Jump to content

Qadri Sultani

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,554
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    79

سب کچھ Qadri Sultani نے پوسٹ کیا

  1. O sun o jahil wahhabi.Abhi tu buhat sa qaraz hay humara tum logon par,tum log Ahadees Sharif ke gustakhi karo(Your real name should be Anti Ahadees).Ab daikho meray Mustafa ka farman e kareem.
  2. Janab Salar Raza Bhai lag mujay b kuch aisa he raha hay. Ab Wahhabio tyar ho jao,tumhain challange karnay ka buhat shoq hay na.Tum har bar yeh he sabat karnay ke koshish kar rahy ho keh Meray Nabi e Pak Noor nahi hain.Ab yeh faqeer tumhain kehta hay keh koi aisi ayat paish karo,Koi Hadees paish karo,kisi Sahabi ka qaol paish karo,kisi Imam ka qaol paish karo jis main yeh kaha gya ho keh MERAy NABI NOOR NAHI.....Tum tu har bar bashar sabat karnay ke try main ho. O jahil hum nain bashariat ka inkar kab kia???Humary nazdeek jo Huzoor ke bashriat ka mutliqan inkar karay woh tu hay he kafir. Hum tu kehtay hain keh bay misal bashar aur noor.
  3. Janab Rizwan Sb.aap nain b kya faisla farmaya hay keh naam nahi lia gya Aap ka tu is say yeh zahir ho gya keh kya mera Nabi Noor he nahi. Aur meray bhai Quran ko samjanay k lia Ahadees Sharif aur Tafseer k b zaroorat hoty hay.Is lia zara thora sa ghor karain.
  4. Wah g wah kya bat hay aap ke janab.Hum nain bashar honay ka inkar kab kia hay?????? Hum tu kehtay hain aisay bashar keh jis ke misal na ho.Laikan aap hain keh Nabi ko apnay jaisa bashar kehnay main b sharam nahi aaty.Kuch tu Allah say daro. Aur rahy bat logic ke tu janab mujay intihay afsos ho raha hay aap k basic knowledge par keh aap example ko reality say relate kar rahay hain.Had ho gay hay janab had
  5. O janab aap ke kya bat hay.Phir woh he bat paish kar de.LIKE U.....Is main kaha haykeh main bashar hon.Is main b example de gay hay.Aap sirf aik bat bata dain keh kya example dainay say woh bat reality main change ho jaty hay.Ab main is k jawab main woh Hadees Sharif paish karta hon jis main Huzoor e Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam nain farmaya tha keh AYYUKUM MISLI......Kya tum main say koi meri misal hay?????????? Ab aap is ka kya jawab dain gay. Aur janab Saeedi Bhai say mera koi rabta nahi aap ke itlaa k lia araz hay.Na main Pak main hon abhi. Koi aisi Hadees Sharif paish kar dain jis main yeh ho ke main aadami hon(Bashar hon)???? Bas aap say yeh he araz hay.
  6. Janab Rizwan Qadri Sb.Hum nain Quran say start kia.Quran he say jawab dia.Hum nain phir tafseer e mubarak say sabat kia keh Huzoor Nabi e Kareem nain apnay aap ko hum JAISA bashar kyon kaha.(Na keh full bashar kaha,tashbeeh de).Phir hum nain Ahadees Sharif paish keen,Sahaba ke aqaid paish kia(aap zara ghor say daikhain janab).Mufassareen e Karam k qaol paish kia,questions k wuestions kia,but no answer.Ab aap batain hum is ka kya karain jab agla fareeq koi bat he na manain. Aap say araz hay keh aap Hazrat e Allama Abdul Hakeem Sharf Qadri Sb.Rehat Ullah e Alaih ke book Paikar e Noor study karain.Is k alawa Janab Muhammad Najam Mustafai Sb ke book HAQ KE TALASH study karain.Aap par sab kuch wazeh ho jay ga Insha Allah.
  7. Afsos hay tumhari aqlon par.Bayshak Quran e Majeed main sab kuch hay laikan phir tafseer ke kya zaroorat paish aay?? Quran main har cheez ka zikar mojood hay laikan us ko jan nay k lia insight ke zaroorat hay janab........ Agar tafseer ka kaam ghalat hota tu Sahaba e Karam yeh kaam kyon kartay????Hum nain Sufia ke tashreeh tu byan he nahi ke,hum nain tu mufassareen e karam ka,Sahaba e Karam ka aqeeda paish kia.Tum nain un sab say inkar kia,,,Hadees Sharif k gustakhi ke(Sharam karo kuch tu,Apnay aap ko Ahl e Hadees kehlatay ho). Kya Quran ko Sahaba e Karam say zyada Quran e Pak ko tum nain samja.Kabhi kisi Sahabi nain kya Huzoor Nabi e Kareem ko apnay jaisa bashar kaha????????Aik b proof do??????? Challange ke rat lagay hui hay tum logon nain.Simple baton ka jawab day nahi saktay aur bat kartay ho challange ke....
  8. Had ho gay Mouhawid Sb.aap ke aqal par.Pata nahi aap nain sirf challange karna he seekha hay aur jab jawab mun par parta hay tu phir tarah tarah ke invain qism ke taaweelain paish kartay ho.Hosh main tu ho aap????? Hum AlhamdoLillah e AzawaJal AhleSunnat Wal Jamat hain.
  9. Kya bat hay Wahhabia ke!!!!!! Jab hum nain Muhaddaseen e Karam k batain paish keen tu Wahhabia ko aag lag gay kyon keh yeh sab batain in k aqeeday k against hain. Aur jab apni bari aay tu kehtay hain keh fulan Muhaddas nain HIDAYAT KA NOOR KAHA.Wahan tumhain kya ho jata hay Muhadasseen e Karam ke batain paish kartay huay.Kuch sharam karo. Apni posts daikho zara aik bat ka jawab nahi dia jahilo tum nain. Aur plz next post main topic say related bat karna.Yahan debate ho rahy hay na keh hum aap ke jahilana batain sun rahay hain......
  10. Wahhabion say koi jawab nahi ban para tu idher udhar ke batain karna start kar dee hain apni aadat k mutabiq.Koi aisi bat batao jo Saeedi Bhai nain apnay pas say ke hay?????? Sirf jawab do is bat ka????Hum nain aap wahhabion say itnay questions kia hain abhi tak aik question ka b jawab nahi aaya,,kisi aik ka b nahi.......
  11. O daikho aaj kal k wahhabio,,Zara Sahaba ka aqeeda,Nabi e Kareem k chehra e anwar ko kis tarah bayan kar rahay hain.Bas Noor he Noor
  12. Subhan Allah Masha Allah Kya khoob jawab dia hay aap nain Saeedi Bhai Allah Kareem Huzppr Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam aur Huzoor Syedna Ghous Ul Azam Radi Allah o unho ka sadqa aap k Ilm o Amal main taraqi ata farmay aur barkat day,aur hum sab ko paraishanion aur baimarion say mehfooz rakhay.Aameen Jazak Allah o Khairan Kaseera
  13. Abhi kahan ja rahy ho janab.Aik sawal ka jawab b nahi dia abhi tak aap nain. Ab zara is Hadees e Pak k baray main aap ke kya ray hay????? Hazrat Jabir bin Abdullah Ansari (radi Allahu anhu) reports: I asked: "O Prophet of Allah (sallal laahu alaihi wasallam), What did the Almighty Allah first create?" The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) replied: "Allah first created my Noor (Light) of His Noor. This Noor travelled about according to the Will of Allah. At that time, there was no Heaven, Hell, Lawh (Divine Tablet), Pen, Earth, Skies, Sun, Moon, Jinn or Human Beings. When He decided to create, He divided that Noor into four parts. From one part He created the Pen, from the second, the Lawh and from the third, he made the Arsh (Throne). "He divided the fourth part into a further four parts. From one, He created those Angels who carry the Arsh, from the second, the Kursi (Divine Chair) and from the third, He created the Angels. "He again divided the remaining parts into a further four parts. From one, He created the skies. The second was used in creating the planets. From the third, Heaven and Earth were created. "Once again, He divided the fourth part into a further four parts. From one part He created the power with which the believers see. From the second, He created in the hearts of the Believers the Noor of Marifat. From the third, He created in the tongues of the Believers, Noor, so that they can read the Kalima of Tauheed". (Dalaa'il-un-Nubuwwat, Imam Baihaqi)
  14. Aa gya munafqiat par aur apni asliat par.Ab isi tarah k heelay aur bahanay karay ga.Daikhna sab log
  15. Tumhari is bat ka jawab main pehlay he day chuka hon.Imam Fakah Udin Razi Rehmat Ullah e Alaih ke tafseer e Kabeer k hawalay say. Is k alawa tumhain kya woh Hadees Sharif nazar nahi aaty jis main Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam nain Sahaba e Karam Radi Allah o unho Ajmaeen say farmaya tha ke Ayyukum Mislee.... Had ho gay hay tumhari aqal par.Tum tu Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam k jism e aqdas say Noor k niklnay walay mujzay ka b inkar kar rahay ho.Naozo Billah min zalik Main nain Sahaba Karam k qaseeday paish kiay jinhon nain Huzoor Nabi e Kareem ko Noor kaha. Kya Sahaba e Karam in aayaat aur Ahadees ko sahi samjatay thay ya aaj kal ka jahil aur gustakh wahhabi???????
  16. O gustajho kuch tu sharam karo.Had kar de hay tum logon nain.Main nain kitnay sawal kia hain??????Kisi aik ka b jawab dia hay tum nain.Main nain itni Ahadees Sharif quote keen.Unko zaeef keh kar bhag jana aur phir Naozo Billah un ke gustakhi karna.Kuch tu sharam karo.Pehlay meray sawalaat ka jawab do phir aagay chaltay hain... Waiting for your reply
  17. AstaghfiRullah Naozo Billah min zalik Humaray mun main khak agar hum alfaaz use karain keh Nazo Billah Hadees Sharif say keeray nikal rahay ho.Laanat ho aisay ganday aqeeday par. Aur fuzool baton ka kya faida jab koi proof he nahi.Sabat karo na yeh sab zaeef hain.Ab aa gay ho apnay sahi aqeeday par kabhi idhar ke bat karna aur kabhi udhar ke.Afsos tum jaisay jahil wahhabi ke aqal par sad afsos
  18. Subhan Allah meray Sohnay Nabi e Kareem ka saya koi nahi tha.
  19. Ab Sahab e Karam ka yeh aqeeda tha keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalm Noor thay.Tum kya Naoz o Billah un say b aagay barh gay ho.Syedna Abbas Radi Allah o unho ka qaseeda paro.Syedna Hassan Bin Sabat Radi Allah o unho ke nnatain parho.In tamam Hazraat nain Huzoor Nabi e Kareem ko Noor kaha hay. Kuch tu Allah ka khof karo.Mjay samaj nahi aaty tumhain takleef kya hay Noor man nay main????Ya there is a huge veil on your brain and heart...
  20. Janab afsos hay aap par.Thora sa b ghor kia hota is Hadees Sharif par tu yeh sawal he na karty.Syedna Jibrail Alih e Salam is lia aay thay aur un ka saya is waja say tha keh ummat ko sikhaya jay Namaz k auqat k baray main.Aur qyamat main jo Arsh ka saya ho ga us ke nauiat k baun ray main aap kya jantay hain keh woh kis tarah ka ho ga?????? Main nain itni Ahadees Sharif aur Aqwal paish kia hain aao ke nazar he nahin par rahy un par. Chlain un sab ka jawab tu abhi aap par qaraz hay.I m waiting for their reply. Acha aap ko pata hay na keh Syedna Aadam Alaih e Salam ka laqab ABU UL BASHAR hay.Aur Huzoor Sal Allah o Aaih e Wasalam ka irshad hay keh Syedna Aadam Alaih e Salam abhi creation k process main thay tu main tab b Nabi tha.Tu jo Abu Ul Bashar hain kya un say pehlay b koi bashar ho sakta hay?????Aap ke aqal ko problem kya hay Apnay Nabi e Pak ko Noor man nay main???
  21. Janab shor kis nain machaya hay.Salar Raza Bhai nain tu tum logon ke haqeeat byan ke hay. Ab Ya Allah Madad Sb. Aap nain jo Hadees Sharif quote ke hay na us main koi rawi ka tazkara hay aur na Hadees Sharif ke book ka refrence hay. Aap kab say yeh he bat kar rahay hain keh g hidayat ka noot jab keh main nain itnay mufasareen karam k qaol byan kia.Sab nain Huzoor Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam ka nam e mubarak lay kar un ko noor kaha hay.Baad main is faqeer nain Syeda Haleema Saadia Radi Allah o unha ka refrence paish kia.Us ka koi jawab nahi aaya????Saya na honay k baray main Syedna Abdullah Ibn e Abbas Radi Allah o unho ka qaol paish kia aur Mishkat Sharif ka hawala dia,Us ka koi jawab na aaya????? Ab kon kon say sawal yahan repeat karon yahan?????Kisi aik ka jawab tum nai nahi dia.Har bar hidayat ka noor likh kar aur idher udhar ke batain kar k bhaag jatay ho.....
  22. Look at the knowledge of wahhabi and imtelligence of wahhabi.I have mentioned quotes of Shaba e Karam Radi Allah o unhum Ajmaeen.I have a question to u???Who narrates the Ahdees Sharif???If your answer will be that Sahaba then what is the problem in mentioning their quotes???? For your information you can study the Mishkat Sharif,Chapter,,Miracles of Holy Prophet Again I m giving some Ahadees Sharif and quotes of Sahaba Radi Allah ounhum Ajmaeen that will surely proove that Our Beloved Prophet is Noor. Sayyida Halima Sa'adiya (radi Allahu anha), the wet-nurse of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), believed the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) to be Noor. She said that when she used to feed the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) milk in his infancy, she never felt the need for a light in her house. (Bayaanul Miladun Nabwi; Tafseer Mazhari). Sayyida Safiya (radi Allahu anha), the aunt of the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) states that on the eve of the birth of the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) she was present in his house. She said that she saw his Noor became more powerful than the light from the lamp. (Shawaahidun Nubuiwat) Hazrat Ali Murtuza (radi Allahu anhu) said that when the Beloved of Allah (sallal laahu alaihi wasallam) spoke, Noor (light) used to be seen emerging from between his blessed teeth. (Muwahibul Laduniya; Anwaarul Muhammadiyah) Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) states that when the beloved Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) smiled, then the walls use to glow with his Noor. (Muwahibul Laduniya; Shifa Shareef) Hazrat Anas (radi Allahu anhu) states that the day in which the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) arrived in Madinatul Munawwarah, everything in Madinatul Munawwarah became bright through his Noor. (Tirmizi Shareef; Ibn Majah) Ummul Mo'mineen, Sayyida Aisha Siddiqa (radi Allahu anha) is recorded to have said: "In total dark nights, I used to put the thread into a needle with the help of the Noor of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam)." (Shara Shifa Bar Hashia Naseemur Riaz) Hazrat Imam-e-Azam Abu Hanifa (radi Allahu anhu) praises the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) in the following poem: "You are that Noor that the full Moon is brightened by your Noor and you are with your beauty and elegance a shining sun." (Qasidaul Nu'maan)
  23. Janab AhleSunnat Qadri Sb. Aap thora sa ghor karain is wahhabi ke post main.Is ko kahain keh wahan misal ka lafz aaya tu us nain is ke yeh toujeeh bayan kar de aur jab yeh he lafz Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam k lia use kia jay tu us waqat yeh kahan ghoom jatay hain.Us waqat un ke yeh sab tadbeerain kahan bhag jaty hain.Daikhain main nain is k alawa Syedna Dahya Kalbi Radi Allah o unho ka zikar b kia hay aur baad main nain Imam Fazkhar Udin Razi k Tafseer say yeh sabat kia hay keh Aap Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam nain yeh alfaaz aajazi aur inkisary k lia kahay. Is k alawa aik aur buhat mashoor Hadees e Mubaraka jaisa keh Qadri Attari bhai nain quote ke jis main Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam nain farmaya keh ...Ayyu kum mili.....Tum main say kon hay jo meri misal hay??? Aap us wahaabi say poochain kya tum Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalhee Wasalam ko apnay jaisa bashar kehtay ho?????
  24. Jazak Allah o Khairan Kaseera Janab Insha Allah yeh faqeer buhat jald aik article post karay ga jis main aaj ke science say b yeh sabit ho gya hay keh Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam Noor thay.Abhi aaj kalmeray exams hoo rahay hain is lia aap say guzarish hay keh dua main uad rakhya ga.
×
×
  • Create New...