَعْلَم. وقال ابن عباس: أَلَمْ تسمع؟ ☛ An-Nasafi ki “Tafsir”: والمعنى إنك رأيت آثار صنع الله بالحبشة وسمعت الأخبار به متواتراً فقامت لك مقام المشاهدة ☛ Al-Baydawi ki tafseer: { أَلَمْ تَرَ كَيْفَ فَعَلَ رَبُّكَ بِأَصْحَـٰبِ ٱلْفِيلِ } الخطاب للرسول صلى الله عليه وسلم، وهو وإن لم يشهد تلك الوقعة لكن شاهد آثارها وسمع بالتواتر أخبارها فكأنه رآها، ☛Ar-Razi ki tafseer: الأول: لم قال: { أَلَمْ تَرَ } مع أن هذه الواقعة وقعت قبل المبعث بزمان طويل؟ الجواب: المراد من الرؤية العلم والتذكير، وهو إشارة إلى أن الخبر به متواتر فكان العلم الحاصل به ضرورياً مساوياً في القوة والجلاء للرؤية، Kisi eik Mufasir Nay bhi woh maina nahi liyay jo aap nay liyay hay. Phir Para 29 may Surah Nuh ki yay ayat dekhay:- Alam taraw kayfa khalaqa Allahu sabAAa samawatin tibaqan( Ay Insaan! Kya tum nay nahi dekha......) To kya hum nay dekha hay?Kya humay bhi yaad dilaya ja raha hay kay hum nay bhi dekha hay?Ajeeb istidlal hay aap ka. 6.) Aur aap nay jo Surah Yusuf ki ayat 102 peesha ki hay aur us say jo istidlal liya hay to aye zara tafsir ko bhi dekh lay: ☛ Imam Ibn Jareer Tabree nay kaha يقول: وما كنت حاضراً عند إخوة يوسف، إذ أجمعوا واتفقت آراؤهم وصحّت عزائمهم علـى أن يُـلقوا يوسف فـي غيابة الـجبّ، ☛Ibn Kather nay kaha { نُوحِيهِ إِلَيْكَ } ونعلمك به يا محمد؛ لما فيه من العبرة لك، والاتعاظ لمن خالفك { وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ } حاضراً عندهم، ولا مشاهداً لهم ☛Tafsir Jalayn nay kaha { ذٰلِكَ } المذكور من أمر يوسف { مِنْ أَنبَآءِ ٱلْغَيْبِ } أخبار ما غاب عنك يا محمد { نُوحِيهِ إِلَيْكَ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ } لدى إخوة يوسف { إِذْ أَجْمَعُواْ أَمْرَهُمْ } في كيده أي عزموا عليه { وَهُمْ يَمْكُرُونَ } به أي لم تحضرهم فتعرف قصتهم فتخبر بها، وإنما حصل لك علمها من جهة الوحي. Aur yahi matlab Baydawi , Ibn Jowzi aur Nafasi nay diya hay.Is say bilkul bhi aap ka aqeeda sabit nahi hota. Kisi nay bhi yay nahi kha kay aap nay in waqiat ko ruh ki nakh say dekha.Balkay Surah Al-Qasas may Hazrat MUsa Alahyi Salam kay waqiah may Allah Ta'ala nay Ruku 5 may farmaya "aut tu na tha magrabi kinaray par jab hum nay Musa ko hukm beja aur na tha tu shahideen may say".Idhr to saaf nafi hogai to jismani ankh ya rooh ki ankh say dekhnay ki baat hi khatam. 7.) Jaha tak Surah Maida ki ayat number 109 ka taluq hay to zara in tafaseer ko parh lay: Tafseer Khazin , Siraj-u-Muneer,Tafseer Kabir,Madarik,Ibn Katheer. AAP nay jo Nisyaan ka kaha hay , to yay Qaul aksar tafasir ka kamzoor hay mutabar tafasir kay muqablay may.Aur doosra kya Huzoor par bhi khof aur hiraas hoga is din?Is ka koi saboot hay? 8.)AAP nay jo Nuh ALayhi Salam ka jo hawal diya , to hum to us say bhi itifak kartay hay kay aap Quran may jo ilm tha , us ki bunyaad pay gawahi dengay aur nay kay asal mushahida kay bunyad pay. 9.) Akhir may aap nay bohat ghataya harkat ki hay.May nay aap say hadeeth mangi thee aur aap upar say mujhay Sheikh Abdul Qadir Jilani Rehmaullah ki ibaraat peesh kar dee jo kay khud Sharee Hujjat nahi.Chalo un ka aqeeda bhi sun lo: Wasallam.
  6. Salam, Molvi Ahmed Raza Khan kay fatwo say koi bhi barelwi bach nahi sakta.Inhe fatwo kay waja say aap log poori dunya say kat gay ho.Apkay Ala Hazrat kehtay hay kay: (Malfoozat Hissa 1 pg.140) انشاء اللہ وہابیہ کی دعوت بند ہو گی اور اہل سنت کی ترقی ہوگی Aj dekh lo.Tableeghi Jammat ka Ijtima aur Bangladesh ka Tongi Ijtima Hajj kay bad dunya may musalmano ka saab say bara ijtima hota hay sab Allah Ta'ala kay fazal say jis ki hidayaat say log is kam ki taraf raghib huway. Wasallam.
  7. Salam, Your first line makes you a Pride of the Proud Are you kidding me on the matter of Ja Alhaq.That book can be refuted by a 10 years old child , let alone an alim and it expliciitly portrays the caliber of Mufti Ahmed Yar Khan Naeemi Gujrati Sahab(the Hakeem UL Ummat of the barelwis).You can brag about your intelligence all day long , but in the end, newly born barelwis like you have nothing more but to rely on the books of a handful of reputed Barelwi alims(Mufti Ahmed Yar Khan being one of them ), all of whome have been reputed extensively.Moreover make sure your response is not as childish as the previous one and come up with some new arguments! Wasallam.
  8. Salam, Alhamdullilah I have ready many books on these issues and my aqeeda is well established.Can't you see the irony here.Most of the people here copy paste entire books/scans.It's shameful indeed.You can review my posts again.I have only copy pasted the quotes from scholars.Rest i have refuted you personally.I can assure you that I am 100% sure about what I copy paste and in which context.You yourself are confused about your aqeeda in several issues which I have highlighted.You're aqeeda is NOT supported by your fellow Sunnis.Just go back to Hazir Nazir thread and see for yourself. Wasallam.
  9. Salam, It doesn't matter whether I copy some material from somewhere.As long as it supports my aqeeda and refutes you , there's no harm.Moreover your aqeeda should be supported by Muhaditheen , Fuqaha and Mufasireen too.Don't just quote any Deobandi scholars.That would be childish of you, if you did so. Wasallam.
  10. Salam, Mujhay zara un charo ka iltizam kufr bari bari unki kitaboo say dikhay. Wasallam.
  11. Salam, AAP poori koshish karlo.In Sha' Allah apkay aqeeda may koi aap ka sath nahi dega yaha tak Imam Bukhari bhi nahi. AUr zahir see baat hay , Muhaditheen aur Mufasireen kay quotes copy hi karnay hotay hay , they can't be typed.Time lagta hay.Hadeeth bhi copy paste karni hotay hay as it is. Wasallam
  12. Salam, May In Sha' Allah aap ko jawab donga ankareeb.Waisay bhi aap ki kuch batay upar walay post may discuss huwi hay. Wasallam.
  13. Salam, Sab say pehli baat yay kay may nay kaha kay mujhay mushkil urdu samjh may nahi ati na kay aam urdu.Kal ko koi barelwi tum say sawal karay kay kay Ismail Shaheed nay tooba ke thee is ka saboot kya hay , to ussay Fatwa Rasheediya ka hawala do gay?Kuch to akal say kam lay.Mujhay apnay ghar say koi hawal do.Aur kya saboot hya kay tauba ki waja say ahtiyat kiya?Kya yazeed musalman tha ya nahi?Aur yay bhi sabit karay kay baki 4 ulama ka iltizam kufr sabit hay. Wasallam.
  14. Salam, AAP mujhay boklahat ka shikar lag rahay ho.Zara aap Hazir O Nazir walay thread may mujh say milay.Eik to pehlay hi aap ka aqeeda sahi nahi aur upar say articles liknay pay tullay huway hay.Wah jee.I wan't our debate to be decisive.I've already highlighted your flaws.AUr may nay aap say Ilm Ghayb walay thread may kuch sawal poochay thay.Bas eik eik line may jawab day day. Wasallam.
  15. Salam, AAP to chup hi kar jao. Sunniforum pay RadiatingAli ban kay aye thay aur Abu Hajira kay hatho zaleel hona parha.May Jawab is liyay nahi day sakta kyon kay yaha saray urdu walay hay aur na may mushkil urdu samjh sakta ho aur na likh sakta hu.Kash kay yay log English may jawab detay.Aur aap say to may nay bohat say sawal kiyay thay jis ka eik jawab bhi abhi tak nahi mila? Wasallam.
  16. Salam, 1.) Kya aap nay meri original post ka point to point jawab diya? 2.) Iss kitaab ka may jawab kya do?Woh to in tamam pages may Ulama e Deoband ka eik dosra ko kafir karar denay pay tolay huwa hay aur asal mazmoon ki baat hi nahi kar rahay. Agar yahi kaam karna hay , to iss tarha toh may 100 hawala la sakta hu.Dekhna hay phir? 3.) Musanif nay yay sawal kyon kiya? Us ka maqsad kya tha?Is ka jawab brackets may hay.AAP nay bohat hoshiyari say kaam liya hay. Wasallam.
  17. Salam, Eik taraf aap log Maulana Rasheed Ahmed Gangohi ko Kafir , kazab aur gustaakh kethay ho aur doosri taraf unhi ki kitaab say tauba sabit kartay ho.Afsoos.Kya Molvi Ahmed Raza Khan nay unkay tauba ka zikr kiya?Nahi na. Mera Asal sawal ka jawab abhi tak nahi diya.Mera sawal hay kay Malfoozat may aap kay Ala Hazrat nay unnhay kafir kehnay say kyon nahi roka aur khud kaha kay hum kahengay nahi?Auro ko rokna nahi aur khud kahengay nahi?Kyon? Wasallam.
  18. Salam, AAP log to Molvi Ahmed Raza Khan kay fatway kay paband ho.Shukar hay kay may barelwi nahi warna najanay in fatwo say kaisay bachta. Wasallam.
  19. Salam, Molvi Ahmed Raza Khan kay fatway ki waja say India kay eik gao may barelwio nay doobara Tajdeed e Nikah kiya. Khabar is video may hay.Allah Ta'ala gumrahi say bachai. ........................................... Wasallam.
  20. Salam, AAP nay jis kitaab ka hawala diya hay , pehlay us kay musanif ki khabar lay lay Aur akhri page pay meray sawal hay ! Wasallam.
  21. Salam, Janab aap bhi bohat chalaki say kaam lay rahay hay Kya aap issay Mashwara kehtay hay?Yay saaf alfaaz may fatwa hay!Phir malfoozat may kyon kaha kay agar koi aur kahay to mana nahi karengay?Kya yay khula tazad nahi?Ab batao konsi baat jhoti hay? Wasallam.
×
×
  • Create New...